ye khani h ek aise ldke ki jo life m bhot kuch dkhta h mdad sbki krna cahta h par paise na hone s nhi kr pata kuki vo khud grib h....vo bhgvaan s roj prathna krta ki kash m sab ki mdad kr pata....yhi uski Phli khuaish thi aur dusri khuaish vo jo use kbhi ni mila pyar kuki use mila hmesha dhoka...