Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

expectations
22,867
14,886
143
Update 7

Lunch ka time tha to shaheer sochta hai k pehle isey le k lunch karna chahiye fir baki cheezein lene jaate hai. Aik ache se restaurant jaa ke shaheer mukhtalif dishes order karta hai hashir k liye. Jinko dekh kar wohh boht khush hota hai aur khushi khushi khane lagta hai.

Orphanage ka aik hi menu kha kha k bore ho gaya tha shayad isliye kuch ziada hi maze se kha rha tha wohh. Khane k baad uske liye ice cream order karta hai, wohh bhi khane k baad shaheer bill pay karta hai aur fir dono aik sport store jata hai. Jahan jaa ke uske liye football kit leta hai kyunke usko football pasand tha. Fir aik football leta hai aur bill pay karne lagta hai. Tab hashir kehta hai.

"Uncle aap apne liye nahi lenge kit ? Mere sath kaise khelenge ?"

"Nahi beta me inhi kapdo me khelunga" shaheer haste hue jawab deta hai.

"Nahi nahi apne liye bhi lein aap fir maza ayega khelne ka" hashir shaheer se kehta hai.

Shaheer apne size k kit dikhane ko bolta hai fir uske size k 2 3 kit nikalta hai shopkeeper aur hashir unme se chose karta hai shaheer k liye kit. Fir shaheer pay karta hai aur dono wapas orphanage ata hai.

"Beta tum logo ka play time kab hota hai ?" shaheer ground ki taraf jaate hue poochta hai.

"Uncle aaj Sunday hai to sara din free hai, warna normal days me sham 4 se 6 baje tk khelne ka time hota hai"

Fir dono washroom jaate hai alag alag aur kit pehen k nikalte hai. Fir ground k aik kone pe jaa ke football khelne lagte hai. Hashir boht xiada khush tha aaj, dono kafi dair tak khelte hai aur jab thak jaate hai to bench pe aa ke beth jaate hai.

Phir hashi idhar udhar k sawal pooch rha tha shaheer se aur wohh usey bata rha tha. Isi tarah sham 6 baje tk shaheer uske sath waha bethta hai. Boht acha spent hua tha time aur usne socha tha k har weekend yehi aayega in bacho k sath time spent karne. Khair shaheer jab jaane laga tb Hashir k aankhein nam ho gaye aur wohh usse poochne laga.

"Uncle ab kab aayenge aap ?"

Shaheer uske samne bethta hai neeche aur uske haatho ko pakadh kar usse kehta hai.

"Beta mein kal sham ko aunga office se tumse milne k liye, Insha Allah ab rozana aunga tumhare sath football khelne, chalo ab chalta hu late ho rha hai, bye tc aur haan mera card lo jab bhi koi baat ho mujhe call karna fauran kisi cheez ki zaruat ho ya kuch aur"

Itna bol kar fir waha se chalta hai. Kapde already change kar chuka tha aur kit Hashir k paas hi chorh gaya tha. Bahar aake manager se apna cnic leta hai aur usko batata hai k ab wohh daily aya karega agar koi masla nahi to. Manager bhi kehta hai k koi masla nahi hai aa jaya kare.

Aaj kafi positive energy feel kar rha tha shaheer khud me. Usey boht acha lag rha tha drive karte hue bhi uske chehre pe muskaan thi. Wohh hamesha rehne wali udaasi nahi thi aaj. Shaheer gadi park kar ke haveli k andar ata hai. Khala aur Aliya bethe gappey laga rhe hai. Shaheer salam kar ke apne room jata hai seedha.

Aaj kafi time baad shaheer ne salam kiya tha aur khush bhi lag rha tha ye dekh kar khala hairan ho gyi thi aur aliya bhi hairan thi kyunke usne pehli baar shaheer ko itne ache mood me dekha tha. Khair shaheer apne kamre me jaa ke office k kaam karne lagta hai dinner tk. Fir jab aik mulazima aa ke dinner k liye bulati hai tab neeche aata hai aur aliya aur khala k sath beth k dinner karta hai.

