Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,106
143
Update 92

Shaheer :- Hmm fir to zabardast hai ... Chalo bartan kitchen mein le jaa ke dhoo..... fir tv dekhte hai ...

Saira bartan le k kitchen mein jaati hai ... aur shaheer sofe pe beth k tv lagata hai..... aur dekhne lagta hai ... tabhi fareeha ka call ata hai ... to shaheer call receive karta hai ...

Fareeha :- Hello shaheer kaise ho ... kya kar rahe ho ...

Shaheer :- Theek hu yar ... bas dinner k baad abhi tv lagaya tha ... tum batao ...

Fareeha :- Mein bhi theek hu yar ... Bas aaj building dekha office k liye..... kal tak waha k office staff bhi pohonch jayenge ... so advertisement kar denge kal tak.... parso se new staff ki selection start karenge ....

Shaheer :- Hmm Acha hai fir to ... meine bhi advertisement ready kar diya hai.... kal se advertise kar denge ... aur kaki kaisi hai ...

Fareeha :- Kaki theek hai ... bas tumhein yaad kar rhi thi..... keh rhi thi k aate hi nahi ho tum log ...

Shaheer :- Ayenge waha bhi bas thoda ye business settle ho jaye to...... chalo ab tum bhi araam kar lo thak gayi hogi ... mein bhi thoda tv dekh k chala jaunga room mein ...

Shaheer call cut karta hai ... aur tv dekhne lagta hai..... thodi dair mein saira bhi aa ke uske sath beth jaati hai ... aur tv dekhne lagti hai ... Saira jaan boojh k shaheer k sath lag k bethi thi...... tv dekhte dekhte saira shaheer k kandhe pe sar rakh leti hai ... Shaheer kuch nahi kehta..... woh apna mood off nahi karna chahta tha isliye ...

Saira uske kandhe pe sar rakh kar bethe bethe hi so jaati hai ... Ya shayad Drama kar rahi thi ... thodi dair mein jab shaheer ko neend aane lagta hai...... Jab dekhta hai to saira so rhi hoti hai uske kandhe pe.... Saira soch rahi thi k shaheer shayad usey apne gaud mein utha k le jaayega uske room mein ... but aisa nahi hota ... Shaheer usey jagata hai..... aur uske room mein bhej deta hai ...

Saira k samajh mein nahi aa rha tha k woh aisa kya kare ... k shaheer uski taraf attract ho ... yehi sab sochte sochte so jaati hai woh ... Shaheer bhi apne room mein jaa ke so jata hai ... Agli subah shaheer so rha hota hai ... k tabhi usey apne gaalo pe geela geela feel hota hai ... koi usey kiss kar raha tha ... shaheer ko neend mein boht maza ata hai..... aur woh us bande ko pakadh ke apne paas lita k kiss karne lagta hai ...

Ye koi aur nahi saira thi ... woh subah savere uth k shaheer k room mein aayi thi..... aur shaheer ko sote hue dekh kar usey shaheer pe pyar aya.... aur shaheer k paas jaa ke uske gaalo kiss karne lagi ... Tab shaheer ne bhi usey hug kar ke kiss karna shuru kiya..... tab saira k to khushi ka thikana hi nahi tha ... Magar tabhi jo shaheer k moon se nikla woh sun k woh shock ho gyi..... Shaheer
usey kiss karte hue keh rha tha ...

Shaheer :- Acha hua fareeha tum aa gayi yar ... mein tumhein boht miss kar rha tha ...

Ye sun kar saira uske baaho se uthne lagi ... tab shaheer bhi jag jata hai...... aur saira ko apne baaho mein dekh kar hairan hota hai ... aur hairangi se poochta hai ...

Shaheer :- Tum yaha kya kar rhi ho ?

Saira khud ko sambhalte hue ... apne chehre se shocking expression nikal k..... normal hote hue kehti hai ...

Saira :- Kuch nahi ... mein tumhein jagane ayi thi ... tumne mujhe hug kiya aur kiss karne lage ...

Ye keh kar saira sharmane lagi.... Shaheer hairan pareshan soch rha tha usne aisa kaise kiya ... Fir woh kehta hai ...

Shaheer :- Sorry yar pata nahi kaise ho gaya ye ...

