Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,105
143
Update 91

Saira waha se uth k apne room mein aati hai ... aur sochti hai k agar shaheer ko na manaya ... to baat bigadh jayegi ... SHaheer uske sath shadi k liye maan gya hai ... Kahi aisa na ho k woh shadi k liye bhi manah kar de ... SO usko sorry bol k usey impress karna padhega kisi aur tareeke se ... Aise hi sochte sochte so jaati hai ...

Khair agli subah Shaheer jaldi uthta hai ... aur breakfast banane k liye kitchen mein ata hai ... to hairan ho jata hai k saira pehle se hi kitchen mein breakfast bana rahi hai ... Shaheer ko dekh kar kehti hai ...

Saira :- Gm shaheer ... Sorry kal k liye mujhe nahi pata tha k tumhein waise kapde pasand nahi ... mein tumhein impress karne k chakkar mein woh pehne the ... Mein aage se waise kapde kabhi nahi pehnungi ... plz mujhe maaf kar do ...

Shaheer ka ghussa bhi thanda ho chukka tha ... aur kahi na kahi usey bhi lag rha tha ... k usne saira pe kal raat kuch ziada hi ghussa kiya ... so woh bhi normal andar mein kehta hai ...

Shaheer :- Its ok ... and sorry mein bhi kal raat kuch ziada hi bol diya ...

Saira ye sun kar khush hote hue shaheer ko hug karti hai ... aur kehti hai ...

Saira :- Tumhein sorry bolne ki zarurat nahi hai shaheer ... ghalti merit hi ... btw aaj mein breakfast bana rahi hut um logon k liye ... tum jaa ke ready ho jaao ...

Shaheer waha se apne room mein ata hai ... aur jaldi se ready hota hai ... aur bahar aata hai tab tak fareeha bhi ready ho k aa jati hai ... aur teeno breakfast table pe beth jaate hai ... tab breakfast karte waqt saira fareeha se kehti hai ...

Saira :- Sorry fareeha kal k liye ... mujhe aisa nahi kehna chahiye tha tumhein ...

Fareeha chup chap khana khane lagti hai ... saira uski taraf dekh rhi thi k fareeha kuch bole ... magar woh chup chap nashta karti hai aur waha se uth kar bahar chali jaati hai ... Shaheer bhi uske sath sath bahar aa jata hai ... aur dono office k liye nikal jaate hai ... Office mein dono aaj bhi kafi busy rahe ... but lunch k time dono aik sath the ... aur idhar udhar ki baatein karte hue lunch kar rhe the ... tabhi fareeha kehti hai ...

Fareeha :- Shaheer mein soch rahi thi humare old city mein bhi 1 office khol le humare company ka... Business expand karte hai... Office building to waha hai hi already old office ka... To humey sirf new staff lene padhenge...

Shaheer :- Idea acha hai... But mere khayal mein new staff waha lene se behtar ye hoga... K is office se aadhe staff waha le jaate hai... Aur dono office mein new staff lete hai... What do you think?

Fareeha :- Ye zabardast idea hai... Ye acha hai...

Shaheer :- Ok fir kal se kam pe lag jaao tum... Yaha ka office me handle kar lunga tumhare absence mein...

Thodi dair is topic pe discuss karte hue Lunch karte hai dono ... aur fir lunch k baad dubara apne apne kaamo mein lag jaate hai ... Agle din subah Fareeha nikal jaati hai Dusre city ... rehna to usey apne dad k Haveli mein hi tha ... so koi tension nahi tha ... but uske jaane k baad ghar khali khali sa lag rha tha ... Shaheer subah akele hi office jata hai ... to uska man kisi kaam mein nahi lag rha tha ... office pohonch k room mein jata hai ... aur kuch files hote hai unko sign karta hai ... jab uska mann nahi lagta to fareeha ko call karta hai ...

Shaheer :- Hello fareeha kaisi ho ... pohonch gayi city ya nahi ?

Fareeha :- Mein to theek hi hu tum batao ... Abhi yar 2 ghante bhi nahi hue journey start hue ... city kaha se pohonchungi bhala ...

Shaheer :- mein bhi theek hi hu ... bas office mein man nahi lag rha tha to socha tumhein call kar lu ...

Ye sun kar fareeha k man mein laddu footne lage ... woh khushi se chehekte hue kehti hai ...

Fareeha :- Acha to mujhe miss kar rahe the tum ... hmm ?

Shaheer :- haan kuch aisa hi samjho ... Aadat si ho gayi hai tumhari ...

Fareeha :- Aadat tak to theek hai ... but pyar na kar bethna ...

Shaheer :- Arey nahi yar ... behan ho tum meri ... itna bhi pagal nahi hu ... k tumse pyar karne lagu ... haan as a sister to karta hu pyar ...

Shaheer ki baat sun kar fareeha k dil mein chot pohoncha tha ... so woh kehti hai ...

Fareeha :- Chalo fir tum apne kaam karo ... mein city pohonch k call karti hu tumhein ....

