Diary (2018-2021)

D

DAMON

Diary (2018-21)
دل کی چوٹوں نے کبھی چین سے رہنے نہ دیا
جب چلی سرد ہوا میں نے تجھے یاد کیا۔
Dil ki choton ne kabhi chain se rehne na dia
jab chali sard hawa .......maine tujhe yaad kia

Bsa auqat bistr , mout ka sa wehshat nak manzar pesh karne lagta hai,meri saans ukhrne lagti hai , main bhari sans ko apne kaan ki loo tale mehsus marta hun...
darwaze ki chir'chirahat kisi monh zoor jhonke ki khabar deti hai.

Ankhon se behta garamkatra kanpatti me jazab ho rha hai ... patlian phel aur sukar rhi hain.
me tooti rooi ke bosida lihaf ko jism pe ghaseet'ta hun, sufed parte be'jan paaun lakri ke bane jate hain.
himmat jama rakh kar tumahare is sehr angez pehlu ki garmahat ko yad kart hun.is hejani, shabnami, chandni me tumhare nange badan ki garmahat mere labon ko me'kash bna rahi thi, aur tumhare aatshi badan se uth'ti jawani ki lapet mere jazbat ke bheege aabgino ko jhulsa rahi thi..

zarasa saanns bahal hota hai , karwat badal kar main apna bazoo tumhare sirhane se hata kar tum ko apni chaati pe jagha deta hun, tumhari siyah kaali latein chand ko kaat rahi hain, in se chan kar utarti chandni mere dil tak ghao dal rhi hai,

tumhare kilkari marte seene ke ubhar mei ghayal rooh ke masiha hain,
tumhari mechi aankhon pe para palkon ka gehra ghilaf kajal ke bojh tale jhuka parta hai,
tumhare lab sukr kar siski ko janam dete hain to mere badan me bijli si door jati hai
mere bazuon ka hisar tumhari nazuk trashi hui kamar pe mazboot tar ho jata hai
mere labon ki harkat apni garden pe mehsoos kar ke halki si tilmilahat ka izhar karti ho, phir sir ko naz se jhatak kar siski bharti ho

mere bazuon ke hisar se ab tum uthan bhar rhi ho, main abhi aur ka wird zer'e lab bhench kar tumhein uthte dekhta hun,

dil hai ke khoon ugal rha hai, rooh jai ke tumhare sath uthi si jati hai,
nigah hai ke is chaand ke tukre pe jam kar reh gyi hai.
patlion pe ab dhool jam rhi hai, kuch bolna chahta hun, lekin zuban talu se chipak karrehgyi hai

main jaane wali ke qadmon ki chaap sunta hun, darwaze ki chir'chirahat aur phir tarekion ko loot aata hun,

nafs ab bhi is sehr angezi ke maze loot rha hai
main palkon ka bojb aahistagi se be jan patlion pe dalta hun aur ro'siahi ka andhera mujhe dhanp leta hai.۔

Raqim Aseem.​

FB-IMG-1641983124007
 
D

DAMON

khat
waise to bachpan ke qisse intehai aehmqana hote hain aur inko yad kar ke bahut hansi aati hai lekin kuch qisse yad kar ke sirf qeh'qe hi nhi nikalte balke khid se sharm bhi aati hai.

misal k tor pr aksar logon ne school ke zamane main apni crsh ko khat likha hota hai. logon ne apne apne zehn ke hisab se is khat main jazbati jumle likhe hota hain, aur unko kabhi chupate, aur kabhi suna lete hain.

mujhe in chizon ka koi shoq nahi tha . Ammi jan ne bachpan me hi ishq ke bare main swal puchne pe keh dia tha shairon wala ishq nira jhuta aur bekar hota hai , asal to ishq khuda se hota hai

(mujhe ye bhi rahi ke ishq ki bhi do qismein hoti hain)

khair hua yun tha keh kabhi kisi ladki se mohabbat hui bhi to is se is'wajah se nafrat ho gayi ke wo class main position le aai thi. pesha warana raqabat ne mohabbat ko peche kar dia.

