Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,107
143
Superb update bacha liya Aliya ko ab uski story Sunni hai hamko uske baad garobon ko paise bantna hai bahut jada paise hui gaye hain :D:
:thanks: for your precious comment :dost:

Aliya ki kahani thoda aage jaa ke sunne ko milega :D

Kuch na kuch to karna parhega paiso ka :D
 
Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,107
143
Update 6

Aliya kuch nahi kehti hai chup chap beth jaati hai. As such to usey koi kaam nahi tha so usey yaha rehne me masla nahi tha. Tabhi kashifa khala aa jaati hai Aliya k paas aur waha beth jaati hai.

"Beta tum dost ho shaheer k ?" Khala aliya se poochti hai.

"Nahi aunty me inke office me kam karti hu, kal aik ladka mere sath zabardasti kar rha tha aur sir ne mujhe bachaya tha aur ghr le aaye" Aliya usko sab kuch batati hai per usey pata nahi tha k Kashifa khala khud kon hai isliye unse poochti hai "aur aap ? Aap sir k mom hai ?"

"Mom to nahi hu per mom jaisi hi hu" Khala usey batati hai "Shaheer ko meine hi paal pos k bada kiya hai jab iske mom ki death huyi thi"

"Acha acha" Aliya kuch soch kar khala se poochti hai " Ye shaheer sir aise chirhchirhe kyu hai ? Itne rude na kisi se ziada baat karte hai theek se ? Iski kya wajah hai, meine to suna tha ye kafi chill hua karte the. Aur inki sister Fareeha kaha hai ?"

"Beta shaheer aisa nahi tha bachpan mein, but zindagi me boht kuch dekha isne isliye ye sharab ki lath lagi isko" Khala afsos jatate hue kehti hai "bas fareeha beti k iske zindagi me aane ki wajah se isne peena chorh diya tha aur khush rehne laga tha par pata nahi in dono k beech kya jhagda hua wohh chorh kar chali gayi humey"

"kaha chali gayi aap logo ne dhoondne ki koshish nahi kiya ?" Aliya hairan ho ke poochti hai.

"Mujhe to usne kaha tha jaate hue k wohh mazeed parhai aur job k liye Pakistan se bahar jaa rhi" Khala usey batati hai "Shaheer k liye khath chorha tha ab usme aisa kya likha tha k shaheer nr usey kabhi dhoondne ki koshish nahi ki ye pta nahi"

"Shadi kyu nahi karate aap sir ki ?" Aliya kehti hai "Shadi k baad to theek ho jayenge na sir"

"Beta meine baat kiya tha par is bechare ne zindagi me aik dhoka to khaya nahi hai, 10 bar dhoke khaye haj" Khala kehti hai "Saira iske sath reh kar isey dhoka deti rahi, ab uske baad isey kisi pe bharosa nahi hota to shadi kys khaak karega"

"Saira ? Saira kon thi aur ab kaha hai ?" Aliya poochti hai.

"Saira wohh ladki hai jisse shaheer ko bachpan me muhabbat huyi thi aur us waqt usne dokha diya tha" Khala usey batati hai "wohh dubara ayi thi uske zindagi me, bahar qabristan me chauthi qabar uski hi hai, meine shaheer se boht poocha k kya hua usey per shaheer ne bola k mujhe us dhokebaz k bare me baat nahi karna, waise tum itne deeply kyu pooch rhe ho uske bare me ? Pasand to nahi aa gya shaheer ?"

"Arey nahi khala me kisi aur ko pasand karti hu aur usi se shadi karna chahti hu" Aliya sharmate hur kehti hai " Sir k bare me aise hi tashveesh thi to poocha meine"

Ye log aise hi gappey laga rhe the dusri taraf shaheer aik old house jata hai aur waha kafi dair beth k manager se baatein kar ke waha rehne walo k bare me janne k baad donate karta hai kuch paise. Fir udhar hi se kisi orphanage ka poochta hai, to wohh manager unhi k orphanage ka address deta hai.

Shaheer waha jaane ka sochta hai aur bahar aa ke gadi start karta hai aur waha jaate hue usey khayal aata hai k waha bache honge to unke khelne k liye saman lena chahiye. Fir ladko k liye cricket bat ball aur kit aur football waghera boht ziada taadad me leta hai aur girls k liye bhi boht se batminton aur bhi baqi cheezein leta hai. Aur fir orphanage ki taraf nikal jata hai.