"Aliya tum aaj yehi stay karna, kal mere sath hi office chalna fir waha se apne ghar jana" shaheer khana khate khate kehta hai.

"Wohh to theek hai par mere paas dusre kapde nahi hai sir" aliya bhi khana khate khate jawab deti hai "mein kaise aungi office?"

"Beta fareeha beti k kapde hai roon me unme se pehen lo koi kapde, isme masla kya hai" tabhi khala beech me aa ke kehti hai.

"Fir theek hai" aliya bhi kehti hai aur chup chap khana khane lagti hai.

Khana khane k baad shaheer hall mein hi beth jata hai, usey Aliya se baat karni thi. Wohh janna chahta tha k wohh akele kyu rehti hai. Uski family kaha hai. Ye janne k peeche 2 wajuhaat the, pehla to wohh uska employee thi aur dusra shaheer usko jab bhi dekhta tha to aisa lagta tha jaise isko kahi dekha hua hai ya kisi se uski shakal milti julti hai.

Khair Aliya bhi waha aa ke beth jaati hai, shaheer baat khud start karna nahi chahta tha, aur na Aliya mein himmat thi itni k wohh khud bataye. Dono ki ye problem tab hal huyi jab news channel pe ye news aya k "Kal raat kisi ne aik ladke ko buri tarah se marne k baad uske maathe pe garam sarye se "RAPIST" likh k sheher k beecho beech chowk pe chorh diya" Ye koi aur nahi Asif hi tha jisko raat ko durrani le ke gaya tha.

News dekhte hi shaheer k chehre pe smile aa gyi, wohh khush tha k aik rapist ka ye haal hua. News dekhne k baad Aliya shaheer ki taraf dekhti hai. Aur shaheer uski taraf dekhta hai dono ki nazrein milti hai aur Aliya dheere se "Thanks" bolti hai.

"Kuch bataogi ?" Shaheer kehta hai "Ya nahi batana ?"

"Sir Asif mera classmate tha uni mein, shuru se mujhe pasand karta tha aur usne mujhe propose bhi kiya tha" Aliya sar jhukaye hi dheere se batane lagti hai "Aur meine usey reject kiya tha, kyunke mein kisi aur ko pasand karti hu, usko saaf saaf bol bhi chuki thi mein ye baat. Fir jab hum ne aap ka office join kiya to usne bhi join kiya. Roz mujhe tang karta tha aur kal usne had paar kar di"

"Roz tang karta tha to tumne uski complain kyu nahi ki ? police mein ya fir office mein ?" Shaheer kehta hai "Aur tum akeli kyu rehti ho ? tumhari family kaha hai ?"

"Sir mujhe laga tha k ye normal baat hai, sudhar jayega wohh jab usey ignore karungi to, mujhe nahi pata tha wohh itna aage barh jayega" Aliya mayoos kun lehje mein kehti hai "Aur mein akeli nehi rehti hu, mere sath meri dost Nabeela bhi rehti hai, jo aap k hi office mein kam karti hai, wohh apne ghar gayi huyi thi weekend ki wajah se"

"Hmm chalo us ladke ko to uske kiye ki saza mil gayi ab wohh sari zindagi yaad rakhega wohh" Shaheer uthte hue kehta hai "Baki tum dekh lo agar kal office ana chaho to aa jana warna kuch din ki chhutti le lelo aur aram kar lo"

Shaheer ye bol kar waha se chala gaya apne room. Aaj uska peene ka dil nahi kar raha tha thoda bhi. Uski sab se badi wajah thi Hashir, jisse aaj wohh mila tha. Us bache mein pata nahi aisa kya tha k shaheer ko usse itna lagao ho gaya tha. Shaheer jab bhi usko dekhta usko apni bachpan yaad aati thi.

