Incest Ek bechara (एक बेचारा)

Kya kahani close kar dun

  • Total voters
    10
  • Poll closed .
Reading
Moderator
395
672
93
Update 33

Ab takk...
Mercedes ki gate khulne ke pahle baaki sari gadiyo ke gate khule, aur unme se para commando ke log bahar nikle aur saleeke se khade ho gye.
Ek commando ja kar gate khola... Aur usme se ek lamba chauda sa skaks nikla jiske chehre pe koi bhao nhi tha, ekdam bhavheen, par kuchh der tak hi... Usne jaise hi apne saamne se ek bridh aurat ko aate huye dekha uske chehre pe bhi ek mushkan ubhar aayi...
Aur uske mukh se ek bhari par pyar se bhara hua awaaj nikla... Maaa...
.
Ab aage...
.
"Itna der kaise ho gaya beta, kuchh der me baarat aane wali hai aur tu ab aarha hai, aur ye sab kya hai, itni security kyu hai tumhare sath... Sab theek to hai na mere lal... "
.
Sharda devi ji, jinko dekhte ke sath hi sunil ke apne bhavheen chehre pe ek sukoon aur pyar ka bhav aa gya... Uski maa hi to thi wo jise uske zeevan ke saare rahashya pata the , aakhir sunil, jo abhi tak apne bete ke sath itna galat karne ke baad bhi apne maa ke nazro me kabhi galat nhi raha, wo hamesha apni maa ki nazro me sahi hi raha... Aur uske sahi rahne ka karan kya tha....? Uske itne galat vyavhar ka karan kya tha....?
Inn saari baato ka jabab bhale hi koi aur na jaan paye par sharda devi unn sabhi rahshyo ko bhali bhati janti thi....
Hannn, unhe ye gyat nhi tha ki aakhir sunil ko kishan ke baare me jo kuchh bhi baate pata chali hai, ...... Aakhir wo pata kaise chali.....
.
Khair naa hi unhone kabhi apne bete se iss bare me koi baat puchhne ki koshish ki aur na hi sunil ne unhe kuchh bataya....
.
Par aaj apne bete ke sath pahli baar itne sare suraksha karmiyo ko dekh kar unke mann ke kahin ek kone me ek dar umadne laga tha...
Itni suraksha tabhi hoti hai jab jise suraksha di ja rhi hai uske jaan ko koi khatra ho...
Aur yhi baat sharda devi ke parvat se man ko damadol kar rhi thi.
.
"Oooh, maa (sharda devi ke pair ko dono hatho se chhute huye) pahle apne bete ko aashirvad to de do, aur mai to subah hi aarha tha, par achanak kuchh kaam yaad aagya... Aur jahan mujhe kaam tha wahan inn guards ko le jana bhi bahut jaruri tha... Ab uss kaam se nizaat paate hi dekho mai turant yaha chala aaya...
Aur ye guards bhi waha se hamare sath hi idhar aagye... Ab tumhi batao inhe kaha jane ko bolta... Subah sab chale jayenge...
.
Sunil, apni maa ke charno ko chhu kar unka aashish lete huye, apne vilambh hone ka karan bataya... Aur sath hi sath usne ye bhi bataya ki unke sath itne suraksha karmi kyu aaye huye hai. Aur sunil ke tark aur zabab sun kar sharda devi ke chit me kuchh shanti milti hai.
.
" To chal abb, pahle kuchh kha pi le, kuchh der me barat bhi aayegi to tumhe apne mamu ke sath hi rhna hai, "
.
Sharda devi ji , nishchint hone ke baad apne bete se boli, jiske baad dono maa bete andar jaane lage...
Wahin kuchh door me bane halwaiyo ke paas se hi kishan undono ko dekh rha tha, uska mann filhaal ek alag hi dwand lad rha tha, wo dwand kaisa tha chalo jaan lete hai...
Darasal, abhi sunil ke aane ke kuchh der pahle, haveli me sheetal aur uski maa aayi thi, jinhe dekhne ke baad kishan ke vichlit mann ko shanti huyi thi, aur uske aane ke kuchh der baad uska baap aaya....
Kishan ke mann me ek taraf to bina apne baap ke saamne jaaye huye, bina uski nazro me aaye huye... Bas apne sheetal ke sath hi apna vaqt bitane ka tha, uska man nahi chahta tha ki wo aaj ke iss subh din ko apne baap ke karan kharab kare...aur wo suru se hi aisa hi chahta tha, wo kabhi bhi apne baap ya fir uske pariwar se jabab mangna nhi chahta tha... Par pata nhi kuchh dino se uske sath kya ho rha tha... Wo apne aap me khud ko hi nhi dhund pa rha tha, usse akasar ye lagta tha ki uske andar uske alawa koi aur bhi hai, jisse use aseem shakti ka anubhav hota tha, aur wohi shaks usse apne baap aur pariwar se uske kiye ka zabab mangne ke liye mazboor kar rha tha....uske andar mauzud shaks ke karan hi wo jab bhi apni bahan neha ko dekhta to uske taraf aakarshit hone lagta tha. Usse pata tha ki uska aur uske baap ka jab bhi samna hoga, bawal to hoga hi.

