Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

Newbie
92
271
53
Update 50

Shaheer k dmaagh mein bas khoon sawar tha … wohh jaldi waha pohonch k un ladkiyo ko… aur specially apne sisters ko bachana chahta tha … Isi hadbadhi mein usne socha bhi nahi k shayad ye 1 bar phr trap ho sakta hai … Usko bas apne sisters aur baki ladkiyo ko bachana tha … Chaahe isme uski jaan hi kyu na chali jaye …


Shaheer itni fast drive kar rha tha … k wohh 8 baje city pohonch gaya tha … aur usne mobile dekha bhi nahi tha … Sarkash ka message zarur aya tha … magar wohh driving pe focus kar rha tha … isliye message read nahi kiya tha … Shaheer city mein enter hote hi phone check karta hai … usme Sarkash ne **** Courier service ka address sent kiya tha aur malik ka naam bhi magar shaheer usey nehi janta tha … Shaheer seedha office k samne pohonchta hai … magar waha pohonch k hairan hota hai … k yaha kaise ladkiyo ko rakha jaa sakta hai … kyunke wohh 2 shop ka aik office tha … usme sirf saman receive karte the … jo kisi dusre city bhejna hota hai …

Shaheer gadi mein bethe hi Courier service k office ki taraf dekh rha tha … tabhi wohh dekhta hai k courier service ki 1 chhoti si gadi mein saman bhar diye the … aur wohh kahi jaa rha tha … shaheer samajh jata hai … k shayad ye us jagah ki taraf jaa rha hai … jaha ye saman sahi se pack ho ke bade containers mein daal k dusre cities bheje jaate hai …

Aur shaheer samajh gaya tha … k ho na ho ladkiya wahi hongi … Shaheer us gadi ka peecha karta hai … wohh gadi city se bahar ki taraf jaane lagti hai … Shaheer ko kuch der k liye shak hota hai … k kahi ye gadi dusre city to nahi jaa rha .,.. magar wohh gadi fir aik factory type jagah mein jata hai ….

Shaheer door se dekhta hai … uske building blocks boht bade the … aur main gate bhi kafi bada tha … andar ka nazara dekha nahi jaa sakta … bas us gadi k andar jaate waqt gate k khulte hi shaheer ne door se andar dekha tha … andar kuch log the aur bade bade containers rakhe hue the … aur container gadiya bhi khade the …

Shaheer door gadi khadi kar ke sochne lagta hai … k ab kya kare… andar ka jaiza liye bagher andar jana khatre se khali nahi … wohh phir gadi se bahar nikalta hai … aur diggi khol k usme se Drone camera nikalta hai …Aur fir usey apne phone se connect kar ke udhata hai … Fir udhane lagta hai … remot se usey udhate hue us area k upper le jaata hai … aur fir andar ka nazara dekhta hai …

Andar ka haal kuch yu tha … k andar boht se log ghoom rahe the … bulding block k andar jagah boht ziada tha … aur usme containers rakhe hue the … aur gadiyan bhi khadi thi … aur bade bade rooms bane hue the … aisa lag rha tha k jaise ye pehle koi factory thi … baad mein isey courier service walo ne le liya …

Yaha ka pehra dekh k aur gadiya dekh k shaheer ko yakeen ho gaya … k ladkiyan yehi pe honge … Shaheer drone wapas lata hai aur gadi mein rakhta hai … fir sochta hai k kya kiya jaaye … Tabhi uske dmaagh mein aik plan ata hai … Wohh bullet proof jacket pehenta hai … apne guns aur pistols sab check karta hai … Fir gadi ko main gate k opposite khadi karta hai thoda door … fir cluch aur exilerater pe eent rakh k start kar ke gadi ko gear mein dalta hai … jisse gadi us gate ki taraf jata hai …

Aur agle hi lamhein mein gadi gate se takra jata hai … Shaheer pistol mein silencer lagata hai … aur thodi doori pe aik darakht k peeche chhup k kisi k bahar aane ka wait karta hai … Tabhi gate khulta hai aur 3 k kareeb log bahar aate hai … jinke haathon mein guns the …

