Incest Aashiqui 2 ( A Saga of Thriller, Hate, Love, Romance, Friendship, Betrayel and Revenge )continue

Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,106
143
Update 95

Tabhi usey darwaze k bahar aahat sunayi di ... aur agle hi pal kuch girne ki awaz aayi ... shaheer jaldi se khada hua ... aur apna pent pehen kar room se bahar nikalta hai...... Door k paashi cake gira hua tha ... aur kuch 5 6 balloons hawa mein jaa ke roof se takrate hai..... aur koi ladki main door se bahar jaate hue dikhti hai ...

Shaheer daudhte hue main door ki taraf jaata hai ... Fareeha apne gadi ki taraf jaa rhi hoti hai ... Shaheer daudhte hue uski taraf jaata hai ... Actually aaj shaheer ka birthday tha ... usey khud bhi yaad nahi tha ye..... Fareeha ko yaad thi aur woh aaj usey surprise dene aayi thi ... but yaha aa ke usey khud surprise mil gayi ... shaheer aur saira ko is haalat mein dekh kar uska dil toot gaya tha ....

Fareeha apne gadi mein bethne k liye door open hi kiya tha..... k shaheer uske paas pohonchjata hai ... aur uska haath pakadh leta hai ... Shaheer upper se pura nanga tha...... uske jism pelipstic lage hue the ... aur baal bikhre hue the..... Fareeha peeche mudh k aik zordar thappadh maarti hai usey ... Uske aankho se aansu beh rhe the ... Shaheer usse kehta hai ...

Shaheer :- Fareeha tum ghalat samajh rhi ho ... I Can explain it to you ... tum andar aao plz ...

Fareeha :- Shaheer meine sab kuch apne aankho se dekh liya mein kuch ghalat nahi samajh rhi ... And i think you don't need to explain me anything ... Leave my hand plz..... otherwise i will slap you hard again ...

Fareeha k aankho se aansu lagatar beh rahe the..... Fareeha aik jhatke mein apna haath chudhati hai ... aur gadi mein beth k gadi start karne lagti hai ... Shaheer usse kehta hai ...

Shaheer :- Fareeha kafi raat ho chuki hai ... kaha jaaoge tum is waqt..... plz ghar k andar aao plz ...

Magar fareeha kaha sunne wali thi ... woh gadi drive karte hue ghar se bahar nikalti hai ... aur road pe daudha deti hai ... Shaheer ka dmaagh kharab ho chukka tha ... woh wapas ghar k andar jaane lagta hai ... Saira darwaze pe khadi ye sab dekh rhi thi ... Shaheer usko andekha kar k andar jaata hai ... aur seedha room mein jaa ke apna shirt pehenta hai ... aur gadi k keys le k nikal jaata hai bahar ... Saira usey rokne ki koshish karti hai ... magar usko ignore kar ke waha se nikal jata hai ...

Woh bina ye soche k saira ghar mein akeli hai ... gadi le k nikal jata hai itni raat ko... woh gadi dusre city ki taraf daudhata hai ... usey pata tha k fareeha wapas city hi jayegi ... Shaheer gadi full speed mein daudha rha tha ... Tabhi highway pe usey fareeha ki gadi nazar aata hai ... woh uske peeche daudha deta hai gadi ... fareeha k peeche pohonch kar horn bajata hai ... but fareeha rokne ka naam nahi le rhi thi ... aur bhi tez bhaga rahi thi ... Shaheer sochta hai k kahi woh pagal accident na kar de itni tez gadi chala k ...

Shaheer apne gadi ki speed badhata hai ... aur fareeha ko overtake kar ke uske gadi k samne apni gadi rokta hai ... highway sunsan tha is waqt ... Shaheer apne gadi se nikalta hai ... aur fareeha k gadi ka side door kholta hai ... aur usko baazu se pakadh k utarta hai ... aur gadi k samne laa ke khada karta hai ... aur usse kehta hai ...

Shaheer :- pagal ho gayi ho kyat um ... agar accident ho jata to ?

Fareeha k aankho se aansu beh rhe the ab bhi ... woh rote hue jawab deti hai ...

Fareeha :- Acha hai na ... mar hi jaati to acha hai ...

Shaheer bhi ghusse se kehta hai ...

Shaheer :- Aisa konsa aasman toot gaya ... jot um aise react kar rhe ho ... Shadi karenge hum agar tumhein mera shadi se pehle uske sath ye sab karne se problem hai ...

Fareeha apne kaano pe haath rakh k cheekhte hue kehti hai ...

Fareeha :- Damn it ... ye sab band karo ... mein sunna nahi chahti ye sab plz

Shaheer :- Kyu na kahu batao ... tumhein kya problem hai mera uske sath woh sab karne se ... Kyu tum aise react kar rhi ho ... Jaise mein tumhara shauhar hu aur meine tumhein cheat kiya ho ...

Ye sun kar fareeha aur bhi bilakh bilakh kar rone lagi ... usse bardasht nahi hoti ... aur woh aankho mein aansu liye ... rote hue cheekh k kehti hai ...

Fareeha :- Tum Shauhar nahi zindagi ho tum mere ... Pagal hu tumhare liye ... Dil o Jaan se pyar karti hu ... Kaise dekh sakti hu apne muhabbat ko kisi aur k baaho mein woh bhi us haalat mein ...

Fareeha ki baatein sun kar shaheer ko shock lag gaya tha ... woh girne wala tha k gadi k bonnet ko pakadh k khud ko sambhalta hai ... aur Fareeha se kehta hai ....

Shaheer :- Fareeha tum hosh mein to ho ... tum kya keh rhi ho ? ... Hum bhai behan hai..... tum kaise mujhse pyar kar sakti ho ...

Fareeha :- Haan hu hosh mein puri tarah ... Aur konse bhai behan..... Hum me khoon ka rishta hi nahi to bhai behan kaise hue ...

Shaheer :- Tum pagal ho gayi ho fareeha puri ki puri..... tumhein mental hospital le jana chahiye mujhe abhi ...

Fareeha :- Shaheer why cant you understand ... mein tumhare bagher jee nahi sakti..... mein mar jaungi plz mere pyar ko accept kar lo ... tum bhi to mujhse pyar karte ho.... fir kyu manah kar rhe ho ...

