- 3,318
- 5,884
- 143
update ------ 8
Ab aaghe ---------
Maya mahal ....... Surya maya mahal se gayab ho sidha maharani sonpari our maharishu bharam ke samaksh parkat hota hai
surya ....... Parnipat maharishi bharan parnipat maharani ji
maharishi ........ Yasasvi bhava putra surya
Maharani ....... Ham tumhe kya aashirwad de sakte hai surya apitu tumne hame jo diya hai uske samaksh sab kuch tuch hai
Surya ....... Maharani ji aashirwad kabhi bhi manga nahi jata ye to duwa hai jo dil se nikalti hai our maine aisa kuch bhi nahi kiya hai sab iswsar ki maya hai ham sab keval madhyam hai ishwar ki leela ke is liya aisa koi bhi vichar apne man me na aane dijiye ki maine aap pe koi upkar kiya hai
maharishi ......... Putra kya tum jante ho hamne tumhe is samay yaha kyu bulaya hai
surya ....... Ji nahi maharishi ji
Maharishi ....... Putra surya agar tum hame maa baba kah kar sambodhit karoge to hame bhut khushi hogi putra
surya ......yadi mere dwara aapko maa baba kahne se aapko khushi milti hai to is se mujhe kya aapatti ho sakti hai baba ulta mujhe to our jyada khushi hogi kintu rani maa jyada khush nahi lag rahi hai hahahaha
maharani sonpari our maharishi bharam surya ki baat sun kar bhut khush hoty hai maharishi bharam surya ki baat sun hasne lagte hai wahi maharani sonpari surya ko gale se laga leti hai maharishi bharam bhi saneh purvak surya ke sar ko shalate hai
maharani ......... Putra tum nahi jante ham kitna khush kintu tum hame keval maa kaho na ki rani maa is se hame jyada khushi hogi
surya ....... Ji maa jaisi aapki iccha
maharani ........ Tumhari maata shalini bhut bhagyasali hai jinke gharab se tumhare jaise tejasvi putra ratan ki prapti hui avashya unhone bhut he punya karam kiye honge tumhare jaise putra ki maata banne ke liya
surya ....... Maa to ab aap bhi hai meri bhale he mujhe janam unhone diya hai per haq ab aapka bhi utna he hai jitna meri janam dene wali maa ka
maharishi ........ Aap dono Maa putra ke milap ke liya baad me bhi kafi samay hai kintu abhi putra surya tumhe kuch aavsayak karya kar na hai jiske liya tumhe yaha bulaya gaya hai
surya ...... Ji baba main tyaar hun aap aagya kre
maharishi ....... Jaisa ki tum ye to jan he gaye ho putra ki lagi lok ke samay maya lok ke samay me kafi antar hai parilok ka samay parthvi lok ke anusar 8 pahar me bata hua hai kintu maya lok me wahi 8 pahar 8 divash me badal jata hai
surya ........ Matlab ki parilok me bitaye 3 hr ka samay maya lok me ek din ke saman hai aise me hame maya mahal aaye hue aadha pahar 1,30 hr hua hai
maharani ....... Ha kintu ab tum apni iccha anusar is samay ko niyantrit kar sakte ho putra kyu ki maya lok ke ab tum our putri kiran swami ho ab maya lok ki gati tumhari iccha se nirdharit hogi
maharishi ....... Putra tum ab tak ye to acche se samajh he chuke ho ki bhavishya me tumhara kis se samna hone wala hai
( ek pal surya ki our dekh kar surya ke utar ki pratiksha karte hai surya ka ha me sar hilane ke baad aaghe bolte hai )
maharishi ....... Kintu putra tum abhi us yogya nahi ho jo uska samna kar sako iske liya tumhe parthvi mandal ko paar karte hue sawrag mandal ke baad apni urja ko bharmand mandal tak pahuchana hoga tabhi tum apne uddeshya ki prapti kar sakte ho
surya ....... Ji baba mai janta hun gurudev ne mujhe is sandarbh me pahle bhi aagah kiya hai
maharishi ........ Putra agle 7 divash main tumhe bharmand mandal tak apne urja sthar ko kaise pahuncha na hai iski shiksha dunga
surya ........ Baba kya aap apni urja ki bharmand mandal tak pahuncha chuke hai
maharishi ........ Nahi putra maine keval gyaan prapt kiya hai kintu kabhi uska prayog nahi kar paya us se purva he mera us se samna ho gaya fir jo kuch hua tum jante ho
surya ...... Ji baba mai tyaar hun aagya dijiye mujhe kya karna hai
maharishi surya ko kuch disha nirdesh dete hai our surya unke kahe anusar sanan aadi kar tyaar ho jata hai