Shaheer bhi bachpan mein uske jaisa hi tha. Na uske ziada dost the na kisi se ziada baatein karta tha. Tanhayi pasand tha wohh. Bas apne nana nani k sath ziada close tha aur unke sath baatein share karta tha. Usko ehsaas tha k hashir kis dard se guzar raha hai.

Shaheer bed pe leta leta aaj k din k bare mein soch rha tha. Kafi time baad usko acha feel ho raha tha. Uske dil ko sukoon mila tha. Wohh soch rha tha k durrani ne sach kaha tha kitna sukoon hai dusro ki madad karne mein.

"Kin socho mein gum ho shaheer miya ?" Shaheer apne socho mein ghum tha k tabhi uske kaano mein Fareeha ki awaz parhi.
Aliya kaun hai pata na chala shaheer ne usko kahan dekha tha udhar update ke last me fareeha ki awaaz meko lagta shaheer bhi pagal hui gawa pyaar me.nice update dost
 
Eaten Alive
4,118
4,183
143
Haan phr update dena bhool gaya to :D
Jald hi surprise open hogi writers ke liye... Bas ek request hai naina ko ek story me add kario.. Jo South Indian type fight karti har 5 sec me... Aur haan story character naina ko khoon kharaba bhi pasand hai.. Story character naina jo Supergirl hai... Aisi story likhna aap contest pe , kasam se contest wala dibba aapka :D
 
Eaten Alive
4,118
4,183
143
Assalam o Alaikum ... Namaste ... Hello Pyare dosto...

About Me
I Hope aap mein se kuch log mujhe jaante honge. Jo nahi jaante unke liye aik short intro deta hu. Durrani6 mera naam hai aur likhna mera kam hai. Ab tak meine Romance aur Incest genre mein stories likhe hain. Jinme se Romantic stories kabhi chale nahi aur Incest aise chale k aaj bhi mera dil karta hai likhne ko. Isi liye aaj laya hu ye story aap logo ki khidmat mein.

About this Story
Sab se pehle to ye cheez mein aap logo ko clear karna chahunga k is story ka Aashiqui 1 se koi taaluq nahi hai. Haan Aashiqui 1 k kuch characters is story mein zarur dekhne ko milenge. Story ki agar baat karu to is story ka pehla part mein aaj se 5 saal pehle likh k hum sab k us favourite forum pe post kar chuka hu jiska naam tha Aashiqui 2 ( When Hate Turns to Love). Us waqt ye story kafi pasand aya tha sab ko but unfortunately iska dusra part post nahi kar paya tha but abhi it is completed. Second part bhi complete ho chuka hai. Aur is thread mein dono parts aik sath post karunga yani pehle part 1 phr part 2 to jinhone part 1 nai parha woh parhe aur jo parh chuke hain dubara parh k enjoy karein.

About the Content
Ye Ishq nahi Aasan Bas itna Samajh lijiye
Ek Aag ka Daryah hai aur Doob k jana hai

Jaise k is shair mein shayer ne kaha hai k ishq nahi asan waise hi is story mein Aashiqui kuch ziada hi complicated hai. Kyunke is story ka hero hi complicated hai. Jiske life mein akelepan k ilawa aur kuch nai hai, Aise mein uske life mein jab aik ladki ayegi woh bhi uski sab se badi dushman to kaise guzara hoga dono ka. Aur phr kaise dono k beech nafrat muhabbat mein tabdeel hogi ye dekhne layaq hai. Story mein bharpoor romance, Love k sath continues thrill aur action dekhne ko milta rahega. Specially second part full of twists and suspense hai. Aik aur cheez jo mein start mein hi clear karna chaahta hu woh ye hai k ye incest sex story nahi hai. Ye incest romance and love story hai. Agar aap ko sirf incest sex parhna hai to ye aap k liye nahi hai. Phr bhi atleast 10/15 updates zarur parhein phr faisla karein k aage parhna hai ya nai.