Shaheer :- Mein soch bhi nahi sakta tumse pyar karne ka ... tumhein behan manta hu ... baba ne tumhari zimmedari mujhe diya tha ... mein kaise unka bharosa todh sakta hu ... zindagi mein aik cheez hi maanga tha unhone mujhse ...

Fareeha ka chehra aansuo se bhar gaya tha ...

Fareeha :- Agar pyar nahi karte to itna bechain ho ke mere peeche kyu aaye tum ... Shaheer tumhein ehsaas nahi hai magar tum bhi mujhse pyar karte ho tum bhi ...

Shaheer :- Tum pagal ho gayi ho ... bakwas kar rhi ho tum ... 2 3 din mere sath guzar k tumhein lagta hai ... k tum mujhse pyar karti ho ... ye sirf attraction hai tumhara ... aur kuch nahi ... kuch dino baad ye bukhar utar jayega tumhare pyar ka ...

Shaheer ki baat sun kar fareeha ko boht ghussa aya ... aur usne kheench kar shaheer ko aik thappadh lagaya... aur kaha ...

Fareeha :- Agar mere pyar ko accept nahi karna to mat karo ... magar is tarah mere pyar ka mazak mat banao ... Jab tumhein ehsaas hoga k tum bhi mujhse pyar karte ho tab tumhein afsoos hoga shaheer ... tum sar peetoge apna k kyu tum ne mera pyar nahi apnaya ...

Aur ye keh kar fareeha apne chehre ko saaf karti hai apne dupatte se ... aur waha se jaane lagti hai ... tabhi shaheer kehta hai ...

Shaheer :- Jaao jaao bad dua de k jaa rhi ho ... magar mujhe pata hai tumhare pyar ka ye bhoot aaj nahi to kal , kal nahi to parso ... magar utrega zaroor ... Aur yaad rakhna bhai behan mein woh pyar nahi hota jot um chaahti ho ...

Fareeha :- Apne pyar ko Bad dua dene se pehle mein mar na jaau ... tumhare future bata rahi hu tumhein ... aur mujhe batane ki zarurat nahi k pyar kis mein hota hai kis kis mein nahi ... Uper wale se dua hai k hamesha khush raho tum ... Wapas kabhi tumhare zindagi mein nahi aungi ... Khush raho saira k sath ... aur dua hai meri k tumhein dubara dokha na de de woh …
 
Update 96

Fareeha :- Apne pyar ko Bad dua dene se pehle mein mar na jaau ... tumhare mustaqbil bata rahi hu tumhein ... aur mujhe batane ki zarurat nahi k pyar kis mein hota hai kis kis mein nahi ... Uper wale se dua hai k hamesha khush raho tum ... Wapas kabhi tumhare zindagi mein nahi aungi ... Khush raho saira k sath ... aur dua hai meri k tumhein dubara dokha na de de woh ...

Fareeha apne gaadi mein beth chuki thi ... Aur itna bolne k baad gadi waha se bhaga deti hai ... Shaheer apne gadi k samne bebas khada tha ... uske samajh mein nahi aa rha tha k ye sab kya hua ... ye sapna hai ya sach ...Najane kitne time tak woh wahi khade kashmakash mein ghira raha ... jab usey uske sawalo k jawab milne k bajaye ... aur bhi sawal uske zehen mein ubharne lage ... to woh apne gadi mein beth k nikal gaya apne ghar ki taraf ...

Shaheer gadi ghar mein park karta hai ... aur andar jaata hai ... Saira so chuki thi apne bed pe ... Shaheer chup chap fredge kholta hai ... usme se ice cubes leta hai aur 1 glass le k chat ki taraf jata hai ... uske bottles upper chat pe store room mein rakhe hue the ... Waha se 1 bottle nikal k kholta hai ... aur peg bana k peene lagta hai ... uske zehen mein abhi boht kuch chal rhe the ... Fareeha k kahe hue sab baatein uske zehen mein goonj rahe the ... aur jab usse bardasht nahi hota to hath mein liya hua glass zameen pe de marta hai ... jo toot k bikhar jata hai ... Bottle utha k neet hi ghatak leta hai ...

Aur nashe mein choor ho ke wahi gir jata hai ... Subah uski neend tab khuli ... jab suraj uske upper padh k jalane laga ... aur saira upper khade usey utha rahi thi ... Shaheer aankhein malte hue uthta hai ... Saira ko bina kuch kahe hi neeche ata hai ... Seedha washroom mein jaa ke fresh hota hai ... Aur bahar nikalta hai ... uska sar dard se phata jaa rha tha ... woh kitchen mein jata hai to Saira Nimbu pani bana chuki hoti hai ... aur usko aik glass deti hai ... shaheer aik hi ghoont mein sara pee leta hai ... aur fir dusra glass bhi peeta hai ...

Fir waha se bina kuch bole apne room mein ata hai ... Ab jab uska ghussa thoda thanda hua ... to uska dil udaas sa ho gaya tha ... office k liye bhi late ho gaya tha ... So office nahi jata .. apne room mein hi rehta hai room lock kar ke ... Woh fareeha k kahe hue baato k bare mein hi soch rha tha ... k kya sach mein woh fareeha se pyar karta hai ... kya fareeha ka pyar sacha hai ... fir usey fareeha k sath guzare hue lamhe yaad aate hai ... kaise fareeha uske sath khush hoti thi ... aur usey bhi sukoon milta tha fareeha k sath ...

Ye sab soch kar kahi na kahi uske dil k kisi kone mein ye baat ayi ... k woh bhi fareeha se pyar karta hai ... ye baat uske dil mein aate hi ... woh is baat ko dil se nikalne liye sharab ki bottle nikalta hai aur shuru ho jata hai subah subah ... Dopeher ko Saira aa ke khane k liye bulati hai ... but shaheer manah karta hai ... aur apne room mein hi rehta hai ... saira samajh jaati hai ... k kuch to baat huyi hai ... jis wajah se shaheer aise sharaab pee rha hai ... Saira janna chahti thi k dono mein aisi kya baat huyi hai ...

Khair aise hi raat hoti hai ... raat ko shaheer bahar nikalta hai ... aur nimbu pani peeta hai ... thoda thoda nashe mein thaw oh ab bhi ... Saira dinner lagati hai ... Shaheer chup chap dinner karne lagta hai ... Saira poochti hai ...

