Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

Newbie
92
271
53
Update 12

Shaheer jaldi se gadi se utarta hai aur bhaag k us insan k paas jaata hai, gadi k headlights lage hue the, jab shaheer ne us insan k chehre ki taraf dekha to usko shock laga.

Kyunke road pe jo thi woh koi aur nahi Aliya thi aur woh behosh ho chuki thi. Shaheer jaldi se usko uthata hai aur gadi k pichle seat pe sulata hai aur gadi start kar ke aage badhata hai.

Shaheer soch rha tha "kafi din se to Aliya office bhi nahi ayi thi aur uske dost ne leave li thi uske liye ye bol ke k woh apne ghar gayi hai fir ye yaha kya kar rhi thi. Aur isne sucide ki koshish kyu ki ? Ya shayad ye accident ho ? Per itni raat ko achanak road kyu cross karegi aur jis tarah woh road k beech ayi thi isse to yehi lagta k isne sucide attempt kiya. Ab ye to ye khud hi bayayegi k kya chakkar hai"

Shaheer raaste me hi apne personal doctor ko call kar ke ghar bulata hai kyunke accident koi bada nahi tha boht aram se gadi jaa ke takraya tha Aliya se aur wohh behosh ho gayi thi. Dekhne se koi chot bhi nahi ayi thi ziada. Khair ghar pohonch k gadi park karta hai aur jaldi se Aliya ko gaud me uthata hai aur andar bhaagta hai. Fir usey le k Fareeha k room me jata aur bed pe sula deta hai. Kashifa khala bhi dekh chuki thi aur waha aa gyi thi. Shaheer ne dekha k Aliya k maathe pe thoda zakham tha, shaheer first aid kit nikalta aur detol sw uski safai karta aur patti karta uspe.

Tab tak doctor bhi aa jata hai aur woh Aliya ko check karta hai. Kuch dair check karne k baad aik injection lagata hai usey. Aur fir shaheer k sath bahar ata hai. Shaheer khala ko wahi rukne ko bolta hai Aliya k paas.

"Shaheer woh 1 ghante me hosh me aa jayegi, asal me woh kamzori ki wajah se behosh huyi hai, lagta hai woh kuch khaa nahi rahi hai aaj kal, is wajah se kamzor huyi hai. Acha yehi hoga k aap usey fruits aur juice waghera pilaye taake usme thodi energy aaye, baki meine med likh diye hai ye mangwaye uske liye"

Fir doctor chala jata hai aur shaheer neeche lounge me ata hai. Hashir apne room me tha aur school k kaam kar rha tha usko pata nahi tha k bahar kya kya ho rha hai. Khair kuch dair me dinner laga diya jata hai, shaheer hashir ko bula k lata hai aur fir woh mil ke dinner karne lagte hai. Dinner k dauran shaheer hashir se uske school k bare me pooch rha tha aur idhar udhar ki baat kar rha tha.

Hashir k shaheer k life me aane k baad kafi kuch change ho gaya tha. Usne sharab peena bhi kam kar diya tha, jahan pehle woh 1 2 bottle aik raat ko khatm karta ab 2 3 peg hi peeta tha. Aur weekend pe dono football khelte the. Aur baatein karna start kar diya tha, jahan pehle woh bas zarurat k time baat karta tha ab waise bhi gappey lagata tha. Kafi positivity aayi thi uske life mein Hashir k aane k baad aur woh khud bhi ye feel karta tha.

Khair dinner k baad bhi kuch dair shaheer hashir k sath beth k tv dekhta hai aur fir hashir sone k liye jata hai kyunke usne subah jaldi uthna tha school k liye. Shaheer tv dekh rha tha tabhi aik mulazima aa ke batati hai k Aliya ko hosh aa gaya.

"Khala aap juice aur fruits bhej dein kisi k haatho" shaheer room mein enter hote hue Kashifa khala se kehta hai.