Aur ek taraf uska mann ye bhi kah raha tha ki apne baap ke saamne ja kar usse ankh mila kar mile... Abb aage kya hoga wo na to Mai janta hunn naa hi khud kishan aur uska baap janta hai...
Par smaya chakra kabhi rukta thode hai, wo waqt bhi aayega... Aur wo waqt khud me kya kya karta hai... Wo hame sab kuchh dikhayega...
.
Filhaal chalte kishan ke paas.... Jahan rajnish ek Stylish short kurta aur uske upar half koti ... Churidaar paizama... Me ekdam shahi thath bath ke sath kahi ka raaj kumar lag rha tha... Wo abhi abhi hi yhan aaya tha, aur aate ke sath centre of attraction ban gya tha, wahan party me mauzud adhikansh ladkiyo aur mahilaaon ki nazre uske upar hi tiki huyi thi,
.
Rj- chal, bata ab, tera bhai aaj kaisa lag raila h bidu ? Ek dam hero maafik lag raila hi ki nhi hann.....
.
Mai - aak thu..... Saale, Tu hindi me baat karta to pakka kahi ka raaj kumar lagta, par inn shahi kapdo me tara wo taporiyo thapri baali bhasha ek dam.... Aak thu.... Saale thuk kam pad rha hai... Tu soch le teri bhasha mujhe kitni gandi lagi...

.
Rj - laude, jab tu tapori giri kare tab ... Wahh wahhh..