Waha pohonch k gadi park karta hai aur khud andar jaa kr waha k manager se milta hai. Aur usko batata hai k wohh paise aur kuch cheezein bacho k liye donate karna chahta hai.

"Sir paise waghera yaha pe donate kar dena" manager shaheer se kehya hai "baki jo cheezein aap laye ho wohh aap khud bacho me baantoge to wohh boht khush honge aur aap ko bhi khushi milegi"

Shaheer haan kehta hai aur fir wohh manager apne staff ko bol k sare cheezein baahr nikalwata hai aur fir sab andsr jaate hai. Kafi bada orphanage tha, andar hostels the boys k alag girls k alag. Fir cricket aur football ka aik bada ground tha. Abhi bacho k khelne ka time tha to sare bache wahi pe khel rhe the.

Ladkio k jo saman the wohh staff khud le jaate hai unke hostel ki taraf kyunke waha males allowed nahi the. Shaheer manager aur baki staffs k sath mil k saman le k ground ki taraf jata hai. Waha pohonch k manager unko apne paas bulata hai aur shaheer unme se saman baantne lagta hai. Sab boht khush the shaheer ko thanks bol k koi usey hug karta to chhote bache uske gaal pe kiss kar ke jaa rhe the.

Shaheer ko pehli baar itni khushi mil rhi thi kuch kar ke. Wohh soch rha tha k durrani ne sach hi bola tha boht sukoon hai is kaam mein. Khair kuch hi dair me sab me saman baant leta hai shaheer. Kisi ko ball to kisi ko bat, kisi ko football kisi ko cricket kit kisi ko football kit deta hai is tarah kar ke sare bacho me samn baant k ground k paas bench pe beth jata hai. Manager chala jata hai apne office.

Bache boht khush the apne cheezo k sath aur aik dusre ko dikha rhe the. Fir sab teams bana k cricket khelne lagte hai. Shaheer unko ghaur se dekh rha tha. Tabhi usey door betha hua aik ladka dikhta hai, jiske paas koi saman nahi tha matlab wohh cheexein baantte time waha nahi aya tha. Shaheer ko ajeeb lagta k sab khel rhe hai usko chorh kar.

Shaheer chalte hue uske paas jata hai wohh ground k dusri taraf aik pathar k uper bethr waha khel rhe bacho ko dekh rha tha. Shayad uska bhi dil kar rha tha khelne ka but koi khila nahi rha tha usey. Shaheer uske paas jaa ke beth jata hai. Wohh ladka 10 12 saal ka tha.

"Beta kya naam hai tumhara ? " Shaheer usse poochta hai "tum waha nahi aaye cheezein lene kyu ?"

" Uncle Hashir naam hai mera" wohh ladka thoda udaas ho kar kehta hai " mere dost nahi koi kuch le kar bhi kya karta, kiske sath khelta ?"

"kyu dost kyu nahi hai ?" shaheer hairan ho ke poochta hai.

"dosti nhi karta mujhse koi"ye bolte bolte hashir k aankho me aansu aa gye the.

Shaheer ko uspe boht taras aata hai. Wohh usey apne gale se laga leta hai jiske baad wohh ladka zor zor se rone lagta hai. Shaheer ko us ladke me apna aks dikh rha tha, bachpan me wohh bhi aise hi tanhai pasand tha. Na uske dost the na kisi k sath khelta tha bas har waqt udaas rehta tha. Aaj us ladkr ko dekh kar uske dukh dard ka ehsaas ho rha tha usey.

"Hashir beta rou mat, aaj se me tumhara dost hu" shaheer uske aankho se aansuo ko ponchte hue kehta hai "me khelunga tumhare sath"

"Aap roz ayenge mujhse khelne ?" Wohh ladka bade masumiyat se poochta hai usse.

"Haan beta roz aaunga" shaheer muskurate hue kehta hai.

"Thank you thank you thank you so much uncle" shaheet ko hug karte hue wohh ladka khushi se jhoomte hur kehta hai.

"Per khelenge kaise ? Na bat hai na ball hai aur na hi football humare paas ?" shaheer usse kehta hai " pehle bahar jaa ke sare cheezein le ke aate hai fir khelte hai"

"Per abhi to humara lunch time hone wala hai kaise jaayenge ?" hashir poochta hai.

"Mein baat kar lunga, chalo aa jao chalte hai" shaheer usko haath se pakadh kar uthate hue kehta hai.