Kashifa khala uth k chali jaati hai shaheer jaa ke bed k paas chair pe bethta hai. Room me khamoshi chhaayi huyi thi. Shaheer Aliya ki taraf dekhte hue kuch soch rha tha. Aur aliya bhi apne socho me ghum thi. Shaheer soch rha tha usse poochna chahiye ya nahi. Tabhi aik mulaazima kuch fruits aur juice tray me rakh k andar ayi aur tray bed k paas table pe rakh k chali gayi.

Shaheer ne fruits wala plate Aliya ko diya, Aliya bed se tek lagae bethti hai aur fruits khane lagti hai. Uska khane ka man to nahi tha par shaheer ko manah bhi nahi kar sakti thi isliye chup chap khane lagi. Kuch fruits khati hai aur plate wapas table pe rakhti hai, tab shaheer juice glass me daal k usko deta hai. Aur fir Aliya juice peeti hai par woh bhi pura nahi. Ab tak dono me khamoshi hi thi kisi ne kuch nahi kaha tha.

"Kya mein jaan sakta hu k tum sucide karne ki koshish kyu ki ?" Finally shaheer chupi todta hai.

"Nahi sir aisi koi baat nahi, mein suicide nahi kar rhi thi" aliya nazrein churati huyi kehti hai.

"Dekho mujhe bhi pata hai aur tumhein bhi, tumne sucide karne ki koshish ki, kuch to baat hai jiski wajah se tum kuch khaa nahi rhi ho aaj kal, aur itni kamzor ho gayi ho, fir achanak tum gadi k samne aayi thi aaj intentionally. To ye accident nahi tha. Ab agar tum mujhe apna problem batao to shayad mein tumhari kuch help kar sakta hu"

Shaheer itna keh kar chup ho jata hai, shaheer intezar kar rha tha k woh kuch bole, per woh chup chap aage dekh rhi thi aur kuch soch rhi thi. Shaheer ko laga woh batana nahi chahti isliye woh uthte hue kehta hai.

"Chalo koi masla nahi agar tum batana nahi chahti to, mein chalta hu tum aram karo aur fruits kha lena"

"Bethiya sir, mein batati hu" shaheer ko uthte hue dekh kar pehli bar uske moun se alfaz nikle.

Shaheer wapas beth jata hai aur Aliya ki taraf dekhne lagta hai. Aliya kuch dair sochne k baad apni baat shuru karti hai.

"Afaq naam hai uska, army officer hai, abhi lieutenent hai, hum dono 2 saal se aik dusre ko pasand karte hai, woh mujhse shadi karna chahta hai aur usne rishta bhi bheja tha mere ghar par mere ghar walo ne rishte se manah kar diya. Ab woh log kahi aur mera rishta karana chah rhe hai, mere kuch samajh nahi aa rha tha isliye aaj meine ye faisla liya" Aliya sar jhukaye shaheer se kehti hai.

"Agar woh army officer hai, to fir masla kya hai tumhari family ko usse ?" Shaheer hairangi se usse poochta hai.

"Uska army mein hona hi to masla hai sab se bada"

"Kya matlab ?"

"Meri badi behan bhi aik army officer ko pasand karti thi, shadi k din mere barat ki jagah mere behnoi ka janaza ghar aya tha" ye kehte kehte uske aankho me aansu aa gye unko ponch kar kehti hai "isliye mere ghar wale sar gaye hai k kahi dubara aisa na ho fir"

"Kahi tum .... Tum konse city se ho ?" Shaheer kuch soch kar usse poochta hai.

"Mein #### city se hu aur jo aap soch rhe hai waisa hi hai"

"Matlab tum Fatima ki chhoti behan ho ?"

"Ji sir fatima meri badi behan hai"

Shaheer sara maajra samajh chuka tha, kuch dair waha uske paas beth k sochta rehta hai aur fir faisla leta hai k usne kya karna hai.

"Abhi tum aram karo, kal hum tumhare ghar jaayenge"

"Ye kya keh rhe hai sir aap ?"