About updates
Jaise k meine uper bataya iska 1st part pehle hi post kar chuka hu. To jab tak mein iske first part k updates deta rahunga. Tab tak 2 updates har din dunga. Haan jis din aap logo ka response acha hoga us din 1 bonus update bhi milega. Jab 2nd part start hoga to daily 1 update deta rahunga.

Request to Readers
Is story ko parhne wale readers se aik hi request hai k plz apna review dein. Atleast 2/3 lines to likh hi lein updates k bare mein. Aap ka to shayad hardly 5 min lagega review likhne mein but isse writer ko boht himmat milegi story aage barhane mein so plz jo registered silent readers hain woh reviews dein aur jo registered nai hai woh registered ho jaaye forum pe. Aap logo ka paisa nahi lagega simple method hai usko follow kar ke register karein aur apne favourite writers ko support karein.

Chalo bhai boht pel liye gyaan Ab story start karte hain.
Acha main xp writers jatin & rajesh ko invite karu yahan lb pe . .🙄 btw dono hi aapke xp friend the na 🤔
 
Durrani sir ke liye ...... Arj hai...
Waqt esi hi rawani Me dhalta raha
Durrani bekhabar yunhi kahani likhta raha
Kabhi hansta tha kirdaar apne naseebo pe
Kirdaar Kabhi ander hi ander me
jalta raha
Kahi shikwe mile kahi thokrain mili
Chhote lagti Rahi kirdaar sambhlta raha
Aur kahani ki us pane ki khatir sab kuch karta gaya
Ek wohi kadus writer tha Jo har baar tevar badal kr kirdaar ki jindgi ke sath khel khelta raha. ... :D
 
Eaten Alive
4,118
4,183
143
Assalam o Alaikum ... Namaste ... Hello Pyare dosto...

About Me
I Hope aap mein se kuch log mujhe jaante honge. Jo nahi jaante unke liye aik short intro deta hu. Durrani6 mera naam hai aur likhna mera kam hai. Ab tak meine Romance aur Incest genre mein stories likhe hain. Jinme se Romantic stories kabhi chale nahi aur Incest aise chale k aaj bhi mera dil karta hai likhne ko. Isi liye aaj laya hu ye story aap logo ki khidmat mein.

About this Story
Sab se pehle to ye cheez mein aap logo ko clear karna chahunga k is story ka Aashiqui 1 se koi taaluq nahi hai. Haan Aashiqui 1 k kuch characters is story mein zarur dekhne ko milenge. Story ki agar baat karu to is story ka pehla part mein aaj se 5 saal pehle likh k hum sab k us favourite forum pe post kar chuka hu jiska naam tha Aashiqui 2 ( When Hate Turns to Love). Us waqt ye story kafi pasand aya tha sab ko but unfortunately iska dusra part post nahi kar paya tha but abhi it is completed. Second part bhi complete ho chuka hai. Aur is thread mein dono parts aik sath post karunga yani pehle part 1 phr part 2 to jinhone part 1 nai parha woh parhe aur jo parh chuke hain dubara parh k enjoy karein.

About the Content
Ye Ishq nahi Aasan Bas itna Samajh lijiye
Ek Aag ka Daryah hai aur Doob k jana hai

Jaise k is shair mein shayer ne kaha hai k ishq nahi asan waise hi is story mein Aashiqui kuch ziada hi complicated hai. Kyunke is story ka hero hi complicated hai. Jiske life mein akelepan k ilawa aur kuch nai hai, Aise mein uske life mein jab aik ladki ayegi woh bhi uski sab se badi dushman to kaise guzara hoga dono ka. Aur phr kaise dono k beech nafrat muhabbat mein tabdeel hogi ye dekhne layaq hai. Story mein bharpoor romance, Love k sath continues thrill aur action dekhne ko milta rahega. Specially second part full of twists and suspense hai. Aik aur cheez jo mein start mein hi clear karna chaahta hu woh ye hai k ye incest sex story nahi hai. Ye incest romance and love story hai. Agar aap ko sirf incest sex parhna hai to ye aap k liye nahi hai. Phr bhi atleast 10/15 updates zarur parhein phr faisla karein k aage parhna hai ya nai.

