Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,106
143
Update 52

Sakina ko aizaz k 2 bando ne pakadh rakha tha... Aur shaheer ko 5 bando ne pakda hua tha... Yehi haal sarkash ka bhi tha... Aizaz fareeha ki taraf jaa rha tha tabhi Shaheer kehta hai.

Shaheer :- Aizaz aakhri baar bol rha hu.... Chodh de usey aur chala jaa... Warna acha nahi hoga tere liye...

Aizaz shaheer ki awaz sun kar ruk k shaheer ki taraf dekh k kehta hai...

Aizaz :- Kya kaha tune? ... Acha nahi hoga? ... Chal bura kar k dikha... Tab tak mein teri behn k maze leta hu...

Aizaz mudh k fareeha ki taraf gaya hi tha... K usey 2 bando ki cheekh sunayi deta hai... Jo apne tango k beech haath dabaye neeche gir gaye the... Shaheer ne uper jump kar ke dono k taango k beech kick mara tha... Aizaz kuch samajh pata shaheer aik jhatke mein khud ko unse azad karta hai...

Shaheer k aik baazu me itna dard ho rha tha... K usey use bhi nahi kar sakta tha... Tabhi 1 banda uski taraf aata hai... Shaheer daudhte hue uske taraf jata hai... Aur 1 kadam uske taang pe rakh k... Uske kandhe pe beth jata hai... Aur agle hi pal sik awaz k sath us bande k gale ka haddi toot jata hai... Aur neeche girta hai... Shaheer bhi neeche utarta hai...

Ab shaheer k aankho mein khoon saaf dikh rha tha... Usko dekh k hi aizaz k aadmi dar gaye the... Koi aage nehi aa rha tha aur is khauf se unko ye tak samajh na aya k gun utha k fire hi kar de... Shaheer aizaz ki taraf gaya hi tha k usne gun dubara fareeha pe taan diya... Shaheer se thoda door tha woh agar pass hota to shaheer kuch na kuch zarur karta... Aizaz kehta hai...

Aizaz :- Boht khoob boht khoob... Ho gaya tera? ... Koshish kar liya na bachane ki? ... Nahi hua na? ....

Abhi aizaz bolte bolte chup ho jata hai … uske kaano mein helicopter ki awaz padhti hai … Helicopter ki awaz sunte hi khada ho jata hai aizaz … Aur asmaan ki taraf dekhne lagta hai … Aur ghusse se kehta hai

Aizaz :- Ye saale military wale …. Bola tha na inko bhej do … magar nahi inko ungli karna hota hai … ab helicopter se aa gaye saale …

Tabhi helicopter us area k upper aata hai..... Helicopter k dono darwaze khule the … aur dono sideo pe 2 bande bethe hue the … Aik bande k lambe lambe baal the ladkiyo jaise … aur badhi huyi dadhi … aankho mein kala chashma … black pent shirt aur uske upper over coat wohh bhi black colour ka … Kafi handsome dikh rha tha … Dusre side jo banda tha uska physique bhi same hi tha … bas chehre pe mask laga hua tha black … dekh k yu lag rha tha jaise dono judhwa ho …

Us area k upper aate hi dono ne guns nikale … Aur neeche firing shuru kar di … helicopter gunship tha … but usse fire nahi kar rhe the … M16 se wohh aise fire kar rhe the … Helicopter se firing shuru hote hi shaheer aur sarkash bhi harkat mein aa gaye.. Aur neeche khoon ki naddiya behnein lage.... Shaheer itni bedardi se waha maar rha tha k dekh k aizaz bhi dar gaya tha... Shaheer pe junoon sawar tha.... Aizaz gun fareeha ki taraf kiye khada dekh rha tha apne
bando ko marte hue...

