I am not oragnial writer all credit goes to original writer
Har kahani ka koi na koi nayak aur koi na koi nayaka jaroor hoti hai,
par shayad meri kahani who pehli kahani hogi jisme sirf khalnayak hi
khalnayak bhare hue hain. Main khud nahi samajh pa rahi ke mera is
kahani mein role kya hai...