Saira :- Shaheer kya hua hai ... Tum kal se pee rhe ho ... koi problem hai kya ?

Shaheer sunne k bawjood kuch nahi kehta ... chup chap khana kahne lagta hai ... saira kuch der chup chap khana khati hai ... fir usse bardasht nahi hoti aur poochti hai ...

Saira :- Shaheer kya baat huyi hai tumme aur fareeha mein kal ... jot um aise pee rhe ho ... kuch to baat huyi hai ... jo tum mujhe nahi bata rahe ... kya tumhein mujh pe bharosa nahi hai jot um mujhe nahi bata rahe ?

Shaheer jo ab tak chup chap khana kha rha tha ... ab uske haath ruk gaye the ... woh sar utha kar Saira ki taraf dekhta hai ... uske aankhien laal ho chuke the ... woh thoda ghusse aur nasheele andaz mein kehta hai ...

Shaheer :- kya bataau haan ... ye batau k woh pagal ladki kehti hai ... k woh mujhse pyar karti hai ... mere bagher reh nahi sakti ... khud ko maar degi ... ye batau tumhein ?

Saira :- ye kya keh rhe ho shaheer tum ? Tum fareeha ki hi baat kar rhe ho na ?

Shaheer :- Haan usi ki baat kar raha hu ... kehti hai k tum bhi mujhse pyar karte ho ... bhala mein kaise pyar kar sakta hu ... apne hi behan se ...

Saira ko mauka milna tha ... Fareeha k khilaaf shaheer k kaan bharne ka ... So woh shuru ho jaati hai ...

Saira :- Mujhe to uspe boht pehle se shak thi ... jaise woh tumse chipakti thi ... mein samajh jati thi k ye aik bhai behan wala pyar nahi hai ... Sharam kaise nahi ayi usey ... tumhein propose karte hue ... Akhri daur hai baba ye ... Jo behan hi bhai ko propose kar rhi hai ...

Saira na jaane kab tak bolti rahi ... Jab shaheer se bardasht na hue ... to woh waha se uth k jata hai ... aur 1 bottle le k apne room mein ghuss jata hai aur ... fir wahi sharab ka daur shuru karta hai ...

Aise hi 2 3 din aur guzar jaate hai ... Shaheer din raat bas sharaab hi pee rha tha ... Na office jata tha na khana theek se khata tha ... Akhir kar aik din raat ko usey ehsaas ho gya ... k woh sharab k nashe mein doob k khud ko bhi barbad kar raha hai ... aur business ko bhi ...

So insab ko bhoolne ka aik hi tareeka hai ... woh khud ko office k kaamo mein itna busy kare ... k usey ye sab yaad karne ka time hi na mile ... Yehi soch kar woh agli subah office k liye nikal jaata hai ready ho ke ... Aaj us baat ko 4 5 din guzar gaye the ... Aaj shaheer nashe mein nahi tha ... apne hosh o hawasa mein tha ... itne din nashe mein rehne ki wajah se woh ziada feel nahi kar rha tha ... But ab usey fareeha ki kami khalne lagi thi ...

Office mein hote hue bhi uska dil o dmaagh office mein nahi tha ... Kahi na kahi uska dil ye baat maan chukka tha ... k woh fareeha se pyar karta hai ... but uska dmaagh manne se inkar kar rha tha ... dar raha tha zamane se ... Shaheer fareeha k baato ko soch k smile kar raha tha ... aur soch rha tha ... k sach hi kaha tha usne ... k tum bhi mujhse pyar karte ho ... waqi mein me use pyar karta hu ... uske bagher raha jo nahi jaa rha ...

Jab shaheer se bardasht nahi hota ... to sochta hai kyu na usse call kar ke baat kar liya jaaye ... aur yehi soch k woh fareeha ko call karta hai ... but fareeha call receive nahi karti ... Shaheer usey msg bhi karta hai ... k usse zaruri baat karni hai ... but koi reply nahi karti ... Fir shaheer sochta hai k shayad office k kaamo mein busy hogi ... free ho ke call karegi zarur ... aur woh bhi kaamo mein lag jata hai ... sham tak office mein kaam karne k baad ghar jane lagta hai ... but still fareeha ne call nahi kiya tha ...

Shaheer ghar pohonchta hai ... fresh ho ke dinner k baad apne room mein jata hai ... aur fareeha ko call karta hai ... ab uska no. Off aa rha tha ... Shaheer sochta hai shayad naraz hogi ... weekend pe usse milne zarur jayega ... aur usey samjhayega ...

Yehi soch kar woh thoda office k kaam kar ke so jata hai ... aise hi 2 din aur nikal jaate hai ... Shaheer apne kaamo mein itna busy ho gaya ... k usey kuch karne k liye time hi nahi milta ... ghar ata to saira se bas dinner k time mulakat hota ... uske baad apne room mein ghus jata ..
 
Last update

Yehi soch kar woh thoda office k kaam kar ke so jata hai ... aise hi 2 din aur nikal jaate hai ... Shaheer apne kaamo mein itna busy ho gaya ... k usey kuch karne k liye time hi nahi milta ... ghar ata to saira se bas dinner k time mulakat hota ... uske baad apne room mein ghus jata ... Aise hi aik din raat ko shaheer aur saira dinner kar rahe the ... Saira k zehen mein koi baat chal raha tha ... Aur woh soch rhi thi k kaise kahe shaheer se ... Aakhir kar sochti hai k seedha seedha pooch liya jaye ...

Saira :- Shaheer kyat um bhi fareeha se pyar karne lage ho ?

Shaheer nivala bana k khane wala tha ... Saira ki baat sun k hairan hota hai ... aur nivala wapas plate pe rakh kar thoda ghusse se kehta hai ...

Shaheer :- Saira tum pagal to nahi ho gayi ho ? ... Tumhein pata hai tum kya keh rhi ho ?

Saira :- Nahi mein koi pagal nahi huyi hu ... bas kuch pooch rhi hu tumse ... simple question hai ... Haan ya Naa mein jawab do ... baat khatam ...

Shaheer :- Nahi mein usse pyar nahi karta ... khush ab ...

Shaheer asal mein Saira ko is waqt batana nahi chahta tha, jaan boojh k deny kar rha tha is baat ko..