Helicopter k 1 chakkar upper kaatne k baad neeche ka haal yu tha... K shaheer khoon me latpath tha aur neeche khoon hi khoon aur laash hi laash the... Shaheer aur Sarkash hairan pareshan k ye log kon hai … Aizaz barabar gun sakina pe taane khada tha … Aur Fareeha neeche bethi huyi thi uske paas hi … Tabhi helicopter paas hi land karta hai …

Aur usi time Bilal apne team k sath aa jata hai … aur shaheer k paas pohonch jata hai … aur wohh bhi samne wale bande ko dekh kar hairan tha … k ye hai kon ? … Military ka to ho nahi sakta … helicopter military ka nahi tha … Tabhi dono bande helicopter se utarte hai … aur chalte hue unki taraf aate hai … Aizaz k samne aa ke dono khade ho jaate hai … Aur bina mask wala banda apne goggles nikalta hai … aur jeb mein rakhte hue kehta hai …

Banda :- Aizaz gun neeche kar do ab … I don't care tum usey maaro ya nahi … Tum phas chuke ho buri tarah se … tum usey maarne k baad bhi bach nahi sakte … So acha yehi hoga k usey chodh do aur khud ko mere hawale kar do … Shayad shayad mein tum pe thoda sa taras kha lu …

Aizaz :- Mujhe nehi pata tum kon ho ? … May be Secret agency se ho … I also don't care k tum mujhe maaroge … mein isey maarunga fir khud marunga …

Banda 2 :- Durru we are wasting our time man … Just lemme shut the fuck off his mouth …

Aur durru ki baat sunne se pehle hi 1 goli chali … jo seedha aizaz k taang pe laga … aur aizaz k thoda jhukte hi agli goli chali … aur uske haath pe lagi … jisse uske hath se pistol gir gaya … aur aizaz khud bhi gir gaya tha … ye dekh kar durru smile karte hue mask wale bande se kehta hai …

Durru :- Good Shot Abdul

Sakina daudhte hue aati hai … aur sarkash k gale lag jaati hai … Fareeha bhi hosh mein aati hai … aur Shaheer k paas jati hai … Dono k aankho mein aansu the …, Shaheer apna haath uthata hai … aur fareeha k honth pe lage khoon ko saaf karta hai apne ungli se …

Fareeha zor se shaheer ko hug karti hai … Shaheer bhi usey apne baahon mein leta hai … Fareeha itne zor se hug kar rhi thi … jaise wohh shaheer k jism mein ghusna chaah rhi ho … Shaheer bhi usey apne baahon mein le rakha tha … Shaheer k dil ko kisi had tak sukoon pohoncha tha … per fir bhi kahi na kahi dukh tha … k wohh un baki k ladkiyo ko bacha nahi saka … 5 min baad shaheer aur fareeha aik dusre se alag hote hai …

Shaheer dekhta hai k Mask wala banda … Jisko abdul bulaya tha uske dost ne … wohh aizaz k upper khada hai gun taane … take wohh hil na sake … Aur dusra banda jisey mask wale bande ne Durru bulaya tha … Wohh helicopter k paas khada tha … Shaheer uske paas jata hai aur haath milane k liye aage badhate hue kehta hai …

Shaheer :- Thank you very much sir … Aaj agar aap yaha na hote to kya hota … mujhe sochte hue bhi dar lag rha hai … Mein aap ka yeah ehsaan kabhi nahi bhoolunga … Jab bhi aap ko meri zarurat ho aap mujhe yaad kijiyega .. jaan dene se pehle aik bar bhi nahi sochunga … BTW I am Shaheer people also call mein SK aka Psycho killer …


Durru :- Well I know you very well … aur meine tum pe koi ehsaan nahi kiya hai … haan agar fir bhi tum chahte ho k ehsaan utaaro to you can do one thing … Btw I am durrani six peoples also call me durru … And he is Blue Don I call him abdul … he is everything for me you can say brother from another mother …
 
Last edited:
Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,106
143
Update 53

Shaheer :- Nice to meet you sir … Aap bataye kya kar sakta hu aap k liye mein … Mujhe khushi hogi aap k liye kuch kar ke …

Durrani :- Well its an offer for you … meine tumhare bare mein kafi kuch pata kiya hai … So I want you to work for me … not here but in Tibet …

Shaheer :- Umm Sir aap ne mere behno ki izzat bachayi … ye mujh pe ehsaan hai aap ka … but I am sorry mein koi ghunda nahi hu … Aap ne mere bare mein pata kiya hai to aap ko pata hoga mein kon hu ...