"Ji hum kal tumhare ghar jaayenge aur mein tumhare family walo se baat karunga"

Fir shaheer uth k apne room jata hai, aur woh bilal aur fatima k bare me sochne lagta hai. Fir usey Fareeha ka woh khath yaad aata hai jisme usne bataya tha k woh Fatima hi thi jisne usey samjhaya tha aur usey uske muhabbat ka ehsaas karaya tha. Yehi sab sochte sochte woh so jata hai.
Mera tuka thek he laga ke aliya he shaheer ki gari se takrayi he....

Bilal ka sun ke dukh howa ke wo shaheed ho geya he bechari fatima...

Ab fatima ka name aaya he to ye bhi sawal aata he ki shaheer ki zindagi men aane wali larki kahen fatima to nahi ...
 
World's Worst Criminal
297
735
93

Aliya ko dekh ke shock kiu ho gaya Kahi doodh ka size to nahi bar gaya uski ?🤔
To yeh jana pehchana hai
Chalo billa mar gaya acha huya.waise bhi koi Kam ka nahi tha. I mean story Mai bas 2-3 bar hi dekha gaya 🤣 so itna emotional nahi hai yeh.
Ab army Wala hai to life risk to rahegi na bas war zone se dur huya to acha hai.
Personally Mai bhi kisi ki shadi army wals se nahi karata, fer extra marital affair Chalu 🤣
Kahi Aliya ke bari behen ko saheer ke gale me na daal de fer 🤔
Zada herogiri Karne ke chakkar Mai fer jija ban Jayega 😁🤭
Honestly na action thik se ho Raha hai nah romance thik se Karne de Raha hai durru aur emotional karte karte comedy bhi ho Raha hai
😁
Sayed isse hi abstract art kehta hai 🤔
Zo mujhe bilkul samajh nahi ata. But ek nayi taste araha hai story Mai. Dekhte hai....
 
Member
1,531
1,618
143

Jabardast updete bhai
 
There can only be one king.
Moderator
3,406
6,216
143
Mera tuka thek he laga ke aliya he shaheer ki gari se takrayi he....

Bilal ka sun ke dukh howa ke wo shaheed ho geya he bechari fatima...

Ab fatima ka name aaya he to ye bhi sawal aata he ki shaheer ki zindagi men aane wali larki kahen fatima to nahi ...

Abhi to dukh hua hi kaha hai :D dukh to 2/3 updates baad hoga jab pata chalega k woh shaheed kaise aur kab hua tha :D

Ho sakta hai k fatima hi woh ladki ho aur nahi bhi :D
 
There can only be one king.
Moderator
3,406
6,216
143
Aliya ko dekh ke shock kiu ho gaya Kahi doodh ka size to nahi bar gaya uski ?🤔
To yeh jana pehchana hai
Chalo billa mar gaya acha huya.waise bhi koi Kam ka nahi tha. I mean story Mai bas 2-3 bar hi dekha gaya 🤣 so itna emotional nahi hai yeh.
Ab army Wala hai to life risk to rahegi na bas war zone se dur huya to acha hai.
Personally Mai bhi kisi ki shadi army wals se nahi karata, fer extra marital affair Chalu 🤣
Kahi Aliya ke bari behen ko saheer ke gale me na daal de fer 🤔
Zada herogiri Karne ke chakkar Mai fer jija ban Jayega 😁🤭
Honestly na action thik se ho Raha hai nah romance thik se Karne de Raha hai durru aur emotional karte karte comedy bhi ho Raha hai
😁
Sayed isse hi abstract art kehta hai 🤔
Zo mujhe bilkul samajh nahi ata. But ek nayi taste araha hai story Mai. Dekhte hai....

Dekhte hai Fatima shaheer k gale padti hai ya nahi :D

Asal mein scene ye hai k ye kuch updates boring isliye hai, kyunke aage k story k liye build up ban rha aur Fareeha missing hai. Uper se is story ka main theme jo thrill aur action tha woh missing hai to bore ho rhe honge sab.

But jab Fareeha ayegi tab dheere dheere main themes ki taraf ayegi story :dost:
 
Top