Shaheer nishana lagata hai … aur fir 1 bande k sar pe goli maar deta hai … uske neeche girte hi dono chokanne ho jate hai … jo gadi ko check kar rahe the … Abhi wohh log samajh jaate k goli kaha se chali hai … Shaheer 2 fire aur karta hai aur unko bhi tapka deta hai …

Gate k upper lage cctv camera se andar bethe log dekh rhe the … un 3o k neeche girte hi alarm baja dete hai … jisse andar se 10 15 k kareeb log guns le k gate ki taraf daudhte hai …Abhi wohh log gate pe hi pohonche the … Shaheer remote ka button dabata hai aur Booooommmm …

Gadi blast ho jata hai … aur gate pe pohonche logon k cheethde udh jaate hai … aur jo thode door the wohh zakhmi ho jaate hai … Ab Shaheer ne halla bolna tha … aur wohh dono pistols nikal k andar ki taraf daudhta hai …

Andar jo usey dikha sidha goli se thok raha tha … usey bhi seene pe goliyan lag rhe the … magar bullet proof jacket hone ki wajah se lag nahi rahe the … usey aik haath mein dard hone ki wajah se goli chalane mein problem ho rha tha … magar phr bhi wohh unse ladh rha tha … Waha har containers se log nikalte the … kahi containers k upper to … kahi kisi room se bahar nikalte the … Fire exchange ho rhe the … unki taraf se kafi logo ko goli lag chuke the … magar majaal hai k khatm ho jaye …

Abhi Shaheer aik container k peeche chhup k pistols k magazine change kar rha tha … k tabhi koi aa ke uske sar pe Gun rakh deta hai … Shaheer aankhein band kar leta hai … Aur wohh banda kehta hai …

Banda :- Guns down and hands up

Shaheer pistols neeche rakhne k liye jhukta hai … aur pistols neeche rakhta hai … wohh banda barabar Gun shaheer ki taraf point kiye khada tah … shaheer aik nazar usko dekhta hai … aur fir apne taang se khanjar nikalta hai … aur furti k sath tezi se uthta hai … aur gala kaat deta hai …

Us bande ki awaz gale mein hi reh jati hai … Shaheer uska AK47 uthata hai … aur fir container k peeche se bahar nikalta hai … aur fire karte hue aage badhta hai … kuch log jo usey dikhte hai … unpe fire karta hai … abhi wohh fire hi kar rha tha … k tabhi aik goli chalta hai aur wohh seedha uske zakhmi baazu pe lagta hai …


Aur gun neeche gir jata hai … aur agle hi pal 2 3 bande 1 container se bahar nikalte hai … aur gun shaheer pe taak dete hai … Ab shaheer phas gaya tha … Abhi shaheer soch hi raha tha k kya kare … tabhi samne se usey kuch log aate hue dikhte hai … jinhein dekh k shaheer hairan ho jata hai …
Nice
 
Newbie
92
271
53
Update 51 ( Mega Update)

Ye log koi aur nahi the … Inme se 1 Minister sahib tha … aur dusre bande ko dekh kar hi shaheer shock ho gaya tha … wohh tha uska purana dost Aizaz … wohh aise halat mein tha k usey samajh nahi aa rha tha ye ho kya rha … Minister ka usse badla lena kuch had tak to chalo theek tha … apne bête k liye le rha tha … but ab yaha uska involvement … Aur upper se Aizaz wohh yaha kya kar rha hai minister k sath … Shaheer yehi sab soch rha tha k tabhi wohh dono uske paas pohonchte hai … aur Aizaz kehta hai …

Aizaz :- Shock ho gaye na mujhe yaha dekh k ? offcourse shock hue hoge … but mein shock nahi hu tumhein yaha dekh k … pata hai kyu ?

Shaheer :- Kyu ?