Bina shaheer ki baat sune hi call cut karti hai fareeha ... Shaheer ko thoda ajeeb lagta hai ... khair fareeha se baat karne k baad usko thoda sukoon mila tha..... to woh kaamo mein busy ho jata hai ... Fir sham ko free ho jata hai office se ... aur ghar ki taraf nikalta hai.... Ghar jaane ka mood to nahi tha ... but jaana to tha ... so thodi hi dair mein ghar pohonch jaata hai...... gadi park kar ke jab hall mein enter hota hai ... to kitchen se khushbu aane lagti hai ...

Shaheer kitchen mein enter hota hai ... to dekhta hai saira khana bana rahi hai...... aur khane ki khushbu se lag rha tha k both maze k khane banaye hai ... Shaheer ko dekh kar kehti hai ...

Saira :- Tum aa gaye shaheer ... chalo fresh ho jaao..... khana banaya hai meine tumhare liye apne haatho se ...

Shaheer :- Khushbu to both maze ka hai..... baki khane k baad hi bataunga k kaisa banaya hai ...

Itna bol kar shaheer waha se apne room mein jata hai..... aur fresh ho ke kapde change kar ke nikalta hai ... to saira khana table pe laga chuki hoti hai ... Fir dono dinner karne lagte hai ... waqi mein khana boht maze ka bana tha ... Shaheer khana khane k baad kehta hai ...

Shaheer :- Waqi mein yar tum ne to kamal hi kar diya hai ... jitni bhi tareef karu kam hai ...

Saira :- Thanku thanku ... chalo acha hai ... tumhein mera banaya hua khana to pasand aya ...

Shaheer :- pehle pata hota k tum itna acha khana banati ho ... to mein kabhi banata hi nahi ... tumse hi banwata ...

Saira :- Chalo koi nahi aaj se mein banaungi ... Tum araam karna ...

Shaheer :- Hmm fir to zabardast hai ... Chalo bartan kitchen mein le jaa ke dhoo..... fir tv dekhte hai …
 
World's Worst Criminal
297
735
93
Update 03

Cornol shah gehri nazron se shaheer ko dekh rahe the .. kuch der dekhne k baad kehte hai Cornol shah :- maut ko jab bhi ana hoga aa jayega .. tumhein aise na umeed nahi hona chahiye .. agar koi wajah nahi hai jeene ki to dhoondo wajah .. aise marne k intzar mein kab tak bethe rahoge .. aur haan thoda ehtiyat karo agar police k haath chadh gaye na to boht mushkil hoga .. Aur jin ke sath kam kar rahe ho aik din yehi tumhe marwa denge ..

Shaheer haste hue khada hota hai .. uske aik hath mein glass tha jisme peg bhara hua tha .. aadh khuli aankhon se jhoomte hue apne baahein phela k kehta hai ..

Shaheer :- SK naam hai mera Psycho killer kehte hai mujhe .. Is naam se hi bade badon ki moot nikal jati hai .. Jis din police k hath chadh gaya woh din un police walon k liye akhri hogi .. Ye kehte hi woh ladkhadane lagta hai .. Cornol shah usey pakadhta hai aur kehta hai ..


Cornol shah :- ab so jate hai kafi raat ho gayi hai .. kal mujhe office bhi jana hai

Shaheer :- mein ne thodi pakda hai aap ko .. jaa ke so jao mujhe waha bitha k jao .. mujhe aur bhi peena hai

Cornol shah :- aur kab tak piyoge aaj to boht ziada hua hai bs karo ab .. Shaheer smile karte hue ye poetry bolta hai

Shaheer :- Mein roz pilata hu isey Zeher ka saaghar .. Aik dard jo andar hai woh marta hi nahi .. Peene do mujhe cornol aaj to mere purane zakhmon ko taza kar diya aap ne ..

Cornol shah usey zabardasti pakadh k neeche lata hai .. aur usey aik room mein le jaa ke bed pe sulata hai .. bed pe girte hi shaheer so jata hai .. Cornol shah kuch der uske sar k paas beth k usey dekhte rahe .. aur uske baalon mein ungli pherte rahe jab tak woh so nahi gaya .. uske sone k baad cornol shah bhi apne room mein jaa ke so gaya ..

Shaheer cornol shah k ghar nahi rehta .. Bs mahine mein aik baar hi ata hai .. Usey yaha acha lagta tha ... Woh cornol shah aur uske biwi ko apna manta tha .. woh dono usey boht pyar karte the isliye ..

Jab shaheer uthta hai aur time dekhta hai to 12 baj rahe the .. woh dopeher tak sota raha hai .. uska sar boht dard kar raha tha.. raat ka hangover jo tha .. kher washroom se fresh ho ke jab hall mein ata hai to dekhta hai Mrs shah ( farzana ) sofe pe beth k tv dekh rahe the .. woh unko dekh k kehta hai

Shaheer :- Aunty plz headach ka koi medicine dein aur nimbu pani bhi bana dein .. sar boht dard kar raha hai ..