tab tak maharishi bharam bhi baki sabhi tyaariya kar chuke the
surya jab maharishi bharam ke pass pahuncha tab maharishi bharam panch tatwa se jude 5 hawan kund ka golai me nirman kar chuke the un sabhi ke bich me ek badi si pathar ki shila rakhi hui thi
Maharishi ....... Putra tum ye jo 5 yagya kund dekh rahe ho ye panch tatwa ke partik ,parthvi, jal, agni, vayu, aakash, tatwa hai jinse manushya ke sharir ka nirman hota hai
surya ...... Ji baba main ye sab janta hun hun
maharishi ........ Putra tumhe apne sharir se panch tatwa ko vilakh ( alag ) karna hoga our unhe panch tatwa me vibhajit kar apni aatma sakti athart kundali sakti se har ek tatwa ko aatma se jod kar apna insani rup tyaar karna hoga
surya ....... Baba aapka matlab hai ki mujhe apni sabhi 7 kundalini chakro ko jagrit kar apne sharir se sabhi tatwo ko alag kar apni kundalini sakti our aatma se jod kar ke jal sharir , vayu sharir ,agni sharir ,parthvi shari ,aakash sharir ,ka nirman karna hoga kintu kya ye sambhav hai baba
maharishi ....... Ha putra surya ye sambhav hai kintu iske liya tumhe apne parthvi mandal ki urja ke antim sthar ki sabhi badao ko toud kar is se bahar nikalna hoga kintu dhyaan rahe putra jitna ye sunne our samajhne me aasan lag raha hai utna he kathin hoga tumhare liya
surya ...... Ji baba main samajh raha hun
maharishi surya ko kuch gupt mantra ka gyaan dete hai jis se surya apne sharir me mojud sabhi panch tatwa ko sawayam se alag kar aatma sakti se unke mul tatwa ko apni iccha anusar rup de sake
surya Maharishi bharam ki baat maante hue unke disha nirdesh anusar dhyaan lagane lagta hai
surya lagatar maharishi bharam ke nirdesh anusar maya lok me 7 divas tak dhyaan me raha kintu adil safal nahi ho paya keval apne panch tatwa me se agni tatwa ko agnimanav me badalne me kamyab ho paya tha
Maharishi ....... Putra surya tumne bhut kam samay me agni tatwa ko apne agnimanav ansh me badalne me kamyab rahe ho kintu tumhe nirantar paryash karte rahna hoga putra ab tak 7 pahar bit chuka hai hamare pass keval ek pahar ka samay shesh hai putra
surya ....... Baba kya main samay ki gati me parivartan kar sakta hun taki ham our kuch samay sath bita sake
maharani ....... Putra ham bhi yahi chahte hai ki ham tumhare sath kuch our samay vaytit kre kintu ye sambhav nahi hai
maharishi .......... Nahi putra tumhe samay ke sath ched chad karne ki aavsaykta nahi jitna samay hame prapt hua hai utna kafi hai abhi bhi hamare pass parilok ke samay anusar 1 pahar shesh hai
Maharani ........ Putra surya kya tum hame apne baki pariwar se nahi milaoge hamari iccha hai ki ham moksh ki prapti hone se pahle ham tumhare baki pariwar se bhi mil paye
Surya ........ Thik hai maa baba jaisi aapki iccha main sabhi ko parilok le aata hun aap sabhi se yahi per mil lena
Maharani ....... Nahi putra main sabhi se parilok me he milna chahti hun jane se purva ek baar parilok ko bhi acche se dhekhna chahti hun
Ab tak parijat ko bhi hosh aa chuka tha halaki abhi bhi parijat maharani sonpari ki sampurn sakti ko niyantrit nahi kar pa rahi thi thik se kintu kiran ke sahyog ne parijat ki kafi madad ki thi
Kiran ne parijat ke sharir me mojud maharani sonpari ki sabhi sakti ho ko apne mantra sakti se band diya tha taki jaise jaise parijat dhyaan se apne sharir un saktiyo ke yogya kar legi sabhi saktiya khud he bandan mukt ho jayengi
surya kuch der maharishi bharam our maharani sonpari se baat karne ke baad maya mahal lout aaya our kiran wah parijat k apne sath le kar maya mahal se parilok lout gaya
abhi surya ko parilok se maya mahal gaye our wapis loute karib 21 hr ka time he beta tha matlab ki 7 pahar he hua tha surya ko maya mahal gaye hue
surya kiran our parijat ko surya mahal chodh waha se sidha parthvilok pahuch gaya
idar maharishi bharan our maharani sonpari fir se maya mahal me lout aaye the
