Fantasy Attack

Newbie
42
43
18
Update 1

Is antrich me kahi suryamandal hain. Aur anginat grah. Ye bilkul mumkin hain ki hamari earth ke alawa bhi kahi aur jeevan ho. Jaha log hamari hi trah jeevan yapan karte hain.

aaeeye me apko ek aise universe me le chalta hu jo bilkul hamare universe jaise hain. Aur hamare jaise hi history hain bas yaha name reality se thode alag hain. To aise hi ek universe ki prathvi ke ek desh ke me apko sair karau.

Hasi khushi ka mahual pure desh me bana huwa hai, is desh me me alag alag jagah par alag trah ke mausham hote hain. Is mahan desh ka name hain India.

IS desh ke prime minister Neelesh hain jo is waqt apni kursi par baithkar magazine pad rahe hain.

magazine ke front page par hi likha huwa tha, The Youngest prime minister. Jis par PM Neelesh ji ki photo chhapi huwi thi.

baat sahi bhi thi 25 Saal ki age me hi ye yuvak bharat desh ka Prime Minister ban gaya tha.

""Jabse janta ne mujhe Prime Minister banaya hain tab se jaise media waalo ko mere alava aur koi dikhta hi nahi hain.""

chair baithe huwe hi neelesh itna kaha tha. Aur unki desk par rakha telephone se sirf jor jor se sanse lene ki awaaje aa rahi thi.

yaha tak to sab theek tha par mere khana khane se lekar maine kitni chheenke maari hain ye sab news me dikhakar karna kya chahte ho, in sab cheejo ko chhodkar aap kuch dhang ka dikhayenge to jyada sahi rahega.""

Neelesh ji ne itna hi kaha tha aur chup ho gaye, Andar se gussa dabaye baithe the. Gussa andar itna tha ki do chaar suna de, par Apne aude ki garima banaye rakhte huwe kuch kaha nahi. Aksar Neelesh ke sath yahi hota aa raha hain. Pm pad ki gareema banaye rakhne ke chakkar me apna gussa apni juban se nahi nikalte hain jis karan dheere dheere ye shanf swabhav ke bante ja rahe hain, lakin aisa sirf inki baato se parateet hota hain, kaam me to inka jalwa hota hai.

in sab baato ke bich Neelesh ji ko ye kaise ke jooto ki awaaj bhi sunayi de rahi thi. Chokna mat kyuki office khamoshiya itni hain ki ghadi ki tik tik tak sunaye de.

""Apki baat bilkul sahi hain sir, apne staff ki is galati ke liye me apse maafi mangta hu sir, aage se koi fizul khabar mere channel par nahi chalayi jayegi."

"sir kuch important hain apko janna chahiye it's too urgent" office ke door par defence secretary aur defence minister ne ye baat kahi thi aur ye awaaj dene wala ek teesra hi admi tha jiska name ankur sahaye tha aur pad se ye pm secratary tha.

" Dubara se ye nahi hona chahiye" PM sir ne itna kaha aur call disconnect kar diya, aur sath hi un teeno ko bhi andar bula liya.

"" Sir ek spaceship hamare invironment me aa chuki hain aur us spaceship me se signals aa rahe hain aur ye signals har har country ke pass ja rahe hain."" .... Ye baat defence secretary ne kaha tha.

"Voh signals kya hain" PM ne kaha

" Voh log har country ke prime aur president se baat karna chahte hain"

"Tumne kaha voh hamare invironment me hain matlab India me hain kya" pm bole. Unki awaaj me chinta saaf nazar aa rahi thi, akhir ye unki responsibility thi aur ye bahut bada khatra tha agar voh dushman huwe to ham ye bhi nahi jante ki voh hamse takatwar hain ya fir kamzor hain.

Aur Neelesh ji ye samajh chuke the ki ye is universe me aa sakte hain to inki tachnology hamse jyada hain. Jis hisab se hamse takatwar hi ye aliens huwe.

"Jee sir" pm secratary ne kaha.

" Fauran Red Alert Jaari karo bahar sadko par koi bhi nahi ghumna chahiye, missiles ready karo har area me police tainat karvao, jaha log kam pade military bhi lagwa dijiye.

Ankur meri ek meeting arrange karwao UN ke sabhi members ke sath ye bahut issue hai"
 
Respect All, Trust few!!!
Councillor
6,592
2,774
143

Arre wa aap toh ess universe kw pm ho aur kaafi strict pm media wale ki phone par hi hawa tight kardi
Aur sidhe spaceship aa gae country mai aur aapne missiles active kardi
Bhoute maza aaya aapka ye update padh kar
 
Top