Mrs Shah :- raat bhar peete rahoge to yehi hoga subah .. mein ne bola nahi tha k mat piyo .. par nahi tum to bs peete rahe ..

Shaheer :- Aaj k baad hath nahi lagaunga sharab ko .. wada karta hu aap se..

Mrs shah :- bade aye waada karne wale .. roz yehi bolte ho .. aur jab waqt ata hai to pehle se dugna peete ho ..

Shaheer :- aunty plz ab aur bhi sar dard karne laga hai aap ki baatein sun ke .. jaldi se koi medicine dein aur nimbu pani banaye ..

Mrs shah uthti hai aur room se sardard ki medicine laati hai .. aur shaheer ko dene k baad kitchen mein jaati hai .. kuch hi time baad nimbu pani le k ati hai .. shaheer usey peeta hai to thoda araam milta hai usey .. Mrs shah poochti hai

Mrs shah :- thoda kam hua dard ya ab bhi hai ?

shaheer :- aunty ab bhi dard kar raha hai .. bs thoda kam hua hai ..

Mrs shah :- acha idhar aao mere gaud mein sar rakh k let jao .. mein dabati hu agar tumhe aram hoga .. to nashta laa dungi tumhare liye ..

Shaheer unke gaud mein sar rakh ke let jata hai .. aur Mrs shah uske sar ko daba rahi thi .. sam remote utha k tv k channels change kar k news channel lagata hai .. News mein kuch khaas nahi tha bs raat ka talk show repeat ho raha tha .. Abhi woh channel change karne hi laga tha .. k tabhi 12 baje k news dene lagte hai .. Tabhi news flash hota hai ..

****** City mein raat ko aik bhayanak car accident hua hai .. Jisme jaane maane Buiseness men Javed Khan aur unki wife Shaziyya khan the .. Javed khan ki wife to on the spot hi dam todh gaye .. Magar javed khan ko hospital admit kar diya jaa chuka hai ..

Phir accident ki jagah aur car ko dikhane lage tv pe .. Ye news dekh k shaheer k hosh hi udh gaye ..
Hmm strange 🤔 its been a long time yet shaheer didnt tell about his past to cornol.
But today disclose it, i think its cause of reader lol. And his behavior completly changed after his hangover. Well imo, if he really got that bad past and through a lot , alcohol wont change his character that much (saying from my personal exp). shocking news but he over reacted it. Didnt expect that coming.
Keep posting 👏😁🙏👊
 
World's Worst Criminal
297
735
93
Update 04

****** City mein raat ko aik bhayanak car accident hua hai .. Jisme jaane maane Buiseness men Javed Khan aur unki wife Shaziyya khan the .. Javed khan ki wife to on the spot hi dam todh gaye .. Magar javed khan ko hospital admit kar diya jaa chuka hai ..
Phir accident ki jagah aur car ko dikhane lage tv pe .. Ye news dekh k shaheer k hosh hi udh gaye ..

Kyu k javed khan koi aur nahi uske hi dad the .. Woh khada hota hai aur apna phone nikal k ghar phone karta hai ..Shaheer kafi pareshan ho gaya tha news dekh k woh bs dil mein yehi dua kar raha tha k uske dad ko kuch na hua ho .. Phone Shaziyya yani shaheeer k sautele maa k bhai ki biwi ne uthaya tha .. jinka naam ruqayya tha .. shaheer salam k baad poochta hai

Shaheer :- kya news mein jo chal raha hai woh sach hai ?

Ruqayya :- Pehle ye batao k ho kon ?

Shaheer :- jee mein shaheer baat kar raha hu javed khan ka beta .. ap kon baat kar rahe hai ? Ruqayya :- baap k accident hote hi unki yaad aa gayi haan .. Laalchi insan unke property aur paise k liye hi pooch rahe ho na tum .. Tum to khush honge .. dua kar rahe honge k jaldi mar jaye javed bhai ..

Shaheer :- Ye kya bakwas kar rahe ho aap .. aur ho kon aap mere ghar k mamlon mein baat karne wali ..

Ruqayya :- Mein ruqayya sakina k bhai ki biwi ..

Shaheer ko pata chal gaya tha k uske dad ka accident ho gaya hai .. woh phone kaatta hai aur jaldi se bahir jane lagta hai .. peeche se farzana boht poochti hai but woh jawab nahi deta .. neeche garage mein uski gadi khadi thi .. Uski favourite Revo Hilux ..

Woh gadi start karta hai aur gadi ko apne city ki taraf bhagata hai .. ye city 5 6 ghante k faasle pe tha shaheer k city se ... Woh non stop gadi chalate hue jata hai aur 4 ghante mein pohonch jata hai .. raat ho chuki thi .. Shaheer gadi sidha apne haveli mein ghusata hai .. Aaj shaheer 20 saal baad aya tha apne ghar aur woh bhi aise mauqe pe ..

