Fantasy Ron~the dragon holder (completed)

Well-known member
1,167
1,335
143
Most welcome all of you....is story ke original writer hain spg2009 mai ise post kar raha hun
UPDATE-1
Samundar me ek ke baad ek uthati hui ,tej aur vishal lahro ko chirta hua ek jahaj Atlantic ocean ke pashchimi disha me aage badh raha tha..us ship ke ek chhor pe khada us ship pe kaam karne wala ek shaks apni ankho ki range se door dekhane ki koshish kar raha tha.wo samne uth rahe bhayankar bawandar ko dekhkar sak paka gaya..
"Captain,hum shayad devils traingle ke pass pahunch gaye hain.."
kuch der wo wahi khada raha,jab us taraf koyi dusara nahi aaya toh usne ek baar phhir wahi lagayi...
"ye kaisa tharki captain diya hain,jab dekho tab ship me maujood ladkiyo ke sath maje karta rahta hain..aur hume yaha khada karke rakhwali karwata hain..sala tharki.."
"kya hua be apna gala kyun phad raha hain.."
samne se aate hue lambi height ,aur majboot sharir wale shaks ne apna shirt ko thik karte hue kaha..
"Captain Aditya,mujhe lagta hain hum shayad devils traingle ke pass pahunch gaye hain.."
"pahunch gaye,itni jaldi..chal samne se hat.."
Captain Aditya ne apne shirt ki jeb se map nikala aur samne faile vishal samundar ki taraf dekhne laga..
"ye map bhi phat gaya hain,sahi situation ka maloom nahi chal raha.."
"ab kya kare captain..bolo toh jahaj ko rok du.."
"abe ship ko kyun rokega..apni ye gatayan jaisi ankho se dekhta rah,koyi khatra dikhe toh phhir se awaj dena..main aata hoon kaam adhura chhut gaya tha.."
Aditya waha se wapas ship ke andar bane ek room me chala gaya..gate khula hua tha,gate ko dhakka dekar wo room me aa gaya..samne bed pe ek ladki apni taange khole hue padi thi,uska pani tapak kar bistar par lagatar gir raha tha..
"aa gaye mere captain..aaja, ab aur intezar nahi hota.. "
"sali ye apna jharna band kar,ye chadar tera baap aakar dhoyega.."
Aditya ne apni ungali uski choot me ghusa di..
aaaahhhhhhhh.......dheere captain dard hota hain..
"le pahle Lado choos kar khada kar ,us sale langoor ne bulakar ise baitha diya..."
biatar pe leti hui wo ladki khusi se Aditya ka Lado apne hath me bhara aur jaise hi wo apne mu me lene wali thi..ship buri tarah hilne laga..
"ab kya hua,tu yahi padi padi apna jharna bahate rah main dekhkar aata hoon..."
ship ke bahar khada wo shaks ab bhi samne ki taraf dekh raha tha..
"abki baar kya hua be.."
"captain ,lagta hain bawandar pass aa raha hain,"
"bawandar ,iska matlab samundar ki Chak me khujali ho rahi hain....abe ye kya hain.."
"kaha captain.."
"samne dekh ..ye asman me itne bade panchi kab se ghumne lage.."
pure jahaj pe andhera chhane laga,..samundar ki bhayankar lahre lagatar ship se takra rahi thi..ship me jhatke lagne se ship me maujood sabhi log bahar ki taraf bhagne lage...aur samne faile andhere ko dekhne lage...
"Aditya-abe koyi batayega ki,asman me kya ud raha hain..
"captain ,hato .."jahaj me kaam karne wale ne Aditya ko pichhe ki taraf khinch liya..aur uske baad jo hua waha khade har ek shaks ke rongate khade ho gaye..
"captain ye toh dragon hain.."
"achchha toh ye dragon hain,isiliye inki Chak se aag phek raha hain..bandooke nikalo,aur bhoon dalo ,aaj raat ke khane ka intezam ho gaya..."
sabhi shant khade zinda jal rahe do logo ko dekh rahe the..
"Aditya-abe,inhe nahi khana hain,jao aur bhoon dalo in dragons ko
Sabhi jahaj ke andar se apni bandooke nikal kar samne faile bhayankar andhere me goli chalane lage..samundar ke andar se ek tej awaj pure mahol me phail gayi..sabke hath unki bandooke chhodkar unke kaan pe aa gayi..
"Aditya-ab samundar ke andar kaun besura hain..
"captain....samne dekho..."
samne samundar ka kayi guna upar utha gaya tha..aur wo awaj ek baar phhir gunji..aur samundar ke uthe hue vishal roop ne us jahaj ko ek jhatke me apne andar le liya..........
CALCUTTA,india....
calcutta ke famous hotels me shumar Oberoi grand ke samne ek ke baad ek kayi mahangi car ki line lag rahe thi..jiska karan tha oberoi brand me hone wali emergency meeting ,jisme sahar ke sabhi rahis aa aaye hue the..
"sabhi aa gaye..yaha"meeting room me baithi ek 23 saal ki navyuvati apne seat se uth kar boli...sabhi ne haan me jawab diya..us ladki ka
 
Last edited by a moderator:
Well-known member
1,167
1,335
143
UPDATE-2
Jaldi-jaldi ship me baitho ,kuch hi der me hum sabhi yaha se nikalne wale hain,..neeche khada Captain Nair sabhi ko ship me jane ke liye bol raha tha..ship me Ron aur Riya pahle se hi the..dono Captain Nair ko dekh rahe the..
"Riya-dekha ,Ron ek navy ko lene ka fayada..is baar hum jaroor kamyab honge..
"Ron-waise har baar tum yahi bolti ho..
"Riya-lekin is baar confirm karke bol rahi hoon..
"main hoon isliye na.."
"nahi main hoon isliye.."
"Riya ,tumne abhi tak mujhe ye nahi bataya ki,akhir us devils traingle me rakha kya hain.."
"vaqt aane me pata chal jayega..waise tum waha kabhi gaye ho.."
"hmm..haan karib 200 saal pahle main wahi rahta tha.."
"kya,200 saal pahle,majak mat karo.."
""khair chhodo ,tumne mujhe Captain kyun nahi banaya..."
"wo bhi tumhe vaqt aane pe maloom chal jayega.."
Riya aur Ron baat kar hi rahe the ki waha Captain Nair aata hain..
"Nair-mam ,ab ship ko chalne ka adesh dijiye ,.sab ready hain..
"Nair tumne map liya..aur ye kuch goro ko kyun apne sath liya hain.."
"mam,inhe bas sharab do,kaam ki ye chinta nahi karte..aur rahi map ki baat toh wo ship ke main chamber me fit hain..hume har jagah ki location milati rajegi..aap befikra rahiye.."
"Ron-tumhara map Atlantic ko paar karne ke baad kaam nahi karega..toh thik yahi hoga Riya darling ki Captain mujhe bana do..
"Nair-mam,ye namoona kaun hain..
Ron apne jeb se sharab ki botal mu se lagate hue.."Namoona ,lekin mera nam toh The Ron hain..famous shikari.."
"famous shikari,kiska maine toh tumhara nam kabhi suna.."
"ab tumne name nahi suna ,toh doob maro .."
"abey oye yadi is ship me safar karna hain toh jo main kahta hoon wo karna hoga..warna abhi tujhe utar dunga.."