Saira :- Nahi ... tum jhoot bol rahe ho ...

Shaheer :- Yar tum pagal to nahi ho gayi ho ... Meine kaha na nahi karta mein usse pyar ... behan hai woh meri ... usse kaise pyar kar sakta hu ...

Saira :- Aur agar behan na hoti to ?

Shaheer :- Yar saira ab band karo ye topic plz ...

Saira :- Nahi mein kuch pooch rahi hu ... pehle iska jawab do ...

Shaheer :- Agar woh meri behan na hoti to mein zarur usse pyar karta ... khush ab ... mil gaya jawab ...

Shaheer ye bol k waha se uth k apne room ki taraf jaane lagta hai ... tabhi uske kaano mein saira k awaz padhi ... jisey sun kar woh ruk gaya ... Saira keh rahi thi ...

Saira :- Asal mein shaheer tum bhi usse pyar karte ho ... Bas dar rahe ho zamane se ...

Shaheer peeche mudh kar kehta hai ...

Shaheer :- Ab tum bakwas karne lagi ho saira ... fir baad mein na kehna ... bewajah mujh pe ghussa kiya ... band karo ab ye bakwas ...

Saira ne bhi thaan liya tha aaj ... k usne apni baat sabit karni hai shaheer k samne ... isliye woh kehti hai ...

Saira :- Ye pyar nahi to aur kya hai shaheer ... Uske doobne pet um ne bina apne jaan ki parwah kiye ... khood gaye jheel mein usey bachane ... Ye pyar nahi to aur kya hai ... jab woh hosh mein na ayi to tum pagalo ki tarah usey hosh mein lane ki koshish kar rahe the ... Ye pyar nahi to aur kya hai tum uske bagher jee nahi paa rhe ho ... tumhein sukoon nahi mil raha ... tumne hansna chodh diya hai ... har waqt khud busy rakhte ho k uski yaad na aye tumhein ...

Ye pyar nahi to aur kya hai batao tum mujhe ... Shaheer saira ki baatein sun k toot sa gaya tha ... Uske feeling bardasht se bahar ho gaye the aaj ... uske aankho se aansu behne lage the ... woh do zaano ho ke beth gaya tha ... aur rote hue keht ahai ...

Shaheeer :- Sach kaha tumne saira ... ye pyar hi hai ... ye pyar nahi to aur kya hai ... k meine usko bhoolne k liye sharab piya ... khud ko busy rakha ... magar uske yaadein mera peecha nahi chodhte ... mein kya karu saira ... tadap raha hu uske liye ... magar darta hu ... k log kya sochenge ... humey to kuch nahi bolenge ... baba k tarbiyat pe sawal uthayenge ... k unhone ne aise tarbiyat diye apne bacho k ... k dono ne aik dusre se hi shadi kar liya ... agar is zamane ka darn a hota na mujhe ... to mein usi din uske pyar ko accept kar leta ... mein majbur hu fareeha mein boht majbur hu ... warna mein apni jaan ko kabhi takleef na deta ...

Shaheer k aankho se aansu lagatar beh rahe the ... uska sar jhuk gaya tha ... Saira uth k uske paas jaati hai ... aur uske sar ko pakadh k hug karti hai ... jisse uska sar saira k pet pet ha ... aur saira uske baalo mein haath pherte hue kehti hai ...

Saira :- Tum dunya ki fikar kyu karte ho shaheer ... logo ka kaam hai kehna ... kya tum logo k bare mein soch kar apne pyar ki qurbani doge ... kyat umm logo k bare mein soch k fareeha ko takleef doge ... ye to pyar nahi hai shaheer ... Aur fareeha to tumhari sagi behan bhi nahi hai ... fir kyu darte ho ... tum dono mein shadi koi gunah nahi ... tum in sab k bare mein mat socho apne pyar k bare mein socho ... aur jaldi se fareeha ko jawab de do ... aisa na ho k der ho jaye ...

Shaheer ko boht acha laga tha ... saira ka usey samjhana ... aur shaheer samajh gaya tha ... k usey dunya se ziada apne aur fareeha k khushi ka khayal karna chahiye ... aur woh abhi hi fareeha k paas jana chahta tha ... woh chahta tha k woh udh k chala jaaye aur fareeha ko apne dil ki baat bata de ... Woh khada hota hai ... aur saira k gaalo pe apna haath rakh k ... uske maathe pe kiss kar ke kehta hai ....

Shaheer :- Thanks saira ... thank you so much mujhe samjhane k liye.... agar tum na hoti to shayad mein kabhi samajh nahi pata ... aur apne pyar ki qurbani deta ... boht boht shukriya ... mein abhi hi jaata hu waha ... aur fareeha ko batata hu ... k mein usse kitna pyar karta hu ...

Shaheer itna khush tha k saira bas smile kar ke reh gayi..... Shaheer jaldi se apne room mein jaa ke gadi k keys leta hai ... aur darwaze se bahar nikalta hai ... Saira k aankho mein aansu the ... per uske chehre pe smile thi ... woh khush thi k uske pyar ko uska pyar mil raha hai..... aur dukhi thi usne shaheer ko kho diya hai ...

Dusri taraf shaheer k khushi ka thikana nahi tha..... woh gadi ko full speed mein bhaga raha tha city ki taraf ... is baat se anjaan k waha pohonch k usey boht bada jhatka lagne wala hai..... abhi raat k 9 baje rahe the ... aur woh itne speed se jaa rha tha...... k raat ko 2 3 baje city pohonch gaya ...

Ye city aisa tha k raat ko bhi yaha din jaisa mahol hota tha ... shops sab khule hote the ... Shaheer ko ghar ki taraf jaate hue phoolo ka aik shop dikhta hai..... Shaheer gadi waha rokta hai ... aur shop wale se kehta hai ...

Shaheer :- Bhai aik guldasta banao acha sa ... sare phool usme daal ke...... but gulaab k phool ziada hone chahiye ...

Shopwala :- theek hai bhai abhi banata hu ... but itni raat ko kisko dene wale ho ...

Shaheer :- Bas bhai apne jaan ko propose karne jaa rha hu ... dua karna sab kuch theek rahe ...

Shopwala :- Bhai humari dua hai ... k aap ko kamyabi mile aur aap sari zindagi khush raho..... ye raha aap ka guldasta ...

