Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

Active member
815
1,334
123
Update 22

Aur sidha fast food corner ki taraf jate hai .. Waha jaa ke aik table pe beth jate hai .. Abhi order dene k baad Shaheer apna sar idhar udhar ghumata hai .. Aik table pe uska chehra kuch der k liye ruk jata hai .. Kyu ke uspe Aizaz aur Saira bethe hue the ..

Unko itne saalon baad dekh k itna jhatka laga usko k sidha apne chehra ghuma liya .. Aur sar jhuka k beth gaya .. who bs yehi duaaein kar raha tha k who usey na dekh le .. Yaha se uth k jaa bhi nahi sakta tha .. k baad mein fareeha dimaagh chaatti .. Isliye chup chap betha tha .. magar dusri table pe Saira aur Aizaz ne shayad usko dekh liya tha .. aur pehchan bhi liya tha . Dono waha se uth k uske table pea ate hai .. aur shaheer Se haath mila ke haal chal poochta hai .. Shaheer ka mood pura ukhda hua tha .. Aizaz kehta hai

Aizaz :- Aur sunao aaj kal kya kar rahe ho shaheer .. Bade din hue the tum se mile ..

Shaheer :- Hmm free hu .. ghar mein sota rehta hu ..

Aizaz :- Hmm mein to yaha aik meeting k liye aya tha .. Kal wapas jaana hai .. Aur co incidence dekho Saira bhi yaha mili mujhe aur tum bhi ..

Ye sab kehte hue beech beech me aizaz Fareeha ko bhi dekh raha tha .. Dekh kya raha tha ghoor raha tha .. Ye shaheer ko bilkul acha nahi lag raha tha .. Who dheere se magar daant peeste hue kehta hai

Shaheer :- Saale pehle ghoorna band kar .. Agar dubara uski taraf dekha to aankhein nikal lunga .. Aur is soch mein mat padhna k us waqt Saira ko chheen liya mujhse .. Aur ab isey bhi chheenoge .. Ye saira nahi hai jo itni asaani se jane dunga .. Oh mein to intro karana hi bhool gaya tum logon ka .. Saira and Aizaz meet my Fiance Fareeha .. and Fareeha meet my best friend Aizaz and his gf Saira ..

Ye sun k aizaz ka moon khul jata hai .. Aur dusri taraf saira ka chehra utar jata hai .. Saira phir bhi beech me aa ke kehta hai

Saira :- Shaheer mein us waqt bhi tumhein samjhana chahti thi k who sab ....

Shaheer uske baat ko beech mein hi kaatte hue kehta hai ..

Shaheer :- K tum aur aizaz ghalti se who kiya tha .. Ya ye samjhaoge k tum dono behek gaye the .. Ya ye kahoge k mere gf hone k bawjood tum aizaz se pyar karte the .. Kya samjhao get um mujhe .. Tum kabhi mere pyar ko nahi samajh paye .. Mein kis condition mein tumse mila tha .. aur tumse mujhe kya mila .. Huh

Kuch der chup rehta hai shaheer .. aur fareeha ki taraf dekhta hai .. jo chup chap aur hairan ho k sare situation ko samajhne ki koshish kar rahi thi .. Shaheer phir se bolna shuru karta hai

Shaheer :- Mere father ko mere step mother aur step sister ne mujhse chheen liya tha .. Baap k pyar se mehroom ho chukka tha mein .. baap ka pyar kya hota hai bhool gaya tha mein .. Jo thoda boht pyar mujhe apne nana nani se milta tha .. who us waqt aur bhi kam ho gaya tha ya khatam ho gaya tha .. Nani faut ho gayi thi meri .. Mera life tension aur dukhon se bhari hui thi .. Tab tum mere life mein aye .. Aur meri zindagi badal di mein jab tumse baat karta tha to mein apne dard bhool jata tha .. Tumhari taraf dekhta tha to dunya bhool jata tha .. Magar tum kya samjhoge tumhein to pyar bs do jismon ka khel lagta tha .. Jab tumne mujhe choda to meri zindagi badal gayi .. Mein ne sharaab peena shuru kar diya .. Mere pas jeene ka koi reason nahi tha .. Kis k liye jeeta mein tumhare liye .. Acha hi hua k tumhara Asli chehra mere samne aya .. warna Fareeha jaisi ladki mujhe kabhi na milti zindagi mein ... Ab mujhe tumhein khone ka koi gham nahi hai ..