Fir dono manager k office ki taraf jaate hai. Hashir ne ab bhi shaheer ka hath pakda hua tha. Uska chehra chamak rha tha pura boht khush tha wohh. Shaheer manager se baat karta hai par wohh ijazat nahi deta boht samjhane k baad shaheer ka cnic le k ijazat deta hai unhein jaane ki.
 
Last edited:
expectations
22,435
14,672

superb update dost jab hamare wajah se kisi ke chehre par khusi aati hai to hamara dil waise hi khus ho jata hai same feeling jab hum kisi dukh dete hain to waisa hi hamare sath ho jata hai.mast update hai
 
Active member
815
1,334
123
Update 5

"Tum kon ho aur kaha se baat kar rhi ho ?" shaheer glass neeche rakh k kehta hai.

" Mein Aliya hu, aaj aap ne mujhe drop kiya tha, wohh asif ab mere ghar tak aa gya hai darwaza peet rha hai, wohh andar aa sakta hai kabhi bhi plz aa jaye aap aur bachaye mujhe isse" wohh rote rote batati hai.

"theek hai mein abhi aa rha hu tum darwaza mat kholna kisi bhi haal mein" shaheer itna bol kar call cut karta hai aur durrani se kehta hai "Mujhe jana hoga durrani wohh ladki khatre me hai"

"Kon ladki ?" durrani hairani se poochta hai.

"Wahi office wali" shaheer uthte hue jawab deta hai.

"Ruk mein bhi ata hu" durrani bhi uthte hue kehta hai.

Dono jaldi se neeche aate hai, dono nashe me choor the, jaldi se washrooms me ghuste hai balti ka pura pani apne sar pe daalte hai. Thoda nasha tootta hai to daurhte hue neeche aate hai. Durrani kehta hai mere gadi me jaate hai aur fir dono usme beth jaate hai.

"Ruk mein pistol le k aata hu" shaheer darwaza wapas kholte hue kehta hai.

"Chorh sab kuch hai yaha" durrani usse kehta hai "bas tu mujhe guide kar raasta"

Durrani fir gadi daudhane lagta hai, raat ka time tha traffic thoda kam tha to jitna ho sakta hai utna tezz chala rha tha durrani gadi ko. 5 min k andar us colony me entre hue jaha Aliya ka flat tha. Durrani uske apartment k neeche gadi rok deta hai.

Dono daurhte hue apartment me enter hote hai, ab masla ye tha unko pta nahi tha konsa flat hai aliya ka. Dono seerhiyo se uper charh rhe the daurhte hue 3rd​ floor pe pohonchne pe unko aik flat se cheekhne ki awaz ayi aur dono darwaze ko laath maar k andar ghuste hai.

Darwaza ka lock pehle se hi toota hua tha. Dono awaz ka peecha kar ke bed room me jaate hai. Waha jaa ke dekhte hai Asif (wohh ladka) ne Aliya ko kamre k kone pe dabocha hua hai aur uski kameez phaarh rha tha. Nashe me hone ki wajah se usey ehsaas bhi na hua kisi k aane mein.

Ye dekh kar shaheer ghusse se uski taraf jaata hai aur usko gerdan se pakadh k peeche kheenchta hai aur do teen mukke marta hai phr peenche phenkta hai. Durrani peeche hi khada tha who jaa ke usse takrata hai. Durrani ne usey ghuma k aik zordar mukka uske moon pe mara aur usey le k bed room se bahar chala gaya. Shaheer ne jaldi se shirt utar k Aliya k uper phenka, kyunke uski kameez kafi jagah se phati huyi thi.

"calm down, kuch nahi hua, normal ho ke kapde change kar lo tum" shaheer usse dheere se kehta hai "Mein bahar wait kar rha hu tumhara"

Bahar lagatar Asif k cheekhne ki awazein aa rhi thi. Shaheer bahar jaa ke dekhta hai, Durrani apna belt utar k lagatar usko maar rha tha jo uske moon pe lagne ki wajah se waha se khoon aa rha tha.

"Iska kya karna hai ab ?" shaheer aik zordar laath uske moon pe marte hue durrani se poochta hai.

"Isey mere hawale karo aur mujhe 1 ghanta do" Durrani usko pakadh k uthate hue kehta hai "isey saza mein apne tareeke se dunga"

Durrani itna bol kar usey ghaseette hue bahar le jata hai. Shaheer ko aik baat ajeeb lag rhi thi k itna shor machane pe bhi kaise koi nahi aya waha aliya ko bachane. Aur aliya akele kyu rehti hai yaha, uski family kyu nahi rehti sath.

