Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

Active member
816
1,344
123
Update 56

Khair thodi dair mein sab breakfast karte hai … aur fir thodi dair mein Shaheer Sakina aur Fareeha ko le k apne city k liye nikalta hai … uski apni gadi to blast ho gaya tha … isliye Sarkash logon ki gadi le k nikal jata hai … Shaheer subah se fareeha se baat karna chahta tha … but mauqa nhi mil rha tha …

Abhi mauqa tha kyunke Saira peeche seat pe so rhi thi … Aur fareeha front seat pe bethi thi shaheer k sath … Fareeha sheeshe se bahar dekh rhi thi … Usey shaheer pe boht ghussa aa rhi thi … upper se shaheer ka saira k kareeb jana usey aur bhi jealous kar rhi thi … Tabhi shaheer driving karte hue kehta hai …

Shaheer :- Fareeha tum theek to ho na yar ? …mein subah se tumse baat karna chah rha tha … but mauqa nahi mila …

Fareeha bahar dekhte hue hi jawab deta hai …

Fareeha :- Mein theek hu …

Shaheer :- Sorry yar fareeha meri wajah se tumhein un logon ne kidnap kiya …

Fareeha uski baat beech mein hi katte hue kehta hai …


Fareeha :- Its ok … no need to say sorry …

Fareeha shaheer ko pura ignore karne ki koshish kar rhi thi … jaan boojh k short short jawab de rhi thi … aur shaheer ko uska ye behavior samajh nahi aa rha tha … Shaheer ussey kehta hai …

Shaheer :- Shayad ab tak tumhein pata chal gaya hoga … k mein kiske liye kaam karta tha …

Fareeha :- Haan mujhe bataya tha Col uncle ne …

Shaheer ko ajeeb lagta hai fareeha ka behavior … wohh samajh jata hai … k kuch to baat hai jis wajah se fareeha aise behave kar rhi hai … Shaheer usse poochta hai …

Shaheer :- Fareeha koi masla hai kya ? … Kuch hua hai to batao yar …

Fareeha :- Kuch nahi hua … bas mera baat karne ka man nahi hai abhi …

Iske baad shaheer kuch nahi kehta … bas chup chap driving karne lagta hai … Aur evening tak apne city pohonch jaate hai … Shaheer seedha gadi ghar le jata hai … aur fir ghar pohonchte hi fareeha apne room mein chali jati hai … Shaheer Saira ko uthata hai … aur usey le k andar jata hai … aur usko apne room mein le jata hai …

Fir khud bhi washroom mein jaa ke fresh hota hai … aur apne zakham pe dawayi lagata hai … fir thoda rest karne k liye so jata hai … ghante baad Shaheer jaagta hai … aur bahar hall mein aa k dekhta hai … Fareeha hall mein bethi tv dekh rhi thi … Shaheer ko pura ignore kar rhi thi … Shaheer waha se Saira k room ki taraf jata hai … Saira apne bed pe bethi huyi thi … Shaheer k aate hi phr se wahi sab bolna shuru karti hai …Mujhe mat maaro and all …

Khair shaheer usey chup karata hai … Aur fir usey le kar hall mein lata hai … Aur waha sofe pe beth k teeno tv dekhne lagte hai … Shaheer ne soch liya tha k kal wohh usey doctor ko dikhayega … Khair shaheer khana order karta hai … Kyunke already raat ho chuki thi … Aur uska banane ka koi mood nahi tha … aur fareeha ka bhi mood nahi lag rha tha … isliye order hi karna padha shaheer ko …

30 min mein khana aa jata hai … Shaheer khana leta hai aur kitchen mein jaata hai … Aur plates waghera nikalne lagta hai …Tabhi Fareeha kitchen mein aati hai … Aur seedha shaheer se poochti hai …

Fareeha :- Shaheer ye ladki kab jayegi ?

