Ek baat toh hai fareeha ko abhi tak apne galti ka ahesas nahin hua hai tabhi to ab bhi usse lag raha hai saheer uspe hap jataa raha hai jab ki saheer toh ye sab apne papa ke karan kar rahaa hai aur iss time uske dil mein fareeha ke liye kya hai uske man mein use bhi nahin pata hai ab ye pyar hai ya kuch aur ye to saheer hee jaane, nahi toh fareeha keesi ke sath ghume use usse kya matlab.
owais ka to kaam tamam kar diya sk ne saala yaha aaya tha pelne par uski koi aur leke chala gaya