Shaheer wahi hall me sofe pe bethe inhi baato k bare me soch rha tha. 10 15 min baad Aliya apne bed room se bahae aati hai usne change kar liya tha aur shaheer ka shirt le ke ayi thi. Shaheer abhi tk banyan pehne betha tha pent k sath. Aliya ne aake shirt shaheer ki taraf barhaya. Ab bhi wohh boht dari huyi thi. Shaheer usse le k shirt pehenta hai.

"tum betho yaha, mein pani lata hu" shaheer kitchen ki taraf jate hue kehta hai "jab normal ho jaao tab batana ye kya chakkar hai ?"

Shaheer kitchen se aik glass pani le ke ata hai aur aliya ko deta hai. Wohh darte darte pani peeti hai. Shaheer uske samne sofe pe bethta hai, thoda sar dard thode nashe me hone ki wajah se peeche tek laga k aankhein band kar leta hai.

Achanak hi uski aankh lag gayi aur uski neend tab khuli jab durrani wapas aya. Time dekha usne to 1 ghante ho gaye the. Aliya bhi wahi bethi thi apne socho me ghum.

"Ho gaya kam kal tak khabar mil jayegi tumhein" durrani muskurate hue shaheer se kehta hai "Chale ab ?"

"Haan chalte hai" fir Aliya se kehta hai "Aliya tum bhi aa jao flat lock kar ke, yaha tumhara akele rehna safe nahi hai"

Wohh chup chap uth k unke sath bahar aati hai. Darwaze ka lock toot chuka tha. Shaheer ne apne office staff me se kisi ko call kar ek bata diya k lock maker ko le ke aa jaye aur lock theek kar de. Fir teeno neeche aate hai aur gadi me beth k shaheer k haveli ki taraf nikal jaate hai.

Kuch hi dair me haveli pohonch jaate hai, teeno bahar aate hai aur andar jaate hai. Aliya bhi shaheer aur Durrani k peeche first floor per aati hai. Shaheer uske liye fareeha k room ko kholta hai aur waha aram karne ko bol k fir durrani aur wohh dubara chhat pe jaate hai. Aur waha jaa ke dubara peena start karte hai.

"Yara zindagi me sukoon nahi hai" shaheer peete peete durrani se kehta hai "chaahe kuch bhi karu na zindagi me sukoon hai na khushi, bachpan me sochta tha k paisa ho to sukoon bhi hota hai aur khushi bhi, per sala aaj mein 26 27 saal ki umar me hi Crorepati hu but na sukoon hai na khushi, kabhi kabhi to sochta hu k mein to aise hi mar gaya kisi din nashe me to mere itne jaidad itne paise itnr bade business ka kya hoga ?"

"Yar uperwale ne ye sab tumhein bilawajah nahi diya hai kuch na kuch wajah hoga" durrani sip lete hue kehta hai "Aur dusri baat agar tumhein sukoon chahiye zindagi mein, to thode donations kar, old houses aur orphanages yaha boht hai, waha donation karoge to yaqeen maano boht sukoon milega, mein bhi yehi karta hu, apne income ka adha hissa donate karta hu"

"Hmm karta hu aisa, kal hi jaa ke karta hu"Shaheer ciggarete jala k kash maar kar kehta hai "Ye bhi kar ke dekh lete hai shayad sukoon mile thoda"

Khair aise hi 1 2 ghante aur waha beth k dono peete rehte hai. Fir sone k liye neeche apne apne rooms me aate hai aur so jaate hai. Subah thoda late uthta hai shaheer aur breakfast k liye neeche ata hai. Aliya hall mein hi bethi thi, aur tv dekh rhi thi, shaheer bhi jaa ke beth jata hai sofe pe.

Aliya ab kafi normal ho chuki thi, wohh shaheer se baat karna chahti thi jo kuch hua uske bare me. Per khud start karne se hichkicha rhi thi, wohh chaahti thi k shaheer usse baat kare khud. Khair shaheer k sar me dard tha is wajah se uske zehen se nikal gayi thi who baat.

Kuch dair me nashta uske liye laga dete hai aur wohh waha chala jata hai. Shaheer chup chat Nashta karta hai aur uth k gadi k keys le ke bahar jaane lagta hai. Tabhi Aliya kehti hai.

"Sir me ab ghar jana chahti hu, kya aap mujhe drop kar denge ya kisi driver ko bolenge mujhe ghar chorh de ?"