Gadi park kar ke daudhte hue andar jata hai .. woh hall mein qadam rakha hi tha k uske dad k room se rone ki awazein buland ho gayi .. woh daudhte hue room mein pohoncha to doctor keh raha tha .. k He is no more .. Ye sunte hi shaheer wahe do zaano ho ke beth jata hai aur rone lagta hai .. ziada log nahi the waha .. bs Naukaron k ilawa .. Shaziyya k bhai aur bhabi ruqayya hi the .. Sam ko dekh k ruqayya uske paas ati hai aur kehti hai

Ruqayya :- Ab aa rahe ho baap k marne k baad .. Tumhare jaisa beta khuda kisi ko na de .. baap k marne k baad hi aa gaye tum .. Taa ke uske property mein tumhein hissa mile ..

abhi ruqayya age bhi kuch bolti usse pehle hi waha kashifa khala ati hai .. aur ruqayya se kehti hai

Kashifa khala :- tum hote kon ho shaheer k bare mein aisa bolne wali haan ?.. kya lagte the javed sahab tumhare ? .. Baap the woh inke agar aik baat bhi aur inke khilaaf bola to ye nahi sochungi k ghar mein kya mahol hai aur tum kiske ghar mein ho samjhi ..

Phir shaheer ko waha se uthati hai aur uske dad k janaze ki taraf le jata hai ..Jaise jaise shaheer us taraf jaa raha tha waha khade log usey rasta dete .. jab shaheer apne dad k laash k paas pohoncha to dekha uske sirhane 1 khubsrat si ladki bethi ro rahi hai .. shaheer ko dekh k woh khadi hoti hai aur shaheer waha beth k apne dad k hath ko utha ke pehle cchoomta hai.. aur phir aankhon se laga rone lagta hai ..

Javed khan age 60+ , fit and handsome aadmi the .. Pehli shadi inki arrange marriage thi .. magar uske baad inhon ne love marriage ki .. Pakistan k boht bade buiseness men .. Marte waqt bhi inke dil mein aik kasak reh gayi k inhon ne apne bete k liye kuch nahi kiya .. nafrat k siva usey kuch na diya .. apne bete k halat se anjan na the .. Inhon ne boht koshish kiya k apne bete ko wapis pehle jaise apne qareeb karein .. magar kafi dair ho chuki thi .. uske dil mein inke liye nafrat bhar gaya tha .. aur marte hue bhi inko bs isi baat ka dukh tha k uska beta usse nafrat karta hai

Aaj Shaheer ko Ehsaas ho gaya tha k woh apne dad se kitna pyar karta tha .. Jo woh bolta tha k woh apne dad se nafrat karta hai .. woh sab be bunyaad the .. agar woh sach hote to aaj shaheer aise nahi ro raha hota .. woh wahi unke sirhaane beth k rote raha .. subah tak .. Subah aur bhi log aye aur phir unke kafan dafan ka silsila shuru hua .. Unko bhi wahi dafan kiya gaya jaha uske do biwiyon ko kiya gya tha .. Shaheer k mom ko aur unke dusri biwi ko ..
Very sad 😭 update. Losing someone close is very painful. And its much more pain if its someone close , u hate. Strange world there is also love in hate. We can forgot about our love ones but cannt forgot about the hate ones. I expected a bit strong attitude from main character like a stone mind a heartless one like me. 🤣 but its not gonna change now. So i can just express my thoughts.
Whatever lets see hows his sister and her relatives.
 
expectations
22,435
14,672
143
Update 91

Saira waha se uth k apne room mein aati hai ... aur sochti hai k agar shaheer ko na manaya ... to baat bigadh jayegi ... SHaheer uske sath shadi k liye maan gya hai ... Kahi aisa na ho k woh shadi k liye bhi manah kar de ... SO usko sorry bol k usey impress karna padhega kisi aur tareeke se ... Aise hi sochte sochte so jaati hai ...

Khair agli subah Shaheer jaldi uthta hai ... aur breakfast banane k liye kitchen mein ata hai ... to hairan ho jata hai k saira pehle se hi kitchen mein breakfast bana rahi hai ... Shaheer ko dekh kar kehti hai ...

Saira :- Gm shaheer ... Sorry kal k liye mujhe nahi pata tha k tumhein waise kapde pasand nahi ... mein tumhein impress karne k chakkar mein woh pehne the ... Mein aage se waise kapde kabhi nahi pehnungi ... plz mujhe maaf kar do ...

Shaheer ka ghussa bhi thanda ho chukka tha ... aur kahi na kahi usey bhi lag rha tha ... k usne saira pe kal raat kuch ziada hi ghussa kiya ... so woh bhi normal andar mein kehta hai ...

Shaheer :- Its ok ... and sorry mein bhi kal raat kuch ziada hi bol diya ...

Saira ye sun kar khush hote hue shaheer ko hug karti hai ... aur kehti hai ...

Saira :- Tumhein sorry bolne ki zarurat nahi hai shaheer ... ghalti merit hi ... btw aaj mein breakfast bana rahi hut um logon k liye ... tum jaa ke ready ho jaao ...