Shaheer nafrat bhare lehje mein poochta ha i

Aizaz :- Kyunke tu yaha aaya nahi hai … laya gaya hai … Tu wohh clues dhoond k yaha tak nahi pohoncha hai … mein ne wohh clues tere liye chodhe taa ke tu yaha tak pohonche … Aur abhi aik aur shock du kya tereko mein … Minister sahib tum hi bata do aage ki kahani isey …


Minister :- Kyun nahi zarur … Waise bhi marne wala hai marne se pehle isey bata deta hu sab kuch… To Shaheer miya tumhein kya laga … meine tum pe attack kisliye karwaya … mere bête ka badla lene k liye … nehi rea pagle … mera aur Aizaz ka 50 50 ka deal hua tha … Aizaz international women trafficking mafia ka dealer hai … ye Pakistan , India aur Bangladesh se ladkiya uthata hai … aur European countries ko supply karta hai … ye boht hi slow kam kar rha tha yaha Pakistan mein … jiski wajah tum the … aur meine tumhein raste se hataya … aur iske liye rasta asan bana diya … tum mar to nahi gaye … magar in 10 dino mein humne itne ladkiya uthaye jo shayad pure 1 saal mein bhi na utha paate …

Shaheer ghaur se sun raha tha … Minister aur Aizaz ki baatein … jaise jaise wohh bol rhe the … uska khoon khol rha tha … unko wahi maar k dafnane ka dil kar rha tha …Jab minister thoda chup hua to shaheer chehre pe smile late hue kehta hai …

Shaheer :- Acha kiya jo mujhe sab kuch bata diya … Ab mujhe tum logon ko maarte waqt is baat ka dar nahi satayega … k in sab k peeche koi aur to nahi hai … Aur aaj mein tum sab ko maarne k baad ladkiyo ko yaha se le jaunga … aur minister sun teri asliyat aaj mein sab ke samne launga …

Aizaz :- Ooo Payi ruk ruk ruk … Silencer paao yara … Tu is khush fehmi mein kabse hai k ladkiya yaha hai ? … ladkiya to bhai Karachi port se 10 baje boat se jaane wale hai … Tujhe kya laga tujhe mein yaha bula rha hu … aur ladkiyo ko bhi yehi rakhunga … arey pagle mein teri tarah dil se nahi sochta dmaagh se sochta hu … Ab marne k liye tayar ho jaa … marte marte bhi ye guilt rahega tu unko bacha nahi saka …

Shaheer k chehre per aya hua smile ghayab ho gaya tha … Aizaz ki baat sunte hi … usko laga tha ladkiya yaha honge … but ladkiya 10 baje Karachi port se jane wale the … aur wohh ab kuch kar bhi nahi sakta tha … Tabhi uska phone bajne lagta hai … Aur uske jeb se phone nikal k minister call receive kar ke speaker pe daalta hai … dusri taraf se Bilal ki awaz aati hai … Bilal :- Shaheer abhi abhi humey pata chala hai … k **** Courier service ka asli malik minister sahib hai … usne sirf dikhane k liye us bande ko malik banaya hua hai …

Minister :- Bad news … Shaheer ko pehle se hi pata chal gaya hai … kyunke mein uske samne khada hu … aur wohh marne wala hai ab … Good bye keh lo apne dost ko …

Bilal :- You bastard … aik bad news du tumhein … Millitary waha pohonch chukka hai … tere phone kaatne se pehle waha pohonch jayegi … bach k jaa k dikhao waha se ab …

Secret agency shaheer ko follow kar raha tha raat se hi … Shaheer ko pata chalne nahi diya tha … but they were following him … Aur unke sath sath Capt Bilal aur Capt Sarkash bhi … Shaheer k us city se nikalne k 30 min baad hi ye Capt Bilal log bhi nikal chuke the … aur shaheer ko trace kar k aa rhe the … Abhi wohh log bhi pohonchne wale the … but military pehle se hi pohonch chuki thi …

Minister aur Aizaz abhi hairan pareshan hi the … k tabhi military k badtar band gadiyan enter hue andar … aura ate hi firing shuru ho gaye … kuch gadiyo se comondos bahar nikle … aur fir dubara se firing shuru ho gaye … ab mahol aik jang ka ban gya tha …

