Aanya's Place

expectations
23,522
15,522
143

zindagi me koi kabhi aaye na rabba
aaye jo koi to fir jaye na rabba
dene ho agar mujhe bad me aansu
to pahle koi hasaye na rabba
zindagi me koi kabhi aaye na rabba
aaye jo koi to fir jaye na rabba
dene ho agar mujhe bad me aansu
to pahle koi hasaye na rabba
to pahle koi hasaye na rabba

dil ke jo armaan the dil me hi rah gaye
aashiqi jo ki to gum ashko me bah gaye
dil ke jo armaan the dil me hi rah gaye
aashiqi jo ki to gum ashko me bah gaye
gum ka fasana hai dard ye purana hai
gum ka fasana hai dard ye purana hai
itna bhi koi yaad aaye na rabba
zindagi me koi kabhi aaye na rabba
aaye jo koi to fir jaye na rabba
dene ho agar mujhe bad me aansu
to pahle koi hasaye na rabba
to pahle koi hasaye na rabba

yahi sochta hu kaise usko bhulaunga
na vo kabhi aaye din use bhul paunga
yahi sochta hu kaise usko bhulaunga
na vo kabhi aaye din use bhul paunga
jine ka thikana hai na marne ka bahana hai
jine ka thikana hai na marne ka bahana hai
itna bhi koi sataye na rabba
zindagi me koi kabhi aaye na rabba
aaye jo koi to fir jaye na rabba
dene ho agar mujhe bad me aansu
to pahle koi hasaye na rabba
to pahle koi hasaye na rabba
pahle koi hasaye na rabba
zindagi me koi kabhi aaye na rabba​
 
Tags
place

Top