"achchha toh ye baat hain,lekin ek baat tu bhi yaad rakh le yadi us jagah se zinda wapas aana hain toh mujhe toh is ship me rakhna padega..."Ron waha se chala gaya,Ron ko jate hue Captain Nair aur Riya dono dekh rahe the..
"Riya-relax,Captain,Ron kya kya bol ke nikal jata hain,use koyi nahi samajhta ..chalo aage ki planning karte hain..
"Captain Nair-mam,main aapko apne assistant se milwata hoon..Seth idhar aao,..
ship ke dusari taraf se seth bhagta hua Riya aur Captain Nair ke pass aaya..
"Seth-Captain aapne mujhe bulaya..
"Nair-haan,inse milo ye hain miss Riya..aur mam yahi hain mera khas assistant aur mera dost Seth..
"Riya-ab chal kar aage ki planning kar le..
teeno ship ke andar bane ek chamber me aa gaye jaha unke samundari raste ka map laga hua tha..
"Captain Nair-mam...ye place hain Atlantic ocean ka ,yaha tak pahunchane me hume koyi jyada pareshani nahi hogi..lekin uske baad yaha se west direction ke Samundar ke baare me andaja lagana mushkil hain..waha pahunchkar hi main kuch bata paunga..
"Riya-its ok..ab main thoda aram kar loon..raat ka kya intejam kiya hain..
Captain Nair ,Riya is sawal par Seth ki taraf dekhane laga..
"seth-mam,maine saari lights check kar li hain ,sabhi thik hain ..aur jaisa ki captain ne bataya Atlantic ocean ke pahle humare liye koyi khatra nahi..bas ek iceland padega ..lekin wo sab bahut door ki baat hain aaj raat ship samundar ke uchhal bhare pani ka samna karna hoga ,jo koyi badi baat nahi..thats all..
"Riya-well done seth..now i am going to sleep ,gd night..
Riya us chamber roon se bahar nikal gayi..Captain Nair ne bhi Seth ko gd night bola ..
Ron ship ke party wale mahol me abhi bhi baith ke sharab pi raha tha...usne hath me ek botal uthayi aur ship ke bahar aa gaya..
"maloom nahi aaj kal ke launde apne aap ko kya samajhte hain..koyi baat nahi Ron tujhe jis mauke ka intejar tha wo ab aa chuka hain..chal ab fatafat Naksha khol aur dekh daal.."
Ron ship ke khule area me aa chuka tha,apne jeb se usne ek Naksha nikala ,jo Kapde ka bana hua tha..Ron ne sharab ki botal ek side me rakh di..aur wahi baithkar Naksha dekhane laga..
"yaha se daye..bahut achchhe jahaj ko daye hi moda hain..,lekin inko ye nahi maloom hain ki Atlantic ke pahale do iceland milenge..inhe keval ek ka pata hoga..hun..wo dusara wala iceland kabhi kabhar hi samundar se bahar nikalta hhain..aur ye samay uske bahar rahne ka hain..mera kaam ho jayega..."
Captain Nair raat ko sone se pahle ek baar ship ko puri tarah check kar rahe the..ship ka round lagate hue wo Ron ke pass ja pahunche..
"Captain Nair- tu yaha kya kar raha hain,aur ye tere hath me kya hain...
Ron hadbada kar utha aur Nakshe ko jeb me rakh liya..
"mere hath me daru ki botal hain,jo main nahi dunga.."
"main is botal ki baat nahi kar raha hoon ,tere jeb me kya hain.."
"mere jeb me,hmm honge kuch samundari machhaliya(fish),jo sad chuki hongi ,mujhe bahut pasand hain.."
Captain Nair ne pass me pada lohe ka ek rod utha liya aur rod ko Ron ki taraf dikhate hue bola..
"jyada hoshiyari nahi,warna pura ka pura tere pet me ghused doonga.."
"nikal le bachhe ,warna maar khayega..wo bhi buri tarah.."
"abe tujh jaiso kitno ko maine thik kiya hain..aaj tu nahi bachega.."
"aisa hain toh phhir aa jao Captain Nair.."
Ron ne apne kamar se talwar nikal li..dono ek dusare ki taraf badhne lage..Captain ne rod ko Ron ke pair ki taraf teji se ghumaya ,lekin Ron upar kudkar Captain ke war ko khali kar diya..
"Ron-koshish achchhi thi,.chal aaja..
Ron itna kahkar waha se bhagne laga..Captain ne bhi uske pichhe daud laga di,."rook sale jungali bhagta kaha hain abhi toh ahjt badi badi baate kar raha tha.."lekin Ron ship ke charo taraf bhagta raha ..Ron ne apni speed dheere kar di ,aur ship ke kinaro pe lage rods pe pair rakhkar chadh gaya..Captain ki speed tej thi ,wo sambhal nahi paya ,Ron ne apne jeb me pada hua ek kapda nikala aur us kapde se Captain ka chehra dhak kar uske chehre ko kash ke kapde se bandh diya..
"ab bol,kya nam hain tera Captain Nair..ab jaan gaya main kaun hoon.."
Captain Nair wo kapda hatane ki koahish karne laga..use kuch nahi dikh raha tha..isi me Nair ship ke side me pahunch gaya aur dekhte hi dekhte ship se neeche Samundar me ja gira....Ron wahi khade use dekhta raha..
"bhag le beta Ron ,yadi kisi ko maloom chal gaya toh khair nahi..chal chup chap do teen botal chadha ke so ja...............continue.
 
Well-known member
1,167
1,335
143
UPDATE-3

Ye zinda hain..samundar ke beech me bane ek iceland me rahne walo ne samundar ki andhi me bahkar aaye hue shaks ko dekhkar ek dusare se puchhane lage..
"lagta hain mar gaya..iske pahnave se toh ye kisi jahaj ka Captain lagta hain.."us iceland me rahnewalo me se ek ne bola...tabhi neeche pada wo shaks jise sab mara hua samajh rahe the..wo khanste hue utha..
"are ye toh zinda hain.."waha maujood sabhi log aapas me khusar-phusar karne lage..
"hii..i am Captain Aditya.."Aditya ne apna hath un logo ki taraf badhate hue kaha..lekin wo log pichhe hat gaye..
"lagta hain ye jungali log hain,english nahi jante,..koyi baat nahi hindi me baat karke dekhata hoon.."Aditya ne man me socha..aur ek baar phhir apna hath un jungaliyo ki taraf kiya..is baar wo aur bhi pichhe hat gaye...
"Aditya-are tum sab ki phhat kyun rahi hain..main bhi tumhari tarah ek insan hoon...
Aditya ki baat wo log nahi samajh paye aur hua-hua karte hue ek dusare se baat karne lage..
"Aditya-salo tumko hindi bhi samajh nahi aati.. Jawab me Aditya ko keval hua-hua sunne ko mila..
"kaha phans gaya yaar,ek wo Chak se aag phenkne wale janwaro ne pahle se hi maar li hain,upar se ye hua-hua.."Aditya wahi apna sar pakad kar baith gaya..aur un jungaliyo ko dekhane laga..sabhi ke kaan aur nak me chhed tha..aur sabhi Aditya ki taraf dekh rahe the..Aditya ne un jungaliyo ko apni taraf dekhata pakar apna sar niche kar liya.."ye jungali kahi mujhe kachha khane ka vichar toh nahi kar rahe.."Aditya ke khayalo me dakhal dete hue kisi ne use awaj di ...