About updates
Jaise k meine uper bataya iska 1st part pehle hi post kar chuka hu. To jab tak mein iske first part k updates deta rahunga. Tab tak 2 updates har din dunga. Haan jis din aap logo ka response acha hoga us din 1 bonus update bhi milega. Jab 2nd part start hoga to daily 1 update deta rahunga.

Request to Readers
Is story ko parhne wale readers se aik hi request hai k plz apna review dein. Atleast 2/3 lines to likh hi lein updates k bare mein. Aap ka to shayad hardly 5 min lagega review likhne mein but isse writer ko boht himmat milegi story aage barhane mein so plz jo registered silent readers hain woh reviews dein aur jo registered nai hai woh registered ho jaaye forum pe. Aap logo ka paisa nahi lagega simple method hai usko follow kar ke register karein aur apne favourite writers ko support karein.

Chalo bhai boht pel liye gyaan Ab story start karte hain.
Hope ki is story me hero heroine sath ke against nahi honge aap... Warna aap xp wale writers hero heroine ki aisi ki taisi kar dete ho stories me.. Kirdaar apne hai unke sapne bhi readers ke apne hai 🤗
 
Newbie
92
271
53
Update 7

Lunch ka time tha to shaheer sochta hai k pehle isey le k lunch karna chahiye fir baki cheezein lene jaate hai. Aik ache se restaurant jaa ke shaheer mukhtalif dishes order karta hai hashir k liye. Jinko dekh kar wohh boht khush hota hai aur khushi khushi khane lagta hai.

Orphanage ka aik hi menu kha kha k bore ho gaya tha shayad isliye kuch ziada hi maze se kha rha tha wohh. Khane k baad uske liye ice cream order karta hai, wohh bhi khane k baad shaheer bill pay karta hai aur fir dono aik sport store jata hai. Jahan jaa ke uske liye football kit leta hai kyunke usko football pasand tha. Fir aik football leta hai aur bill pay karne lagta hai. Tab hashir kehta hai.

"Uncle aap apne liye nahi lenge kit ? Mere sath kaise khelenge ?"

"Nahi beta me inhi kapdo me khelunga" shaheer haste hue jawab deta hai.

"Nahi nahi apne liye bhi lein aap fir maza ayega khelne ka" hashir shaheer se kehta hai.

Shaheer apne size k kit dikhane ko bolta hai fir uske size k 2 3 kit nikalta hai shopkeeper aur hashir unme se chose karta hai shaheer k liye kit. Fir shaheer pay karta hai aur dono wapas orphanage ata hai.

"Beta tum logo ka play time kab hota hai ?" shaheer ground ki taraf jaate hue poochta hai.

"Uncle aaj Sunday hai to sara din free hai, warna normal days me sham 4 se 6 baje tk khelne ka time hota hai"

Fir dono washroom jaate hai alag alag aur kit pehen k nikalte hai. Fir ground k aik kone pe jaa ke football khelne lagte hai. Hashir boht xiada khush tha aaj, dono kafi dair tak khelte hai aur jab thak jaate hai to bench pe aa ke beth jaate hai.

Phir hashi idhar udhar k sawal pooch rha tha shaheer se aur wohh usey bata rha tha. Isi tarah sham 6 baje tk shaheer uske sath waha bethta hai. Boht acha spent hua tha time aur usne socha tha k har weekend yehi aayega in bacho k sath time spent karne. Khair shaheer jab jaane laga tb Hashir k aankhein nam ho gaye aur wohh usse poochne laga.