akhri mohabbat ia wajah se ishq main dakhil na ho saki keh pehle to ammi jan ne ishq ko jhota aur bekar kaha tha aur dusri wajah ye keh class main meri tesri (3rd) position aa gayi aur wo ladki pass hui. us ne result announce hone se pehle 100 bar kaha tha keh tum ne fail hue ho. shayad usko apni position ki umeed thi. aur ittefaq ya kismat se position meri aa gayi.

aur yun main na to kabhi ishqia shayri parh saka aur na bachpan me kisi se ishq lra kar khat likh saka.

han ek khat jo mera ab tak ka akhri khat sabit hua , wo bahut ajeebo gareeb khat tha. usko main bhej na saka lekin agr bhej deta to yaqeenan police hmare darwaze pe khari hoti

main shayad *** class me tha , abba ji se suna tha ke headmaster haram jama kar rahe hain . na school ka nizam acha hai aur na sahuliat. parhai likhai sifr(zero) aur ustad aur miss jahil. aur zara si cheez pe fees aur fine. haram maal aise hi jata hai jaise aata hai . akhri jumla zehn me beth gya tha.

headmaster ka larka mere sath hi parhta tha , ek din chup chap ek khat likha tha

" headmaster masood sahb!

tum ne bahut sara maal jama kia hua hai , is lie agr tum apni aur apne bachon aur ghar ki kher chahte bo to 1000000 rupee (zero gin kar 10 lakh likhe the phir ek ya do barha die the)
apne ghar ke samne wale darakht ke neeche ek bag me rakh do ,warna tum sab ko maar dia jaye ga"

neche kisi ka pata likhe bagair khali jagha chor di aur dimagh me us zamane ki indian film ke don ghoom rahe the۔

kher ye khat likh kar copy me se safha(page) phara tak nhi aur bag me rakh lia.
bacha zehn
.....bhool gya aur do hafte guzr gye. khat ja na saka tha aur ek do dafa yad aaya bhi lekin soch lia ke kisi farigh din copy dhund kr wahi khat bhej dun ga...

abba ji ne kisi din copy check ki hogi , bula lia, kehne lage tumhari likhai to achi hoti ja rhi hai.dil me khush hua , muskuraya bhi ..
phir kehne lage zara yahan "masood" likh kr to dikha do.
maine likh kar dikha dia..phir unhone itminan se copy lhol kar khat samne kar dia. meri to shakal badal gyi. dukh ye tha keh mooh se ye nikl gya ke ye maine nhi likha..

abba ji ne chappal le kr double mar mari .kehte jate the keh ek to aisi harkat karta hai jis se police case bane aur phir jhoot bhi bolta hai..

ammi jaan ne badi mushkil se bacha lia .ek aadh unko bhi lagi hogi bachate bachate.

ye pehla aur akhri khat tha , baad me takye me mooh ghusa kr rota raha aur maal e haram ki hifazat karne pe abba ji ko buri buri batein bol bol mr so gya.

Raqim Aseem.
 
expectations
Super-Moderator
22,071
14,530
143

Interesting story hai bhai bahut badhiya laga aur ye wala samjh me aaya mujhe
 
Well-known member
1,501
4,693
145

Ab tak jo kuch padhaa... hai to dilchasp magar... bikharee huee soch ka aabhaas detaa he...

jesse kuch niraasha see ho... kuch vyatha see ho... khuch kho diyaa ho... bohat kuch paane ke baad... jesse shareer ke mukabale me aatma pyaasee ho...

aage dekhte hein kayaa he... utsaah he aage padhne kee...
 