"hindustani ho kya.."
Aditya ko apne kano pe yakin nahi hua ki koyi usse hindi me baat kar raha hain..Aditya ne upar dekha ,laghbhag usi ke umra ka ek naujwan uski taraf dekh raha tha..
"Aditya-kya..tumne hindi me baat ki..
"haan,main hindi samajh sakta hoon,.."
"good yar..ab mujhe yaha se bahar nikalne ka rasta batao.."
"thoda der aram karo..phhir is bare me baat karenge.."
"are chal na yar ,mujhe jaldi se yaha se bahar nikalna hain.."
"thik hain ruko main intezam karta hoon..."
kuch der ke baad dono iceland ke kinare par the..
"Aditya-ab ye khule samundar ko tair ke paar karna padega ,ya phhir koyi intezam kiya hain..pichhe dekho,humare log ek chhoti si nav lekar aa rahe hain.."itna kahkar wo naujwan apne sathiyo ke pass chala gaya..aur ek patwar ki taraf ki taraf Aditya ka ishara kiya..Aditya ne us patvar ko utha liya..dono us nav me baith gaye..aur patvar ke sahare aage badhne lage..
"Aditya-ek baat batao,hum hain kaha..
"hume kabhi jaroorat hi nahi padi ye janne ki.."
"matlab tum mujhe is samundar me gol duniya me ghuma rahe ho..khair chhodo ye batao tumhara nam kya hain.."
"raaj..."
"kya,maine socha ki tera nam kisi jungali ki tarah hoga..lekin aisa nahi hain..kya main vajah jaan sakta hoon.."
"main chhota tha..tab humare ghar se mujhe aur meri ma ko kuch ajib se logo ne jabajasti utha liya tha..aur phhir jab meri ankh khuli toh maine khud ko ek samundar ke kinare paya..lekin usi samay samundar ne mujhe aur meri ma ko nigal liya..main samundar me bahta hua yaha aa gaya..in logo ne hi mujhe bachaya...aur mujhe pala.."
"ab samjha tujhe hindi kaise aati hain..matlab tu in jungaliyo me se ek nahi hain..."
"ab kya is samundar me kud jao tab mera yakin karoge.....
============================
Ron,tumne Captain Nair ko kahi dekha..Riya ,Captain Nair ko na pakar Ron se puchhane lagi..
"mujhe kya maloom..hoga kahi "
"Ron,maine pura ship dhoond liya Captain ka koyi pata nahi chala.."
"ye toh bahut bura hua..lekin Captain Nair kaha gaya..ye tum dhoondo mujhe kuch kaam karne hain.."
Ron ,waha se door aa gaya ,aur apne jeb se Naksha nikal kar dekhane laga.."hmm..toh is registan me wo Naksha dafan hain..lekin waha pahuncha kaise jaye,,bina us Nakshe ke main samundar ka rasta nahi dhoond paunga.."Ron ko usi samay seth ne toka..
"Ron, tumne Captain sir ko kahi dekha.."
"ab tu kaun hain be..aur ye Sab us Captain ko kyun dhoond rahe hain.."
"bina Captain ke is ship ko aage kaun le jayega.."
"agar aisi baat hain toh mujhe Captain bana do..yyakin mano zinda wapas launga.."
"tu aur Captain..he..he..shakal dekhi hain Captain banne ki.."
"abey shakal se toh tu bhi Captain nahi dikhta ..ab fut le yaha se kahi mera dimak na khisak jaye.."
"abhi mujhe kaam hain isliye ,ja raha hoon..lekin agali baar tujhe jaroor jawab dunga,."
"mujhe intezar rahega tere jawab ka..."
sabhi pure ko dekh chuke the lekin Captain Nair ka koyi pata nahi chala..Riya pareshan thi..kyuki Captain ke bina ship ko jyada der nahi chhoda ja sakta tha..
"kya soch rahi ho janeman.."
"Ron,tum yaha mere room me kya kar rahe ho..."
"kuch nahi bas bahar man nahi lag raha tha..socha kyun na apni janeman se mil ke aau.."
"Ron,Captain Nair ka kuch pata nahi.."
"tum log uski fikar kyun kar rahe ho..dar ke bhag gaya hoga..abhi bhi vaqt hain mujhe Captain bana do.."Ron,kahi tumne toh kuch nahi kiya.."
"main toh bahut sarif hoon,main bhala kya kar sakta hoon.."Ron ne riya ko ankh marte hue kaha..
"tum mujhpe chance mat maro.."
"darling teri jaisi gulab ki kali maine aaj tak nahi dekhi..lekin mujhe ek baat karni hain..."
"kya.."
"ye tumhara jahaj sahi disha me ja raha hain kya..."
"isme koyi shaq nahi Ron..sab thik chal raha hain.."
Ron waha se jane laga..lekin palatkar riya se bola..
"tum asman me sair karne wale janwaro ke bare me socha hain..."
"kabhi nahi kyunki main in faltu baato pe yakin nahi karti.."
"alwida janeman..meri botal mera intezar kar rahi hogi..baad me milte hain..."
ship me Ron ek hath me botal liye ghoom raha tha,use ek kone me kuch log khade hue dikhayi diye ,wo bhi usi taraf chal pada..
"abey tum log ko koyi kaam dhandha nahi hain kya jahaj ko dayi taraf modo.."
Riya bhi wahi khadi thi..usne waha khade ek shaks ko ishara karke main chamber room me bheja..
"Ron-ye safhed kapde pahne hue ye kyun khade ho be..suna nahi is jahaj ke Captain ne kya bola..
"Riya-Ron,tumhe Captain kisne bana diya..
"Ron-tumne janeman...
"Riya-lekin jaha tak mujhe yaad hain ,maine abhi-abhi Sethji ko is ship ka naya Captain banaya hain..aur jaha tak mujhe ye bhi yaad hain ki tumhara nam Seth nahi Ron hain...sorry The Ron..mahan samundari shikari...
"tum meri bejjati kar rahi ho,ya ijjat kar rahi ho.."
"kabhi apne hath is botal ko alag karke samajhne ki koshish karo toh sab samajh me aayega.."
"main chalta hoon janeman..ek ladki mera intezar kar rahi hain.."
Ron ke jane ke baad waha wo shaks aaya ,jise Riya ne main chamber room me bheja tha..
"Captain Seth ,wo sahi bol raha tha,map ke anusar ship ko dayi taraf modna hain..yahi humari direction hain............continue............
 
Well-known member
1,167
1,335
143
Update-4
Raat ho chuki thi,lekin ship apni full speed se aage badh raha tha..Riya ke man me Ron ki jasoosi karne ka khayal aaya...woh apne room se bahar nikli aur Ron ke room ke taraf chal padi..Riya ,bahar khadi hoke aas-pass dekhne lagi..darwaja andar se band tha ,jiska matlab saaf tha ki Ron andar hain..Riya darwaje ke chhed me se andar dekhane ki koshish ki..aur jo usne andar dekha uski saanse atak gayi





Ron bistar se utha aur us ladki ko jane ke liye bola..Riya apne room me wapas aa gayi..lekin Riya ko neend nahi aa rahi thi..wo wapas Ron ke room ke taraf chal padi..is baar gate khula hua tha..Ron apne kamre me baitha hua kuch soch raha tha..
