Bhai maine kaha tha ki kuch baki hai wo baad me bataunga...
Wo ye hai ki mere hisab se raj ke humshakal me total 5 hai....jisme se do hi hide character me hai...ek hai raj or dusra raghu....raghu ka main villain hona change kam hai...or raj ka bahut jada hai...kyu ki raj ko kidnap kiya geya thai...