Shaheer waha se apne room mein ata hai ... aur jaldi se ready hota hai ... aur bahar aata hai tab tak fareeha bhi ready ho k aa jati hai ... aur teeno breakfast table pe beth jaate hai ... tab breakfast karte waqt saira fareeha se kehti hai ...

Saira :- Sorry fareeha kal k liye ... mujhe aisa nahi kehna chahiye tha tumhein ...

Fareeha chup chap khana khane lagti hai ... saira uski taraf dekh rhi thi k fareeha kuch bole ... magar woh chup chap nashta karti hai aur waha se uth kar bahar chali jaati hai ... Shaheer bhi uske sath sath bahar aa jata hai ... aur dono office k liye nikal jaate hai ... Office mein dono aaj bhi kafi busy rahe ... but lunch k time dono aik sath the ... aur idhar udhar ki baatein karte hue lunch kar rhe the ... tabhi fareeha kehti hai ...

Fareeha :- Shaheer mein soch rahi thi humare old city mein bhi 1 office khol le humare company ka... Business expand karte hai... Office building to waha hai hi already old office ka... To humey sirf new staff lene padhenge...

Shaheer :- Idea acha hai... But mere khayal mein new staff waha lene se behtar ye hoga... K is office se aadhe staff waha le jaate hai... Aur dono office mein new staff lete hai... What do you think?

Fareeha :- Ye zabardast idea hai... Ye acha hai...

Shaheer :- Ok fir kal se kam pe lag jaao tum... Yaha ka office me handle kar lunga tumhare absence mein...

Thodi dair is topic pe discuss karte hue Lunch karte hai dono ... aur fir lunch k baad dubara apne apne kaamo mein lag jaate hai ... Agle din subah Fareeha nikal jaati hai Dusre city ... rehna to usey apne dad k Haveli mein hi tha ... so koi tension nahi tha ... but uske jaane k baad ghar khali khali sa lag rha tha ... Shaheer subah akele hi office jata hai ... to uska man kisi kaam mein nahi lag rha tha ... office pohonch k room mein jata hai ... aur kuch files hote hai unko sign karta hai ... jab uska mann nahi lagta to fareeha ko call karta hai ...

Shaheer :- Hello fareeha kaisi ho ... pohonch gayi city ya nahi ?

Fareeha :- Mein to theek hi hu tum batao ... Abhi yar 2 ghante bhi nahi hue journey start hue ... city kaha se pohonchungi bhala ...

Shaheer :- mein bhi theek hi hu ... bas office mein man nahi lag rha tha to socha tumhein call kar lu ...

Ye sun kar fareeha k man mein laddu footne lage ... woh khushi se chehekte hue kehti hai ...

Fareeha :- Acha to mujhe miss kar rahe the tum ... hmm ?

Shaheer :- haan kuch aisa hi samjho ... Aadat si ho gayi hai tumhari ...

Fareeha :- Aadat tak to theek hai ... but pyar na kar bethna ...

Shaheer :- Arey nahi yar ... behan ho tum meri ... itna bhi pagal nahi hu ... k tumse pyar karne lagu ... haan as a sister to karta hu pyar ...

Shaheer ki baat sun kar fareeha k dil mein chot pohoncha tha ... so woh kehti hai ...

Fareeha :- Chalo fir tum apne kaam karo ... mein city pohonch k call karti hu tumhein ....

Bina shaheer ki baat sune hi call cut karti hai fareeha ... Shaheer ko thoda ajeeb lagta hai ... khair fareeha se baat karne k baad usko thoda sukoon mila tha..... to woh kaamo mein busy ho jata hai ... Fir sham ko free ho jata hai office se ... aur ghar ki taraf nikalta hai.... Ghar jaane ka mood to nahi tha ... but jaana to tha ... so thodi hi dair mein ghar pohonch jaata hai...... gadi park kar ke jab hall mein enter hota hai ... to kitchen se khushbu aane lagti hai ...

Shaheer kitchen mein enter hota hai ... to dekhta hai saira khana bana rahi hai...... aur khane ki khushbu se lag rha tha k both maze k khane banaye hai ... Shaheer ko dekh kar kehti hai ...

Saira :- Tum aa gaye shaheer ... chalo fresh ho jaao..... khana banaya hai meine tumhare liye apne haatho se ...

Shaheer :- Khushbu to both maze ka hai..... baki khane k baad hi bataunga k kaisa banaya hai ...

Itna bol kar shaheer waha se apne room mein jata hai..... aur fresh ho ke kapde change kar ke nikalta hai ... to saira khana table pe laga chuki hoti hai ... Fir dono dinner karne lagte hai ... waqi mein khana boht maze ka bana tha ... Shaheer khana khane k baad kehta hai ...

Shaheer :- Waqi mein yar tum ne to kamal hi kar diya hai ... jitni bhi tareef karu kam hai ...

Saira :- Thanku thanku ... chalo acha hai ... tumhein mera banaya hua khana to pasand aya ...

Shaheer :- pehle pata hota k tum itna acha khana banati ho ... to mein kabhi banata hi nahi ... tumse hi banwata ...