Shaheer :- Yar abhi uski halat dekh lo … Kya haalat hai uski … Upper se uske parents ko bhi maar diya hai … to usko thoda mentally stable hone dete hai …uske baad uske relatives ka pata chalega to chali jayegi …

Fareeha :- Yar wohh agar mental ho gyi hai to iska matlab kya hum usko apne sath rakhe … Aur tum bhool gaye kya kiya tha usne tumhare sath …

Shaheer :- Mein kuch bhi nahi bhoola hu … But mein insan hu aur mein usko aise nehi chodh sakta … uski jagah koi bhi hoti to mein yehi karta …

Fareeha kuch nahi kehti … Ghusse se per patakte hue waha se chali jati hai … Shaheer k samajh mein nehi aa rha tha … k kya problem ho gyi usey … Khair shaheer khana dining table pe lagata hai … Aur fareeha k room ki taraf jata hai … Aur darwaze pe jaa ke usko awaz lagata hai …

Shaheer :- Fareeha khana lag gaya hai … Aa jao khane …

Fareeha :- Kha lo tum log … mein baad mein kha lungi …

Shaheer :- Aa jao yar khana garam hai kha lo … fir baad mein kaha garam karti rahogi …


Fareeha :- Aik baar mein samajh nahi ata kya … Nahi khana mujhe tum logon k sath … ab samajh gaye …Jaao ab

Shaheer bahar aata hai … Usey samajh nahi aa rha tha … k wohh kare kya … Fareeha kyu aise behave kar rhi hai … Uska ye behavior shaheer ko frustrate kar rha tha … Khair shaheer dining table pe jata hai … Saira waha bethi thi … But kha nahi rahi thi … to Shaheer usse kehta hai …

Shaheer :- Saira khana khao na … kya hua …

Saira :- Nahi mera dil nahi hai khane ka …

Shaheer :- Koi dil wil nahi … mein khilaunga … khana padhega tumhein …

Aur shaheer aik niwala banata hai … aur usey khilata hai … Aur saira bhi chup chap khane lagti hai … Saira bacho jaise behave kar rhi thi … Aur upper se kafi dari huyi thi … isliye khud se khaya nahi jaa rha tha usey …

Khair shaheer usey khila rha tha … Tabhi fareeha apne room se bahar nikalti hai … aur ye scene dekh leti hai … aur fir to wohh aise jealous hoti hai … k ghusse se dubara room mein jaati hai … aur zor se darwaza patak deti hai … Jisse saira dar jaati hai … aur cheekhte hue kehti hai …

Saira :- wohh aa gya mujhe marne … usne mere parents ko bhi maar diya … ab mujhe bhi maar dega … mujhe bachao ussey …

Shaheer :- Koi nahi aa rha saira … mein hu na yaha … koi kuch nahi karega … tum khana khao …

Fir shaheer usey chup karane k baad khana khilata hai … aur jab wohh khana kha leti hai … to shaheer usey wahi bitha k bartan kithcn mein le jata hai … Uska apna dil nahi kar rha tha khana khane ka … to itne saalo baad dubara Saira k kareeb aya tha … aur wohh bhi saira k aise haalat mein … aur upper se Fareeha ka aisa strange behavior … Uska bhook hi mit chukka tha … Khair wohh bartan dhone k baad sink mein rakhta hai … aur bahar aa ke dekhta hai …Saira ko neend aa rha tha … aur wohh tv dekhte hue jhapki maar rhi thi …

To shaheer usey room mein le jata hai … aur sula deta hai … fir bahar aa ke fridge mein dekhta hai … usme sharab bhi khatam ho chuke hote hai … tabhi usey yaad aata hai … k wohh Durrani k bottles le k aya tha … aur wohh gadi mein padhe hue the …

To jaa ke wohh bottles laata hai … aur fredge mein daal deta hai … fir aik bottle aur glass k sath ice cubes le k chat pe chala jata hai … Aur fir peena shuru kar deta hai … Raat ko der tak peete peete wahi so jata hai shaheer … Dusri taraf Fareeha raat ko bahar aa ke khana khati hai … aur fir apne bed pe let k sochne lagti hai … k usey kyu jealous feel ho rha Saira se … kyu usey ghussa aata hai jab Saira shaheer k kareeb aati hai to …