"Riya-kya soch rahe ho ,The Ron...
Ron pichhe palta,,"tum kya kar rahi ho,yaha.."
"bas neend nahi aa rahi thi..toh socha kyun na tumhari bakwas baate sun liya jaye.."
"achchha idea hain..toh main shuru karu..lekin uske pahle main miss. Riya se kuch puchh sakta hoon..."
"bilkul..puchho.."
"tumne is ship ka nam BALLADONNA kyu rakha.."
"kyun tumhe pasand nahi ye name.."
"aisa hi samajh lo.."
"phhir is ship ka kya name hona chahiye.."
"mere hisab se Murdo ka jahaj...The Spiritual Ship.."
"Balladonna ,matlab samajhte ho.."
"nahi..shayad tumhare kisi rishtedar ka nam hi ye Balladonna.."
"Balladonna ka matlab hain,.ek mari hui khunsurat ladki,jo andhere me ghumte hui ,ship ko apne ruhani taqat se duba de..itni bhayankar ki us ship me sawar ek bhi jinda na bache.."
"kahi wo mari hui khubsurat ladki tum toh nahi..."
"khair chhodo,aur mujhe ye batao ,tumne jahaj ke direction ka sahi andaja kaise lagaya.."
"janeman..maine kaha na ki main 200 saal pahle us devils traingle me ja chuka hoon..."
"kya...Riya jor jor se hasne lagi..
============================
"hum pichhale do dino se chale ja rahe hain,chale ja rahe hain..lekin zamin ka koyi namo-nishan tak nahi...tumhe rasta maloom bhi hain ya yun hi mujhe ghuma rahe ho..."Aditya ne apne sath baithe hue Raaj se puchha..
"ye behuda sawal karne ki bajay patwar chalao ,jyada thik rahega tumhare liye..."
"ye patwar..bore ho chuka hoon ,main.."
"phhir tumhe Martin ke Murde iceland me bhej dena chahiye...waha zamin me dafan murde tera achchha time pass karenge.."
"kya..koyi majedar topic lagta hain..isi ko aage badhao..is viran samundar me kuch toh time pass hoga.."
"mujhe jyada kuch nahi maloom..bas itna suna hain ki..us death iceland me kayi admiyo ko zinda dafnaya gaya tha..sath me samundar ki shan The Spiritual Ship ko bhi,,"ye kaun sa ship hain.."
"kaha jata hain ki jab ye ship samundar me chalta tha toh ,iski raksha Mare hue logo ki ruhe karti thi..."
"Aditya-ha..ha...kya bakwas hain..
"kuch log ise sach mante hain...Raaj chup ho gaya..uske peeth pe jalan shuru ho gayi thi..jiska matlab wo achchhi tarah janta tha........continue.........
 
Well-known member
1,167
1,335
143
Update-5


kuch log ise sach mante hain...Raaj chup ho gaya..uske peeth pe jalan shuru ho gayi thi..jiska matlab wo achchhi tarah janta tha..
"Aditya-aisi shakal kyun bana li,kuch gadbad hain kya..
"Raaj-nahi,sab thik hain..tum patvar chalate raho..
"abey bol na,kya problem hain..aur ye tera chehra laal kyun ho gaya achanak.."
Raaj apne kapde utar kar Nav ke kone me rakhi ek botal Aditya ko deta hain..
"Aditya-iska kya karu main..khane ka maal hain kya iske andar..
"isme jo bhi hain mere peeth me bane hue Nishan pe laga de.."
Raaj apni peeth Aditya ki taraf karta hain..uske peeth ka Nishan jal utha..Raaj chillane laga..
"yyyaaaaaaa jaldi laga us botal me jo bhi hain.."
Aditya turant botal ko khol kar uske andar hath daalkar usme maujood lep Raaj ki peeth pe lagane laga..us Nishan ke pass jalti hui aag shant hone lagi..Raaj ko aaram mila,wo baith gaya...
"Aditya-abey ,ye kya tha..jab se un dragon ko dekha hain aisi vahiyat chize dekhane ko mil rahi hain..
"Raaj-chhod,bahut purani baat hain..ab sab thik hain...
"Aditya-yar tera alag hi fanda hain..ek toh tu achanak se us virane iceland me pahunch gaya..aur bina kisi dar ke tu is bhayankar samundar me mujhe leke aa gaya..aur upar se ye tera jalta hua Nishan..waise ye Nishan hain kis kism ka maine aaj tak nahi dekha...
"Raaj-tu manega nahi na..toh sun,ye Nishan jab main paida hua tab se mere sharir me hain..ek din kuch log aaye aur mujhe aur meri ma ko jabardasti uthakar samundar ke kinare phenk diya..us din samundar ne mujhe aur meri ma ko nigal liya lekin main bach gaya..us din se maine tay kiya ki samundar ke dwara shikar kiye hue ki madad karna..isliye kuch log mujhe Samundar ka Shikari bhi kahte hain.....
************************************************************
Asman me badal chhaye the..jisse mausam kafi suhana tha..Balladonna me maujood sabhi log apne kamro se bahar aa gaye the..aur thandi hawa ka anand le rahe the...Balladonna me kayi videshi log bhi maujood the,..wo bhi tharki kism ke..isliye unke hatho me sharab ki botal thi...Riya ek sharabi se baat kar rahi thi..Ron ki botal khali ho gayi..usne aas pass dekha..toh Riya jisse baat kar rahi thi uske hatho me sharab ki botal dekhkar Ron uski taraf badha..abey ,la botal mujhe de..."Ron ne usse botal chheen li..wo gusse se Ron ki taraf dekhane laga..
"kahi tu mujhse apni sharab wapas toh nahi lene wala..."
"Riya-ab bas bhi karo Ron..ye behuda harkate band karo..
"tumne apni shakal aisi bana rakhi hain..ya haqiqat me tum tumhari shakal itni kharab hain..."
"what..Ron tum had se jyada badh rahe ho..."
"jao main ladkiyo se ladayi nahi karta.."
Riya Ron ko jawab dena chahti thi ,ki samundar me se ek bhayankar awaj ne Balladonna me maujood sabhi logo ko hila diya..
"Riya-Ron ,ye kya tha..
"shayad tumhari bakwas sunkar samundar bhi chillane laga.."
"ya majak karne ka time nahi Ron,akhir itni bhayankar awaj aayi kaha se..."
"dragons ko kabhi dekha hain"
"nahi..ye kya bol rahe ho.."
"aaj dekh lena...sab andar ghus jao..aur mere kamre se mera bandook lake do..."
Jahaj phhir se hilne laga..samne kohra chhane laga..
"ye sale abhi se pichhe pad gaye,maine socha tha Atlantic tak sab shant rahega..."
"Ron kya soch rahe ho..jaldi kuch karo..."
"bola na janeman,andar jao..abey kisi ne mera bandook laya..."
Ek ladka bhagte hue Ron ke pass aaya ,aur apne hath me maujood bhari bharkam bandook Ron ko de di...Ron ne us bhari bharkam bandook ko ek hath se utha liya..
"ab sabhi andar jaoge ya yaha rook kar marne ka intejar hain..."
Captain Seth sabhi ko andar bhejane laga..
"Seth-tum akele inse nipat loge..ya main help karu..