Shaheer 500 rupee usey deta hai ... aur waha se ghar ki taraf nikal jaata hai...... Shaheer boht khush tha ... uske dil mein laddu foot rahe the ... apne pyar se milne ka soch k hi..... Woh jaldi se haveli pohonchta hai ... uske gadi ko dekh kar watchmen gate kholta hai ...

Shaheer gadi park kar ke ghar k andar bhaagta hai..... aur seedha fareeha k room ki taraf jaata hai ... aur knock karne lagta hai to room open ho jata hai ... but room khali hota hai..... SHaheer neeche aata hai ... aur hall mein khade ho ke awaz dene lagta hai ...

Shaheer :- Fareeha kaha ho ... bahar aao ... dekho mein aa gaya hu tumse baat karne ... fareeha kaha ho ?

Fareeha to bahar nahi aati ... ghar mein kaam karne wale maid aur servants bahar aate hai ... itni raat ko shaheer k awaz dene se sab neend mein hi the ... tabhi Kaki waha aati hai...... usko dekh kar shaheer kehta hai ...

Shaheer :- Kaki fareeha kaha hai ? ... Na apne room mein hai..... na awaz dene se bahar aa rahi hai ...

Kaki hairan ho jaati hai ... k ye itni raat ko yaha aa ke cheekh raha hai..... aur fareeha ka pooch rha hai ... Kaki kehti hai ...

Kaki :- Fareeha to chali gayi 2 din pehle ...

Shaheer ko shock laga ye sun k ... k fareeha kaha chali gayi 2 din pehle.... waha to nahi aayiuske paas ... fir kaha chali gayi ... Shaheer jaldi se kehta hai ...

Shaheer :- kaha chali gayi kaki ... mere paas to nahi aayi thi ...

Kaki :- Pata to mujhe bhi nahi hai beta ... bas aik khat ( Letter ) de k gayi thi..... tumhein dene kakaha tha ... mein abhi laati hu ...

Kaki khat lene k liye chali jaati hai ... Shaheer haatho mein guldaste liye waha khada tha..... use samajh nahi aa rha tha k woh ladki kaha chali gayi achanak ... na uske paas ayi thi na kahi jaane ka bataya tha ... fir achanak kaha gahayab ho gayi ... fir sochta hai k shayad woh yehi kahi hai ... uske sath mazak kar rahi hai ...

Shaheer yehi sab soch raha tha ... k tabhi kaki bhi woh khat le k aa jati hai ... aur shaheer ko deti hai ... shaheer woh khat kholne lagta hai ...uske dil ki dhadkanein khud ba khud tez ho rahe the ... Khat kholne k baad usey padhne lagta hai ...

Jaise jaise padh raha tha ... uske chehre k expressions change ho rahe the ... dheere dheere uske haath mein pakde guldaste mein se gulaab neeche girne lage ... aur aik waqt aisa aya k pura guldasta neeche gir gaya ... aur uske sath hi woh khat bhi ... aur agle hi pal shaheer ko bhi chakkar aane lage ... aur woh bhi wahi gir gaya behosh ho ke ...

Kaha woh fareeha ko propose karne aya tha ... aur yaha aa ke usey itna bada jhatka laga tha ... woh neeche zameen pe behosh tha ... aur uske laaye gaye phool uske ird gird bikhre padhe the

The end
 
Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,106
143
3 Updates Posted and Index Updated :dost:

Story ka part 1 isi k sath end ho gaya hai. Umeed hai k in updates pe sab apne apne reviews zarur denge :hug:

Part 2 is story ka kuch dino baad start hoga, jab mere sare readers is part pe apne reviews denge :love:
 
Dunya badi Benchot Hans k Khaye meine Zakham
Moderator
3,251
6,106
143
Top 5 Readers
Jaise k part 1 complete ho gaya hai to isi k sath top 5 readers mere jo the on the basis of no. of posts mein unka thanks kehna chaahta hu jo ab tak sath bane rahe :thanks:

Arhan
129
Tere reviews dhang k to nhi the :D per sab se ziada posts tune hi kiya hai is thread pe mere baad. Beech mein kafi din absent bhi raha but wapas aata rha hai which is a good thing. Shadi k baad to tu bilkul hi ghayb hai umeed hai ab second part mein reguler sath do

Rahul
100

Tujhe to mein thanks nhi bolne wala, kyunke bhaiyo ko thanks nahi bola jata. But is cheez ko zarur appreciate karunga k tune aik update pe bhi review miss nahi kiya apna aur har update pe review deta rha hai. Aur mujhe yaqeen hai aage bhi aise hi support karoge :dost:

Soniya poliwaal
66

One of my reguler readers bas aik do updates pe reviews miss kiye hain aap ne baki end tak sath bani rhi jiske liye aap ka boht boht shukriya :dost: Umeed to yehi hai k aage bhi aise hi sath deti rahogi :hug:

Aanand
30

Anand bhai aap ko dekh k mujhe Munna bhai MBBS k anand bhai ki yaad ati hai. Aap bhi uski tarah story parh k review nahi dete ho :D jokes apart aap absent to hote the but beech beech mein aa ke apne khubsurat reviews zarur dete the jiske liye :thanks: Umeed hai aage regulerly reviews doge :hug:

Bholu
29

BHolu bhai dikhte to aap aksar hi the mujhe har update k bad but ye posts aap k kam kyu hai pata nahi beech mein lagta hai aap bhi chhutti karte rahe ho :D :bat: Khair jo bhi ho aap k support ka boht boht shukriya :thanks: Umeed hai aage aap bhi regulerly reviews doge :hug:

Total 40 logo ne aa ke comment kiye the kisi ne 1 to kisi ne 2 isi tarah. Meine sirf top 5 ko hi is post mein dala hai. I know mere boht ache readers jo baad mein mujhe join kar chuke the unke naam nahi aye but wohh sath bane rahein story k end pe zarur unke liye bhi post daalunga. khair isi k sath take care bye. Milte hain kuch dino baad Part 2 k sath isi thread pe :D
 
