Humor masti hui sasti

☆ it's me ☆
997
1,610
143
vasikaran
1:- Gyani ko Gyan se
2:-Laalchi ko lalach se
3:-kami ko kaam se
4:-jarurat mand ko help karke
5:-dara kar bhi hota
Bas inna hi pata hai mujhe
Ganta pata hai :lol1: kuch

Vashikarn ka matlb hota hai jise aap apne unglio par nachana chahte ho use vashikarn kar ke apne vash mai kar lo

Agr aap ko yakin nahi hota hai to ek kaam kro apni yakshini ka janm kundali do uske baad khud jaan jaoge vashikarn kya chiz hoti hai :d
 
☆ it's me ☆
997
1,610
143
Or ha ek baat to mai puchna hi bhul gya Ye apna Bholuwa khi dikhai kiyu nahi de raha hai :lol1:

Jara uska haal chal to leliyu bro khai kal raat nind mai mut naa diya ho :hukka:
 
expectations
22,606
14,755
143
Ganta pata hai :lol1: kuch

Vashikarn ka matlb hota hai jise aap apne unglio par nachana chahte ho use vashikarn kar ke apne vash mai kar lo

Agr aap ko yakin nahi hota hai to ek kaam kro apni yakshini ka janm kundali do uske baad khud jaan jaoge vashikarn kya chiz hoti hai :d
Achcha maan lo ek insaan paison ka laalchi hai to usko paisa dekar kaam Kara sakte ye bhi ek parkaar ka vasikaran hota :slap:
 
expectations
22,606
14,755
143
Achcha ye bata agar kauno bhutni tipe mahila kisi handsum aadmi ko vasikaran karna chahe to kya kare wo
 
☆ it's me ☆
997
1,610
143
Achcha maan lo ek insaan paison ka laalchi hai to usko paisa dekar kaam Kara sakte ye bhi ek parkaar ka vasikaran hota :slap:
Kaam to kara sakte ho magr wo insaan jab paiso ka laalchi hai to jaahir si baat hai or thode bahot paiso ke liye aap hi ki maar de ese Deal khate hai burbak

Vashikarn mai wo shirf aap hi ka gulaam hota hai
 

Top