Usey koi jawab nahi milta … fir wohh laptop nikal k movie lagati hai … Aur movie dekhne lagti hai … kyunke itni dair sone ki wajah se ab neend to aani nahi thi … khair wohh bhi late night tak movie dekhti rahi aur so gayi …
Update 57

Agli subah sawere hi shaheer jagta hai … Aur neeche aata hai … Uske sar mein zabardast dard ho rha tha … pehle wohh apne liye lemon juice banata hai … aur wohh peene lagta hai … jab dard thoda kam hota hai to fir breakfast banana lagta hai …

Breakfast ready karne k baad jata hai Saira ko jagane k liye … Usey jaga k fresh hone ka keh k khud apne room mein jata hai … aur fresh ho k bahar aata hai … Saira bhi breakfast table pea a chuki thi ,… Fir shaheer bhi jaa ke bethta hai …
Aur fir dono khane lagte hai … Aaj saira thoda theek thi kal se … aur khud hi kha rhi thi … Shaheer breakfast karte hue kehta hai …

Shaheer :- Breakfast k baad ready ho jana … Hospital jana fir uske baad shopping pe … Saira sar jhuka k khana khate hue kehti hai …

Saira :- Doctor k paas kyu ? … aur mere paas to kapde bhi nahi hai pehenne k liye …

Shaheer :- Tumhein doctor ko dikhana hai … Agar kapde nehi hai to fresh ho ke yehi kapde pehen k aao … raste mein kisi mall pe jaa ke kapde lenge … wohh pehen lena tum …

Iske baad koi kuch nahi kehta … Dono chup chap breakfast karne lagte hai … Breakfast k baad Saira fresh ho ke aati hai … aur fir dono gadi mein beth k nikal jaate hai … Raste mein 1 mall pe rokta hai … aur fir dono andar jaa ke shaheer k pasand ka aik dress lete hai Saira k liye … aur saira wahi changing room mein change kar leti hai … Aur fir dono CMH ki taraf jaate hai …

Waha Shaheer Saira ka check up karwata hai Psychologist se … Check up k baad wohh Shaheer ko apne office mein bulata hai akele … Shaheer jata hai aur chair pe bethta hai … To usse kehta hai …

Psych :- Shaheer Saira ko bada sadma laga hai … aisa kuch hua hai uske life mein … jisse wohh aisi ban sakti hai ?

Shaheer :- haan recently uske parents ko maar diya gaya tha … uske samne .. uske baad se hi wohh aisa bani hai …

Psych :- Hmm I knew It … Mujhe laga hi tha k aisa kuch hua hoga … Us hadse ka iske zehen per boht bura asar hua hai … Saira ko us hadse se ubharne mein time lagega … jitna acha salook karoge usse … aur pyar doge utni jaldi recover hogi wohh … aur aik baat ka khayal rakhna uspe ghussa na karo … isse wohh aur dar jayegi … Meine medicines likh diye hai … 1 week ka course hai … wohh pura kar lo … fir bhi normal na huyi to dubara check up k liye laana usey …

Shaheer :- Ok doctor sahib …

Shaheer fir waha se bahar aata hai … Aur fir saira k sath pehle medical store pe jaa k medicines leta hai … aur fir dono hospital se bahar aate hai … Aur gadi mein beth k nikal jaate hai … Saira shaheer se poochti ahi …

Saira :- Shaheer ab hum kaha jaa rhe hai ?

Shaheer :- Abhi hum mall jayenge … waha ache se shopping karenge … aur uske baad tumhare room k liye cheezein lenge … fir lunch kar ke ghar jayenge …

Saira fir kuch nahi kehti hai … Shaheer fir gadi usi mall pe rokta hai … jahan wohh aksar fareeha ko le ke ata tha … Khair fir dono bahar aate hai aur mall mein jaate hai … Pehle shaheer fareeha k liye kapde leta hai … Kuch apne choice k aur kuch uske shoice k … uske baad uske liye sandles aur shoes waghera leta hai … fir uske liye phone leta hai …