World's Worst Criminal
297
735
93
Announcement
Dear readers Aashiqui 2 part 1 k aakhri 2 updates reh gaye hain, jo aaj post karunga uske baad phr is story ka 2nd part start hoga jo totally new hai aur aaj tak kisi ne nahi parha.
ye wala part to aap logo me se kafi readers ne pehle bhi parha hua hoga different forums pe.
Request sab se ye hai k 2nd part me bharpoor support karein taa ke mein bhi dil se updates post karu regulerly
:dost:
Hope jaldi ajaye. Mai to helicopter pai baitha hu kab se durru ke sath. Pata nahi kab launch hoga helicopter or mai jump karunga waha se. But agar 😁😂
 
World's Worst Criminal
297
735
93

Total 40 logo ne aa ke comment kiye the kisi ne 1 to kisi ne 2 isi tarah. Meine sirf top 5 ko hi is post mein dala hai. I know mere boht ache readers jo baad mein mujhe join kar chuke the unke naam nahi aye but wohh sath bane rahein story k end pe zarur unke liye bhi post daalunga. khair isi k sath take care bye. Milte hain kuch dino baad Part 2 k sath isi thread pe :D
I agree. In my style, real mosnter doesnt need to howl. Their appearance is their identity 😈
 
World's Worst Criminal
297
735
93
Update 95

Tabhi usey darwaze k bahar aahat sunayi di ... aur agle hi pal kuch girne ki awaz aayi ... shaheer jaldi se khada hua ... aur apna pent pehen kar room se bahar nikalta hai...... Door k paashi cake gira hua tha ... aur kuch 5 6 balloons hawa mein jaa ke roof se takrate hai..... aur koi ladki main door se bahar jaate hue dikhti hai ...

Shaheer daudhte hue main door ki taraf jaata hai ... Fareeha apne gadi ki taraf jaa rhi hoti hai ... Shaheer daudhte hue uski taraf jaata hai ... Actually aaj shaheer ka birthday tha ... usey khud bhi yaad nahi tha ye..... Fareeha ko yaad thi aur woh aaj usey surprise dene aayi thi ... but yaha aa ke usey khud surprise mil gayi ... shaheer aur saira ko is haalat mein dekh kar uska dil toot gaya tha ....

Fareeha apne gadi mein bethne k liye door open hi kiya tha..... k shaheer uske paas pohonchjata hai ... aur uska haath pakadh leta hai ... Shaheer upper se pura nanga tha...... uske jism pelipstic lage hue the ... aur baal bikhre hue the..... Fareeha peeche mudh k aik zordar thappadh maarti hai usey ... Uske aankho se aansu beh rhe the ... Shaheer usse kehta hai ...

Shaheer :- Fareeha tum ghalat samajh rhi ho ... I Can explain it to you ... tum andar aao plz ...

Fareeha :- Shaheer meine sab kuch apne aankho se dekh liya mein kuch ghalat nahi samajh rhi ... And i think you don't need to explain me anything ... Leave my hand plz..... otherwise i will slap you hard again ...

Fareeha k aankho se aansu lagatar beh rahe the..... Fareeha aik jhatke mein apna haath chudhati hai ... aur gadi mein beth k gadi start karne lagti hai ... Shaheer usse kehta hai ...

Shaheer :- Fareeha kafi raat ho chuki hai ... kaha jaaoge tum is waqt..... plz ghar k andar aao plz ...

Magar fareeha kaha sunne wali thi ... woh gadi drive karte hue ghar se bahar nikalti hai ... aur road pe daudha deti hai ... Shaheer ka dmaagh kharab ho chukka tha ... woh wapas ghar k andar jaane lagta hai ... Saira darwaze pe khadi ye sab dekh rhi thi ... Shaheer usko andekha kar k andar jaata hai ... aur seedha room mein jaa ke apna shirt pehenta hai ... aur gadi k keys le k nikal jaata hai bahar ... Saira usey rokne ki koshish karti hai ... magar usko ignore kar ke waha se nikal jata hai ...

Woh bina ye soche k saira ghar mein akeli hai ... gadi le k nikal jata hai itni raat ko... woh gadi dusre city ki taraf daudhata hai ... usey pata tha k fareeha wapas city hi jayegi ... Shaheer gadi full speed mein daudha rha tha ... Tabhi highway pe usey fareeha ki gadi nazar aata hai ... woh uske peeche daudha deta hai gadi ... fareeha k peeche pohonch kar horn bajata hai ... but fareeha rokne ka naam nahi le rhi thi ... aur bhi tez bhaga rahi thi ... Shaheer sochta hai k kahi woh pagal accident na kar de itni tez gadi chala k ...

Shaheer apne gadi ki speed badhata hai ... aur fareeha ko overtake kar ke uske gadi k samne apni gadi rokta hai ... highway sunsan tha is waqt ... Shaheer apne gadi se nikalta hai ... aur fareeha k gadi ka side door kholta hai ... aur usko baazu se pakadh k utarta hai ... aur gadi k samne laa ke khada karta hai ... aur usse kehta hai ...

Shaheer :- pagal ho gayi ho kyat um ... agar accident ho jata to ?

Fareeha k aankho se aansu beh rhe the ab bhi ... woh rote hue jawab deti hai ...

Fareeha :- Acha hai na ... mar hi jaati to acha hai ...

Shaheer bhi ghusse se kehta hai ...

Shaheer :- Aisa konsa aasman toot gaya ... jot um aise react kar rhe ho ... Shadi karenge hum agar tumhein mera shadi se pehle uske sath ye sab karne se problem hai ...

Fareeha apne kaano pe haath rakh k cheekhte hue kehti hai ...

Fareeha :- Damn it ... ye sab band karo ... mein sunna nahi chahti ye sab plz

Shaheer :- Kyu na kahu batao ... tumhein kya problem hai mera uske sath woh sab karne se ... Kyu tum aise react kar rhi ho ... Jaise mein tumhara shauhar hu aur meine tumhein cheat kiya ho ...

Ye sun kar fareeha aur bhi bilakh bilakh kar rone lagi ... usse bardasht nahi hoti ... aur woh aankho mein aansu liye ... rote hue cheekh k kehti hai ...

Fareeha :- Tum Shauhar nahi zindagi ho tum mere ... Pagal hu tumhare liye ... Dil o Jaan se pyar karti hu ... Kaise dekh sakti hu apne muhabbat ko kisi aur k baaho mein woh bhi us haalat mein ...