Durrani :- Yeah I know you very well that's why I am saying work for me … and mein bhi koi ghunda and all nahi hu … I am just a simple business man there in Tibet … isliye keh rha hu k mere liye kaam karo … Salary jitna chaho le lo … Ghar gadi sab kuch dunga … family k sath waha raho …

Shaheer :- Mein zarur aata … but mera business hai yaha … isey chodh kar nahi aa sakta … thanks aap ne mujhe ye offer di …aur sorry mein accept nahi kar sakta …

Abhi dono baat hi kar rhe the … k tabhi Abdul waha aa jata hai … aur dheere se durrani se kehta hai …

Abdul :- Durru ***** Device 1 min k liye on ho gaya tha ghalti se … aur helicopter radar mein aa chuki hai … aur Airbase se airforce k tayare nikal chuke hai … humey nikalna chahiye yaha se …

Durrani :- Shit … chalo fir is suar ko uthao aur helicopter mein daal do … nikalte hai … Durrani Aizaz ki taraf ishara kar ke abdul se kehta hai … Abdul uski taraf jata hai … to durrani Shaheer se kehta hai …

Durrani :- Well gentlemen … Mujhe bura nahi laga tumhara faisla sun k … fir bhi agar tumhari soch badlega … to mein khud pohonch jaunga tumhein lene … meri nazar hamesha tum pe rhegi … jab bhi madad chahiye hoga mein pohonch jaunga … Bye …

Bilal :- Blue don or whoever you are … tum usey nehi le jaa sakte …

Abdul ko aizaz ko ghaseette hue le jaate dekh kar Bilal usse kehta hai … Magar wohh uski nahi sunta … aur chup chap usko ghaseette hue le jaata hai … Jisey dekh kar Bilal pistol uski taraf point kar ke kehta hai …

Bilal :- Dekho Mr. last warning de rha hu … usey wahi chodh do aur chale jaao yaha se … warna mein goli chala dunga …

Aizaz :- Captain pehle inka CNIC check karo … ye Pakistani hai hi nahi …

Durrani :- Hey Abdul moon band kar saale ka … aur le ke chal kis ki baat sun raha tu … Durrani Capt bilal ki taraf jaate
hue kehta hai … ye dekh kar shaheer ghusse se bilal se kehta hai …

Shaheer :- Bilal kya kar rahe ho tum … Dekha nahi inhone humari jaan bachayi … aur tum inpe hi pistol taane khade ho … neeche karo pistol …

Bilal :- Dekho shaheer mana k inho ne humari help ki … but iska matlab ye nehi k mein aizaz jaise mujrim ko le jaane du inko … ye agar Tibet ka business man hai to yaha kaise aya … permission kaise mila isey yaha tak aane ki … Aur tum hat jaao samne se warna goli chala dunga …

Durrani k samne pohonchte hi … pistol uski taraf point kar ke kehta hai … Durrani pehle ghaur se uski taraf dekhta hai … wohh bhi durrani k aankhon mein dekh raha tha … fir durrani smile karta hai … aur agle hi pal pistol durrani k haath mein tha … 3 second k andar hi durrani ne pistol k parts alag kar liye the … aur phr wohh parts bilal k haath mein dete hue kehta hai ..

