Search results

  1. S

    Ek chudail ki prem kahani (Saayaa)by shetan

    Rat jab shapne se utthne ke bad raziya sochti rahi. Akhir uske shapne se sattu ka kya taluk he. Jarur sattu or lina ke bich kuchh to sambandh he. Subah ho chuki thi. Darwje ke niche se din ke ujale ki lakir sa ujala aane laga. Bahar se chidiyo ke chahakne ki aavaj aa rahi thi. Dhima abhi bhi...
  2. S

    Ek chudail ki prem kahani (Saayaa)by shetan

    Mukhiya ke jane ke bad dhima soch me pad gaya. Akhir mukhiya ghabra kyo gaya. Dhima ne charo taraf dekha. Use kuchh bhi galat nahi laga. Dhima ne rasoi ke darwaje me chhota sa surag se dekha. Use lina ka face samne hi najar aaya. Dhima ne rasoi ki kundi kholi. Lina andhere me Darwje ke samne hi...
  3. S

    Ek chudail ki prem kahani (Saayaa)by shetan

    Ek kharab shapne ke bad raziya ki ankho me glani or anshu the. Dhima ne use us wakt to shahara de diya. Par raziya ka man apne aap se ghirna karne laga. Vo sochne lagi me parae purus ke bare me kese soch sakti hu. Raziya ko ye nahi pata tha. Ki ye bhrahm uske man me lina ka dala huaa he. Vese...
  4. S

    Ek chudail ki prem kahani (Saayaa)by shetan

    Jab dhima us chudel ko lekar ghar aaya to raziya ne us chudel ke masum chahere ko dekha. Ek 18 sal ki masum or sundar dikhne vali ladki. Badan pe koi kapda nahi sirf lala rang ki chadar odhe vo bahot pyari dikh rahi thi. Raziya ; (sock) ye kon he. Dhima ; yahi to he vo jo jawan ladko ko mar...
  5. S

    Ek chudail ki prem kahani (Saayaa)by shetan

    Mukhiya ki aavaj sunke dhima bahar aaya. Dekha gav valo ki bheed he. Or nadi ke us par bhi kuchh log mashal le kar kuchh dhudh rahe he. Dhima soch me pad gaya or mukhiya ke pas aaya. Dhima ; ab kya huaa mukhiya ji. Or us par ye mashal lekar kon ghum rahe he. Mukhiya ; padhos ke gav me aaj mout...
  6. S

    Ek chudail ki prem kahani (Saayaa)by shetan

    Kumutra ke jane ke bad me sochta raha. Kahi kumutra mere sath fir koi dhokha to nahi kar rahi. Lekin uska jana mine bahot badi musibat me dal gaya. Mere samne ek bahot sundar roop lie ek chudel khadi ho gai. Vo ; (smaile) ssss kese ho navjawan. Me kumutra ki mosi Liyaka hu. Socha nae maheman se...
  7. S

    Ek chudail ki prem kahani (Saayaa)by shetan

    Raziya ; to kya vo bhi chudel thi. Dhima ; (gussa me) are tum bich me kyo bolti ho. Raziya ; dusri aurat ho ya chudel rat tum so kar aae. Or mujpe gussa kar rahe ho. Raziya ko gussa aaya or vo muh fula kar dusri taraf dekhne lagi. Dhima bhi gusse me dusri taraf muh kar ke let gaya. Lekin...
  8. S

    Ek chudail ki prem kahani (Saayaa)by shetan

    Raziya ; (smaile) to tumhe chudel nahi jungle ki devi mil gai thi?? Dhima ; jab tak tum pura kissa na sun lo bich me nahi bolna. Raziya ; par koi sawal huaa. Muje samaj nahi aaya to?? Dhima ; sunti jao. Sab samaz aa jaega. Raziya ; achha to ab aage bolo. Dhima ; to jab mere ankho ke samne...
  9. S

    Ek chudail ki prem kahani (Saayaa)by shetan

    Rat ke wakt raziya puri nude apne pati dhima ki baho me so rahi thi. Dhima ke majbut kandho pe apna sar tikae leti hui raziya bahot gaheri nind me thi. Achanak rat ko kisi ne uske ghar ka door nock kiya. Raziya ki nind khuli or vo apne pati ko jagati he. Raziya ; ji suno koi darwaje par he.(...
  10. S

    Ek chudail ki prem kahani (Saayaa)by shetan

    Dhima zatke se uttha or apni dhoti pahen kar bahar aaya. Sari gav ki bheed vaha jama thi. Vo bheed hata kar waha pahocha. Jiva ki budhi maa jiva ki lash ke aage fut fut kar ro rahi thi. Gav me sab logo ki bheed bhi jama ho gai. Dhima ne jiva ki maa ko dekha. Use us par bahot daya aai. Log bate...
  11. S

    Ek chudail ki prem kahani (Saayaa)by shetan

    Nikobal tapu par ek jaungli ilake me ek pichhda huaa gav tha. Shaher ke log bhi is gav ke bare me jante the. Ye gav ka name Ahmad pur tha. Ye gav bhut pret ki kai dant katha or ajib ajib si kahaniyo ke lie mashur tha. Us gau me ek pariwar tha. Jisme sirf 2 hi log the. Dhami or rajiya. Dhami vese...
Top