Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

There can only be one king.
Moderator
3,406
6,214
143
Actually reader purani hu bas aapki xp stories pe na revos dene ki wajah dil apna preet parai ka writer tha... Aur dusri wajah Indian princess , group se bahar aane hi nahi deti 🤷‍♀️
Dil Apna Preet Prai ka writer mere stories pe review dne kyu nahi deta tha :confused: ? agar yahan nahi batana to dm mein bata do, suspense mein daal diya tumne to yar :lotpot:
 
There can only be one king.
Moderator
3,406
6,214
143
New name : shaheer nahi ab se iska naam maheer chindi chor
Colonel shah : ab se iska naam toilet saaf jamadar :rolleyes:... Bad news kal se story characters ki aisi ki taisi hogi :D
Ye nahi chalega :D ya to sath mein proper reviews do warna ye ghunda gardi nahi chalega :D
 
There can only be one king.
Moderator
3,406
6,214
143
Dono hi aayenge , aur lb pe hi active honge. Ye wada hai...
Bas jaldi laao phr unko, isi bahane kuch ache stories hi parhne ko milenge. Mein to kehta hu, baki bhi jo senior aur ache writers aap k contact mein hain unko laao yahan pe. Mahol banao thoda :D
 
There can only be one king.
Moderator
3,406
6,214
143
Yun to Ishq asan nahi Phir bhi lankho parvane dil lutaye baithe hai. Jamane badle par aashiq nahi badle bas ishq ke rah pe chalne ka tarika badal gaya. Ab dekhte hai iss story ke dono aashiq kaun sa rah apnate hai aur unke Aashiqui ki dagar me kaun se kante biche milte hai.
:welcome: to the story Destiny bhai :dost:

Umeed hai story aap ko pasand ayegi aur sath dete rahenge end tak :hug:
 
There can only be one king.
Moderator
3,406
6,214
143
Pahle update se hi story ki mul disha ka aaklan kar pana thoda asambhav hai lekin pahle hi update me hero ka charitr chitran jis tarh kya gaya hai. Usse mujhe lagta hai hero mahatharki ki kseni me aata hai jiski nigah apne se umr me badi streeon ke pichle bhugol par tiki rahti hai. Aur colonel sahab bhi kaam nahi hai uski goli ka nishana bhi mujreem ke pichle bhugol par lagta hai.

Adbhut atulniy lekhan kaushal
:clapclap::clapclap::clapclap:
:thanks: for this beautiful comment Destiny bhai :hug:

Hindi k ye bhaari bhaari words kam use karein, meri hindi kamzor hai :D baki dekhte hain pehle update se jo analysis aap ne ki hai aisa hi hai ya nahi asal scene :D

Sath bane rahein :dost:
 
There can only be one king.
Moderator
3,406
6,214
143
Ufff shaheer ki dastan bada hi dard nak hai. Ek durghatna hua aur maa ki maut ke saath shaheer ki jiwan ki sabhi khushiyo ne usse muh mod liya. Sauteli maa aur bahan ke aane se baap ki rahi sahi sneh aur dular piche kahi chhut gaya aur ek waqt me vo bhi khatm ho gaya lekin shaheer ke qismt me thoda sa badlab saira ke aane se aaya tha. Magar uske qismt ko ye manjarir nahi tha to gulati mar di aur ek aisa drishy dikhaya jise dekhne ke baad shaheer purn roop se tut gaya aur ek drinda ya kahu janwaar ban gaya ab dekhte hai aage kya hota hai.

Adbhut atulniy lekhan kaushal
:clapclap: :clapclap: :clapclap:
:thanks: for this beautiful review again destiny bhai :hug:

Kehte hain na Lambi hai ghum ki sham magar sham hi to hai but shaheer k zindagi mein ye ghum ki shaam aise hi rehti hai ye khatm kabhi nahi hone wala :D

Sath bane rahe aur apne khubsurat reviews dete raahein :dost:
 
There can only be one king.
Moderator
3,406
6,214
143
Bas bahot hua xp old ho chuki hai aur ab hero heroine pe atyachar ab nahi chalegi :protest: vodka pine ka hartal jari rahe :protest1:
ye to waise bhi old story hai to aisa hi chalana meri majburi hai. Next story se aap k mere writing mein Xp phase nahi balke LW phase dikhega jisme hero heroine pe bilkul atyachar nahi hoga :D
 
There can only be one king.
Moderator
3,406
6,214
143
Shaheer ki halat par ye song banta hai
Kabhi mujhko hansaye kabhi mujhko rulaye mujhe kitna satati hai wo ladki bahut yaad aati hai wo ladki bahut yaad aati hai
Haaye bilkul bilkul anand bhai aisa hi scene hai shaheer k life mein :dost:

Ab aap ki waapsi ho hi gyi hai to sath bane rahein story mein bhagiyega mat wapas warna meine bhi bhaag jana hai :D
 

Top