Fareeha ki baatein sun kar shaheer ko shock lag gaya tha ... woh girne wala tha k gadi k bonnet ko pakadh k khud ko sambhalta hai ... aur Fareeha se kehta hai ....

Shaheer :- Fareeha tum hosh mein to ho ... tum kya keh rhi ho ? ... Hum bhai behan hai..... tum kaise mujhse pyar kar sakti ho ...

Fareeha :- Haan hu hosh mein puri tarah ... Aur konse bhai behan..... Hum me khoon ka rishta hi nahi to bhai behan kaise hue ...

Shaheer :- Tum pagal ho gayi ho fareeha puri ki puri..... tumhein mental hospital le jana chahiye mujhe abhi ...

Fareeha :- Shaheer why cant you understand ... mein tumhare bagher jee nahi sakti..... mein mar jaungi plz mere pyar ko accept kar lo ... tum bhi to mujhse pyar karte ho.... fir kyu manah kar rhe ho ...

Shaheer :- Mein soch bhi nahi sakta tumse pyar karne ka ... tumhein behan manta hu ... baba ne tumhari zimmedari mujhe diya tha ... mein kaise unka bharosa todh sakta hu ... zindagi mein aik cheez hi maanga tha unhone mujhse ...

Fareeha ka chehra aansuo se bhar gaya tha ...

Fareeha :- Agar pyar nahi karte to itna bechain ho ke mere peeche kyu aaye tum ... Shaheer tumhein ehsaas nahi hai magar tum bhi mujhse pyar karte ho tum bhi ...

Shaheer :- Tum pagal ho gayi ho ... bakwas kar rhi ho tum ... 2 3 din mere sath guzar k tumhein lagta hai ... k tum mujhse pyar karti ho ... ye sirf attraction hai tumhara ... aur kuch nahi ... kuch dino baad ye bukhar utar jayega tumhare pyar ka ...

Shaheer ki baat sun kar fareeha ko boht ghussa aya ... aur usne kheench kar shaheer ko aik thappadh lagaya... aur kaha ...

Fareeha :- Agar mere pyar ko accept nahi karna to mat karo ... magar is tarah mere pyar ka mazak mat banao ... Jab tumhein ehsaas hoga k tum bhi mujhse pyar karte ho tab tumhein afsoos hoga shaheer ... tum sar peetoge apna k kyu tum ne mera pyar nahi apnaya ...

Aur ye keh kar fareeha apne chehre ko saaf karti hai apne dupatte se ... aur waha se jaane lagti hai ... tabhi shaheer kehta hai ...

Shaheer :- Jaao jaao bad dua de k jaa rhi ho ... magar mujhe pata hai tumhare pyar ka ye bhoot aaj nahi to kal , kal nahi to parso ... magar utrega zaroor ... Aur yaad rakhna bhai behan mein woh pyar nahi hota jot um chaahti ho ...

Fareeha :- Apne pyar ko Bad dua dene se pehle mein mar na jaau ... tumhare future bata rahi hu tumhein ... aur mujhe batane ki zarurat nahi k pyar kis mein hota hai kis kis mein nahi ... Uper wale se dua hai k hamesha khush raho tum ... Wapas kabhi tumhare zindagi mein nahi aungi ... Khush raho saira k sath ... aur dua hai meri k tumhein dubara dokha na de de woh …
Hmm finally she is on the point but seems went crazy as well
Dekhte hai shaheer double sandwich kha payega ya nahi
 
World's Worst Criminal
297
735
93
Update 96

Fareeha :- Apne pyar ko Bad dua dene se pehle mein mar na jaau ... tumhare mustaqbil bata rahi hu tumhein ... aur mujhe batane ki zarurat nahi k pyar kis mein hota hai kis kis mein nahi ... Uper wale se dua hai k hamesha khush raho tum ... Wapas kabhi tumhare zindagi mein nahi aungi ... Khush raho saira k sath ... aur dua hai meri k tumhein dubara dokha na de de woh ...

Fareeha apne gaadi mein beth chuki thi ... Aur itna bolne k baad gadi waha se bhaga deti hai ... Shaheer apne gadi k samne bebas khada tha ... uske samajh mein nahi aa rha tha k ye sab kya hua ... ye sapna hai ya sach ...Najane kitne time tak woh wahi khade kashmakash mein ghira raha ... jab usey uske sawalo k jawab milne k bajaye ... aur bhi sawal uske zehen mein ubharne lage ... to woh apne gadi mein beth k nikal gaya apne ghar ki taraf ...

Shaheer gadi ghar mein park karta hai ... aur andar jaata hai ... Saira so chuki thi apne bed pe ... Shaheer chup chap fredge kholta hai ... usme se ice cubes leta hai aur 1 glass le k chat ki taraf jata hai ... uske bottles upper chat pe store room mein rakhe hue the ... Waha se 1 bottle nikal k kholta hai ... aur peg bana k peene lagta hai ... uske zehen mein abhi boht kuch chal rhe the ... Fareeha k kahe hue sab baatein uske zehen mein goonj rahe the ... aur jab usse bardasht nahi hota to hath mein liya hua glass zameen pe de marta hai ... jo toot k bikhar jata hai ... Bottle utha k neet hi ghatak leta hai ...

Aur nashe mein choor ho ke wahi gir jata hai ... Subah uski neend tab khuli ... jab suraj uske upper padh k jalane laga ... aur saira upper khade usey utha rahi thi ... Shaheer aankhein malte hue uthta hai ... Saira ko bina kuch kahe hi neeche ata hai ... Seedha washroom mein jaa ke fresh hota hai ... Aur bahar nikalta hai ... uska sar dard se phata jaa rha tha ... woh kitchen mein jata hai to Saira Nimbu pani bana chuki hoti hai ... aur usko aik glass deti hai ... shaheer aik hi ghoont mein sara pee leta hai ... aur fir dusra glass bhi peeta hai ...

Fir waha se bina kuch bole apne room mein ata hai ... Ab jab uska ghussa thoda thanda hua ... to uska dil udaas sa ho gaya tha ... office k liye bhi late ho gaya tha ... So office nahi jata .. apne room mein hi rehta hai room lock kar ke ... Woh fareeha k kahe hue baato k bare mein hi soch rha tha ... k kya sach mein woh fareeha se pyar karta hai ... kya fareeha ka pyar sacha hai ... fir usey fareeha k sath guzare hue lamhe yaad aate hai ... kaise fareeha uske sath khush hoti thi ... aur usey bhi sukoon milta tha fareeha k sath ...