Saira jaldi se kehti hai ...

Saira :- Nahi sorry karne ki zarurat nahi hai ... mujhe boht acha laga ...

Shaheer topic badalte hue kehta hai ...

Shaheer :- uth hi gayi ho to breakfast bana lo yar..... mein fresh ho k ready hota hu office k liye ...

Fir saira waha se kitchen mein jaati hai ... aur shaheer washroom mein ghus jata hai...... thodi dair mein fresh ho ke bahar aata hai ... aur jaldi se ready hota hai ... aur bahar jata hai...... Saira breakfast bana chuki thi ... shaheer jaa ke beth jata hai ... Breakfast banate hue Saira poochti hai ...

Saira :- Dinner k liye kya banau shaheer ?

Shaheer :- Hmm dekh lo agar Biryani bana sakti ho to bana lo ...

Saira :- Hmm theek hai ... biryani to mein boht achi banati hu ... dekhte jaao mere biryani kha k ungli na chate to ...

Shaheer :- Hmm Dekhte hai raat ko ... chalo ab mein nikalta hu take care ...

Shaheer breakfast kar ke nikal jata hai office k liye ... Office mein aaj advertise karna tha new staff k liye ... So kam thoda ziada tha ... Aur staff aadhe ho chuke the ... Dusri taraf Fareeha ka bhi yehi haal tha waha ... Staff pohonch gaye the aur office k kaam boht ziada the ...

So dono ko thoda bhi time na mila aik dusre se baat karne ki ... Sham tak shaheer office mein raha ... aur sham ko thaka haara ghar pohoncha ... Ghar pohonchte hi biryani k khushbu ne usey madhosh kar diya ...

Shaheer ko bhook bhi lagi thi ... So woh saira ko khana lagane ka bol k room mein jaati hai ... thodi dair mein fresh ho ke bahar nikalta hai ... Khana table pe lag gya tha ... Shaheer jaa ke beth jata hai ... aur dono khane lagte hai ... Saira kehti hai ...

Saira :- Aur shaheer aaj ka din kaise guzra ... kuch ziada hi thake hue lag rhe ho ?

Shaheer :- Haan yar bura haal ho gaya aaj to ... Aik to staff aadhe the to kam double ho gya ... kal se new staffs k liye interview start karne hai ... so agle kuch din tak to yehi haal hona hai ... tum batao kya karti rahi ho ghar mein sara din ?

Saira :- mein to bas tv dekhti rahi hu ...

Shaheer :- Bore nahi hoti kya sara din ghar mein ?

Saira :- Koi aur option bhi to nahi hai iske siva yar ...

Shaheer :- Study wapas start kyu nahi karti tum ... waise Bachelors to kar li hogi tumne ...

Saira :- Masters kar li hai yar meine ... 25 ki hu bachi nahi ... Haan interest to mujhe hai Interior designing mein ...

Shaheer :- Fir to boht acha hai ... Mein NCA (National College of Arts) mein pta karta hu kal ... koi course start hone wale hai ya nahi Interior designing k ... agar ho rahe ho to join kar lena ... Timepass ho jayega aur shauq bhi pura hoga tumhara ...

Saira :- Yupp ye boht acha rahega ...

Fir dono khana kha lete hai ... aur saira bartan utha k kitchen mein rakhne lagti hai ... Shaheer bhi uski help karne lagta hai ... Shaheer kitchen mein hota hai ... aur uska phone table pet ha tabhi waha fareeha ki call aane algta hai... Saira jaldi se phone utha k silent mode me laati hai

 
Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,106
143
Update 93

Fir dono khana kha lete hai ... aur saira bartan utha k kitchen mein rakhne lagti hai ... Shaheer bhi uski help karne lagta hai ... Shaheer kitchen mein hota hai ... aur uska phone table pet ha tabhi waha fareeha ki call aane algta hai... Saira jaldi se phone utha k silent mode me laati hai ...

Fir dono aake sofe pe beth jaate hai ... phone wahi table pe padha hua tha ... Fareeha bar bar call kar rhi thi ... Fir usey lagta hai k shaheer khana kha raha hoga ... khana kha k call karega magar shaheer nehi karta ... isi beech woh call kar rhi thi shaheer ko ...