"Ron-umm..tumhari bhalayi isi me hain ki tum inke sath hi jakar apne room me sar chhupa kar baith jao..mujhe kisi ki bhi jaroorat nahi..
"teti jaankari ke liye bata doon ki,main Navy se hoon..ab dekh inka main kya karta hoon.."
Captain Seth us bhayankar kohare me dragons ko dekhkar bola..
"Ron ,ye kaun se prani hain maine aaj tak nahi dekha...'
Ron apni bandook ko kholke saaf kar raha tha...apne jeb se packet nikal kar bandook me barood bharne laga...
"Ron,maine puchha ye hain kaun..."
"dragons ke baare me kabhi suna hain..."
"haan ,wahi na jo aag phenk sakte hain..lekin ye sab toh kahani kisse me hote hain..."abey ,la botal mujhe de..."Ron ne usse botal chheen li..wo gusse se Ron ki taraf dekhane laga..
"kahi tu mujhse apni sharab wapas toh nahi lene wala..."
"Riya-ab bas bhi karo Ron..ye behuda harkate band karo..
"tumne apni shakal aisi bana rakhi hain..ya haqiqat me tum tumhari shakal itni kharab hain..."
"what..Ron tum had se jyada badh rahe ho..."
"jao main ladkiyo se ladayi nahi karta.."
Riya Ron ko jawab dena chahti thi ,ki samundar me se ek bhayankar awaj ne Balladonna me maujood sabhi logo ko hila diya..
"Riya-Ron ,ye kya tha..
"shayad tumhari bakwas sunkar samundar bhi chillane laga.."
"ya majak karne ka time nahi Ron,akhir itni bhayankar awaj aayi kaha se..."
"dragons ko kabhi dekha hain"
"nahi..ye kya bol rahe ho.."
"aaj dekh lena...sab andar ghus jao..aur mere kamre se mera bandook lake do..."
Jahaj phhir se hilne laga..samne kohra chhane laga..
"ye sale abhi se pichhe pad gaye,maine socha tha Atlantic tak sab shant rahega..."
"Ron kya soch rahe ho..jaldi kuch karo..."
"bola na janeman,andar jao..abey kisi ne mera bandook laya..."
Ek ladka bhagte hue Ron ke pass aaya ,aur apne hath me maujood bhari bharkam bandook Ron ko de di...Ron ne us bhari bharkam bandook ko ek hath se utha liya..
"ab sabhi andar jaoge ya yaha rook kar marne ka intejar hain..."
Captain Seth sabhi ko andar bhejane laga..
"Seth-tum akele inse nipat loge..ya main help karu..
"Ron-umm..tumhari bhalayi isi me hain ki tum inke sath hi jakar apne room me sar chhupa kar baith jao..mujhe kisi ki bhi jaroorat nahi..
"teti jaankari ke liye bata doon ki,main Navy se hoon..ab dekh inka main kya karta hoon.."
Captain Seth us bhayankar kohare me dragons ko dekhkar bola..
"Ron ,ye kaun se prani hain maine aaj tak nahi dekha...'
Ron apni bandook ko kholke saaf kar raha tha...apne jeb se packet nikal kar bandook me barood bharne laga...
"Ron,maine puchha ye hain kaun..."
"dragons ke baare me kabhi suna hain..."
"haan ,wahi na jo aag phenk sakte hain..lekin ye sab toh kahani kisse me hote hain..."ye usse bhi khatarnak hain..ab apne admiyo ko bol do main jis taraf kahunga usi taraf jahaj ko mode,yadi zinda rahna hain toh...ur tum mere sath aao..."
Ron aur Captain Seth ship ke saamne aa gaye..
"is adam jamane ke gun se unko maroge,ye chalti bhi hain..."
"bas dekhte rahi iska kamal..."
dragon pass me aa gaye..Captain Seth ne apne army ko upar bula liya..aur un dragons par attack karne ke bola..sabhi un dragons pe gola barood chhodane lage..dragons pass aate gaye..kuch der baad bilkul karib...dragons ko dekhkar sabhi dar gaye ..keval Ron ko chhodkar..
"ship ko full speed se aage badhao..aur aage jakar bayi taraf ghuma dena.."Ron sharab ki botal ka dhakkan kholte hue bola...
dragons ne ship par hamla kar diya..kuch dragons ka size ship ke barabar tha,.unke nukele bade bade daant the..Ron ship ke sabse saamne wale area me gaya...
"abey kha pi ke nahi aaye kya..aur goli chalao..warna aaj gaye kaam se..."
dragons ship ko takkar dene lage..unke mu se aag nikal rahi thi..dragon ek bhayankar awaj ke sath lagatar ship pe attack karne lage..Captain Seth bahar aa gaya..aur hath me rakhe gun se dragons par hamla kar diya..
"Seth-aao salo,tumhe maloom nahi tumhara pala kisse pada hain..tabhi ek vishal dragon ship pe kud gaya..Captain seth ne us par hamla karna shuru kar diya..lekin us dragon par koyi asar nahi hua..wo dragon ship ko dubane laga..
"Seth-Ron,waha khade khade kya dekh rahe ho..meri madad karo...
Ron ne apni botal ek taraf phenk di aur hath me pakde bandook se us dragon pe fayar kiya..Ron ki bandook se goli ki jagah ek bhayankar aag nikli...ship pe sawar dragon jalne laga..Ron ne us jalte hue dragon ko laat mari ,lekin wo vishal dragon hila tak nahi..
"Ron-ship ko ek taraf uthao re..aur ye kinare me lage pillers ko ukhad do,,,
"Seth-ye kya kar rahe ho...
"Ron-mujhe dragons ko samundar me dubana bahut pasand hain...
Navy ke sabhi log pillar ko ukhadne lage..ship kayi feet tak Samundar me dhans chuka tha..Ron waha se wapas kinare par aaya aur Navy army dwara ukhade gaye pillar ko uthakar samne se aate hue dragon par de mara..wo lohe ki rod seedhe us dragon ke sharir me dhans gayi...
"kya nishana lagaya hain ,maine.."
saare dragons ship ko gher chuke the...lekin Ron waha khada dragons ko gin raha tha...
"Seth-ab kya in danav se hath milane ka vichar hain,.jaldi se inpar attack karo..Ron-hath milane ka koyi irada mera nahi hain..main toh inhe ginkar dekh raha tha..ki mujhe kitni baar apni bandook chalani padegi..Ron apni bandook ko uthakar pichhe ki taraf chala diya..pichhe se aata hua dragon bhi jalne laga..aur kuch der baad samundar me gir gaya...
"seth-is dragon ka kya kare..ship samundar ke andar doob raha hain..
"sabko andar jakar do ko ek kinare khade ho jaye ,mera matlab bayi taraf phhir jahaj ko dayi taraf ghuma do..."
"tum pagal ho gaye ho..ship doob jayega.."
"abhi kaun si kami hain doobne me..jaisa bolta hoon waisa karo..warna sham ka khana narak ki aag me khaoge..."
Ron apni bandook ka muh baki bache dragons ki taraf karke bandook chalani shuru kar di..kuch dragons ship se bhi takra gaye,,jisse ship ko bhari nuksaan hua...Ron ke kahe anusar Captain seth ne ship ko dayi taraf ghuma diya..ship me maujood wo jalta hua dragon seedhe neeche samundar me ja gira..ab mahol shant ho chuka tha..Ron pass me padi botal ko uthakar andar jane laga...
