Dekh bacho ko yu khelte,
Aa jatah yad bachpan ka wo waqt suhana bina matlab ke dosto ko satana,
Kabhi ruthna to kabhi manana kar sararat aanchal me maa ke chhup jana,
Sabse yu najre chaurana lagta h madhur bachpan ka wo jamana,
Aa jata h yad wo waqt bachpan ka suhana.