Today's lesson

Lesson No 4

  • Total voters
    2
  • Poll closed .
STOP SAYING “I WISH” START SAYING “I WILL”
977
330
83
To is thread me har 2 din me ap ko zindagi ka ek sabaq mile ga ap chahe to us per baat ker sakte hai Us per apna opinion rakh sakte ho Roz poll update ho ga aur ap se pucha jaye ga ap iss sabaq ko accept karte hai ya Denied karte hai vote karne ke baad ek Reason bata dena ke ap iss baat se kiu agree karte hai ya kiu agree nahi karte
 
Last edited:
expectations
23,463
15,487
143
Lesson No 1

Kisi bhi zuban ko seekhne ke liye 6 Maheene kafi hote hai Lekin iss ke sahi istimal ke liye 60 saal bhi kam hote hai------!!!!
kisi bhi baat ko sikhne aur sahi istemaal karne liye time to lagta hi hai waise 60 shaal jaruri nahi ye kaam aapki kabiliyat par depend karta hai ab jaise mere dada ji jo 80+ ke hain aur wo 5 shaal se smartphone use karna na Sikh pa rahe jabki jo unko aata hai usko sikhne me mujhe abhi 50 shaal lagega hahahaha waise umar jada ho jane par sikhne me kuch problem aa jati hai jabki wo bachche jinhone abhi abhi school ka mu bhi nai dekha hai wo bhi smartphone aur laptop asani se use kar lete hain unko padhna nai aata hai lekin wo apni yadast se sab kar lete hain
 
phone me aur zuban me bohat fark hai bhai Zuban ke sahi istemal ka matlab hai ke ap ki zuban se nikle galat lafz se kisi ka dil na toote rishte na bikhre zuban ko bohat sambhal ker istemal karna parta aur kiu ki ap ki zuban he ap ke kirdaar ko zahir karti hai Aur iss istemal ko seekhne ke liye zindgiya guzar jati hai
 
expectations
23,463
15,487
143
Lesson No 2

Agar insaan apni ungliyo ka istemal apni he galtiyo ko ginne ke liye kare to dusro per ungli uthane ka waqt he na mile...:heart::heart::heart:
bhai jab god ne insaan ko banaya to sath me use aisa chasma bhi diya dimag me jisse usko kewal dusron ki kamiyan dikhe log hamesha dusron se sikayat karte hain khud wo hamesha sahi hote jab tak samne wala jabardast na warna to dusron ki galtiyon par ulta sorry bolte dekha logon ko aur kamaal ki baat ye hai baki log bhi to powerful hota usi ki taraf se bolte hai
 
STOP SAYING “I WISH” START SAYING “I WILL”
977
330
83
bhai jab god ne insaan ko banaya to sath me use aisa chasma bhi diya dimag me jisse usko kewal dusron ki kamiyan dikhe log hamesha dusron se sikayat karte hain khud wo hamesha sahi hote jab tak samne wala jabardast na warna to dusron ki galtiyon par ulta sorry bolte dekha logon ko aur kamaal ki baat ye hai baki log bhi to powerful hota usi ki taraf se bolte hai
Bilkul ye he reality hai Dono bato ka same matlab hai Insaan hamesha wo daikhna chahta hai jis me wo he sahi ho baki sab galat ho
 
Main Samay hu...
1,767
1,439
143
Lesson No 2

Agar insaan apni ungliyo ka istemal apni he galtiyo ko ginne ke liye kare to dusro per ungli uthane ka waqt he na mile...:heart::heart::heart:
haath ki ungliyan pair ki ungliyan sab khatam ho jaani hai par galti ki counting naa khatam hogi :sigh2:
 
Top