Saira :- Chalo koi nahi aaj se mein banaungi ... Tum araam karna ...

Shaheer :- Hmm fir to zabardast hai ... Chalo bartan kitchen mein le jaa ke dhoo..... fir tv dekhte hai …
Mujhe lagta Shaheer fareeha ko lekar kuch samjh na pa raha ki karna kya hai ek taraf sister ka rista dusri taraf pyaar dekhte kya hota yaar
 
World's Worst Criminal
297
735
93
Update 05

Unko dafan karne k baad jab shaheer ghar lauta aur hall mein aya ..to usey uska bachpan yaad aya kaise woh apne mom dad k sath khela karta tha .. woh sab yaad aate hi uske aankhein nam ho jati hai .. hall mein aurten bethe hue aansu baha rahe the .. shaheer bahir ata hai mardon wale side mein.. jahan mard aate aur shaheer k paas dua kar k chale jate ..Shaheer bs apne dad ko yaad kar ke aansu bahata raha ..

Ye silsila 3 din tak chala .. teesre din pura haveli khali ho chuka tha bs naukar aur sakina k family wale hi the .. ab bhi aik ya do k taadad se log ate aur dua kar ke chale jate .. Jab 7 din guzar gaye to kafi had tak mahol normal ho gaya tha .. shaheer aur bakiyon ka bhi rona dhona band ho gaya tha ..

Aise hi aik din shaheer lunch kar raha tha dining table pe .. Ruqayya aur uske shauhar wahi sofe pe bethe the .. Kashifa khala shaheer k paas bethi thi .. tabhi Ruqayya shaheer se poochti hai

Ruqayya :- kab jaa rahe ho wapis ? Kis ke intizar mein ho ab ?kya lagta hai tumhe Javed bhai ne tumhare naam apna property kiya hai ye soch rahe ho ? ..bhoool jao ye khush fehmi tum to unke nafrat k qabil bhi na the .. tumhare naam phuti kodi bhi nahi kiya hoga unhon ne ..

Abhi shaheer unko kuch kehta usse pehle hi kashifa khala kehti hai

Kashifa khala :- Inke nahi to aur kiske tumhare naam kiya hoga javed sahab apni property haan ?? baat karti ho .. Javed sahab k tukdon pe palne wale uske bete ko bolte ho khush fehmi mein na raho .. Khush fehmi mein tum na raho .. kyu k tumhare unke talwe chaatna kisi kaam na ayega .. phuti kodi bhi tumhare naam nahi kiya hoga ..

Abhi Ruqayya kuch kehti usse pehle hi ghusse mein uske shauhar yani sakina k bhai Naeem bolte hai

Naeem :- kashifa tum na apni had se bahir nikalti jaa rahi ho .. Dekh lena sab se pehle tumhe hi dhakke de k is ghar se bahir phenkoonga mein .. phir dekhta hu kaha jate ho tum ..

Shaheer chup chap lunch karte hue unke baatein sun raha tha .. Usey yaqeen nahi ho raha tha k log itne laalchi bhi hote hai .. Shaheer ko pata tha k uske dad uske naam kuch nahi kiya hoga .. kyu k usne unke liye kuch kiya hi nahi tha .. hamesha unko hi nafrat k qabil samjhta tha shaheer aaj khud ko dekh raha tha.. k kya woh unke pyaar k qabil tha .. Uske dil se aik hi jawab nikla .. Nahi .. phir kaise karte apni property inke naam ..

Abhi kashifa kuch jawab deti tabhi bahar se aik naukar aake batata hai .. K javed khan ka Advocate aya hai .. shaheer usko andar bulata hai .. thodi dair mein Aik old age ka aadmi andar ata hai .. shaheer usey salam karta hai aur milta hai .. Advocate ko dekh k Ruqayya aur Naeem to uske khatirdari karne lagte hai .. Unhe lag raha tha k unke nam bhi kuch kiya hoga javed khan ne .. Unke naam nahi to apni beti k naam to kiya hi hoga .. jo age jaa ke unhi ka hone wala tha ..woh soch rahe the .. Tabhi Advocate bolta hai

Advocate :- Javed khan k beti ko bhi bulaye taa ke sab k samne mein unka Wasiyat ( will ) suna du ..

Ruqayya jaldi se 2nd floor pe jaati hai .. aur apne bhaanji ko bula kar lati hai .. Jab woh neeche ati hai to uske aankhein sooji hui thi .. Kuch na sone ki wajah se aur kuch apne mom dad k gham mein .. woh Javed khan se boht pyar karti thi .. unko hi apna real father maanti thi .. Apne father ko to usne kabhi dekha bhi nahi tha .. Aur javed khan ki khidmat bhi boht ki thi isne uske aakhri waqt mein .. Kher sab k neeche aane k baad Advocate Javed khan ka will sunata hai…
Pain makes people strong, good part is parents are gone now so way of incest is clear😂
Hmm looks like something interesting is coming up. Behavior of step relatives are nonsense. I would have kicked their butt by now. I think i have to agree Rahul bros comment. Definitely tharki tha uska baap. Ma gayi to beta bhi gaya. Nice realistic situation
Hats off to this update.
 