"Ron-sabko bol do ki,khuli hawa khane wapas bahar aa jaye,,,aur ek mast ladki ko mere kamre me bhej do,.,yaad rakhna videshi honi chahiye.................continue.........
 
Well-known member
1,167
1,335
143
Update-6
Dragons ke hamle ke baad sabhi ship me bahar aa gaye the..Riya Captain Seth ke sath baat kar rahi thi..
"Riya-ship ko bahut nuksan hua hain..tumhare navy ke kitne gaye..
"do ghayal hue hain bas..Ron ne achchha kaam kiya,yadi wo nahi hota toh shayad hi hum unka mukabla kar pate..."
"Ron hmmm..isiliye main use layi thi..lekin ye sab wapas bhi aa sakte hain...tab hum kya karenge.."
Captain Seth ke pass koyi jawab nahi tha..
"wapas jaroor aayenge janeman aur wo bhi isse bhi badi tadad me.."
Riya-Ron,aage ke baare me kuch bata sakte ho..
"Ron-ek shart pe main tumhari madad karunga...
"Riya-kaisi shart...
"Ron-ummm..wo main baad me bataunga.abhi rahne do..
Ron waha se jane laga lekin Captain Seth ne Ron ko rukne ke liye kaha..
"mujhe maloom hain,ab tum mera shukriyada karoge.."
"Captain seth-mera aisa koyi plan nahi hain,main keval tumhari bandook dekhna chahta hoon..aur wo barood bhi...
"apne dimak ka ilaj karwao,..main apni chize kabhi bhi kisi ko nahi dikhata..ab mera rasta chhodo warna main un dragon ki tarah tujhe bhi bhoon dunga..."
Captain Seth samne se hat gaya..aur gusse se uski taraf Ron ko jate hue dekhne laga..
"Riya-kya hua Captain,Ron se kyun jhagad rahe the..
Captain seth ne riya ko Ron ki aag ugalne wali bandook ke karname ke baare me bataya..
"Seth-mam,yadi waisi hi bandook sabhi logo ke pass hogi toh..hum un samundar ke janwaro ko badi asani se maar sakte hain...
"Riya-yadi aisa hain toh phhir main Ron se baat karti hoon...
Riya ,Ron ke kamre ke taraf chali gayi...
******************************
Raaj ke mu se samundar ka shikari nam sunkar Aditya hasne laga..
"Raj-hans kyun raha hain..
"teri baat sunkar hans raha hoon..tu aur samundar ka shikari..."
Raj chup hi raha..Aditya ne samundar me kisi ko bahte hue dekha...Aditya-abey ,ye kaun hain..insan hi hain na ki phhir kisi janwar se panga hone wala hain...
"Raj-insan hi lagta hain..chal naav uski taraf ghuma hain...dekhte hain..
naav ki disha us bahte hue insan ki taraf ki ho jati hain..Aditya aur Raj usko upar late hain..
"Aditya-ye chutiya samundar me swimming kar raha tha ,kya..zinda bhi hain ki mar gaya..
"Raj-iske kapde tere kapde jaise hain,kahi tum dono ek sath kaam toh nahi karte..
Raj ke kahne par Aditya uske kapde ko dhyana se dekhta hain,Aditya ki najar uske batch par gayi..Captain Nair...
"Aditya-ye toh meri tarah Captain hain kisi ship ka..
"Raaj-ye zinda hain,
Raaj Captain Nair ka pet jor jor dabane laga..jisse Nair ke pet me ghusa samundar ka pani bahar aaya..Captain Nair khanste hue utha..
"Captain Nair-tum dono kaun ho..aur wo behuda jungali kaha hain,jisne mujhe samundar me giraya...
"Aditya-abey shant rah..aur ye bata tere sath kya hua..
"main Belladonna ship ka Captain hoon..raat me ship me maujood ek jungali se meri ladayi hui..usne mujhe dhoke se samundar me gira diya..agar dobara wo jungali mujhe mil jaaye toh chhodunga nahi..."
"Aditya-Balladonna ship ka tu Captain,ye Balladonna ship kahi Riya ka toh nahi...
"right ,lekin tujhe kaise maloom,us ship aur Riya ke baare me.."
"main bhi Riya ke ek ship ka captain hoon ,lekin wo ship doob gaya badi mushkil se maine apni jaan bachayi..."
"Raaj-maine teri jaan bachayi..bhool gaya..
"Nair-ye kaun hain..aur tum dono is beech samundar me is chhoti si naav me bhangda kyun kar rahe ho .
"Raaj-main bas is namoone ki madad kar raha tha..
"namoona kise bola be,sale jungali.."Aditya ne Raaj ko ghoorte hue kaha..
"tujhe bola be namoona..aur teri himmat kaise hui mujhe jungali bolne ki,abhi is samundar me phenk dunga.."
"hath laga ke dikha..Chak tod dunga..,Captain Nair ne dono ko shant kiya..aur kaha ki Balladonna ship isi raste aayega..hum usi taraf chalte hain..ship mil jayega..
teeno Balladonna ki direction me apne naav ki sahayata se badhne lage...
******************************
Riya,Ron ke room ke taraf aa rahi thi..Ron ke room ka darwaja khula hua tha,Riya seedhe Ron ke room me aa gayi...
"Ron-mujhse kya kaam pad gaya tumhara ,jo tumne yaha aane kast kiya...
"Riya-mujhe tumhara bandook dekhna hain..
"Ron-wo toh main ek hi shart pe dunga...aur wo shart ye hain ki tum aaj raat mere sath ..janeman tu kafi samajhdar hain..samajh hi gayi hogi ki main kya kahna chahta hoon..
"Riya-tumhari himmat kais hui,mujhse is tarah ki baat karne ki..
"kya karu Riya darling tujhe dekhte hi khada ho jata hain..ab faisala tujhe lena hain..."
"toh maine ye faisala liya hain ki...Riya ne apna skirt utar diya..
"mujhe pasand aaya ,tumhara ye faisala..kafi bade hain tumhare ..."
Riya ne apna chehra dusari taraf ghuma liya..Riya ki taraf Ron badhta gaya..Ron tum pakke shikari ho..wo toh main hoon hi janeman..ab kuch mat bolna mujhe maja nahi aata..Ron ne,Riya chehra apni taraf kiya..Ron ne uske kamar ko kaskar pakad liya..Riya apne aap ko Ron se chhutane lagi..lekin Ron bahut majbooti se Riya ke kamar ko kase hue tha..Riya chhatpatane lagi..lekin Ron par iska koyi farak nahi pada Ron Riya ko kamar se utha kar apne se lipta liya..
"janeman bahut kam haseena ke sath kapde utar ke maje karta hoon..tum unme se ek ho..kapde utaro mere.."
Riya,ektak Ron ki ankho me dekhne lagi..Riya halka halka kaanp rahi thi..Ron ne apne hath Riya ke kano aur gardan pe phiraya..aur kiss kiya..Riya sihar uthi..Riya ke honth kuch khule hue the..Ron ne apne honth lejakar Riya ke hontho se mila diye..aur Riya ki jeebh ko chusne laga..Riya ne bhi responce dena shuru kar diya.."sorry jan,par meri bandook toh samundar me hi gir gayi thi..."Riya ka matha thanka..usne Ron ko upar se hataya..aur khadi ho gayi..
