- 995
- 1,084
- 143
Itna lamva intezaar na kar raha maiDear
Main Delhi 5 January ko Aa rhi hun Yaar
Mujhe Vicas Divyakirti sir se milna h
Tb Aap ko bta dungi
Wese aapka answer samjhe gaya mai
Agar naa kahna hota toh abhi kah deti
Ittne dinn ka intezaar na karne ko bolti