अध्याय 1: समुद्र में कूदो
किनारे से दूर एक निजी लग्जरी क्रूज जहाज धीरे-धीरे समुद्र के पार जा रहा था।
समुद्र एक गरजते हुए बाघ की तरह था, जो टैन ऐनिंग की वर्तमान भावनाओं की तरह ही जोर-जोर से मंथन कर रहा था। वह एक बाघ की तरह बेहद निराश थी।
वह एक कैजुअल सफेद टी-शर्ट और जींस में थी, जो क्रूज...
Sorry for change story brother but mere paas update sochne or likhne ke liye time nahi hai
jus Karan mai iss thread ke jagah ek Chinese Webnovel Rebirth And Rise: The Campus Business Woman ka hindi update post karunga Jo Drama, Comedy, Supernatural, Action, Fantasy, Romance based hai
Update 5
Mani- malik agar aap inko sath nhi leke jayenge to apko dusri shakti hasil nhi hogi.
Raja chonkte huye- aisa kyun?
Mani- kyunki apki agli shakti ke rakshak ko harane me sirf yahi madad kar payengi.
Raja- thik hain.
Raja- thik hain main abhi kuchh nhi kar sakta jabtak mujhe meri puri...
Update 4
Ye awaj kisi or ki nhi raja ki hain jo nag ki punchh me jakra huya hain or nag apni kundli ko or mazbut kiye ja rha hain jisase raja ko taklif hoti jaa rhi hain or ek dardnak awaj us vatavaran me gunj jati hain.
Raja ko kuchh samjh nhi ata ki wo kya kare ki achanak wahan wo kuta aa...
Update 3
Aaj wo waqt bhi agya jab dhumketu 10000 masoom bacchon ki bali shaitan ke samne dega bali dene se purv dhumketu un bacchon ki puja karta hain or ek ek karke sabhi bacchon ki bali shaitan ke samne de deta hain or un bacchon ke khoon se kal ko asnan karane lagta hain jisase kal ka sarir...
Update 2
Jaise hi raja suntaru apne grah pahunchte hain tabhi unhe ek sainik hafta huya unke pass ata hain.
Raja suntaru- kya huya sainik tum itne vichlit kyun ho
Sainik- maharaj wo demon humpe akraman karne wale hain jaldi kuchh kijiye mahraj
Raja suntaru chonkte huye - kya ? Lekin ye kaise...
Shakti ki talash
Update 1
Raja achanak ek aisi jagah pahunch jata hain jahan use dur dur tak sirf jungle hi jungle ped paodhe dikhte hain use kuchh samjh nhi ata ki wo ab kya kare use guruji bat yad ati hain jab jate huye guruji ne kaha tha ki
Gurudev- apne andar jhakana jab tumhe kuchh samjh...
Update 20
Raja- parrrriiiiiiiii.
Gurudev- putr sant ho jayo.ab wo tumhare ander hain.
Raja- gurudev main pari ke sath jindagi bitana chahta hun kya main use bahar nhi la sakta.
Gurudev- la sakte ho iske liye tumhe apne 16 shakiyon ko pana hoga unke samaye main jakar.
Raja - kaise gurudev...
Update 19
Idhar gurudev jab suraksha kavach ko tutate huye dekhte hain to wo ek shakti beam jhingal pe de marte hain jisase wo kayi yojan dur jaa girta hain or tabhi wo ek shaktishali ban jo unhe unke mahaguru ne diya tha wo kal pe marte hain jisase pari ko chhune se pahle hi wo nicche gir jata...
Update 18
Idhar jab jhingal raja ko asman ki trf dekhtehuye dekhra hain to wo bhi asman ki or dekhta hain jahan use pari chamkati huyi dikhti hain use samjhane me der nhi lagti ki ye wahi hain raja ki mahashakti .jhingal turant apne hosh me aa wo ek shakti raja ki trf phenkta hain lekin wo...
Update 17
Idhar jab sabhi log dobara awaj sunte hain to sabhi log mandir ke sidhiyon ke pass khade ho jate hain or gurudev ek suraksha kavach bana dete hain aas pass jab sab logon ka dhyan awaj ki trf jata hain to sabhi ek pal ke liye kauf me jate hain itne bhayankar lal lal ankhe ankhon se...
Update 16
Kal apne bhai or dhumketu se kahta hain.
Kal- bhai mahesh ko aaj se hi training do main jaa rha hun raja ke mahashakti ko dhundhane.
Jhingal - thik hain.mahesh tumhara aaj se training hain tumko brahmand ke sabse shakti shali logo se ladna padega or unke sath training leni padegi...
Update 15
Idhar jab jhingal jaise hi mahesh ke gale lagta hain usi waqt mahesh ke sarir se aag ki lapte niklne lagti hain or aas pass khade sabhi ko jalane lagti hain aisa hota dekh jhingal turant mahesh se dur hota hain or ashcharz se kal ke trf dekhta hain jo ek jagah khada ho muskura rha...