Shaheer ye kehne k baad chup ho jata hai .. aur sar jhuka leta hai .. Fareeha badi hairani se paas bethi ye sab sun rahi thi .. USey samajh nahi aa raha tha k ye kya ho raha hai .. Shaheer abhi sar jhukaye betha tha k uske phone pe call ata hai .. Check karta hai " Boss " ka hota hai .. Who waha se excuse kar ke khada hota hai .. aur thoda door jaa ke call attend karta hai ..

Boss :- Shaheer Changezi ko to jaante ho na tum ? Woh Jo hathyar smuggle karta hai aur sheher mein do no. k hathyar bechta hai ?

Shaheer :- Hmm janta hu jiske peeche kab se pade hai hum but koi chance nahi mil raha ..

Boss :- Aik chance hai usey maarne .. Tum jante ho who har tym apne secuirety mein ghira rehta hai .. Uske khilaaf humare paas koi clue nahi hai aur milta hai to apne power aur paise k zariya mita deta hai .. Kitne hi gawahon ko maar chukka hai who .. Isliye Forces usey kuch nahi kar sakte hai .. Dikhane k liye who aik buiseness men hai .. Isliye secuirety le ke ghoomne se koi problem nahi hoti usey .. Uske baare mein aik baat pata chali hai k who har mahine 1 tareekh ko Is city k sab se bade hair Salon mein jaata hai .. Apna sar ganja karne .. Agar usko maar sakte ho to tum wahi maar sakte ho iske ilawa koi chance nahi hai .. Kyunke us waqt us salon mein sirf 6 hi guard hote hai uske ..

Shaheer ghaur se unki baat sun raha tha .. aur soch raha tha k kya kare .. Phir kuch soch kar kehta hai

Shaheer :- Hmm mein aise hi waha ghus k usey nahi maar sakta hu .. aur abhi 1 tareekh ko about 1 week hai .. to agar mein abhi apna bhes badal k waha kam karne jaun .. to 1 week mein ye kam ho sakta hai .. warna agle mahine k 1 tak ho ga ye kam ..

Boss :- Nahi Agle mahine tak wait nahi kar sakte .. Jitni jaldi ho sakta hai is city se gandagi ko saf karna hai .. Mein kuch kar ke aaj raat ko tumhein call kart ahu ..

Phir boss call cut karte hai .. aur shaheer bhi apne table ki taraf jata hai .. Jahan fareeha chup chap bethi thi .. aur apne phone pe kuch kar rahi thi .. Shaheer bhi jaa ke bethta hai .. shaheer se Aizaz kehta hai

Aizaz :- So tum berozgar ho aaj kal .. Aisa karo apna CV mujhe email karna mein tumhare liye koi job dhoondta hu .. tumhara bhi guzara ho jayega ..

Ye sunke Shaheer smile karte hue kehta hai

Shaheer :- Haha Nahi iski koi zaroorat nahi hai Mujhe .. berozgar hi theek hu mein ..

Abhi Aizaz ya shaheer aage kuch bolta .. Usse pehle hi fareeha kehti hai

Fareeha :- For your kind information bata du .. k Shaheer **** Company ka owner hai .. aur Javed khan ka eklauta beta hai ..

YE sun ke to aizaz ko shock lag gaya … Who soch raha tha k shaheer pe taras kha k usey naukri dega .. Aur isi zariya Fareeha tak pohonchega but jab usey shaheer k bare mein pata chala .. to who hairan ho gaya .. Aizaz hairaan ho ker kehta hai ..

Aizaz :- Phir tum berozgar kaise hue ?

Shaheer :- Mein nahi sambhal rah ahu buiseness .. Who sab fareeha dekh rahi hai .. Challo ab hum chalte hai late ho rhe hai .. bye tc ..