Dusri taraf Saira kal ki tarah aaj bhi shaheer k kandhe pe sar rakh k tv dekh rhi thi ... Aaj woh soyi nahi kyunke usey pta tha ... k shaheer nahi pigalne wala hai ... thodi dair mein shaheer uth k apne room mein jaata hai goodnight bol ke ...

Apne sath apna phone le k jaata hai ... Aur andar jaa ke jab -phone check karta hai ... to fareeha k 10 missedcalls hote hai ... ye dekh kar woh call karne wala hota hai ... k sochta hai fareeha jaldi so gayi hogi ... aaj kam ziada tha office mein ... ye soch kar call nahi karta ...

Magar Fareeha uske call ka intezar kar rhi thi ... aur uske dil mein hazaaro soch aa rhe the ... kahi shaheer aur saira romance to nahi kar rhe ? ... Kahi shaheer aur saira aik sath to nahi so rhe ? ... Fir akhir mein khud ko tasalli dete hue sochti hai ... k Shaheer thak gaya hoga office k kaamo ki wajah se ... aur abhi so gaya hoga ...

Khair yehi soch soch k dono so jaate hai ... yeah masrufiyat thi ya dono ki ghalatfehmi ... Dono mein dooriyo k shuruat ho chuke the ... aur Saira aur Shaheer mein Nazdeekiyo k shuruat thi ... Saira ne ye mauka nahi chodhna tha is baar ... Fareeha shaheer se door thi aur dono ghar mein akele the ... so shaheer ko impress karna tha usne kisi bhi haal mein ...

Agli subah jab shaheer jaagta hai ... to kitchen se breakfast ki khushbu aa rhi thi ... woh bina fresh hue hi kitchen mein jaa k dekhta hai ... Saira andar Halwa puri bana rahi thi ... Shaheer ko dekh kar kehti hai ...

Saira :- Aaj Halwa puri banaya hai breakfast mein ... i hope tumhein pasand hoga ...

Shaheer :- Zabardast yar ... mujhe to boht pasand hai ... mein fresh ho ke aata hut um banao tab tak ...

Shaheer wapas room mein jaata hai ... aur thodi dair mein fresh ho ke nikalta hai ... ready hone k baad jab bahar aata hai ... to saira breakfast laga chuki hoti hai ... breakfast karte hue Saira se poochta hai shaheer ...

Shaheer :- Saira ye sab khana banana kaha se seekha waise tum ne ?

Saira :- Ammi ne sikhaya tha kyu ?

Shaheer :- Aise maze k khane to aik experienced ladki hi bana sakti hai ... Matlab shadi shuda ladki ... aur tumhein dekh k bhi aisa hi lagta hai ...

Saira ye sunte hi hairan ho k shaheer ki taraf dekhti hai , k isne kya pooch liya , fir jaldi se kehti hai.

Saira :- Aisi koi baat nahi hai shaheer ... Mein single hi hu ... Bas ammi kehti thi k shadi k baad seekhne se behtar hai ... ghar se seekh k jaau apne shauhar k ghar ...

Shaheer bhi ziada nahi chedhta ... Breakfast kar ke nikal jata hai office k liye ... Khair shaheer office pohonchta hai ... aur thode boht kaam karta hai ... uske baad 9 baje interviews start hote hai ... Dusri taraf fareeha ka bhi yehi haal tha ... woh bhi interviews lene mein busy thi ...

Aaj ka din dono k liye boht busy tha ... Mobile uthane ki fursat nahi thi dono ko ... Baat karna to door ki baat ... Jaldi jaldi office staff pure karne the ... to ziada se ziada interviews le rhe the dono ... Dusri taraf ghar mein saira sochti hai ... k kyu na shaheer ka room set kiya jaaye ... yehi soch kar woh shaheer k room mein jaati hai ... Room mein sab kuch bikhra padha tha ... Bed sheet theek tha ...

Baki towel chair k upper padha tha ... table pe laptop ... bed k paas side table pe Play station k remote ... kuch books sofe pe kuch shelf pe bikhre hue the ... Office k kuch files bed ke side pe bikhre padhe the aur kuch dusre side table pe ... Cupboard mein bhi kuch kapde 1 2 shelf mein padhe the ... Aur kuch hanger mein latke hue the ...