Fir waha se nikalne k baad Saira k room k liye furnitures lene the … Kyunke saira Shaheer k nana nani k room mein soyi thi raat ko … Aaj dusre room mein shift karna tha usey … aur uske room k liye bed waghera lene the … Shaheer fir uske choice k bed aur furnitures leta hai … aur wohh ghar bhejne ko bol k khud nikal jata hai …


Uske baad dono 1 ache se restaurant pe jaate hai … aur lunch karne lagte hai … Lunch k baad dono ghar k liye nikalte hai … ghar pohonchne k baad shaheer gadi park karta hai … fir saira k shopping bags le ke andar jaate hai dono …

Fareeha hall mein hi bethi thi … aur laptop mein kuch kaam kar rhi thi … Subah se wohh yehi soch rhi thi k shaheer kaha gaya hoga Saira ko le ke … Ab shaheer aur Saira ko aata dekh akr … aur Saira ko itna khush dekh kar … wohh aur jealous ho jaati hai …

Usey aisa lagta hai k shaheer usse door ho rha hai Saira ki wajah se … Aur ye sach bhi tha shaheer ab fareeha ko theek se time bhi nahi de paa rha tha … Shaheer fareeha se kehta hai …

Shaheer :- Fareeha hum bahar gaye the … Saira ko doctor ko dikhane … Aur iske liye kapde waghera lene k liye … Hum bahar hi lunch kar ke aye hai … tumhare liye pack kar ke laye the …

Fareeha :- Mein bhi intizar nahi kar rhi thi tumhara … k tum mere liye khana le ke aaoge … aur mein khaungi … Kha chuki hu mein …

Shaheer :- Isme itna ghussa hone ki kya baat hai yar … ye baat aram se bhi to kiya jaa sakta hai …

Fareeha :- Haan ab to tumhein mein hi ghalat dikhunga … tum ko to yehi lagega k mein jhagda karna chahti hu … tumse baat karna hi bekar hai … mein pagal hu jo tumse baat kar rhi hu …

Aur fareeha per patakte hue apna laptop utha k apne room mein chali jati hai … Aur shaheer hakka bakka usey dekhta reh jaata hai … Fir shaheer saira k saman uske room mein rakhta hai … aur khud apne room mein aa jata hai …

Thodi dair mein Saira k room k saman aa jate hai … aur fir uske room ko set karne lagte hai … Shaam tak uske room ko set karte hai … aur fir saira usme shift ho jaati hai …

Room set karne k baad shaheer apne room mein jaa k bed pe tek laga k betha tha … aur aankhein band kar rakha tha … tabhi usey bahar se awazein aati hai … to wohh uth k bahar jaata hai … to pata chalta hai awazein kitchen se aa rhe hai …Shaheer waha jaata hai to dekhta hai … k Saira dar k mare neeche farsh pe bethi hai aur ro rahi hai … fareeha ghusse se usey bura bhala keh rhi thi …

Fareeha :- Tumhein kaha kisne tha mera mug use karne ko … Manhoos kahi ki todh diya na … Is ghar mein aate hi manhusiyat phela rhi ho …

Shaheer ghusse se usey dhakka deta hai … aur jaa ke saira ko utha k usey chup karane lagta hai … aur ghusse se fareeha se kehta hai …

Shaheer :- pagal ho gayi ho tum … 1 mug hi to thi kya pahadh toot padhi … naya laa dunga tumhare liye … ispe ghussa karne ki kya zarurat hai … dekhi nahi kya haalat hai iski … Fareeha :- SHaheer tumhare aankhein band hai … meri nahi … mein dekh sakti hu iske ye natak … ye natak kar rhi hai … ye bilkul theek hai …

Shaheer :- bas band karo apni bakwas … aur dafa ho jaao apne room mein … mujhe kuch nahi sunna …


Fareeha ghusse se waha se chali jaati hai … shaheer saira ko chup kara ke uske room mein lata hai … aur fir uska dil behlane k liye usse baatein karne lagta hai … raat tak usse baatein karta hai …
Saira ko abhi dekhbhal ki jarurat hai fareeha pareshan hai jo sahi bhi hai hum jisko pyaar karte usko khona nai chahte
 

Top