Durrani :- Suno Captain pehli baar tha jo tumne gun meri taraf kiya … aur bach gaye ho … warna meri taraf gun uthane wale kabhi zinda nahi rehte … tujhe chodhne ki wajah teri wardi hai … nafrat to tum logon se boht karta hu … per is wardi ki izzat aaj bhi hai mere nazro mein … dusri baat ye Aizaz tere kisi kaam ka nahi … investigate karna hai to minister ko kar … aur Karachi Port se Foreighners bhi pakde gaye hai aaj ladkiyo ko le jaate hue … tere investigation k liye boht hai … ye mera khilona hai so isey mujhe le jaane de …

Abdul aizaz ko helicopter mein daal chukka tha … aur helicopter bhi start ho chuki thi … aur udhne wala tha … Durrani helicopter ki taraf jaata hai … tabhi shaheer usse kehta hai … Shaheer :- Durru sir aap ne humari help ki … aaj aap humare sath stay karenge plz … aaj humari taraf se daawat hai aap dono k liye … Plz naa mat kahiye …

Durrani uski baat sunne k baad sochne lagta hai … uska dmaagh usey rok raha tha stay karne se … per dil keh rha tha k 1 din se kuch nahi jayega … fir wohh abdul ki taraf dekhta hai … jo helicopter mein bethe uska wait kar raha tha … magar hamesha ki tarah uske aankhein khali the … kuch bhi nahi hint nahi mil rha tha … Na haan aur na naa… akhir kar durrani kehta hai ..

Durrani :- Umm ok I can stay today … but abdul nehi …

Aur fir durrani abdul k paas jata hai … aur helicopter se aik basket nikalta hai … usme kuch bottles hote hai sharaab k … unko neeche rakhne k baad abdul se bolta hai ..

Durrani :- Stay in touch … waha jaa ke kya karna hai … tum ache se jante ho … ab niklo … Abhi durrani wapas aata shaheer uske paas jaa ke kehta hai..

Shaheer :- Mujhe Aizaz se aik baat karni hai... Kya mein andar jaa ke kar sakta hu... Durrani :- Yeah sure...

Shaheer helicopter mein jata hai... Aur helicopter k darwaze band karta hai... Aur aizaz ki taraf dekhta hai ... Jo neeche leta hua tha aur shaheer ki taraf dekh rha tha... Abdul seat pe betha hua dono ko dekh rha tha... Shaheer uske paas jaa ke uske kaan me kehta hai...

Shaheer :- I dont know ye log kon hai... Aur tumhein kyu apne sath le jaa rhe hai... Ye tumhein bachana chahte hai ya maarna i dont know... But tujhe inke sath bhejne se pehle me tujhe 1 gift de k bhejna chahta hu...

Ye sun kar Aizaz hairangi se shaheer ki taraf dekhta hai... K ab ye kya dene wala hai... Shaheer smile karte hue apna khanjar nikalta hai... Ye dekh kar Abdul kehta hai...

Abdul :- Ye kya kar rhe ho tum... Khanjar andar rakho wapas... Tum isey maar nahi sakte shaheer...

Shaheer :- Aap logo ko ye zinda chahiye na?...

Abdul :- Haan zinda chahiye... Isliye hi to keh rha hu mat maaro...

Shaheer :- Zinda hi chahiye na... Zaruri nahi k iske paas mardangi ho ya na ho...

Aur agle hi pal helicopter mein qizaz k cheenkhein goonjne lage... Bahar sab hairan the k ye kya ho rha hai... Durrani jaldi se darWaze kholta hai... Shaheer apna khanjar saaf karte hue bahar aa rha tha... Aur andar aizaz tadap rha tha... Shaheer helicopter se utarta hai. ..
 
expectations
22,435
14,672
143
Are waah maja aa gaya durani sir ki bhi entry hui story me aur shaheer ne unko rok bhi liya apne sath sabse achcha ye hua ki ladkiyan sab safe hain kyunki shaheer yahan fareeha aur sakina ko to bacha leta lekin baki sab ki zindagi sayad barbaad ho jati.. wonderful update dost
 

Top