Incest Ek bechara (एक बेचारा)

Kya kahani close kar dun


  • Total voters
    10
  • Poll closed .
परमकाल का परमभक्त... आशक्त, शशक्त!
281
1,155
125
waiting new update

Shandar Update kuch rahasy jise janne ke liye ham betab the ki siraj kaun hai. Khaha hai. Suraj ka punrianm kisan ke roop me hua hai aur jahan tak nandni ka punarjanm neha ke roop me hua hai.

Abhi likha nhi hunn bandhu.... Kaam me fasa rah gya tha.... Dinner kar ke likhna start karta hunn.... Agar raat tak poori ho gayi tab mai raat ko hi de dunga.... Nahi to kal subah 9 baje tak....
 
परमकाल का परमभक्त... आशक्त, शशक्त!
281
1,155
125
Update 36
Vidayi aur vilakshan
Abb tak....
.
"Ummmaahhhhh....... Good night baby"
.
Itna bol kar, kishan ko kas ke gale lagakar.... Sheetal usse mehsoos karte huye gehre neend ki vadiyo me chali jaati hai.... Par kishan.... Wo so nhi pa rha tha.... Usse aaj aisa lag rha tha ki koi apna usse bula raha hai.... Uske liye ro raha hai.... Usse pukar raha hai... Par kon..... Iska zabab.... Shayad ab usse milne bala tha....
Waise bhi aaj birendra ji ke yahan shadi ka karyakarm pura ho chuka hoga.... Uske baad hi kishan ke zindagi ke kuchh ansuljhe patte khulne baale the.....
.
.
Abb aage...
.
Betiyan hi to ghar ki raunak hoti hai, chaahe wo kisi haveli ki ho ya fir kisi gareeb ke jhopde ki... Aur jab uss ghar me wo pal aata hai jab...
Baap rote huye, vilakhte huye apne ussi ghar ke raunak ki vidayi karta hai....
Pata nhi kisne is prachalan ki suruaat ki thi...
.
Hamari bahne, hamari betiyan... Aaj tak jis ghar ko apna kah kar usse apne haatho se sazaya karti thi...
Jiski bachpan ki kilkariyo se lekar.... Ladakpan ki athkheliya uss ghar me gunza karti thi....
Jiss ghar me wo apne bhaiyo se, har ek chhoti si cheez ke liye lada karti thi, hak zataya karti thi...
.
Wo....... Wo aaj..... Iss vidayi ke rashm ke baad.... Kisi aur ghar ki amanat bann jaati... Kisi aur ki ghar ki izzat ban jaati...
.
Jiss ghar me wo ab tak ek mezaban ki tarah... Any mehmano ki swaagat kiya kaarti thi.... Ab wo khud apne hi sazaye huye ghar me mehmaan ban kar aaya karegi....
.
Ham ladke hai.... Shayad iss baat ko samajh nahi paaye....
Par ek pal ke liye usski jagah pe khud ko dekhne ke baad....
Mere hriday me ek tees si uth gyi thi...
.
Ha, mama ki usse naya ghar, naye pariwar, ek pyar karne vala hamsafar.... Sab kuchh mila hai...
.
Par, usne iske liye kitni badi keemat chukayi hai, iska andaza ham nahi laga sakte....
.
Khair.. Chalte hai kahani ki ore..
.
Abhi kuchh der pahle hi vidayi huyi thi kalpana ki, ro ro kar sabka bura haal ho gya tha... Par maanna padega... Birendra ji khud ko bahut hadd tak mazboot kiye huye the... Utne mazboot unke suputra raghav nhi the... Raghav to apne chhoti bahan ke fere hone ke baad se hi... Apne aap ko samhalna chhod diye... Aur apni bahan ki vidayi ki vilap karne lage the.
Par birendra ji... Bhale hi samaz ke liye ek thakur the, par apni uss phool si beti ke liye to ek baap hi the, aur baap hi kyo bhala, wo to sab kuchh the kalpana ke liye.... Ek baap, ek maa... Sab kuchh.....
.
Kab tak wo khud ko sambhal paate.....
.
Kalpana....
Shadi ke jode me...
Apne pati ke sath gathbandan kiye huye.....
Apne ankho se anshru dhara ko bahate huye...
Apne pariwar walo se gale lag kar...
Mil rahi thi....
Sab se mil rahi thi..... Radhika se bhi... Aakhir wo hi to thi uski saheli... Iss haveli me... Bhale pichhle kuchh dino jo kuchh bhi hua ho... Par radhika ne aaj tak kalpana ko apni chhoti bahan hi samjha hai... Na ki nanad...