Ye sab soch kar kahi na kahi uske dil k kisi kone mein ye baat ayi ... k woh bhi fareeha se pyar karta hai ... ye baat uske dil mein aate hi ... woh is baat ko dil se nikalne liye sharab ki bottle nikalta hai aur shuru ho jata hai subah subah ... Dopeher ko Saira aa ke khane k liye bulati hai ... but shaheer manah karta hai ... aur apne room mein hi rehta hai ... saira samajh jaati hai ... k kuch to baat huyi hai ... jis wajah se shaheer aise sharaab pee rha hai ... Saira janna chahti thi k dono mein aisi kya baat huyi hai ...

Khair aise hi raat hoti hai ... raat ko shaheer bahar nikalta hai ... aur nimbu pani peeta hai ... thoda thoda nashe mein thaw oh ab bhi ... Saira dinner lagati hai ... Shaheer chup chap dinner karne lagta hai ... Saira poochti hai ...

Saira :- Shaheer kya hua hai ... Tum kal se pee rhe ho ... koi problem hai kya ?

Shaheer sunne k bawjood kuch nahi kehta ... chup chap khana kahne lagta hai ... saira kuch der chup chap khana khati hai ... fir usse bardasht nahi hoti aur poochti hai ...

Saira :- Shaheer kya baat huyi hai tumme aur fareeha mein kal ... jot um aise pee rhe ho ... kuch to baat huyi hai ... jo tum mujhe nahi bata rahe ... kya tumhein mujh pe bharosa nahi hai jot um mujhe nahi bata rahe ?

Shaheer jo ab tak chup chap khana kha rha tha ... ab uske haath ruk gaye the ... woh sar utha kar Saira ki taraf dekhta hai ... uske aankhien laal ho chuke the ... woh thoda ghusse aur nasheele andaz mein kehta hai ...

Shaheer :- kya bataau haan ... ye batau k woh pagal ladki kehti hai ... k woh mujhse pyar karti hai ... mere bagher reh nahi sakti ... khud ko maar degi ... ye batau tumhein ?

Saira :- ye kya keh rhe ho shaheer tum ? Tum fareeha ki hi baat kar rhe ho na ?

Shaheer :- Haan usi ki baat kar raha hu ... kehti hai k tum bhi mujhse pyar karte ho ... bhala mein kaise pyar kar sakta hu ... apne hi behan se ...

Saira ko mauka milna tha ... Fareeha k khilaaf shaheer k kaan bharne ka ... So woh shuru ho jaati hai ...

Saira :- Mujhe to uspe boht pehle se shak thi ... jaise woh tumse chipakti thi ... mein samajh jati thi k ye aik bhai behan wala pyar nahi hai ... Sharam kaise nahi ayi usey ... tumhein propose karte hue ... Akhri daur hai baba ye ... Jo behan hi bhai ko propose kar rhi hai ...

Saira na jaane kab tak bolti rahi ... Jab shaheer se bardasht na hue ... to woh waha se uth k jata hai ... aur 1 bottle le k apne room mein ghuss jata hai aur ... fir wahi sharab ka daur shuru karta hai ...

Aise hi 2 3 din aur guzar jaate hai ... Shaheer din raat bas sharaab hi pee rha tha ... Na office jata tha na khana theek se khata tha ... Akhir kar aik din raat ko usey ehsaas ho gya ... k woh sharab k nashe mein doob k khud ko bhi barbad kar raha hai ... aur business ko bhi ...

So insab ko bhoolne ka aik hi tareeka hai ... woh khud ko office k kaamo mein itna busy kare ... k usey ye sab yaad karne ka time hi na mile ... Yehi soch kar woh agli subah office k liye nikal jaata hai ready ho ke ... Aaj us baat ko 4 5 din guzar gaye the ... Aaj shaheer nashe mein nahi tha ... apne hosh o hawasa mein tha ... itne din nashe mein rehne ki wajah se woh ziada feel nahi kar rha tha ... But ab usey fareeha ki kami khalne lagi thi ...

Office mein hote hue bhi uska dil o dmaagh office mein nahi tha ... Kahi na kahi uska dil ye baat maan chukka tha ... k woh fareeha se pyar karta hai ... but uska dmaagh manne se inkar kar rha tha ... dar raha tha zamane se ... Shaheer fareeha k baato ko soch k smile kar raha tha ... aur soch rha tha ... k sach hi kaha tha usne ... k tum bhi mujhse pyar karte ho ... waqi mein me use pyar karta hu ... uske bagher raha jo nahi jaa rha ...

Jab shaheer se bardasht nahi hota ... to sochta hai kyu na usse call kar ke baat kar liya jaaye ... aur yehi soch k woh fareeha ko call karta hai ... but fareeha call receive nahi karti ... Shaheer usey msg bhi karta hai ... k usse zaruri baat karni hai ... but koi reply nahi karti ... Fir shaheer sochta hai k shayad office k kaamo mein busy hogi ... free ho ke call karegi zarur ... aur woh bhi kaamo mein lag jata hai ... sham tak office mein kaam karne k baad ghar jane lagta hai ... but still fareeha ne call nahi kiya tha ...

Shaheer ghar pohonchta hai ... fresh ho ke dinner k baad apne room mein jata hai ... aur fareeha ko call karta hai ... ab uska no. Off aa rha tha ... Shaheer sochta hai shayad naraz hogi ... weekend pe usse milne zarur jayega ... aur usey samjhayega ...

Yehi soch kar woh thoda office k kaam kar ke so jata hai ... aise hi 2 din aur nikal jaate hai ... Shaheer apne kaamo mein itna busy ho gaya ... k usey kuch karne k liye time hi nahi milta ... ghar ata to saira se bas dinner k time mulakat hota ... uske baad apne room mein ghus jata ..
Just as i thought, he will get drunk and will try to forget about that. Mujhe to doubt hai ye last tak survive karega ya nahi.
Btw durru bro, ye emotional drama mere se nahi chalega. Ab may in emotions pe nahi ghusta(everyone cas me heartless for that , u can call also if u want)
 
Top