Shaheer mauka dekh k apni gun uthtata hai … aik haath se … aur fir apne pas khade bando pe fire kar ke aik container k peeche chhup jata hai … tabhi wohh dekhta hai k Capt. Bilal aur Sarkash bhi pohonch chuke hai … aura ate halla bol chuke the … Abhi yehi sab chal rha tha k tabhi sab k kaano mein aik awaz padhi … Jo k Aizaz ka tha …

Aizaz :- Shaheer military ko bol do firing band kar de … warna teri behanein aaj mare jayenge mere haatho …


Shaheer ye sunte hi awaz ki taraf daudha … tabhi usne dekha … k Aizaz Sakina aur Fareeha k sar pe pistol rakh k unko laa rha hai … Fareeha aur Shaheer k nazrein aik dusre se mile … Fareeha k chehre pe chamak aa gayi shaheer ko zinda dekh k … Aisa lag rha tha jaise kisi barso k pyase ko pani mil gaya tha …

Uske khushi ka thikana na tha … wohh shaheer k baahon mein ana chahti thi … unko dekhte hi Capt. Sarkash firing rokne ka order deta hai … aur daudhte hue Aizaz ki tarf aata hai … Aizaz kehta hai …

Aizaz :- No no no Captain … Door ho jao mujhse … warna abhi thok dunga isey … Shaheer Sarkash ko ishare se rokta hai … Aur Shaheer Aizaz se kehta hai …

Shaheer :- Dekho aizaz tum ab bach nahi sakte … Minister ab tak mara jaa chukka hoga … aur tumhara bhi yehi haal hone wala hai … tumhare bande mare jaa chuke hai almost … 1 chance deta hu tumhein … unko chodh do aur chale jaao yaha se … koi tumhara kuch nahi bigadhega … mein zaban deta hu tumhein …

Shaheer ko laga tha … k agar ye 2o yaha hai to baki k ladkiya bhi yehi honge … isliye usey jaane ka bol rha tha … Fareeha k aansu gaalo pe aa chuke the … aur wohh bas shaheer ko hi dekhe jaa rhi thi … Tabhi Aizaz kehta hai …

Aizaz :- Tumhein kya lagta hai mein chutiya hu ?... Shaheer tumhare baaton mein me nehi aane waala hu … military ko bhejo yaha se …

Shaheer :- Dekho aizaz mein tumhein zaban de rha hu … ladkiyo ko chodh do … aur chale jaao tumhein koi kuch nahi karega … agar zid pe adhe rahe to tumhare maut pakki hai …

Aizaz :- Mein aakhri baar bol rha hu shaheer … agar tumne abhi military ko order nehi diye jane ka … to mein seedha goli chala dunga … marna to waise bhi hai mujhe … in dono ko maar k marunga mein …

Bilal :- Shaheer we are wasting our time … thok dete hai sale ko …

Shaheer :- No no bilal… Military ko order de do chale jaaye … aur tum bhi chale jaao …

Bilal :- Per shaheer …

Shaheer :- per wer kuch nahi … jo bola hai wohh karo …

Bilal :- Ok

Fir bilal military ko order deta hai … aur sare comondos dubara gadiyo mein bethte hai … aur jo zakhmi hote hai unko bhi bitha dete hai … aur waha se nikal jaate hai …Ab waha Aizaz aur uske bando k ilawa … Shaheer , Sarkash , Sakina aur Fareeha the …

Military k jaate hi Aizaz k bache kuche bando ne Shaheer aur Sarkash ko gher liya … aur unpe gun taan diya … Shaheer aizaz se kehta hai …

Shaheer :- Aizaz military jaa chuki hai … Ab chale jaao tum unko chodh k …

Aizaz :- Aise kaise chale jaau … jis kaam k liye inko yaha rakha tha wohh to kar lu pehle … Pata hai ye dono yaha kyu hai ? … Kyunke mein in dono ko apni personal rakheil banana chahta tha …isliye baki ladkiyo ko bhej k inko yaha rakha …