World's Worst Criminal
297
735
93
Update 06

Advocate :- Mein javed khan apne pure hosh o hawas mein apna pura property , apna ghar , apna bank balance , apna buiseness , apni gaadiyan sab kuch apne bete shaheer khan k naam karta hu .. Ab ye uski marzi hai k isme se kisi ko kuch dein ya na dein ..

Ye will sunne k baad jinko sab se bada jhatka laga tha woh the Ruqayya , Naeem aur Shaheer .. Ruqayya aur Naeem ka to sab samajhte hai laalchi the .. unko lagta tha k Javed Khan apni property apni beti k naam karenge .. aur baad mein woh dono usse sab hadap lenge .. magar yaha inke armaanon pe pani phir gayi thi .. Shaheer ko jhatka isliye laga tha k usey nahi lagta tha k uske dad apni property mein se usey kuch denge .. magar yaha to unhon ne sab kuch shaheer k naam kiya tha ..

Kher advocate will sunane k baad chale gaye .. magar ghar mein aik zilzila kar k gaye the .. Abhi ruqayya aur naeem is zilzile se bahir nahi aye the k kashifa ne unhein kaha

Kashifa :- ab aap log apni tashreef khud le k jayenge yaha se ya phir mein aap logon ko ghar chodh k aau ..

Ye sunte hi dono apne room ki taraf chale gaye ye bol ke k woh packing kar rahe hai .. Kashifa bhi unke peeche hi chali gayi k kahi haweli se kuch utha k na le jaye .. Hall mein sirf shaheer aur uski sauteli behn thi .. jiska nam bhi abhi tak shaheer ko nahi pata tha .. Shaheer uske paas jaa ke kehta hai

Shaheer :- Dekhein mujhe pata hai mujhse ziada aap dad k qareeb the .. aur aap ne hi unki khidmat ki hai hamesha .. mein yaha tha hi nahi .. dad ne apni property mere naam kyu ki mujhe nahi pata .. Par mein aap se kehta hu mujhe na unki property se matlab hai na hi unke paise aur bangle , gadiyon se .. apni pet bharne k liye mein jo kamata hu woh kafi hai mere liye .. Agar aap chahte hai to mein sab kuch abhi aap ke naam kar deta hu .. Aap yehi haveli mein reh k unka buiseness sambhaale ..

Shaheer ne aaj pehli baar ksi se itne izzat aur pyar se baat kiya tha .. woh bhi kisi ladki k sath .. Usey badle mein isi tarah izzat aur pyar se baat karne ki umeed thi ..magar hua bilkul ulat ..

Ladki :- Mujhe nahi chahiye tumhari ye bheek .. Agar unko meri fikar hoti na to khud mere naam karte .. meri beti meri ladli yehi sab sun k badi hui hu mein unke moon se .. Magar akhir apna khoon to apna hi hota hai .. Apni property aur sab kuch tumhare naam kar diya .. Ye tak na socha k mera kya hoga .. agar woh mujhe apni beti samajhti na to aisa na karte mere sath .. Aur tum mujhpe apni daya na dikhao .. Mera family hai ab bhi mere mamu hai .. mein unke paas reh lungi .. Road pe nehi aayi hu property tumhare naam karne pe ...

Ye sun k shaheer ka to ghusse ka thikana nahi rehta .. woh ghusse mein cheekhte hue kehta hai

Shaheer :- Agar aisa hi hai to dafa ho jao yaha se .. Agar tum unki khidmat unke property aur paison k liye karte the to laanat hai tum pe .. Mujhe tum pe rehem nahi aa raha tha .. Mujhe mere dad ka khayal aa ke woh sab kaha tha .. kyu k woh tumse pyar karte the mujhse bhi ziada .. agar apna khoon apna hota na to us waqt dad mujhe nahi maarte teri baat sun k .. tumhein maarte .. magar tum kya samjhoge .. tum to apne mama mami ki tarah laalchi ho .. Property mere naam hote hi tevar badal gaye tumhare .. aur dad k khilaaf bolne lage .. property k baare mein pata chalne se pehle to ro rahi thi unke liye .. Tum me aur tumhare mama mami mein thoda bhi faraq nahi hai samjhey .. ab apne saman bandho aur dafa ho jao yaha se ..

Shaheer ki cheekh sunke Ruqayya aur Naeem bhi room se bahir nikle the .. aur shaheer ki baatein sunke unke bachi kuchi umeed bhi khatam ho gayi .. shaheer waha se sidha chhat pe chala gaya ..aur sigeret nikal k jalaya aur peene laga .. Woh soch raha tha k kya usne sahi kiya uske sath aisa kar ke .. phir usne socha k sahi hi kiya .. woh chhat pe ghoomte hue sigeret pee raha tha tabhi neeche dekhta hai to pata hai .. K Ruqayya , Naeem aur unki bhaanji apne bag le k haveli k bahir nikle aur taxi ka wait kar rahe the ..

