Incest Kya GOVIND yunhi tarasta rahe ga!!!!

Well-known member
1,890
5,090
145
Govind.jpg
 
Member
219
200
43
Kya GOVIND yunhi tarasta rahe ga!!!!


EPISODE – 21

Breakfast sab ne ikhate kiya… Seema sab ko bye bol kar university ki taraf nikal gayee… Govind ne kamre mein se 40 laakh nikal kar Lala ji ko de diye…. Aur un ko poora plan samjha diya tafseel se…

Govind… “sab se pehle, Papa, aap ne office ja kar Manager ki disbursement authority aur financial approving authority cancel karni he aur ye instructions issue karni hein ke ap ki ijajat ke bagher koi bhi kaam na kiya jye…”

Govind… “godam ki repair ke liye kam aaj se shuroo hona chihiye… jitna anaaj wahan he wo turant shift karen chote godam mein… jab bare godam ki repair aur colour ho jye to sari electric wiring aur new bulb lagane hein… roshandaan, khidkiyan, darwaje theek hone chahiye… jahan roshni ki jaroorat he wahan roshni padni chahiye… windows glasses bhi replace honi chahiye… us ke baad chota godam bhi ussi tarah repair hoga… hamare pas sirf 10 din ka waqt he…”

Govind… “ap ke godam ke bahar jo purana loading truck park kiya hua he usse aaj hi garage mechanic ke pas bhejhe aur 5 din ke andar chahiye poora repair ho kar…”

Govind… “shehar se bahar jo ap ka plot 3000 square yards ka he wahan aaj hi aik aur bare godam (1000 square yards) ki construction aur sath mein 4 kamre 2 washrooms aur aik garage ki construction shuroo hogi… us godam ke 2 vibhaajan honge… aik hissa anaaj ke liye 700 square yards par hoga aur doosra chota hissa 300 square yards ka hoga jahan spices store hon gi… is bar, iss season mein, hum na sirf anaaj khareeden ge balke sath mein spices bhi khareden ge… 4 kamre aur 2 wshrooms aur garage bane ga 500 square yards par… aur 500 square yards par aik animal farm house bane ga jo ke ground plus 2 manjila hoga… ground par hum bare maveshi, 1st floor par chote maveshi aur 2nd floor par pet birds (rare species) rakhen ge… bakee ke 1000 square yards abhi khula chora jye ga… us ke liye baad mein sochen ge… bird pets ke liye license bhi apply karna hoga…”

Govind… “aap ne apne aadhe karamcharion ko hidayat deni he ke wo tursnt shift ho jyen shehar se bahar plot par aur wo waheen kaam Karen ge… kissi employee ko nokri se nhe nikale ge…”

Govind… “Manager ke sath aik bharosemand aur yuvak karamchari aaj hi lagaya jye ga jo ke Manager ke na hone ki soorat mein sari jimmedari uthaa sake…”

Govind… “Papa hamare pas sirf 10 din ka waqt he… ap ne aaj se rojana office jana he aur kissi din bhi chhutti nhe karni…”
(is baat ka khulasa baad mein hoga ke Lala ji 5 – 6 sal se beopar mein dilchaspi kyun nhe le rahe the…)

Govind… “Papa aur aik aakhri baat… ap ki jo jameen 100 acre… shehr ke north side pe he… wo bhi hamen aage chal kar sochna hoga ke kese cultivate kare… bas wahan pani ka masala he…”

Lala ji… “beta… tum ne theek kaha... aik to waha pani kum hai aur kheti pani ke baghair ho nhe sakti… dusre, beta, mein ne waha kuch khana badosh logo ko ijajat de rakhi he… wo waha apni jhopriyon me rehte hein… bohat ghareeb log hein… filhal un ko nhe Utha sakte wahan se…”

Lala Ji… “kuch din pehle jameen ke liye aik party ne achi offer bhi di thi aur wo log abhi tak kehte hein aur kal to unhon ne offer bhi badha di he magar mein ne un ko saf bata diya he jab tak ye khana badosh log yahan bethe he... mein jameen nhe bechu ga…”

Govind… “theek he Papa… us jameen ko baad mein dekhen ge…”