Shaheer :- Saale mein tumhein zinda nahi chodhunga …

Shaheer ghusse se uski taraf jaate hue kehta hai … magar aizaz k bande usey pakadh lete hai … yehi halat sarkash ka bhi tha … usko bhi jhakde hue the … Aizaz kehta hai …

Aizaz :- Aaj mein tum sab ko live porn dikhaunga … pehle shaheer tumhari behan fareeha k sath karunga … saale aik baat bata tu mujhe … tujhe sharam nahi aati apni behan ko mangetar bolte hue ? … usi din se mein iske liye tadap rha tha … aaj jaa k mauka mila hai …
Very nice update
 
Newbie
92
271
53
Update 52

Sakina ko aizaz k 2 bando ne pakadh rakha tha... Aur shaheer ko 5 bando ne pakda hua tha... Yehi haal sarkash ka bhi tha... Aizaz fareeha ki taraf jaa rha tha tabhi Shaheer kehta hai.

Shaheer :- Aizaz aakhri baar bol rha hu.... Chodh de usey aur chala jaa... Warna acha nahi hoga tere liye...

Aizaz shaheer ki awaz sun kar ruk k shaheer ki taraf dekh k kehta hai...

Aizaz :- Kya kaha tune? ... Acha nahi hoga? ... Chal bura kar k dikha... Tab tak mein teri behn k maze leta hu...

Aizaz mudh k fareeha ki taraf gaya hi tha... K usey 2 bando ki cheekh sunayi deta hai... Jo apne tango k beech haath dabaye neeche gir gaye the... Shaheer ne uper jump kar ke dono k taango k beech kick mara tha... Aizaz kuch samajh pata shaheer aik jhatke mein khud ko unse azad karta hai...

Shaheer k aik baazu me itna dard ho rha tha... K usey use bhi nahi kar sakta tha... Tabhi 1 banda uski taraf aata hai... Shaheer daudhte hue uske taraf jata hai... Aur 1 kadam uske taang pe rakh k... Uske kandhe pe beth jata hai... Aur agle hi pal sik awaz k sath us bande k gale ka haddi toot jata hai... Aur neeche girta hai... Shaheer bhi neeche utarta hai...

Ab shaheer k aankho mein khoon saaf dikh rha tha... Usko dekh k hi aizaz k aadmi dar gaye the... Koi aage nehi aa rha tha aur is khauf se unko ye tak samajh na aya k gun utha k fire hi kar de... Shaheer aizaz ki taraf gaya hi tha k usne gun dubara fareeha pe taan diya... Shaheer se thoda door tha woh agar pass hota to shaheer kuch na kuch zarur karta... Aizaz kehta hai...

Aizaz :- Boht khoob boht khoob... Ho gaya tera? ... Koshish kar liya na bachane ki? ... Nahi hua na? ....

Abhi aizaz bolte bolte chup ho jata hai … uske kaano mein helicopter ki awaz padhti hai … Helicopter ki awaz sunte hi khada ho jata hai aizaz … Aur asmaan ki taraf dekhne lagta hai … Aur ghusse se kehta hai

Aizaz :- Ye saale military wale …. Bola tha na inko bhej do … magar nahi inko ungli karna hota hai … ab helicopter se aa gaye saale …

Tabhi helicopter us area k upper aata hai..... Helicopter k dono darwaze khule the … aur dono sideo pe 2 bande bethe hue the … Aik bande k lambe lambe baal the ladkiyo jaise … aur badhi huyi dadhi … aankho mein kala chashma … black pent shirt aur uske upper over coat wohh bhi black colour ka … Kafi handsome dikh rha tha … Dusre side jo banda tha uska physique bhi same hi tha … bas chehre pe mask laga hua tha black … dekh k yu lag rha tha jaise dono judhwa ho …

Us area k upper aate hi dono ne guns nikale … Aur neeche firing shuru kar di … helicopter gunship tha … but usse fire nahi kar rhe the … M16 se wohh aise fire kar rhe the … Helicopter se firing shuru hote hi shaheer aur sarkash bhi harkat mein aa gaye.. Aur neeche khoon ki naddiya behnein lage.... Shaheer itni bedardi se waha maar rha tha k dekh k aizaz bhi dar gaya tha... Shaheer pe junoon sawar tha.... Aizaz gun fareeha ki taraf kiye khada dekh rha tha apne
bando ko marte hue...