"Uncle ab kab aayenge aap ?"

Shaheer uske samne bethta hai neeche aur uske haatho ko pakadh kar usse kehta hai.

"Beta mein kal sham ko aunga office se tumse milne k liye, Insha Allah ab rozana aunga tumhare sath football khelne, chalo ab chalta hu late ho rha hai, bye tc aur haan mera card lo jab bhi koi baat ho mujhe call karna fauran kisi cheez ki zaruat ho ya kuch aur"

Itna bol kar fir waha se chalta hai. Kapde already change kar chuka tha aur kit Hashir k paas hi chorh gaya tha. Bahar aake manager se apna cnic leta hai aur usko batata hai k ab wohh daily aya karega agar koi masla nahi to. Manager bhi kehta hai k koi masla nahi hai aa jaya kare.

Aaj kafi positive energy feel kar rha tha shaheer khud me. Usey boht acha lag rha tha drive karte hue bhi uske chehre pe muskaan thi. Wohh hamesha rehne wali udaasi nahi thi aaj. Shaheer gadi park kar ke haveli k andar ata hai. Khala aur Aliya bethe gappey laga rhe hai. Shaheer salam kar ke apne room jata hai seedha.

Aaj kafi time baad shaheer ne salam kiya tha aur khush bhi lag rha tha ye dekh kar khala hairan ho gyi thi aur aliya bhi hairan thi kyunke usne pehli baar shaheer ko itne ache mood me dekha tha. Khair shaheer apne kamre me jaa ke office k kaam karne lagta hai dinner tk. Fir jab aik mulazima aa ke dinner k liye bulati hai tab neeche aata hai aur aliya aur khala k sath beth k dinner karta hai.

"Aliya tum aaj yehi stay karna, kal mere sath hi office chalna fir waha se apne ghar jana" shaheer khana khate khate kehta hai.

"Wohh to theek hai par mere paas dusre kapde nahi hai sir" aliya bhi khana khate khate jawab deti hai "mein kaise aungi office?"

"Beta fareeha beti k kapde hai roon me unme se pehen lo koi kapde, isme masla kya hai" tabhi khala beech me aa ke kehti hai.

"Fir theek hai" aliya bhi kehti hai aur chup chap khana khane lagti hai.

Khana khane k baad shaheer hall mein hi beth jata hai, usey Aliya se baat karni thi. Wohh janna chahta tha k wohh akele kyu rehti hai. Uski family kaha hai. Ye janne k peeche 2 wajuhaat the, pehla to wohh uska employee thi aur dusra shaheer usko jab bhi dekhta tha to aisa lagta tha jaise isko kahi dekha hua hai ya kisi se uski shakal milti julti hai.

Khair Aliya bhi waha aa ke beth jaati hai, shaheer baat khud start karna nahi chahta tha, aur na Aliya mein himmat thi itni k wohh khud bataye. Dono ki ye problem tab hal huyi jab news channel pe ye news aya k "Kal raat kisi ne aik ladke ko buri tarah se marne k baad uske maathe pe garam sarye se "RAPIST" likh k sheher k beecho beech chowk pe chorh diya" Ye koi aur nahi Asif hi tha jisko raat ko durrani le ke gaya tha.

News dekhte hi shaheer k chehre pe smile aa gyi, wohh khush tha k aik rapist ka ye haal hua. News dekhne k baad Aliya shaheer ki taraf dekhti hai. Aur shaheer uski taraf dekhta hai dono ki nazrein milti hai aur Aliya dheere se "Thanks" bolti hai.

"Kuch bataogi ?" Shaheer kehta hai "Ya nahi batana ?"