Lala Ji… “beta yad rakhna tumhein aaj jana he Principal ke pas college… car aa jye gi tumhare pas mujhe chod kar…”

aik car seema ke liye thi aur aik lala ji ke liye…

Govind… “Papa… ap chinta naa Karen … mein manage kar lunga… bas aap yad rakhiye ga hamare pas sirf 10 din hein…”

Lala ji kuch dair ke baad nikal gye apne office… aaj un ke kandhe jhuke hue nhe the… aaj wo apne ap ko bohat majboot mehsoos kar rahe the… aaj un ka beta un ke sath tha…

Govind ne phir se Manager ko check kiya… wo uth chukka tha… us ka sar bhari tha… nahane ke baad wo theek ho gaya aur office ke liye nikal pada… koi khas cheej note nhe ki us ne…

Govind sirf ye chahta tha ke manager ko pata chale 2 ya 3 din baad taki kaheen finger prints hon bhi to khatam ho jyen…

Govind ne ab Asha ki taraf rukh kiya… us ne apne inspectors ko instructions de deen theen aur is waqt wo kuch aur kam kar rahi thi…

Govind ne apna zehn lagaya Vikram ki taraf… wo abhi thori dair mein pohnchne wala tha shehr… Govind ne vikram ka mann tatola kissi car ke bare mein jo powerful engine wali ho aur bhagane mein bemisal ho… Vikram se pata chala ke aik car he 10 lakh ki…

Govind ne 10 laakh almari se nikale aur almari phir se lock kardi…

Aur bungalow se bahar niklaa aur auto par baith kar vikram ke showroom pohanch gaya… Vikram bhi aa gaya thori dair mein…

Vikram, Govind se mil kar bohat khush hua…

Govind ne Vikram ko Lala ke bare mein bataya aur ye bhi kaha ke Lala ji ne us ko apna beta bana liya he aur rupya diye hein car khareed ne ke liye…

Vikram ne us ko 3 gariyan dikhayeen… Govind ne wohi pasand ki jo ke Vikram apni soch mein bata chukka tha…

Govind… “yar kesa sanyog he… Lala ji ne mujhe 10 lakh hi diye the… aur car bhi itne ki he…”

Govind ne payment kar di to Vikram ne documents tayar kar wa diye…

Govind… “Aaj mein wapis jaun ga gaanv… abhi ja raha hu college admission ke liye… shaam ko tujhe pick karun ga phir dono yaar chalen ge car par gaanv…”

Vikram bhi khush hua sun kar… “tera intejar karun ga…”

Govind… lala ji ke dimagh mein pohncha to khush hua ke Lala ne Govind ke kehne ke anusaar sare intejaam shuroo kar diye the…

Manager bohat pareshan tha… aur kuch doosre employees bhi jo haramkhor the…

Govind ab nikal pada… college ke liye… car achi thi… powerful engine aur fully loaded…

Principal ne kissi VIP ki tarah Govind ko welcome kiya… adhe ghante mein us ka admission ho gaya… Govind ne request ki ke 4 mahino ke notes us ko mil jyen to wo apni study start kar de ga aur next Monday se regular classes attend kare ga…

Principal ne sara arrangement kar diya… books aur notes Govind ko mil gye… aur Principal ke kamre se nikal kar college ki library ki taraf chal deta he… library card ke liye form fill karta he aur aik kitab padhne ke bahane beth kar dimagh ki daur laga deta he…


Ussi samay... Raghu, Seth Rajender Singh ke manager ke sath illake ka visit kar raha tha… us ne kuch saman jis mein guns bhi shamil theen wo arrange karne ke liye manager ko bola… aur kaha ke 5 bande chahiye sham ko thikane par… wahan un ko plan bataya jye ga…

Idhar Govind dhayaan lagata he Riya par… Riya apni friend Shabana ke sath padh rahi he… aaj Shabana Riya ke ghar aayee hui he… Govind… Riya ke dimagh mein apna khayaal rakhta he…

Riya… “pata nhe kahan hoga wo kameena… mere jism mein aag bhadhka kar kahan gayyab ho gaya… ab pata nhe kal university aye ga ya nhe… agar na aya to mein to mar jaun gi… sari raat neend bhi nai aayee bas usi julmi ka khayal tang karta raha…”

Riya… “mein ne to kissi se us ka jikar tak nhe kiya… shabana ko bhi nhe bataya… kyun ke yadi wo kal milne na aaya to shabana bhi mera majak banaye gi…”

Govind… “hmmm… ab kal ka kuch sochna to pade ga…”

Phir Govind ne Malti Bhabhi ka aur Rukmani ka dimagh check kiya... dono us ko miss kar rahi theen…
good one
 
ADMIN :D
Senior Moderator
12,182
10,225
145
Kya GOVIND yunhi tarasta rahe ga!!!!