Aur jab mai karu tab... Aak thu....
Harami, ye kaha ka rule hai bc
.
Mai - abe, mai taporiyo ki language tabhi use karta hun, jab Mere kapde se lekar situation tak tapori baali ho.... Samjhe
.
Rj - saale, apna pravachan apne paas rakh... Aur jaa ab Tu bhi taiyaar ho ja... Aur bhai suna hai tere papa bhi aagye, to apne aap ko thoda samhal kar hi rkhna, do dino se dekh rha hun, jab man kare kisi se bhi bhid jata hai tu... Ab jaa aur jaldi aana .
.
.
rajneesh ki bat ko ansuna karte huye mai wahan se sidhe haveli me chala gya .
chuki mai ek sadharan se trouser aur t shirt me tha , jo ki paseene aur bahut der tak kaam karte rahne ki vajah se gandi bhi ho gyi thi. aur uss gande kapde me mai ek kaam karne wala naukar se jyada kuchh nhi lg rha tha,
.
mai yun hi apne dhun me gungunate huye haveli ke main hall se hote huye sidhiyo ke taraf ja hi rha tha ki......
.
"aye ladke, udhar kahan chale ja rhe ho . ye saman uthao aur mere sath chalo..."
.
haveli ke hall me filhaal bahut sare mehman mauzud the jo ki sharda ji ke pariwar se achhi tarah se waqif the. aur abhi jinhone mujhe apna saman utha kar unke sath chalne ka farmaan diye the wo aur koi nahi mera pujya pita shree the. wo iss waqt hall me hi lage sofe pe baith kar apni thakan ko mita rahe the , unke sath abhi lagbhag mere saare family members mauzud the, dadi unke sath baithi huyi thi , ek tarf neha bathi huyi thi... aur ussi se lag kar khushi aur avni bhi baithi huyi thi... meri maa bhi aaj sab ke sath baithi huyi thi, wo kuchh udas jarur lag rahi thi , par wo bhi mauzud thi ... chitra devi bhi aaj waha mauzud thi...
.
abb aate hai iss baat par ki aakhir aisa kya hua jo sunil yani ke mera baap mujhse ek naukar ke jaisa baat kar rha hai, to baat ye hai ki sunil pratap singh... jaisa bhi tha par tha to mera baap hi. wo mujhe pahli nazar me hi pehchan liya tha , par ab wo ye dikha rha tha ki usne mujhe nahi pehchana hai...
.
.
Wahi, mere baap ka mere prati rawaiya, wahan mauzud har kisi ke mann me ek dar aur ghabrahat ka ehshash karane ke liye kafi tha, wahan mauzud har ek shaks mere attitude se waqif ho gya tha, aur sath hi sath sunil pratap ke attitude ko bhi achhe tarah se janta tha,
Ek taraf neha, meri maa , meri baaki bahne aur unke sath sath meri badi maa yaani ki chitra devi ke chehre par bhi bhi iss waqt sunil dwara mere prati aise ravaiye ko dekh kar dar baith gya tha... Jo ki saaf dekh ja sakta tha... Wo sab ghavrahat se meri ore dekhne lage the... Jaise ab unhe meri pratikriya ka intezaar ho.... Wohi dadi ne jaise hi mere baal ke muh se mere liye aise shabdo ko nikalte suna... Wo turant sunil ji ki kuchh bolne hi jaa rhi thi ki maine unhe rok diya....
.
" Are, ruk jaiye dadi ji, ek bujurg ki seva karna kon sa paap ho gya jo aaplog aise react kar rahi hai... Waise bhi din bhar to kuchh na kuchh kaam to karta hi rha... Aur shadi vyah to sampurn hi ek dusre ke madad se hoti hai...
Aur jab baat ek ashahay bujurg ki hi tab to wo madad ek dharm ban jata hai...

(Apne baap ke ankho me ankh dak kar bade hi pyar se)
Aap chal to lijiyega na sir, yaa fir mai sahar dekar aapko apke room me le jaun.... Aao meri chinta mat karna... Mere chahne wale ne mujhe itna takatwar aur shakshak bana diya hai ki mai ap jaise bujurgo ko to aaram se apne kandhe pe utha kar chardham ki yatra kara sakta hunnn.
