Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,107
143
Wandarfull update

Shaheer ne bahut he aache se samjhaya aliya ke maa baap ko ke koyi bhi apni zindagi ki garanti nahi de sakta muot kab kise aaye gi koyi nahi janta aur ye baat aliya ke baap ko samajh aa he gayi aur ab wo zarur aliya ki shadi us ke pasand ke larke se kerwaye ga...

Ab karen hamari heroin ki baat
Phele to bhai lagta tha ke aliya ya fatima men se koyi heroin ho sakti he per yahan to shaheer ne aliya ko apni choti behn bana ker us ka heroin wala kisa he khatam ker deya ab bachi hamari peyar men hari gamon ki mari fatima bechari hamare shaheer ki heroin banne wali ...

Kyon durru bhai thek kaha na ...

Intazaar agle update ka...

:thanks: for this beautiful review Sanwal bhai :hug:

Fatima heroine banegi ya nahi ye to aane wale updates batayenge but woh shaheer k closed ones mein se aik banne wali hai bojt jald :D

Theek kahe ho ya nahi ye to Fareeha k aane k baad pta chalega :D
 
Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,107
143
Update 15

Aur ghusse mein kamre me todh phodh shuru karti hai aur rote hue keh rhi thi "bilal tumne kyu kiya aisa, kyu mujhe chorh kar chale gaye" woh rote hue bas yehi keh rhi thi. Shaheer buth bane usko dekh rha tha. Fir thak haar kar woh apne bed pe beth jaati hai aur rone lagti hai. Achanak usko kuch yaad ata hai aur shaheer se kehti hai.

"Shaheer Fareeha kaha hai ? Woh nahi ayi tumhare sath ?"

Fatima ki baat sunte hi shaheer apne socho ki dunya se bahar ata hai. Uske paas koi jawab nahi tha is sawal ka. Shaheer sar jhuka leta hai aur dheere se kehta hai.

"Woh chali gayi mujhe chorh kar" shaheer k aankho se bhi aansu beh rhe the, aik to fatima ki halat ko dekh k aur dusra Fareeha ko yaad kar ke.

"Shaheer ktna pyar karti thi woh tumse" Fatima apne aansu ponchte hue kehti hai "kitni pagal thi woh tumhare bare mein, jab bhi mujhse baat karti thi woh bas tumhare bare me hi baat karti thi, fir bhi tumne usey jaane diya"

"Mein kya karu fatima, meine dair kar di uske pyar ko samajhne mein aur fir woh chali gayi" shaheer sar jhukaye kehta hai.

Uske baad fatima kuch nahi kehti bas sar hila rhi thi aur kuch badbada rhi thi, uske aansu dubara behna shuru ho gaye. Shaheer kuch dair khada ho ke uski taraf dekhta hai magar fir usse dekha nahi jata uski halat aur chup chap room se bahar chala jata hai aur darwaza band kar ke bahar khada ho ke rone lagta hai. Apne aankho pe 2 ungliya rakh k bas aansu bahaye jaa rha tha.

Aaj woh boht toot gaya tha, aik to fatima ko is haal mein dekh k aur dusra Fareeha ko yaad kar ke. Aaj usey fareeha ki boht yaad aa rhi thi, uska dil chah rha tha k kisi tarah fareeha k paas jaaye bas. Magar ye namumkin tha. Tabhi uske kandhe pe aik haath feel hota hai. Woh sar utha k dekhta hai to samne dekhta to fareeha waha khadi hoti hai, kuch second k liye uske chehre pe chamak aati hai magar fir udaas hota hai aur uske aankho se aansu behne lagte hai.

"Nahi yaar aaj nahi plz" rote rote woh fareeha se kehti hai.

"Afsos ho rha hai tumhein ? K kyu dair ki tumne?" Fareeha shaheer se kehti hai.

"Fareeha aa jao tum wapas tumhein uper wale ka wasta, mein nahi jee sakta tumhare bagher mein mar jaunga, plz wapas aa jao plz" shaheer rote hue fatima se kehta hai.

"Mat jaao plz mat jaao mujhe chorh kar" woh zor zor se rote hue kehta hai.

