Amrit yeh sunke hi amar hona yeh sabse pahle mann me aata hai. Fir iske piche ki katha samundra manthan dimag me ghumne lagta hai. Magar kalyug ka janm hua Mahabharat ke hone ke baad. Bahut si aisi dharnaye mani jaati hai joh aaj v Amrit ko wapas paya jaa sakta hai. Kya yeh sach hai ya jhut???
Kya kalyug me v Amrit wapas paya jaa sakta hai. Iss anokhi katha me dekhenge ki Amrit sach me iss dharti par hai ya bass yeh ek mithya hai.