EPISODE – 23

Govind ne phir dhayan laga diya Varsha didi par… wo log khana kha chuke the…

Ab sirf lounge mein Varsha aur Akshara didi the…

Govind ne socha ke … didi ke mind mein vichaar rakhun Maa, Bapu, aur sab ka magar socha ke aesa karne se wo dono dukhi ho jyen gi… jab waqt aye ga milne ka to sab milen ge… abhi se kyun in bechariyon ko pareshan karna…

Govind ko acha lag raha tha didi ke pas jaa kar… aesa lag raha tha ke wo phir se bachaa bann gaya he aur pehle jesse ghanto didi ki goad aur aaghosh mein pada rehta tha… wesi hi shanti mil rahi thi mann ko…

Varsha didi aur Akshara didi apas mein batein kar rahi theen… Akshara didi ke hath mein aik katori he jis mein hare masale ki chatni (dhaniya, podina, payaaz, garlic, aur sab cheezon ki chatni…) he aur wo us mein se ungli se chat rahi he thora thora…

Varsha… “Akshara… teri ye chatni ki katori chatne ki aadadt kab choote gi… abhi tak bachi banni hui he tu…”

Akshara… shokh lehje mein… “Kabhi nhe…”

Akshara… “Didi… tum bilkul Maa ki tarah chatni banati ho…”

Varsha… “tum ne phir chatni ke bahane Maa ko yad karna start kar diya… kabhi kabhi to mujhe lagta he ke tu chatni khati hi issi liye he ke Maa ko yad kar sake…”

Akshara… “Didi… to Maa ko yad bhi nhe kar sakti kya… do sal ho gye na kabhi Bapu Maa milne aaye na hi hamen bulaya milne ko…”

Vasrha… “tujhe sab yad to he kaise aur kin halat mein hamari shadiyan hui thee… to kaise mil sakte hein bas ab yahi hamara mukadar he… bas aurat ka yahi naseeb hota he…”

Akshara… “didi… tumhen munna bhi yad nhe aata…”

(Dono didiyan payar se Govind ko Munna bulati thee)

Varsha… “wo to har samay yaad rehta he… kitna bada ho gaya hoga… bada dil karta he us ko dekhne ka…”

Ab dono ki aankhen num ho gyee thee…

Govind bohat dukhi ho gaya magar nhe chahta tha ke us ki didiyan yun ro pade… turant dono ke dimagh mein bari bari ja kar un ke pati ke vichaar le aaya taki dono ka mood theek ho jye…

Akshara… “ye kaisee shadi he jis mein pati sukh bhi nhe deta… 12 din ho gye hein rat ko nashe mein dhut aata he aur behosh ho jata he bistar par…”

Varsha hansne lagi…. “khushnaseeb he pagli jo 12 din pehle koi sukh to dekha hoga… tumhare jeth to mahine se upar ho gaya he aese sharab ke nashe mein dhut dakrate hue kamre mein aate hein jesse koi bhensa ho… aur aate hi bed par gir jate hein aadhe neeche aadhe upar… bari mushkil se un ko khench kar bed par litati hun…”

Akshara… “didi is ghar mein sab kuch he… kissi cheez ki kami nhe… magar sharirk sukh nhe… kya hum aese hi budhi ho jyen gi…”

Varsha… “hmmmm… bas yahi muqadar he hamara… dhairy rakh…”

Akshara… “didi… Bipin (Akshara ka Pati) ka jo massi ka beta he… Maninder, wo bari ajeeb si nazron se dekhta he… kabhi kabhi double meaning bat bhi keh deta he… jab do mahine pehle aaya tha to aate jaate mere piche hath laga raha tha…”

Varsha… ghusse mein “teri budhi bharasht ho gyee he kya… jo aesa keh rahi he… tu ne dantaa nhe us ko…”