"Abhi ruk jaao me ata hu thodi dair me fir tumhein drop kar dunga" shaheer bahar jaate hue kehta hai.
Aaliya safe hai ab :love:
 
Active member
815
1,334
123
Update 6

Aliya kuch nahi kehti hai chup chap beth jaati hai. As such to usey koi kaam nahi tha so usey yaha rehne me masla nahi tha. Tabhi kashifa khala aa jaati hai Aliya k paas aur waha beth jaati hai.

"Beta tum dost ho shaheer k ?" Khala aliya se poochti hai.

"Nahi aunty me inke office me kam karti hu, kal aik ladka mere sath zabardasti kar rha tha aur sir ne mujhe bachaya tha aur ghr le aaye" Aliya usko sab kuch batati hai per usey pata nahi tha k Kashifa khala khud kon hai isliye unse poochti hai "aur aap ? Aap sir k mom hai ?"

"Mom to nahi hu per mom jaisi hi hu" Khala usey batati hai "Shaheer ko meine hi paal pos k bada kiya hai jab iske mom ki death huyi thi"

"Acha acha" Aliya kuch soch kar khala se poochti hai " Ye shaheer sir aise chirhchirhe kyu hai ? Itne rude na kisi se ziada baat karte hai theek se ? Iski kya wajah hai, meine to suna tha ye kafi chill hua karte the. Aur inki sister Fareeha kaha hai ?"

"Beta shaheer aisa nahi tha bachpan mein, but zindagi me boht kuch dekha isne isliye ye sharab ki lath lagi isko" Khala afsos jatate hue kehti hai "bas fareeha beti k iske zindagi me aane ki wajah se isne peena chorh diya tha aur khush rehne laga tha par pata nahi in dono k beech kya jhagda hua wohh chorh kar chali gayi humey"

"kaha chali gayi aap logo ne dhoondne ki koshish nahi kiya ?" Aliya hairan ho ke poochti hai.

"Mujhe to usne kaha tha jaate hue k wohh mazeed parhai aur job k liye Pakistan se bahar jaa rhi" Khala usey batati hai "Shaheer k liye khath chorha tha ab usme aisa kya likha tha k shaheer nr usey kabhi dhoondne ki koshish nahi ki ye pta nahi"

"Shadi kyu nahi karate aap sir ki ?" Aliya kehti hai "Shadi k baad to theek ho jayenge na sir"

"Beta meine baat kiya tha par is bechare ne zindagi me aik dhoka to khaya nahi hai, 10 bar dhoke khaye haj" Khala kehti hai "Saira iske sath reh kar isey dhoka deti rahi, ab uske baad isey kisi pe bharosa nahi hota to shadi kys khaak karega"

"Saira ? Saira kon thi aur ab kaha hai ?" Aliya poochti hai.

"Saira wohh ladki hai jisse shaheer ko bachpan me muhabbat huyi thi aur us waqt usne dokha diya tha" Khala usey batati hai "wohh dubara ayi thi uske zindagi me, bahar qabristan me chauthi qabar uski hi hai, meine shaheer se boht poocha k kya hua usey per shaheer ne bola k mujhe us dhokebaz k bare me baat nahi karna, waise tum itne deeply kyu pooch rhe ho uske bare me ? Pasand to nahi aa gya shaheer ?"

"Arey nahi khala me kisi aur ko pasand karti hu aur usi se shadi karna chahti hu" Aliya sharmate hur kehti hai " Sir k bare me aise hi tashveesh thi to poocha meine"

Ye log aise hi gappey laga rhe the dusri taraf shaheer aik old house jata hai aur waha kafi dair beth k manager se baatein kar ke waha rehne walo k bare me janne k baad donate karta hai kuch paise. Fir udhar hi se kisi orphanage ka poochta hai, to wohh manager unhi k orphanage ka address deta hai.

Shaheer waha jaane ka sochta hai aur bahar aa ke gadi start karta hai aur waha jaate hue usey khayal aata hai k waha bache honge to unke khelne k liye saman lena chahiye. Fir ladko k liye cricket bat ball aur kit aur football waghera boht ziada taadad me leta hai aur girls k liye bhi boht se batminton aur bhi baqi cheezein leta hai. Aur fir orphanage ki taraf nikal jata hai.

Waha pohonch k gadi park karta hai aur khud andar jaa kr waha k manager se milta hai. Aur usko batata hai k wohh paise aur kuch cheezein bacho k liye donate karna chahta hai.