Pehle woh room ki ache se safayi karti hai ... phir books ko book shelf mein rakhti hai ... Files ko jamah kar ke Table pe laptop k paas rakhti hai ... Phir cupboard mein kapdo ko ache se rakhti hai ... Aur jo pent shirt the jinhein pehen k shaheer office jata tha ... unko press kar ke ache se cupboard mein rakhti hai ... 1 2 ghante baad shaheer ka room chamak raha tha ... Saira ka time pass bhi ho gya tha ... aur shaheer k bhi impress hone k chances the ...

Khair sham tak office mein busy hone k baad free ho k shaheer ghar ata hai ... Saira ne aaj bhi maze ka khana banaya tha ... Jiski khushbu hall tak aa rhi thi ... Shaheer jab apne room mein enter hota hai ... to hairan ho jata hai ... Room chamak raha tha ... Woh fresh hone k liye washroom mein jata hai ... aur jab bahar nikalta hai aur cupboard se kapde nikalne lagta hai ... to cupboard mein kapdo ko dekh k hairan hota hai ... khair apne kapde pehen kar jab woh hall mein ata hai to khana lag chukka hota hai ...

Shaheer jaa ke khana khane lagta hai ... as usual khana aaj bhi boht tasty tha ... ab to shaheer ko aadat si ho gyi thi saira k haath ka khana khane ki ... Khana khate hue kehta hai shaheer ...

Shaheer :- Waise mere room ko saaf karne k liye thanks yar ... boht din hue the mujhe saaf na kiye ... aur kapde press kar ke boht acha kiya tumne ... boht boht shukriya ... Saira thoda narazgi dikhate hue kehta hai ...

Saira :- Ab mujhe thanks kahoge kyat um ... thanks kar ke paraya kar rhe ho tum mujhe shaheer ...

Shaheer :- ok baba aaj se thanks nahi bolunga ... khush

Saira :- Haan Boht khush ...

Fir dono aise hi baatein karte karte Dinner karte hai ... aur fir tv dekhne k liye sofe pe beth jaate hai ... Shaheer sochta hai k fareeha ko call kar liya jaaye ... aur woh call karta hai magar fareeha call attend nahi karti ... Shaheer 2 3 call karta hai but koi response nahi milta ... Woh ghar k phone pe call karta hai ... 2 3 ring jaane k baad call receive karte hai ... Kaki ne call attend kiya tha ...

Shaheer :- Hello kaki kaise ho ?

Kaki :- Mein to theek hu magar naraz hu tumse ...

Shaheer :- Kyu kaki aisa kya kiya meine jo meri pyari kaki naraz ho gayi ?

Kaki :- Na khud yaha aate ho na call karte ho ... naraz nahi houngi to aur kya houngi ...

Shaheer :- Arey kaki aap ko kya batau kitna busy hu ... bas ab yaha aur waha office settle ho jaye ... to wahi shift ho jaunga mein bhi ...

Kaki :- Hmm ye acha faisla kiya hai tum ne ... Waha chhote ghar mein rehne se behtar hai ... yaha aa ke apne haveli mein raho ...

Shaheer :- Haan kaki theek hai ... waise fareeha kaha hai ? ... Phone nahi utha rahi woh ... khair to hai ?

Kaki :- beta woh boht thaki huyi thi ... Aate hi thoda sa khana kha k so gayi ... keh rhi thi aaj office mein kaam boht ziada the ...

Shaheer :- Acha kaki subah usey bata dena meine call kiya tha ... mujhse baat kar le ... Apna aur uska khayal rakhna ... Bye

Shaheer fir call cut karta hai ... usey dukh tha fareeha k liye ... k woh boht kaam kar rhi hai ... but woh kuch kar nahi sakta tha ... karna to tha hi ye sab aaj nahi to kal ... SO abhi shuru kiya hai to khatm karne tak karna tha inhein ... Saira Shaheer k sath hi bethi thi ... woh khush thi k dono mein contact nahi ho rha ... dooriya badh rhe hai ... kyunke usne fareeha k aankho mein shaheer k liye pyar dekha tha ... aur dono k kareeb aane se usey dar lag rhi thi ... k kahi woh shaheer ko kho na de …
 

Top