"Sir Asif mera classmate tha uni mein, shuru se mujhe pasand karta tha aur usne mujhe propose bhi kiya tha" Aliya sar jhukaye hi dheere se batane lagti hai "Aur meine usey reject kiya tha, kyunke mein kisi aur ko pasand karti hu, usko saaf saaf bol bhi chuki thi mein ye baat. Fir jab hum ne aap ka office join kiya to usne bhi join kiya. Roz mujhe tang karta tha aur kal usne had paar kar di"

"Roz tang karta tha to tumne uski complain kyu nahi ki ? police mein ya fir office mein ?" Shaheer kehta hai "Aur tum akeli kyu rehti ho ? tumhari family kaha hai ?"

"Sir mujhe laga tha k ye normal baat hai, sudhar jayega wohh jab usey ignore karungi to, mujhe nahi pata tha wohh itna aage barh jayega" Aliya mayoos kun lehje mein kehti hai "Aur mein akeli nehi rehti hu, mere sath meri dost Nabeela bhi rehti hai, jo aap k hi office mein kam karti hai, wohh apne ghar gayi huyi thi weekend ki wajah se"

"Hmm chalo us ladke ko to uske kiye ki saza mil gayi ab wohh sari zindagi yaad rakhega wohh" Shaheer uthte hue kehta hai "Baki tum dekh lo agar kal office ana chaho to aa jana warna kuch din ki chhutti le lelo aur aram kar lo"

Shaheer ye bol kar waha se chala gaya apne room. Aaj uska peene ka dil nahi kar raha tha thoda bhi. Uski sab se badi wajah thi Hashir, jisse aaj wohh mila tha. Us bache mein pata nahi aisa kya tha k shaheer ko usse itna lagao ho gaya tha. Shaheer jab bhi usko dekhta usko apni bachpan yaad aati thi.

Shaheer bhi bachpan mein uske jaisa hi tha. Na uske ziada dost the na kisi se ziada baatein karta tha. Tanhayi pasand tha wohh. Bas apne nana nani k sath ziada close tha aur unke sath baatein share karta tha. Usko ehsaas tha k hashir kis dard se guzar raha hai.

Shaheer bed pe leta leta aaj k din k bare mein soch rha tha. Kafi time baad usko acha feel ho raha tha. Uske dil ko sukoon mila tha. Wohh soch rha tha k durrani ne sach kaha tha kitna sukoon hai dusro ki madad karne mein.

"Kin socho mein gum ho shaheer miya ?" Shaheer apne socho mein ghum tha k tabhi uske kaano mein Fareeha ki awaz parhi.
Bhetareen update
Aakher kar shaheer ki zindagi men sudhar aa raha he 2 saal baad khala shaheer ko khush dekh ker heraan ho rahi he aakher ho bhi kyon na 2 saal se jo wo shaheer ki sadi si shakal jo dekh rahi he aur wahin aliya shaed aaj pheli baar apne sir ko khush dekh ker heraan ho rahi he warna us ne bhi apne sir ki khharos si shakal hi dekhi he ...

Aur is ki waja sirf hashir he jis men shaheer apna bachpan dekh raha he dekhte hen durru bhai kab tak shaheer ko khush rhene dete hen ...

Aur wahen durrani ne bahut hi aachhi saza di he asif ko bahut hi zyada garmi charhi thi use aare bhai larki ko parpos kiya he aur larki ne na khe di he to dusri dhond lo nahi kute ki dum ki tarhan tedra hi rhena he jo kat jaye gi sidhi nahi ho gi wohi haal ab us ka he he badnami mol le li par larki nahi chhori ....

Ab aate hen aliya ki taraf durru bhai abhi tak aap ne aliya ka simple sa hi intro diya he bas ye hi ke us ki zindagi men ek larka he bas shaheer ke sath us ka kya rishta he ye bhi nahi bataya aur us ke maa baap kon he ye bhi nahi bataya abhi tak ek paheli he bani hoyi he chalo dekh te hen ke hamare durru bhai is ki paheli men se kya raaz ujagar ker te hen....

Aur end men he suspens fareeha ki awaz ????
 
Top