maharani ......... Swami mujhe ye samajh nahi aa raha hai ki surya ko itna adik samay kyu lag raha hai panch tatwa ko apne mul rup me lane ke liya jabki surya to sawayam unka ansh hai jinke adin sawayam panch mahabut hai
maharishi ....... Devi surya bhale he divya ansh hai kintu surya ka janam manav yoni me hua hai jiski ek tay seema hai uske gyaan our sharirk kshamta ki bhi ek seema hai aise me surya ke samaksh keval do he marg hai jinse surya panch tatwa ko panch mahabut me parivartit kar sakta hai
maharani ........ Kintu is me to surya ko bhut samay lag jayega swami
maharishi ........ Ha ye satya hai kintu aap ye bhul rahi hai ki surya koi samanya manushya nahi hai manushya yoni me janam lene ke karan surya per kuch bandise bhi to is yoni me janam lene ke kuch labh bhi
maharani ..... Kya matlab swami ham kuch samjhe nahi aise jinse labh hai
maharishi .......... Surya divya ansh hai is liya pahle se panch mahabut ansh us me vidman hai kintu abhi wo unhe purn rup me jagrit nahi kar pa raha hai jo ya to vardan prapt kar kiya ja sakta hai ya apni kundalini urja sakti ke sabhi bandan se mukt ho kar kiya ja sakta hai
aise me agar surya tap kar vardan prapt karta hai to uske tap ko purn hone ki koi ek samay seema nahi hai dusra marg jo hai wo aap dekh our jan chuki hai putra surya ke liya keval yahi marg sabse uchit hai manushya hone ke karan wo kabhi bhi paryash karna nahi chodega manushya apne sat karmo se apne bhagya ko bhi parivartit karne ki kshamta rakhte hai keval unhe uchit our anuchit marg ka chayan karna aana chaiye
udar parthvilok per surya ke parilok aane ke baad kuch vichitra ghatna ghati jis se surya our baki sab puri tarha se anjan the
idar surya jaise he parilok se apni dono patniyo ke sath maya mahal me parvesh karta hai
uske kuch der baad he bharmand me ek ghatna ghati anant bharmand me faile ek ghane andhere bhag se dhero kali parchaiya nikalti hai our bharmand ke alag alag bhag ki taraf jane lagti hai
Dur se Dekhne me to ye kali parchaiya chote mote kale ulka pind jaisi he najar aa rahi thi kintu in ulka pind ko charo taraf se kisi kali urja ne gher rakha tha jo ki bilkul bhi samanya baat nahi thi
un kali parchaiya numa ulka pinpind me se kuch parchaiya badi teji se parthvilok ki our bhad rahi thi jaise jaise ye ulka parchaiya parthvilok ke najdik ja rahi thi parthvilok ke aas pass mojud sabhi Satellite me kharabi aani suru ho gai
sabhi satellite ko control kar rahe log kuch bhi samajh nahi pa rahe the ki aakhir ye sab ho kya raha hai
Dekhte he dekhte satellite apne tay sthan se hatne lagti hai satellite me aai kharabi ke karan kisi ka bhi dhyaan un ulka parchaiyo ki taraf nahi gaya jo ab tak unke pass se gujar kar dharti ki seema me parvesh kar gayi thi ye kul 5 ulka parchaiya thi jo dekhte he dhakte dharti ke alag alag hisho ki our bhad chuki thi jaise ye ulka parchai khud ko control kar apni iccha anusar apne lend hone wale sthan ka chayan kar rahi hai
kuch der baad sabhi satellite apne aap thik hone lagi sab kuch thik our samanya ho jane ke karan se ishe
Scientist logo ne ye ek technical problem samajh kar ishe ignor kar diya
kyuki antriksh me aisa pahli baar nahi ho raha tha is bhi pahle kafi baar aisi problem's ka samna wo log kar chuke the
ek ulka parchai aag ki lapto me ghiri teji se ek pahadi kshetra se ghire ghane jangal ki our bhad rahi dekhte he dekhte wo ulka kuch paido ko toudte hue ek choti si pahadi se takrati hai
ek tej damake ke sath us jagha kafi bada mitti our duhe ka gubar najar aane lagta hai
kuch der baad jab waha se dul our mitti hati tab waha ka najara saf hua
dhire dhire us ulka numa parchai me kuch halchal hone lagti hai per jo samne najara aaya ushe dekh kisi ko bhi apni aankho pe yakin na ho
kuch der pahle jo ulka pind lag raha tha abhi wo kisi mini space capsule jaisa lag raha tha
tabhi kuch bip bip ki aawaj karte hue ek darwaja khulta hai our uske baad kuch log bahar nikalte hai