"Sir paise waghera yaha pe donate kar dena" manager shaheer se kehya hai "baki jo cheezein aap laye ho wohh aap khud bacho me baantoge to wohh boht khush honge aur aap ko bhi khushi milegi"

Shaheer haan kehta hai aur fir wohh manager apne staff ko bol k sare cheezein baahr nikalwata hai aur fir sab andsr jaate hai. Kafi bada orphanage tha, andar hostels the boys k alag girls k alag. Fir cricket aur football ka aik bada ground tha. Abhi bacho k khelne ka time tha to sare bache wahi pe khel rhe the.

Ladkio k jo saman the wohh staff khud le jaate hai unke hostel ki taraf kyunke waha males allowed nahi the. Shaheer manager aur baki staffs k sath mil k saman le k ground ki taraf jata hai. Waha pohonch k manager unko apne paas bulata hai aur shaheer unme se saman baantne lagta hai. Sab boht khush the shaheer ko thanks bol k koi usey hug karta to chhote bache uske gaal pe kiss kar ke jaa rhe the.

Shaheer ko pehli baar itni khushi mil rhi thi kuch kar ke. Wohh soch rha tha k durrani ne sach hi bola tha boht sukoon hai is kaam mein. Khair kuch hi dair me sab me saman baant leta hai shaheer. Kisi ko ball to kisi ko bat, kisi ko football kisi ko cricket kit kisi ko football kit deta hai is tarah kar ke sare bacho me samn baant k ground k paas bench pe beth jata hai. Manager chala jata hai apne office.

Bache boht khush the apne cheezo k sath aur aik dusre ko dikha rhe the. Fir sab teams bana k cricket khelne lagte hai. Shaheer unko ghaur se dekh rha tha. Tabhi usey door betha hua aik ladka dikhta hai, jiske paas koi saman nahi tha matlab wohh cheexein baantte time waha nahi aya tha. Shaheer ko ajeeb lagta k sab khel rhe hai usko chorh kar.

Shaheer chalte hue uske paas jata hai wohh ground k dusri taraf aik pathar k uper bethr waha khel rhe bacho ko dekh rha tha. Shayad uska bhi dil kar rha tha khelne ka but koi khila nahi rha tha usey. Shaheer uske paas jaa ke beth jata hai. Wohh ladka 10 12 saal ka tha.

"Beta kya naam hai tumhara ? " Shaheer usse poochta hai "tum waha nahi aaye cheezein lene kyu ?"

" Uncle Hashir naam hai mera" wohh ladka thoda udaas ho kar kehta hai " mere dost nahi koi kuch le kar bhi kya karta, kiske sath khelta ?"

"kyu dost kyu nahi hai ?" shaheer hairan ho ke poochta hai.

"dosti nhi karta mujhse koi"ye bolte bolte hashir k aankho me aansu aa gye the.

Shaheer ko uspe boht taras aata hai. Wohh usey apne gale se laga leta hai jiske baad wohh ladka zor zor se rone lagta hai. Shaheer ko us ladke me apna aks dikh rha tha, bachpan me wohh bhi aise hi tanhai pasand tha. Na uske dost the na kisi k sath khelta tha bas har waqt udaas rehta tha. Aaj us ladkr ko dekh kar uske dukh dard ka ehsaas ho rha tha usey.

"Hashir beta rou mat, aaj se me tumhara dost hu" shaheer uske aankho se aansuo ko ponchte hue kehta hai "me khelunga tumhare sath"

"Aap roz ayenge mujhse khelne ?" Wohh ladka bade masumiyat se poochta hai usse.

"Haan beta roz aaunga" shaheer muskurate hue kehta hai.

"Thank you thank you thank you so much uncle" shaheet ko hug karte hue wohh ladka khushi se jhoomte hur kehta hai.

"Per khelenge kaise ? Na bat hai na ball hai aur na hi football humare paas ?" shaheer usse kehta hai " pehle bahar jaa ke sare cheezein le ke aate hai fir khelte hai"

"Per abhi to humara lunch time hone wala hai kaise jaayenge ?" hashir poochta hai.

"Mein baat kar lunga, chalo aa jao chalte hai" shaheer usko haath se pakadh kar uthate hue kehta hai.

Fir dono manager k office ki taraf jaate hai. Hashir ne ab bhi shaheer ka hath pakda hua tha. Uska chehra chamak rha tha pura boht khush tha wohh. Shaheer manager se baat karta hai par wohh ijazat nahi deta boht samjhane k baad shaheer ka cnic le k ijazat deta hai unhein jaane ki.
Bachchon ke bich shaheer happy ho gaya hai mast update hai
 
Top