Helicopter k 1 chakkar upper kaatne k baad neeche ka haal yu tha... K shaheer khoon me latpath tha aur neeche khoon hi khoon aur laash hi laash the... Shaheer aur Sarkash hairan pareshan k ye log kon hai … Aizaz barabar gun sakina pe taane khada tha … Aur Fareeha neeche bethi huyi thi uske paas hi … Tabhi helicopter paas hi land karta hai …

Aur usi time Bilal apne team k sath aa jata hai … aur shaheer k paas pohonch jata hai … aur wohh bhi samne wale bande ko dekh kar hairan tha … k ye hai kon ? … Military ka to ho nahi sakta … helicopter military ka nahi tha … Tabhi dono bande helicopter se utarte hai … aur chalte hue unki taraf aate hai … Aizaz k samne aa ke dono khade ho jaate hai … Aur bina mask wala banda apne goggles nikalta hai … aur jeb mein rakhte hue kehta hai …

Banda :- Aizaz gun neeche kar do ab … I don't care tum usey maaro ya nahi … Tum phas chuke ho buri tarah se … tum usey maarne k baad bhi bach nahi sakte … So acha yehi hoga k usey chodh do aur khud ko mere hawale kar do … Shayad shayad mein tum pe thoda sa taras kha lu …

Aizaz :- Mujhe nehi pata tum kon ho ? … May be Secret agency se ho … I also don't care k tum mujhe maaroge … mein isey maarunga fir khud marunga …

Banda 2 :- Durru we are wasting our time man … Just lemme shut the fuck off his mouth …

Aur durru ki baat sunne se pehle hi 1 goli chali … jo seedha aizaz k taang pe laga … aur aizaz k thoda jhukte hi agli goli chali … aur uske haath pe lagi … jisse uske hath se pistol gir gaya … aur aizaz khud bhi gir gaya tha … ye dekh kar durru smile karte hue mask wale bande se kehta hai …

Durru :- Good Shot Abdul

Sakina daudhte hue aati hai … aur sarkash k gale lag jaati hai … Fareeha bhi hosh mein aati hai … aur Shaheer k paas jati hai … Dono k aankho mein aansu the …, Shaheer apna haath uthata hai … aur fareeha k honth pe lage khoon ko saaf karta hai apne ungli se …

Fareeha zor se shaheer ko hug karti hai … Shaheer bhi usey apne baahon mein leta hai … Fareeha itne zor se hug kar rhi thi … jaise wohh shaheer k jism mein ghusna chaah rhi ho … Shaheer bhi usey apne baahon mein le rakha tha … Shaheer k dil ko kisi had tak sukoon pohoncha tha … per fir bhi kahi na kahi dukh tha … k wohh un baki k ladkiyo ko bacha nahi saka … 5 min baad shaheer aur fareeha aik dusre se alag hote hai …

Shaheer dekhta hai k Mask wala banda … Jisko abdul bulaya tha uske dost ne … wohh aizaz k upper khada hai gun taane … take wohh hil na sake … Aur dusra banda jisey mask wale bande ne Durru bulaya tha … Wohh helicopter k paas khada tha … Shaheer uske paas jata hai aur haath milane k liye aage badhate hue kehta hai …

Shaheer :- Thank you very much sir … Aaj agar aap yaha na hote to kya hota … mujhe sochte hue bhi dar lag rha hai … Mein aap ka yeah ehsaan kabhi nahi bhoolunga … Jab bhi aap ko meri zarurat ho aap mujhe yaad kijiyega .. jaan dene se pehle aik bar bhi nahi sochunga … BTW I am Shaheer people also call mein SK aka Psycho killer …


Durru :- Well I know you very well … aur meine tum pe koi ehsaan nahi kiya hai … haan agar fir bhi tum chahte ho k ehsaan utaaro to you can do one thing … Btw I am durrani six peoples also call me durru … And he is Blue Don I call him abdul … he is everything for me you can say brother from another mother …
Ab ye Durru abdul khna se aa gye ...