dekhne se to yahi lag raha tha ki ye koi dusre garha ke parjivi ( Alien ) hai
us mini space capsule se 4 log bahar nikle the jisme sharirk banavat se to pahli baar me yahi lag raha tha ki unke se 2 male hai our 2 female
gahre neele rang ke ye 4 log jinki aankhe halki sun bhare hare rang ki thi jinme 2 female thi unki karib 2 fit ke neele rang ki punch bhi ughi hui thi per sabse badi baat in me se kisi ke sharir pe koi kapde nahi the balki unke sharir per alag he tarha ke skin thi like ( x men movie me jo neele color ki jo mutant ladki thi bilkul waise the sab )
wo charo aapash me ek dusre se Ajibo garib language mein baat kar rahe the
jo kisi bhi parthvi washi ke samajh se bahar thi
tabhi unme se ek ladki us mini space capsule me jati hai our ek bada sa box le kar aati hai our teeno ke samne rakh kar us box ke sath kuch karne lagti hai
tabhi us box ke center me se koi chiz nikalti hai our badi teji se aas pass ke ilake ki janch karne lagti hai aise he janch karte hue wo chiz un alien se kafi dur nikal jaati hai
Idar in charo ne mini space capsule ko pta nahi kaise per waha se gayab kar diya our us box ko bhi jo us mini capsule se ladki le kar aai thi
charo bade teji se us andhere se bhare jangal me ek taraf bulet train ki speed se doudte hue ja rahe the
karib 7 se 8 minutes baad ye log apne jagha se karib 50 ,60 km dur ek road pe khade the unse kuch 1 km dur per 1 car inki he taraf aa rahi thi
charo foran road ke pass lage paido per Chad jate hai our us car ka intjaar karne lagte hai
jaise he car inke pass se gujarti hai charo log ek sath is car per hamla kar dete hai
car per achanak hue hamle se car me mojud teeno log dar jate hai our car samne ke paid se ja kar takra jati hai
car me teen log the ek ** ki bachi our ek 35 saal ka aadmi our uski he umar ki mahila bhi sayad ye husband wife our unki beti thi
abhi ye log achanak hue hamle se sambhal pate is se pahle he un charo alien me se teen in teeno ki gardan per apne bade bade nikle dant gadha diye
kuch he pal me teeno ke sharir se ek ek katra khoon ka chus liya gaya un teeno maa baap beti teeno ka sharir kisi budhe kankal jaise ho gai unke sar ke sabhi baal safed ho chuke the skin jaise koi 100 saal ki budhe jaise ho gai teeno ki jaan kab ki nikal chuki thi ab waha teeno ka nar kankal pade the car me
jin teen alien ne in teen insani ka khoon piya tha ab wo in teeno ka rup le chuke the ab keval ek he apne vastvik alien rup me tha
alien 1 ........ Alfa 009 In insano ke sharir ko gayab kar do hame ek our insan ka sikar karna hai alfa 0069 ke liya
alien 2 jo ki alfa 009 tha usne alien 1 ki baat mante hue teeno insani sharir car se bahar nikale our unhe pass me he road per gira diya alien 1 jo ab tak us aadmi ka rup le chuka tha usne apni aankho se laal kirne teeno insani shari per dali to agle he pal teeno insani shari me aag lag gai
Alien 1 ...... Maine jiska rup liya hai uski insani pehchan mukesh hai is liya ab se meri yahi pehchan hai
aline 2 ....... Meri insani pehchan deepa hai
aline 3 ...... Meri insani pehchan komal hai
alien 1 ...... Alfa 0069 tumhe kuch der intjaar karna hoga jaise he koi insan ke aane ka signal milta hai tum uska sikar kar uski phechan le sakte ho
kaffi der intjaar karne ke baad bhi jab koi our car udar nahi aai tab charo mukesh ki car me beth wapis ushi taraf bhad gaye jaha per wo log mini space capsule me aaye the
Teeno alien ko in teen insano se rup, pehchan , ke sath sath yaha ka gyaan our yaha ki bhasha bhi prapt ho chuki thi ab aam insano ke bich rahna inke liya mushkil nahi tha
karib subha ke samay ye charo log apne sthan per pahuche sabse pahle inhone waha apne hone ke sabhi sabut mitaye iske baad komal our alfa 0069 ke sath kaffi der tak baat karne ke baad mukesh our deepa name ke wo dono alien waha se car le kar ke wapish sahar ki our lout gaye ..............
Update Posted Friends ..........

Read And Enjoy Friends ...........