Shaheer bahir khade aik driver ko awaz deta hai .. aur unko unke ghar chodh k ane ka kehta hai
.. magar woh log manah karte hai .. Shaheer chup chap sigeret pee k neeche ata hai ..Neeche Kashifa khala naukaron se ghar ki safai kara rahi thi .. Kyu k woh naukron mein nahi thi .. woh sirf shaheer k care taker thi .. shaheer k baad uske sauteli behn k ..

Shaheer sofe pe beth jata hai .. 7 din se usne theek se soya bhi nahi tha .. aur sofe pe bethe bethe hi so gaya .. uski neend tab khuli jab raat k khane k liye kashifa khala ne usey jagaya ..WOh jag k washroom jata hai aur fresh ho ke bahir ata hai .. phir dining table pe beth jata hai jaha khana lagaya hua tha ..
Dining table pe beth k usey uska bachpan yaad ata hai .. Kaise uske mom dad usko apne haathon se khana khilate the .. Khud woh kabhi nahi khata tha uske mom dad hi usey khilate the .. Woh sab yaad ate hi uske aankhein nam ho jati hai .. ye dekh k kashifa khala uske aankhein ponch k kehti hai

Kashifa :- Bs karo beta aur kitna aansu bahaoge .. ab tumhare rone se tmhare dad to wapas nahi ayenge na .. Ab chup ho jao aur khana khao .. acha mein khilata hu apne shehzade ko apne haathon se..

Phir kashifa uske pas chair pe beth k usey apne haathon se khilati hai.. Aaj kitne saal bad shaheer ko itna lazeez khana khane ko mil raha tha .. Nahi to woh khud hi apne liye khana pakata aur khata tha .. Ye nahi tha k woh khud acha nahi banata tha khana .. woh bhi maze k khane pakata hai .. per kashifa khala k hath k khane ka maza hi alag tha .. Kher khana khilane k baad Kashifa usse poochti hai ..

Kashifa :- Beta ab kya socha hai tumne ? Yehi rahoge ya wapis apne city jaoge ?

Shaheer :- Khala mera kal jana zaroori hai .. haan mein har mahine ane ki koshish karunga .. Aap sab yehi rahe aur kisi ko kahi jane na dein .. Mein jald hi waha ka kaam khatam kar ke yaha aunga .. aur dad ka buiseness sambhalunga .. tab tak aap haweli ka khayal rakhein ..


Uske Baad shaheer waha se uth k apne dad k room mein jata hai .. aur waha unke kuch tasweer lage hue the .. woh un tasweeron mein se kuch tasweeron ko nikalta hai aur aik box mein rakhta hai .. phir unke phone laptop sab kuch us box mein rakhta hai .. unke cupboard mein usey aik letter milta hai … abhi woh usey kholne hi wala tha k uske phone pe call ata hai .. woh us letter ko usi box mein rakhta hai ...aur phone ki taraf dekhta hai " Boss " naam k kisi ka call aa raha tha uske phone pe .. Shaheer call attend karta hai Shaheer :- Hello ..

Boss :- ***** Road , pe left side k gali mein andar jaoge to aik old factory hai , usme shamsher kal subah aik boht bada drug dealig karne wala hai .. kal shamsher ka marna zaroori hai..kisi bhi haal mein .. agar kal woh deal kar gaya to phir woh boht powerfull hoga aur uske baad usey marna asan nahi hoga .. thats why you have to do it tomorow ..

Shaheer sochta hai k abhi woh yaha se niklega to subah tak city pohonch jayega .. Woh us box ko uthata hai aur hall mein ata hai aur bahar jane lagta hai to kashifa poochti hai ..

Kashifa :- kaha jaa rahe ho beta itni raat ko .. aur is box mein kya hai ..

Shaheer :- khaala mujhe aik zaroori kam aa gaya hai .. aur abhi nikalna ho ga kal subah tak city pohonchna zaroori hai .. aur is box mein dad k phones aur laptop waghera hai.. aap apna aur haveli ka khayal rakhein mein jald hi ane ki koshish karunga .. aur paise mein aap k account mein bhej dunga .. aap sab servents mein taqseem kar dena ..

Ye keh k shaheer bahir ata hai aur woh box apne gadi mein rakhta hai .. aur city ki taraf badh gaya .. Subah k 6 baje k kareeb woh city pohoncha abhi uske paas tym tha .. Deal 9 baje hone wala tha .. to usne socha kyu na thoda rest liya jaye .. aur phir woh gadi ghar k garage mein khadi kar ke box le k andar jata hai .. aur box apne cupboard mein rakh k bed pe gir jata hai .. aur 8 baje ka alarm laga k so jata hai ..
A point is made that everyone is selfish to a limit. Like from step relatives to his step sister. Full greedy and selfish. Or maybe she hasn't seen the reality yet. So his dad realized the truth in last moment, that his son is the only asset in his life left. Lets see what is in that treasure box. Maybe a lot of adult video 🤣
 

Top