"Ron-dhang se chus toh lene diya hota:(,.bahut mulayam hain,.
"Riya-dekh,main bahut gusse me hoon,apni bandook mujhe de de ...
"sach bol raha hoon janeman,bandook kal dragons se ladte waqt samundar me gir gayi.."
"iska matlab tumne mujhe..."
"bilkul sahi kah rahi ho ,maine tumhe muft me chod diya..shikari hoon..shikar toh karna hi padega..."
Riya gusse se apne kapde pahankar waha se wapas apne room me aa gayi....................
 
Well-known member
1,167
1,335
143
jab tujhe balladonna ka captain banaya gaya tha toh apne sath doorbin vagareh nahi rakhi thi kya...maloom nahi tujhe Captain kisne banaya"Aditya ,Captain Nair ko tana marte hue kaha..
"tu bhi toh Captain hain,tujhe hosh nahi tha ..mujhe bol raha hain.."
"tu mujhse panga mat le ,warna tu mujhe janta nahi ,mera nam Captain Aditya hain..."
"toh kya hua ,mera nam bhi Captain Nair hain..wo bhi tere jaisa aisa waisa nahi hoon...Balladonna ka Captain hoon..."
"sale teri itni himmat ki mujhe yani Captain Aditya ko aisa waisa bola..ab tune teri toh... "Aditya khada hua..aur Captain Nair ko jhadkte hue bola..Nair bhi akhir ek Captain tha,,use bardasht nahi hua ki koyi uski ijjat utare..wo bhi Aditya ko bakta hua khada ho gaya..dono ko rokne ki Raj ne koshish ki..lekin Raj dono ko rokne me nakam raha..dono ek dusare se ladte rahe..jiske karan jis naav pe wo teeno baithe the..wo naav palat gayi..teeno samundar me gir pade.....
******************************
Ron apni hamesha ki adat ka palan karte hue..apni mu me sharab ki botal lagaye ship ke bahar aaya..sabhi ship ki marammat kar rahe the..
"oye..ye sab kya kar rahe ho.."
Captain Seth sabhi ko instruction de raha tha..Ron ki baat par kisi ne dhyan nahi diya..
"Ron-kar lo marammat ship ki..bahut jald hi phhir se dragons aane wale hain..
is baar sabhi ne Ron ki taraf dhyan diya ..sab apna kaam chhodkar Ron ki taraf dekhnelage...
"tumhe kaise pata ki ,wo dragons phhir se aayenge.."sabhi ek sath chillaye..
"Ron-ab aaye na line pe..
"Seth-oye,tu inhe dara kuun raha hain..sabhi apna apna kaam karo ise bakwas karne ki adat hain..
"Ron-captain,kabhi manav dragon ke baare me suna hain...
"ab tu mujhe kaam karne de warna ship ke neeche phenk dunga.."
"mat man,mujhe kya,,akhiri baar bhi maine tujhse puchha tha ,dragons ke baare me yaad hain..lekin tu mana nahi tha,."
Ron ,waha se chala gaya..wo riya ke room ke taraf ja raha tha..Riya apna room lock kar rahi thi..Ron ,riya dekhkar mushkurane laga...
"Riya-yaha kyun khade ho..
"abhi tak naraj ho,janeman..main yaha tumhe kuch dikhane aaya tha.."
Riya ko laga ki Ron apni gun dikhayega ,lekin Ron apna hath apne Lado ki taraf le gaya,...
"Ron-dekho ,kal raat se khada hain..
"sun be jungali ,dobara yadi aisi harkat ki toh balladonna ke neeche phenkwa dungi..."
"chhoti baaton pe itna gussa nahi hote janeman,pahle tum batao ki tumhe us devils traingle par kya milega.."
"wo toh tumhe zindagi bhar maloom nahi chalega.."
"sahi me,yani zindagi bhar tum mere sath rahogi,."
Riya waha se chali gayi..
******************************
 
Well-known member
1,167
1,335
143
ab tum dono me se koyi bhi kuch bola toh ,is baar dono ko yahi phenk kar chala jaunga.."Raaj apne kapde ka utarte hue bola...
"Aditya-abey oye captain apne kapde nikal de,warna thandi me mar jayega..mujhe marne ki jarurat nahi padegi..
"Nair-captain kabhi apna dress nahi nikalta..
"Aditya-Captain ,tera ship kaha hain...kahi tu is naav ka captain toh nahi hain..he..he..
"Raaj-tum dono phhir chalu ho gaye be...
Raaj bolte hue chup ho gaya..use samne se ek vishal ship aata hua dikhayi diya...
"Raaj-abey kya yahi hain ,tumhara Balladonna ship ,.
Aditya aur Raaj samne dekhte hain..Nair khusi se uchal padta hain..
"Nair-yahi hain Balladonna..mera ship ,ab sabse pahle waha pahunchkar us jungali ko bahar phenkunga..
 
Well-known member
1,167
1,335
143
dekhte hain..Nair khusi se uchal padta hain..
"Nair-yahi hain Balladonna..mera ship ,ab sabse pahle waha pahunchkar us jungali ko bahar phenkunga..


"Nair-yahi hain Balladonna..mera ship ,ab sabse pahle waha pahunchkar us jungali ko bahar phenkunga...
"Aditya-us jungali ko baad me bahar phenkna pahle pichhe dekh...
pichhe ka najara dekhkar Captain Nair ka halak sukh gaya..jish Balladonna ki wo itni der se tarif kar raha tha..utna bade bade kayi dragon usi taraf aa rahe the...
"Raaj-ye dragon apni seema kaise paar kar sakte hain..atlantic ocean ke is taraf inka aana mana hain...ab gaye kaam se..
"Aditya-dekh bhai ,ye koyi niyam kanoon batane ka waqt nahi hain..jo bhi ho mujhe pakka yakin hain ki hum koyi sapna nahi dekh rahe hain..jo bhi hain ye sab sach hain...
"Captain Nair-mujhe ek baar Balladonna me phuncha do ,in salo ko main bhoon dalunga...
"jaldi jaldi patwar chalo..hume jald se jald balladonna me pahunchna hoga...warna aaj in khooni darindo ke mu ka niwala ban jayenge..."
Ron ship ke bahar hi khada tha..use samne se aate bhayankar toofan ki bhanak lag gayi...aaj wo danav bhi aaya hain...aaj toh Balladonna ko upar wala hi bachayega..abey is mamooli jahaj ki chhod,tujhe kaun bachayega..."Ron bhagta hua ship ke andar ghus gaya.."abey kaamchoro baar jao...hamla karne ki taiyari karo..dragon ka hamla hone wala hain..kaha mar gaye sab ke sab.."
Ron ke hungame ke karan sabhi bahar aaye..
"Riya-ye hungama kyun macha rakha hain Ron..
"Ron-pichhe dekho..tum sabke mehman aa rahe hain...
Ron ke kahne par sabki najre pichhe ki taraf gayi...sabki saanse atak gayi..balladonna ship se bhi bade bade dragons..
"Seth-Ron,maine tujhe kaha tha..apni gun dikha de lekin tu nahi mana ab in dragons se mukabla kaise kare.,jo humare ship se bhi bade hain..
"Ron-abhi wo pass nahi hain Captain,isliye itne chhote dikh rahe hain..
"kya,ye tujhe chhote dikh rahe hain..."