Akshara… “kaya karun didi… aik mard agar naseeb se koi bat kar raha he aur hath laga raha he to us ko bhi manaa kar doon… dekhne mein bhi acha khasa he… mein to sochti hun ke is bar aye to kuch mein bhi kadam aage badhaun…”

Varsha… “khabardar jo tu ne aesa socha bhi to mujh se bura koi nhe hoga… mein baat nhe karun gi tere sath… chal ab uth aur dekh Bimla kya kar rahi he…” (Bimla maid he…)

Govind ka mann bohat bojhal aur bhaari ho gaya… apni behno ko yun tarasta dekh kar us ka dil cut sa gaya… bari mushkil se us ne apne aansoo kaboo mein kiye… wo library mein betha apna tamasha nhe lagwa sakta tha…

Wo turant apni behno ke dimagh se nikal aaya…

Wo apna mood ab theek karna chahta tha… to Seema ke dimagh mein gaya to pata chala ke us ki aakhri 2 classes cancel ho gyee hein aur wo abhi thori dair mein ghar ke liye nikle gi university se… University college ke pas mein hi thi… Govind turant bahar nikla aur Car nikaal kar university ka rukh kiya… Jab wo university ki parking mein pohncha to dekha ke Seema apni car ki taraf ja rahi aur wahan driver us ka wait kar raha tha… us ne turant driver se kaha ke wo ghar chala jye… aur wo kud Seema ko ghar le aye ga… Driver ne us ka kaha maan liya… Jab Seema waha pohnchi to car aur driver ko talash karne lagi… Govind ko dekh kar us ki taraf aa gayee aur kaha…

Seema… “tum… yahan…?? College nhe gye… aaj tumhara admission hona tha na….???”

Govind… “aik sath itne sare sawal… chal ghar chal batata hun…”

Seema… “han chalo… magar driver pata nhe kahan he… aur car bhi nazar nhe aa rahi…”

Govind… “mein ne us ko kaha ke wo chala jye…”

Seema… “to ghar kese jyen ge…”

Govind ne Seema ka hath pakar kar apni Car ki taraf le gaya… iss pe…

Seema… “ye kis ki gari he…??”

Govind… “are yaar choro in bato ko… aao betho…”

Aur us ka hath pakar us ko car mein bitha diya agli seat par… aur khud udhar se ghoom kar aaya aur car start kar di… Seema bade ghaur aur soochana se us ki taraf dekh rahi thi…

Seema… “Govind… mein agar sahi samjhi hun to yeh Car tumahri he…”

Govind… “ye meri nhe hamari car he… kesi lagi…”

Seema… “Bohat achi… treat kab do ge…”

Govind… “issi liye to aya hu tumhare pas ke tumhen hamari car bhi dikahu aur aik ride bhi dun aur aaj sirf halki si treat apni darling behn ke liye…”

Seema… darling shabd sun kar khil uthi… aur shokhi se boli… “darling ya behn…??”

Govind bhi hans para aur samajh gaya ke Seema us ki tang khench rahi he… “dono…”

Seema… andar hi andar samarpit ho gyee aur phir se apna hath Govind ke hath par rakh diya… ye car auto gear thi… to wahan gear to tha magar usse baar baar change nahe karna hota tha… Govind ne khud Seema ka hath tham liya… phir us ko sath liye aik chote se café mein aa gaya jahan par kuch snacks aur coffee order ki…

Govind ne Seema ko bataya ke wo aaj gaanv jye ga… Seema udas ho gayee aur boli… “yar apna gaanv to dikhao…”

Govind… ne bhi shokhi se… “yaar ya bhai…??”

Seema bhi aankhen nachati hui… “dono…”

Dono khilkhila kar hans pade…

Aur issi tarah hansi mazaaq karte rahe… dono ko aik doosre ka saath bohat acha lag raha tha…

Govind ne aik burger pack bhi karwaya Vikram ke liye… wahan se nikle to seedha Govind, Vikram ke showroom par gaya… Car bahar khadi ki aur Seema ko car mein bethe rehne ka kaha…

Govind khud andar ja kar Vikram se mila aur us ko burger diya aur kaha ke aaj jaldi chutti le le to sham ko jaldi nikalte hein… us waqt 3 baj rahe the…
Nice update rusty blade bro

App ki writing skills bhote hi acchi hai :good2:
 

Top