Well-known member
1,501
4,693
145
khat

waise to bachpan ke qisse intehai aehmqana hote hain aur inko yad kar ke bahut hansi aati hai lekin kuch qisse yad kar ke sirf qeh'qe hi nhi nikalte balke khid se sharm bhi aati hai.

misal k tor pr aksar logon ne school ke zamane main apni crsh ko khat likha hota hai. logon ne apne apne zehn ke hisab se is khat main jazbati jumle likhe hota hain, aur unko kabhi chupate, aur kabhi suna lete hain.

mujhe in chizon ka koi shoq nahi tha . Ammi jan ne bachpan me hi ishq ke bare main swal puchne pe keh dia tha shairon wala ishq nira jhuta aur bekar hota hai , asal to ishq khuda se hota hai

(mujhe ye bhi rahi ke ishq ki bhi do qismein hoti hain)

khair hua yun tha keh kabhi kisi ladki se mohabbat hui bhi to is se is'wajah se nafrat ho gayi ke wo class main position le aai thi. pesha warana raqabat ne mohabbat ko peche kar dia.

akhri mohabbat ia wajah se ishq main dakhil na ho saki keh pehle to ammi jan ne ishq ko jhota aur bekar kaha tha aur dusri wajah ye keh class main meri tesri (3rd) position aa gayi aur wo ladki pass hui. us ne result announce hone se pehle 100 bar kaha tha keh tum ne fail hue ho. shayad usko apni position ki umeed thi. aur ittefaq ya kismat se position meri aa gayi.

aur yun main na to kabhi ishqia shayri parh saka aur na bachpan me kisi se ishq lra kar khat likh saka.

han ek khat jo mera ab tak ka akhri khat sabit hua , wo bahut ajeebo gareeb khat tha. usko main bhej na saka lekin agr bhej deta to yaqeenan police hmare darwaze pe khari hoti

main shayad *** class me tha , abba ji se suna tha ke headmaster haram jama kar rahe hain . na school ka nizam acha hai aur na sahuliat. parhai likhai sifr(zero) aur ustad aur miss jahil. aur zara si cheez pe fees aur fine. haram maal aise hi jata hai jaise aata hai . akhri jumla zehn me beth gya tha.

headmaster ka larka mere sath hi parhta tha , ek din chup chap ek khat likha tha

" headmaster masood sahb!

tum ne bahut sara maal jama kia hua hai , is lie agr tum apni aur apne bachon aur ghar ki kher chahte bo to 1000000 rupee (zero gin kar 10 lakh likhe the phir ek ya do barha die the)
apne ghar ke samne wale darakht ke neeche ek bag me rakh do ,warna tum sab ko maar dia jaye ga"

neche kisi ka pata likhe bagair khali jagha chor di aur dimagh me us zamane ki indian film ke don ghoom rahe the۔

kher ye khat likh kar copy me se safha(page) phara tak nhi aur bag me rakh lia.
bacha zehn
.....bhool gya aur do hafte guzr gye. khat ja na saka tha aur ek do dafa yad aaya bhi lekin soch lia ke kisi farigh din copy dhund kr wahi khat bhej dun ga...

abba ji ne kisi din copy check ki hogi , bula lia, kehne lage tumhari likhai to achi hoti ja rhi hai.dil me khush hua , muskuraya bhi ..
phir kehne lage zara yahan "masood" likh kr to dikha do.
maine likh kar dikha dia..phir unhone itminan se copy lhol kar khat samne kar dia. meri to shakal badal gyi. dukh ye tha keh mooh se ye nikl gya ke ye maine nhi likha..

abba ji ne chappal le kr double mar mari .kehte jate the keh ek to aisi harkat karta hai jis se police case bane aur phir jhoot bhi bolta hai..

ammi jaan ne badi mushkil se bacha lia .ek aadh unko bhi lagi hogi bachate bachate.

ye pehla aur akhri khat tha , baad me takye me mooh ghusa kr rota raha aur maal e haram ki hifazat karne pe abba ji ko buri buri batein bol bol mr so gya.

Raqim Aseem.
Achaa likhaa bro... in a lighter tone... 👍
 
Respect All, Trust few!!!
Councillor
6,592
2,769

:clap3: waiting for next masterpiece
 
Tags
diary

Top