.
Radhika ke gale lagte hi.... Dono rone lage... Aakhir kaisa.... Rashm tha ye...
.
Kalpana Radhika se alag hone ke baad, apni bua sharda devi....bhaiya Sunil, anil... Aur amar.... Fir kishan ki bahne aur kishan ke sath rajnish se bhi milti hai...
Vidayi ki rashm ki Suruaat se le kar ant tak raghav apni bahan ke sath hi tha, apni bahan ko thame huye...
.
Par, birendra ji kahi nazar nhi aarhe the...
.
Aur kalpana ki nazre apne pitaa ko hi talash rahi thi.
.
"Bhaiyaaaaa, ... Paapaaaa....? "
.
Bas itna hi lawz nikle the kalpana ke mukh se, wo bhi ladkhadate huye... Rote huye.... Wo bas apne pita ke gale lagna chahti thi... Apne pita me apne maa ko mehsoos karna chahti thi....
.
Aakhir, kab tak birendra ji khud ko chhupa kar rakhte... Wo bhi apni jaan se pyari beti se...
.
"Beti........... "
.
Bharraye gale se, aankho me anshu jaise niklne ko itne betab ki poore ankhe sooz kar laal ho gye the... Birendra ji ne apne baho ko kholte huye bas apne beti ko apne waha hone ka aabhas karaya... Ki kalpana daudte huye apne pita ke taraf jaane ko huye... Par jaa nhi paayi... Ek gath bandahn jo tha uska... Uske pate ke sath... Wo ab bandh jo chuki thi... Ab usse jaha bhi jaana hoga... Usse apne pati ko lekar ya fir izazat lekar jo jana hoga....
.
Kalpana roye ja rahi thi... Usse ek gathbandhan ne apne pita ko gale lagane se rok diya tha.. Aur wo ruk bhi gayi thi...
.
Par uska pati, aakhir kalpana ko kaise nirash home deta, aur uska bhai bhi to tha sath... Ve dono aage badhe aur kalpana ko pakadte huye birendra ji ke paas le aaye... Jahan bina pal gavaye... Kalpana apne pita ke seene me dubak gayi... Aur ab uska jo rudhan tha... Wo ek baap se bichhadne ke baad unn baap aur beti pe kya beetti hai, usse saaf saaf spast kar rha tha...
.
Birendra ji bhi khud ko kab tak rok pate... Aakhir Unke andar ek maa bhi to thi... Unhone apne betiyo ko... Ek baap ke saaye ke sath... Ma ki mamta ka bhi kami na hone diya tha...
.
Kuchh der tak dono baap beti me bahut se vartalap huye... Kalpana ke pati ne bhi apne sasur se ashirvad liya... Aur fir sab chalne lage haveli ke bahar...
.
Saji huye 3 gaadiya wahan mauzud the.... Kuchh der tak bahar bhi pariwar baale apne ghar ki beti ko duaye dete rahe,
Fir ant me kalpna ke pati se, apni beti ke achhe se dekh rekh ke liye... Aur koi problem na ho.... Iske liye... Apne hatho ko jod kar nivedan karne lage...
.
Jiske pratiuttar me kalpana ke pati ne, vapas birendra ji ke haath pakad liye, aur apne sar pe rakh liye...
Usne bas itna hi kaha ki, pita ji... Aaj se kalpana meri ardhangni hai, mai kaise usse takleef hone de sakta hunn, aap nishchint rahe... Aur aap ko nivedan karne ki zarurat thode na hai... Aap aadesh diya kijiye... Achha ab chalta hunn.... Samay bahut ho rha hai.. Jyada late karne par dhoop sar chadh jayegi...
.
Kalpna ko bhi raghav God me utha kar uske gaadi me baitha hai, par kalpna, gadi me baithne ke baad apne bhai... Ko aur gale laga kar rone lagti hai... Wo usse chhodti hi nhi hai...
Jisse raghav usse assavst karta hai ki, wo jald hi usse lene aayega... Uske ghar... Aur ye haveli bhi to uska hi hai wo jab chahe tab yaha aakar rah sakti hai... Itna bolne kr baad wo kalpana se alag hota hai.... Gadi ke darwase band hote hai... Kalpana abhi bhi khidki ke paas se sab ko rote huye nihar rahi thi.... Apne haveli ko nigaar rahi thi..... Aur dekhte hi dekhte kalpna ki ankho se haveli door hoti gayi.....
.