Uski awaz sun k sab uper aate hai, shaheer wahi zameen pe gira hua ro rha tha sab hairan the usko is haal mein dekh kar. Aliya samajh jaati hai aur usey sambhalne lagti hai. Tabhi fatima apne kamre se bahar aati hai aur shaheer ko is haal mein dekh kar uske paas jaati hai aur usey chup karane ki koshish karti hai. Sab hairan the pehle to shaheer ko dekh k aur fir fatima ko dekh ke k woh kaise apne room se bahar ayi aur itna normal behave kar rhi hai.

"Dekho na fatima woh kitna sata rhi hai mujhe, aati hai aur fir chali jaati hai, tum usse kehte kyu nahi k woh wapas aa jaye, mein mar jaunga fatima uske bagher me mar jaunga" shaheer rote rote fatima se keh rha tha.

Aaj Bilal k family wale kuch ziada hi hairan aur pareshan ho gaye the. Pehle is ghar me sirf fatima hi thi jisko dore parhte the aur aaj Shaheer unke ghar aya aur uska bhi wahi haal tha. Unke samajh me nahi aa rha tha k kya kare. Jab shaheer ro ro k thak gaya tab chup hua aur thoda normal hua aur washroom ka pooch k waha gaya aur kuch dair mein waha se fresh ho ke nikla aur hall mein aya. Fatima wapas apne room me jaa chuki thi aur hall mein sirf Aliya aur Bilal k parents hi the.

"Sorry" shaheer bahar aa kar sar jhukaye sirf itna hi kehta hai "Aliya ab humey chalna chahiye"

Aur bina kuch kahe bahar ki taraf jaata hai, Aliya ne shayad waha bilal k parents ko bata diya tha uske condition k bare mein. Isliye woh log bhi chup the.

"Aliya mein jaa rha hu abhi wapas, tum agar yehi stay karna chahte ho to kar lo, mein office me baat kar ke tumhare chhuttiya extand kar dunga" gadi k paas aa ke shaheer aliya se kehta hai.

"Nahi sir mein bhi ana chahti hu wapas" Aliya kehti hai "par lunch tayar ho gaya hoga, lunch kar ke na jaaye ?"

"Nahi mera tabyat kuch theek nahi hai, mein ghar jana chahta hu"

"Theek hai fir mein mummy papa se milti hu fir chalte hai"

Aliya ye keh k andar jaati hai aur thodi dair me bahar aati hai. Uske sath uske parents bhi the shaheer unse milta hai aur jaane ki ijazat leta hai. Woh log usey lunch k liye rukne ko bolte hai par woh manah karta hai. Fir Aliya gadi mein bethti hai aur shaheer gadi aage barhata hai.

Akela! Kabhi yeh bat badal de
Mil kabhi aur halaat badal de

Bechaini main guzarti hai Jo
Aa kabhi woh Raat badal de

Tanhayi mere humraah rehti hai
AAA Mera yeh sath badal de

Taklif dete hain Jo mujhy buht
AAA logon k sawalat badal de

Agr tujhy Pasand nahin aisa main
AAA aur Meri zaaat badal de

Bus Dua Meri yehi hai Arhan
Khuda Tere b khyalaat badal de

Dono khamosh the aur Radio pe ye poem narrate kiya jaa rha tha. Ye sunte hi shaheer k ghum aur gehre ho gaye. Usko shiddat se Fareeha ki yaad sata rhi thi aur sath mein Fatima k tanhayi ka bhi ehsaas hota hai.

"Aliya Fatima ko kya hua tha aur ye kab se aisi hai ?" Kafi dair chup chap gadi chalane k baad shaheer Aliya se poochta hai.

"Shadi k din se ye haal hai unka jab Bilal bhai ka janaza ghar aya tha" Aliya kehti hai

"Kya tum bata sakti ho k kya hua tha us waqt ?" Shaheer gadi chalate hue hi kehta hai.

Aliya kuch dair chup rehti hai aur kuch sochne lagti hai. Fir bolna shuru karti hai.
 
Member
239
693
93

Ashiq ashiq her koi bun da per ashiq bun da e mer k
Zehar piyala peena oukha te ashiq peenda e Bhar k
 
Top