"captain abhi wo bahut door hain..warna unke ahat se hi tumhara ye jahaj doob jata...
"tumhe ya sab kaise maloom Ron..aur hum tumhari baat par kaise yakin kar le..."
Captain Seth ke is sawal par Ron ne apne pass hi khade navy ek army se uski gun chheen li..aur Captain seth ki taraf nishana lagane laga..ship me maujood sabhi achambhit rah gaye ki Ron ,Captain seth par kyun Nishana laga raha hain...
"Seth-abey pagal ho gaya hain kya..maine thik hi toh sawal kiya...Ron-samne se hat...dragons pe nishana laga raha hoon..Captain Seth waha se turant hat gaya..Ron ne kayi goliya fayar ki lekin dragon ki taraf koyi halchal nahi hui..
"dekha sabne us taraf se koyi halchal nahi hui..yani wo goli ki pahunch se door hain..yani bahut door hain..lekin jyada der nahi..wo teji se balladonna ki taraf badh rahe hain..wo ise tabah kar denge koyi zinda nahi bachega..sivay mere,."
seth ,Ron ko rokte hue bola..."ek minut ,tumne khud ko samajh kya rakha hain..ki sivay tumhare koyi nahi bachega..jab balladonna hi khatam ho jayega toh tu kya samundar tair kar paar karega...bevkoof...."
"captain ye sawal yadi mujhse puchhne ki bajay Riya se puchha hota toh jyada behtar hota..kyun janeman..aur rahi baat meri toh ek baat jaan lo Captain Seth, Ron us shaks ka nam hain,jo samundar se tairti hui ek chhoti si machhali ko dekhkar uski chal bata sakta hain...ummid hain tum sabko kuch samajh nahi aaya hoga:D"
sabhi ko kisi ki awaj sunayi deti hain..sabhi apne aas pass dekhte hain..
"Riya-awaj shayad neeche se aa rahi hain..jaldi dekho kahi koyi gir gaya kya..
ship me maujood kuch log bhag kar ship ke kinare pe lage rod ko pakadkar neeche dekhne lage...
"are ye toh apne Captain Nair hain..par Captain Nair ke sath ye do namoone kaun hain..."
Nair naav me baitha baitha hans diya..Aditya ko ye baat khatak gayi..
"sale namoona hoga tera baap..main Captain Aditya hoon..."
"Captain Nair-iski baat ka bura mat jana..hume upar lane ka koyi intezam karo...
Captain Nair ki awaj tab tak Riya,Ron aur seth ke kano me bhi pad chuki thi..teeno waha aa gaye...Ron Captain Nair ko dekhkar pichhe hat gaya..
"ye kaha se aa gaya..ab ye sabko bata dega ki maine hi ise jahaj se giraya tha..upar se ye dragons pichhe padae hue hain"
"ship ki speed kam karo..Captain Nair ko upar lana hain..."
Riya ne un teeno ko dekha Aditya ko jab usne dekha toh use yakin hi nahi hua..usne confirm karne ke liye Aditya ki taraf ungali se ishara karte hue boli.."tum Captain Aditya ho kya,..."
"Riya mam aap yaha kya kar rahi hain..."
"Riya- Aditya...sorry sorry Captain Aditya..tum zinda ho jaankar bahut khushi hui..ship ki speep ko kam karRon-riya,jahaj ki speed ko kam mat karo..dragon bahut karib aa chuke hain...
"Riya-Ron,teri toh koyi baat main manungi nahi aur mere dono khoye hue Captain mil gaye..upar se ek ship me alredy maujood hain..ab jis jahaj pe teen Captain ho uska koyi kya bigad sakta hain...mujhe maloom hota ki Captain Aditya mil jayega toh main tujhe yaha kabhi nahi lati..ab apna mu band karke khisak le...
"Ron-janeman ,tumhe maloom nahi hoga,isliye bata deta hoon..jis jahaj me teen teen Captain ho ,wo jahaj teen disha me jayegi,nateeza ye hoga ki tumhara ye balladonna apne akhiri padav par hain...
Balladonna ki speed kam ho gayi..sabhi ne badi mehnat se teeno ko upar khincha...
"Raaj- meri naav ko bhi upar khinch lo...baad me kaam aayegi..
"welcome Captain Aditya and Captain Nair....mujhe aap dono se bahut kuch puchhna hain..lekin abhi aap dono aaram kijiye..."
"Captain Nair-mam,main Balladonna ka captain hoon..mujhe aram nahi karna un samundari danavo ka hamla hone wala hain..
Aditya aram karne ja raha tha ,lekin phhir uske andar se awaj aayi ki jab Captain Nair nahi thaka hain toh phhir toh Captain Aditya ki baat hi alag hain..Captain Aditya bhi riya ki taraf badhaya..."mam,actually mujhe bhi thakan nahi hain..ab bhale hi mera ship doob gaya ho..lekin main bhi toh ek Captain hi hoon na..."
"Riya-mujhe tum dono ki lagan dekhkar khusi hui...lekin Captain Aditya tumhare sath kya hua tha..ekdum achanak tumhara connection humse kat gaya tha...
"Aditya-mam..hum Atlantic ocean ko laghbhag paar chuke the ,aur devils traingle start hone wala tha..tabhi dragons ne humate ship pat attack kar diya,,mam unhone pure ship ko dubo diya..ek adhabhud taqat hain in dragons ke pass..Aditya phhir Raaj ki taraf ishara karte hue bola..."mam isne meri jaan bachayi samundar ke baare me bahut kuch janta hain..."o...Riya ne Raaj ko upar se neeche tak dekha.."ladka kaam ka lagta hain...Seth isko kaam samjha do..."
Riya waha se jane lagi lekin Captain Nair ne riya ko rok liya...
"mam,wo jungali kaha hain...apka chaheta The Ron..."
"tum uske baare me kyun puchh rahe ho..."
"mam,main use zinda nahi chhodunga usi ki vajah se main is samundar me gira tha,,ya phhir kahe ki us namurad jungali ne mujhe balladonna se neeche giraya tha..."
Riya aur seth ki cheenkh nikal gayi..
"Riya-kya Ron ne tumhe is samundar me giraya tha..:eek:
Ron apni bandook liye hue bahar aata hain..."kaise ho Captain Nair bahut yaad aayi teri..tune bhi mujhe bahut yaad kiya hoga..kyun.."
"Nair-seth la ghu de,abhi sale ki khopdi ko uda deta hoon bahut bak bak karta hain...
"Ron-mujhe maaf karna darling ,par abhi tujhe mujh par goli chalane ke bajay ....Ron chup ho gaya aur apni bandook ko mu pichhe ki taraf kiya..."toh main ye bol raha tha ki abhi is vaqt mujh par goli chalane ke bajaye yadi in dragons pe chalaoge toh jyada maja aayega ..."Ron itna bolkar apni bandook ko dag deta hain..ek bhayankar aag Ron ke bandook se nikal kar pichhe se aa rahe dragon ko apni chapet me le liya...dragon jalne laga...waa ship pe maujood sabhi logo ke dil ye bhayankar nazara dekh kar dahal gaye...dragon jalte hue waha aas pass kuch der udta raha ...kuch der baad dragon samundar me gir gaya...
"Ron-mujhe samundar ka SHIKARI yun hi nahi kahte........continue..........
 

Top