Bhai main 27 saal ka hu . Apni pehli savings se maine 3lakh ka laptop liya tha or abhi maine pc liya hai 6 lakh ka. Game ka nasha toh kaafi hai par iska matlb yeh nhi ki khud par ya kisi or par dhyan nahi deta . Haan shuru mein sab aasa hi kehte the mujhe ki kuch ukkhad nhi payega life mein game...