Chaliye.....
.
.
Mere muh se aise jabab ki ummid shayad hi wahan kisi ko thi.... Par mere jabab se wahan ka vatavarn aur bhi tensed ho gya... Ek taraf meri baat se meri bahno aur ghar ke baaki membaro me bhi aur bhay ka ehshash aur badh gya, aur wohi dusri taraf mere baap ke chehra ekdam bhavheen ho gya, jaise usse mere shabdo se koi khasha fark na pada ho, par meri ankho ne ek baat aur bhi notice ki, jab mai apne baap se ankhe mila kar usse baat kar rha tha, tab kuchh palo ke liye hi sahi mujhe uski ankho me ek ajeeb si chamak dekhne ko mili thi... Ab wo kya tha ye to mai nahi janta tha.. Mai to bas itna hi janta tha ki aaj mujhe apne baap se apne style me hi milna hai...
.
"Wahh, bahut guts hai tum me ladke, par ek baat dhyan se samajh lo, tum kon ho, kyon ho, kya ho,.... Tumhari aukat kya hai.... In sawalo ko apne zehan ke hamesha pahli shabdkosh me shamil rakhna, warna aisi galti kabhi kabhar zindagi se bhi mahangi ho jati hai jo tumne abhi ki hai. Hann wo malum hai ki ab meri umra 47 - 48 ho gyi hai, par yahi 47 - 48 varsh ka .... Wo kya bole the tum..., hann bujurg... Wo bujurg bhale hi tumhare attitude ko bhed na paye, par uske attitude se hi tum jaise attitude wale nauzabano ko janm hota hai...
Ab zara socho.. Tumhare attitude me jyada lava hai ya fir tumhare jaise nauzavan ko paida karne wale ke attitude me...
Aur ek baat, ....tumhara ek shubhchintak samajh kar aur tumhare iss attitude se athah prashann ho kar ek advise deta hunn, jo ki mai aksar kisi kabil ko hi deta hunn, Tum aage chalkar ek bujurg ko itne kamzor bol kar unka apman na kiya karna... Bhale hi tum sharirik aur manshik bal me unse mazboot ho, par ek cheez me sadaib tum unse bahot peechhe rahoge... Wo hai tazurba.... ... Mujhe ye baat mere pita ne batayi thi, ab mai tumhe bata raha hunnn..... Aur Agar meri maad karne ka itna hi ichha hai to shirf mere samano ko mere sath mere kamre me le chalo,mere liye vyarth chinta mat karo,mai abhi samarth hunn, aur jab tak mai samarth hu tab tak to mai kisi ke bhi kandhe ka sahara nhi banna chahunga..."
.
.
Ye shabd Sunil ke the, jo aaj 15 salo me pahli baar apne bete se mila tha, uske mann me kya tha, ye baat shirf wo hi janta tha , aur shayad dadi bhi.... Aur yahi wo wajah hai hi Sunil ke baato se jahan aaj ghar ke sabhi members surprised ho gye the, wohin dadi, unke chehre pe ek azeebo gareeb mushkan dikhayi de rhi thi... Hamare vartalal ke dauran hi hall me raghav chacha , anil chacha, amar chacha, rj , rachna bua, birendra dada, kalpana bua... Aur baaki sabhi mehman bhi wahan aagye the... Aur unhone bhi Sunil ji aur meri saari baate sun li thi, shocked to wo bhi the ki mere iss tarah ke behaviour ke baad bhi Sunil ji mujhse prabhavit kyun ho rhe hai...
Par mera dhyan un logo ke taraf nhi tha, mera dhyan to kahi aur tha,.... Mai abhi tak ek tak bhavheen chehre ke sath apne baap ke chehre ko gaur se dekh raha tha, jaise uske chehre ke bhav ko padh sakoon, par maine to pahle hi bol diya hai, ki wo thehra mera bhi baap... Chehre ka Bhav chhupane me wo mujhse bhi mahir the...
.