Dekhte hen in ka kya roll he...
Baaki bhetreen update
 
Newbie
92
271
53
Update 53

Shaheer :- Nice to meet you sir … Aap bataye kya kar sakta hu aap k liye mein … Mujhe khushi hogi aap k liye kuch kar ke …


Durrani :- Well its an offer for you … meine tumhare bare mein kafi kuch pata kiya hai … So I want you to work for me … not here but in Tibet …

Shaheer :- Umm Sir aap ne mere behno ki izzat bachayi … ye mujh pe ehsaan hai aap ka … but I am sorry mein koi ghunda nahi hu … Aap ne mere bare mein pata kiya hai to aap ko pata hoga mein kon hu ...

Durrani :- Yeah I know you very well that's why I am saying work for me … and mein bhi koi ghunda and all nahi hu … I am just a simple business man there in Tibet … isliye keh rha hu k mere liye kaam karo … Salary jitna chaho le lo … Ghar gadi sab kuch dunga … family k sath waha raho …

Shaheer :- Mein zarur aata … but mera business hai yaha … isey chodh kar nahi aa sakta … thanks aap ne mujhe ye offer di …aur sorry mein accept nahi kar sakta …

Abhi dono baat hi kar rhe the … k tabhi Abdul waha aa jata hai … aur dheere se durrani se kehta hai …

Abdul :- Durru ***** Device 1 min k liye on ho gaya tha ghalti se … aur helicopter radar mein aa chuki hai … aur Airbase se airforce k tayare nikal chuke hai … humey nikalna chahiye yaha se …

Durrani :- Shit … chalo fir is suar ko uthao aur helicopter mein daal do … nikalte hai … Durrani Aizaz ki taraf ishara kar ke abdul se kehta hai … Abdul uski taraf jata hai … to durrani Shaheer se kehta hai …

Durrani :- Well gentlemen … Mujhe bura nahi laga tumhara faisla sun k … fir bhi agar tumhari soch badlega … to mein khud pohonch jaunga tumhein lene … meri nazar hamesha tum pe rhegi … jab bhi madad chahiye hoga mein pohonch jaunga … Bye …

Bilal :- Blue don or whoever you are … tum usey nehi le jaa sakte …

Abdul ko aizaz ko ghaseette hue le jaate dekh kar Bilal usse kehta hai … Magar wohh uski nahi sunta … aur chup chap usko ghaseette hue le jaata hai … Jisey dekh kar Bilal pistol uski taraf point kar ke kehta hai …

Bilal :- Dekho Mr. last warning de rha hu … usey wahi chodh do aur chale jaao yaha se … warna mein goli chala dunga …

Aizaz :- Captain pehle inka CNIC check karo … ye Pakistani hai hi nahi …

Durrani :- Hey Abdul moon band kar saale ka … aur le ke chal kis ki baat sun raha tu … Durrani Capt bilal ki taraf jaate
hue kehta hai … ye dekh kar shaheer ghusse se bilal se kehta hai …

Shaheer :- Bilal kya kar rahe ho tum … Dekha nahi inhone humari jaan bachayi … aur tum inpe hi pistol taane khade ho … neeche karo pistol …

Bilal :- Dekho shaheer mana k inho ne humari help ki … but iska matlab ye nehi k mein aizaz jaise mujrim ko le jaane du inko … ye agar Tibet ka business man hai to yaha kaise aya … permission kaise mila isey yaha tak aane ki … Aur tum hat jaao samne se warna goli chala dunga …

Durrani k samne pohonchte hi … pistol uski taraf point kar ke kehta hai … Durrani pehle ghaur se uski taraf dekhta hai … wohh bhi durrani k aankhon mein dekh raha tha … fir durrani smile karta hai … aur agle hi pal pistol durrani k haath mein tha … 3 second k andar hi durrani ne pistol k parts alag kar liye the … aur phr wohh parts bilal k haath mein dete hue kehta hai ..

