- 5,425
- 7,525
- 143
Meine aaj hi forum join kiya hai aur forum boht sahi hai. Abhi new hai to ziada activity nahi hai but waqt k sath sath badegi. Kuch cheezein jo meine feel ki aur suggestion dena chahta hu woh ye hai.
1) Home page ko jitna ho sakta hai utna brief rakho, like boht ziada sections aur sub sections hai home page pe. Unko agar kam kar k genre me convert kar de to Home page thoda attractive lagega.
2) Jaise general discussion wale section me aik sub section hai Innovations and technology, usme log interested nahi hai bas admins hi usme post karenge, public effort nahi lagayegi. At the end aap logo ko usey remove karna hi parhega, to behtar hai abhi se remove kar de aap logo ka kaam bhi kam ho jayega aur public k liye bhi asani hogi.
3) Uske baad story section ki taraf aate hai. Story section me aik sub section hai regional ka, uske ilawa Bengali aur Telugu bhi hai. To mein suggestion dunga k filhal Bengali aur Telugu ko bhi regional me daale aur as a genre rakhe. Aage jab forum grow hoga aur public ayegi, demand barhega tb sub sections bana lena to sahi rahega.
4) Aur last ye k poetry section me bhi sub section na add kare, jaise ye sad happy bewafai and all. Inko as a sub section ki jagah as a genre add kare to behtar hai.
5) 1 index sab se neeche bana le jisme sare sections aur sub sections daale, aur agar ho sake to genre aur sub genre bhi daale. Public k liye asani hogi
Ye sab batane ka maqsad ye hai k abhi forum itna grow nahi hua, shuru me itne ziada sub seciton rakhne pe ajeeb lag rha hai. Home page pe jitne kam sub sections honge utna attractive lagega.
I hope mere post se koi offend nahi hoga, me ne just apne views share kiye hai. Thanks