Khair mujhe bhi kuchh kharab laga ki maine apne gussa me apne baap ko shirf apmanit karne ke liye ek bujurg ka naam lekar ... Uss bujurg ka apman kya hai... aur apne baap dwara antim me kahe gaye shabd... Pata nhi kyunn mere seene me chhap ghayi thi... Aur ghantiyo ki aawaj ki tarah mere dimag me goonj rahi thi... Mai ab wahan rukna nhi chahta tha... Ek taraf to mera gussa aur badhne laga tha... Aur dusre taraf Mujhe mere baap ka vyaktitwa apne ore kheench rha tha.... Aur fir ant me mere muh se ek aisa shabd nikla jise mera dimag command nhi kar rha tha... Aur na hi mai usse bolne se khud ko rok paya.... Jise sunkar waha mauzud saare hairan logo ki hairani aur shocking ki seema apne limit par pahunch gayi.....
.
"Sorry, mujhe kisi bridh ke bare me aisa nhi bolna chahiye.... Chaliye mai apka saman le chalta hunnn... "
.
Mai, apna pahla shabd, sorry.... Bolte samay apne sar ko jhuka diya tha.... Ata nhi kyu... Aksar Mai khud ko itna kamzor kyo mehsoos karne lagta tha.... Wo bhi apne unn pariwar balo ke samne jinhone hamesha mujhe dutkarte hi aaya hai...
Mere muh se nikle wo shabd, wahan mauzud sabhi logo ko hairan to kiye... Par unhe achaa bhi laga ki ... Chalo... Koi to jhuka.... Aur ek bawal hone se ruka... Par mere baap ko shayad ye baat pasand nhi aayi...
.
"Murkh ladke, mujhe tumhara aatmvishwash pasand aaya tha, tumhara aatitude pasand aaya tha... Par tumhara yun hi bas kisi ke ye boldene se ki tum galat ho, aur tumhare dwara uss shaks ki baat maan lena....
Ye tumhari buzdili ko darshati hai... Jo ki tumhare asli aukaat se milti hai.... Shayad....
.
Waise kya mai tumhara naam jaa sakta hunnn.. Kya tum bata sakte ho ki tum ho kon... ?
.
Mere baap ne mujhe, pahle to mera hausla badhane ka khel khela, fir mujhme kuchh khamiya dhundne laga... Aur usse bata kar mujhe manshik taur pe jhukne par mazboor kiya... Aur wapas apne wohi roo me mere samne aagya... Par ab mujhe bhi uske tark aur zabab sun kar achha laga.... aur ant me usne apne chehre pe ek shaitani hasi ke sath ek sawal bhi poocha kk mai kon hunnn.....
.
"Bahut bahut dhanyavaad sir, ki aapne mujhme khamiya dhunda... Aksar sahi raste wohi bata paate hai... Jo khud aneko baar galat rashto ka shukar huye honge... Aur aap kitne bar huye hai... Ye mai nhi poochhna chahta....
Khair mera naam kishan hai... Aur mera pehchan ye hai ki mai ek izzatdaar insaan ka pautra hunn, ek mazboot stree ka pautra hunn.... Ek vishal hriday aur vikrant jazbe bale ladke RAJNISH ka mitra hunnn....
.
Aur meri bas yahi teen pehchan, kaafi hai ek khokhle pehchan baale insaan ko uski aukaat dikhane ke liye... Jiske paas shayad bhavishya ke liye koi shahara dene ke liye... Ek santan bhi nahi hai...
Aur ek baat aur sun lijiye mr........ Wo sorry maine to apka naam hi nhi poocha... Apna naam bataiyega plzz...
.
Meri baat, issbar mmere baap ke seene me lagi shyada... Jiske karan uske bhavheen chehre me bhi ek azeeb se bhav janm le liya tha jisme gussa, ghrina...apman..aur bhi bahut sare bhao ka sangam dikh rha tha... Aur wo apne bhao ko laakh chhupane ki koshish karte huye... Apna namm bataya...
.
"SUNIL, ..... SUNIL SHAMBHU PRATP SINGH naam hai mera... Aur tumhe pata hai, mai garv se bol sakta hunn ki mera naam mujhe mere pita ke sath khud ka parichay karwata hai... Ab bolo kya bolna chah rhe the tumm... "
.
Sunil ji to sach much bahut krodhit ho gye the.. Khair mujhe kya, mujhe to unki baat ko sun kar hasi aagyi jo shayad mere baal ke gusse ko aur bhadkane ka kaam karne lagi... Aur mai halka mushkurate huye unse punah bola...
.
" Hannn, bolna to bahut kuchh hai, par aapnki bato ka hi jabab de deta hunn, aapne apna naam bataya.. Jinme aap ne apne pita ko bhi intro karvaya... Apko bata du ki aap mujhse jyada lucky hai apne naam ke mamle me.... Jinme aapke naam ke sath ek mahan insan ka naam bhi lag rha hai... Aur ek baat jinka naam aa laga rahe hai na sath me wo kisi dusre ke parichay ke mohtaz nahi hai... Unka audha... Shayad hi aap kabhi chhu paye...
..
Khair, mai iss mamle me ekdam vadnashewb hunnn..... Kyonki mujhe apne pita ka asli parichay hi nhi pata hai... Nahi maine usse varsho se dekha hai... Ab mai bhala uss insaan ka naam apne naam ke sath kyun lagau... Jisne mujhe apne chhao me palne tak nhi diya... Jisne shirf janm dena hi seekha hai... Na ki uss santaan ko ek achha insaan banana....
Khair... Mai apne baare me aur nhi bata sakta... Aaj ghar me shadi hai... Aap bata dijiye ki mai apke saman ko kaha rakh dunn....
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi... Ab update ke liye koi time table nhi rahega... Pujari ji ka nirdesh tha... Kal bhar ruko... Parso fir ek update deta hunn....
शानदार अपडेट है भाई...
अगले अपडेट की प्रतीक्षा रहेगी।
 
expectations
22,435
14,672
143

Badhiya update sare jabaab bahut shansilta se diye gaye lekin ab lagta hai kadvapan badh raha hai waise kuch aisa ho Jaye ki ek baap ko uski galti ka ahsaas ho jaye
 
परमकाल का परमभक्त... आशक्त, शशक्त!
281
1,154
125

Top