Durrani :- Suno Captain pehli baar tha jo tumne gun meri taraf kiya … aur bach gaye ho … warna meri taraf gun uthane wale kabhi zinda nahi rehte … tujhe chodhne ki wajah teri wardi hai … nafrat to tum logon se boht karta hu … per is wardi ki izzat aaj bhi hai mere nazro mein … dusri baat ye Aizaz tere kisi kaam ka nahi … investigate karna hai to minister ko kar … aur Karachi Port se Foreighners bhi pakde gaye hai aaj ladkiyo ko le jaate hue … tere investigation k liye boht hai … ye mera khilona hai so isey mujhe le jaane de …

Abdul aizaz ko helicopter mein daal chukka tha … aur helicopter bhi start ho chuki thi … aur udhne wala tha … Durrani helicopter ki taraf jaata hai … tabhi shaheer usse kehta hai … Shaheer :- Durru sir aap ne humari help ki … aaj aap humare sath stay karenge plz … aaj humari taraf se daawat hai aap dono k liye … Plz naa mat kahiye …

Durrani uski baat sunne k baad sochne lagta hai … uska dmaagh usey rok raha tha stay karne se … per dil keh rha tha k 1 din se kuch nahi jayega … fir wohh abdul ki taraf dekhta hai … jo helicopter mein bethe uska wait kar raha tha … magar hamesha ki tarah uske aankhein khali the … kuch bhi nahi hint nahi mil rha tha … Na haan aur na naa… akhir kar durrani kehta hai ..

Durrani :- Umm ok I can stay today … but abdul nehi …

Aur fir durrani abdul k paas jata hai … aur helicopter se aik basket nikalta hai … usme kuch bottles hote hai sharaab k … unko neeche rakhne k baad abdul se bolta hai ..

Durrani :- Stay in touch … waha jaa ke kya karna hai … tum ache se jante ho … ab niklo … Abhi durrani wapas aata shaheer uske paas jaa ke kehta hai..

Shaheer :- Mujhe Aizaz se aik baat karni hai... Kya mein andar jaa ke kar sakta hu... Durrani :- Yeah sure...

Shaheer helicopter mein jata hai... Aur helicopter k darwaze band karta hai... Aur aizaz ki taraf dekhta hai ... Jo neeche leta hua tha aur shaheer ki taraf dekh rha tha... Abdul seat pe betha hua dono ko dekh rha tha... Shaheer uske paas jaa ke uske kaan me kehta hai...

Shaheer :- I dont know ye log kon hai... Aur tumhein kyu apne sath le jaa rhe hai... Ye tumhein bachana chahte hai ya maarna i dont know... But tujhe inke sath bhejne se pehle me tujhe 1 gift de k bhejna chahta hu...

Ye sun kar Aizaz hairangi se shaheer ki taraf dekhta hai... K ab ye kya dene wala hai... Shaheer smile karte hue apna khanjar nikalta hai... Ye dekh kar Abdul kehta hai...

Abdul :- Ye kya kar rhe ho tum... Khanjar andar rakho wapas... Tum isey maar nahi sakte shaheer...

Shaheer :- Aap logo ko ye zinda chahiye na?...

Abdul :- Haan zinda chahiye... Isliye hi to keh rha hu mat maaro...

Shaheer :- Zinda hi chahiye na... Zaruri nahi k iske paas mardangi ho ya na ho...

Aur agle hi pal helicopter mein qizaz k cheenkhein goonjne lage... Bahar sab hairan the k ye kya ho rha hai... Durrani jaldi se darWaze kholta hai... Shaheer apna khanjar saaf karte hue bahar aa rha tha... Aur andar aizaz tadap rha tha... Shaheer helicopter se utarta hai. ..
Ohhhh bhai aap ne to aizaz ko muot se bhi bari saza de di bechare ki mardangi he chhen li....
Bahot he bura howa
 

Top