Shaheer uthta hai aur fareeha ka hath pakadh k bahar jane lagta hai .. Ye sab who unko dikhane k liye kar raha tha .. thoda hi aage gaya tha k peeche se Saira ki awaz ayi ..

Saira :- Shaheer apna contact no. de k jao taa kea age bhi contact rahe tumhare sath ..

Shaheer ye sun k peeche murhta hai .. aur Saira ki taraf dekhta hai .. jo usey hi dekh rahi thi .. shaheer smile karte hue kehta hai

Shaheer :- Huh uski zarurat nahi hai .. mein aage contact rakhna bhi nahi chahta hu .. Ye jo aaj mulaqat hui iski mujhe bhi zarurat thi .. taa ke mein tumhein bata saku apne dil ki baat .. Ab mere dil mein koi hai to sirf fareeha hai iski jagah koi nahi le sakti .. So don't try to come between us ..

Phr shaheer fast food corner se bahar aata hai fareeha k sath .. Bahar aate hi fareeha shaheer ka hath jhatak deti hai .. aur phir moon phula k uske sath chalne lagti hai .. Shaheer ko hi pata tha k uske dil mein kya chal raha hai .. Usey hi pata tha k is waqt uspe kya guzar raha hai .. Who bs apne feelings ko control kiye fareeha k sath ja raha tha ..
Great update gave good answer to old friend and old girlfriend, was giving a job, now she has come to her mind, it seems that she will be killed in future updates.
 
Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,106
143
Bhai kya reviews de kahani bahut achchi ja rahi he par fareeha ka behavior ab tak jo raha wo bilkul bhi pasand nahi aa raha. Bhale hi ab usne soch liya ki wo badlega shaheer ko support karegi but readers k dimag me uski jo chhavi aapne bana di he wo itani aasani se jane wali nahi. Vese nice story
:thanks: for your precious comment jigar :dost:

Scene aisa hai jigar k har cheez story mein batayi nahi jaati, kuch cheezo aisi hoti hai jo hint hote hain. Fareeha k character k mamle mein hint yehi the k uski koi dost nahi rahi hai, mostly woh akeli hi rahi hai life mein (intro me shayad bataya tha). Iske ilawa sab se bada factor uske chirhchirha hone ka tha uske mama mami ka uske behavior. Un sab k baad woh chirhchirhi ho gyi thi aur shaheer ko bhi chirha hi rhi thi. As such koi disrespect nahi kiya hai usne shaheer ka abhi tk. Baki i hope aage aap ki soch badal jaye.

Keep supporting :hug:
 
expectations
22,435
14,672
143
:thanks: for your precious comment jigar :dost:

Scene aisa hai jigar k har cheez story mein batayi nahi jaati, kuch cheezo aisi hoti hai jo hint hote hain. Fareeha k character k mamle mein hint yehi the k uski koi dost nahi rahi hai, mostly woh akeli hi rahi hai life mein (intro me shayad bataya tha). Iske ilawa sab se bada factor uske chirhchirha hone ka tha uske mama mami ka uske behavior. Un sab k baad woh chirhchirhi ho gyi thi aur shaheer ko bhi chirha hi rhi thi. As such koi disrespect nahi kiya hai usne shaheer ka abhi tk. Baki i hope aage aap ki soch badal jaye.

Keep supporting :hug:
Baat sahi aapki lekin ye to bahut bura hua koi dost na hona achchi baat nai hai waise is duniya me sab matlab par depend karta hai usko suru me koi aisa mila hoga jiske karan usne dosti se yakin uth gaya uske baad jo ho raha sab normal hai aur uska bhai uske liye ajnabi raha hai ab ekdum se kaise wo use chahne lagegi
 
Active member
815
1,334
123
Baat sahi aapki lekin ye to bahut bura hua koi dost na hona achchi baat nai hai waise is duniya me sab matlab par depend karta hai usko suru me koi aisa mila hoga jiske karan usne dosti se yakin uth gaya uske baad jo ho raha sab normal hai aur uska bhai uske liye ajnabi raha hai ab ekdum se kaise wo use chahne lagegi
Fareeha ko pareshan karega Jo uski achchi khatirdari hogi :pillowfight2:
 

Top