Kalpana ki vidayi ho chuki thi.... Aur yahi wo pal tha.... Jo ki har uss ghar me aata hai jiske ghar ki betiyo ki vidayi hoti hai.... Chahe wo ghar kisi gareeb ke ho ya fir kisi ameer ke...
.
Vaqt to rukta nhi, aur uske sath chalne vaale insan bhi nhi rukte hai... Waise hi yahan bhi vaqt aage badha....
.
Ab dopehar ke 2 baj rahe the.... Haveli me shirf radhika rakhav aur amar hi jaag rahe the... Jo ki unn mehmano ko vidayi de rhe the jinhone shadi purn hone ke baad hi apne apne ghar ko niklne ka soch tha...
.
Radhika..... Ab yahi to thi iss ghar ki ek matr mahila.... Jisne apni bahan jaisi nanad ke shadi ko achhe se shakar karne me sabse jyada yogdaan di thi.... Sach hi to hai... Poore teeen din aur raate se... Usne bina ek pal bhi soye huye... Apne ek pairo pe khade hote huye... Usne ek maa ke sath sath, ek bhabhi... Ek bahan aur ek saheli ki sabhi dayitwa nibhayi thi... Jabki uske apne bhi bahut dukh the uss waqt... Uska pati usse muh mod liya tha.... Wo khud ko ek aise mahila ke sadiyantra me fasa baithi thi, jisne uske zindagi ko rangheen kar diya tha...
Khair, fir bhi Radhika abhi tak... Ghar ke sabhi kaamo ko ek pairo me khadi ho kar kar rhi thi....
.
Aur uske iss samarpan ko ghar me mauzud saare log dekh rahe the.... Aur khush bhi the....
.
Pinki filhal kishan ke bahno ke sath thi... Bechari wo bhi to apni buaa ki aadi thi.... Vidayi ke samay se hi abhi tak so rahi thi... Ab pata nhi jab wo jagegi... Aur apni pyari kalpana bua ko nhi dekhegi tab usse kaisa lagega...
.
Haveli me inn mausud 6 sadasya ke alava sab so rahe the.... Radhika, raghav aur amar to haveli me hi mauzud the....
.
Kishan aur rajnish... Filhal.... Vidayi ke vaad se hi raghav ke bullet se haveli se bahar chala gya tha....
.
Aur uske kuchh der baad.... Sunil bhi.... Raghav ki jeep ko lekar bahar kahi gaya tha...
.
Par Rajnish aur kishan to bas apni apni mashukao se milne nikla tha... Jo ki subah hone ke pahle hi apne apne ghar chali gayi thi...
Unhone hi in dono ko sheetal ke ghar pe bulaya tha... Nimi bhi subah subah sheetal aur uski maa ke sath uske ghar hi chali gayi thi.. Aur jaa kar wohin so gyi thi...
.
Aur ab tak to wo dono jaag kar... Naha dho kar poora fresh bhi ho chuki thi...
.
Wo dono ladkiya... Sheetal ke ghar me hi me hi mausud thi... Aur abhi bhi yaha ek sukoon dene baali sugandh faili huyi thi... Wohi... Mitti ko shayad fir se gobar aur gilabjal se neepa gya tha...
.
Ussi mitti me ek badi si chatayi bichha kar uspe baithi apni baate kar rhi thi... Nimi aur sheetal....
.
Pata nhi kya bate ho rhi thi dono me, jo wo har baar pe ek dusre ko jaise ki chidha rahi thi... Aur fir... Has diya karti thi....
.
Sheetal. Ki maa, apne kitchen me thi... Khana taiyaar tha... Bas unhe intezar tha to shirf kishan aur rj ka....
.
Kuchh der me hi, unhe bullet ki aawaz sunayi dene lagi....
.
Jisse sun kar un dono ladkiyo ke chehre pe mushkan agyi....
.
Dono daudi darvaje ki taraf... Par sheetal ke maa ne unke pahunchne ke pahle hi darwaja khol di thi...
.
Ab aage ki kahani...kishan ki zubani hi sahi rahega...
.
Mai, aage jaate huye sabse pahle uss bichhayi huyi chatayi pe ane pair pasar kar baith gya...
.
Mere jaise hi rajnish bhi seedhe wohin pair pasar ke baith gya.. Hamdono iss tarah baithe the ki pooore chatayi hi ab fool ho gyi thi... Kaha pahle wahan do fool se ladkiya baithi huyi athkhleiya kar rhi thi, aur kaha ham dono sandh se 6 aur sadhe 6 foot ke ladke... Aakar uss poore... Chatayi par hi apna kabza kar liye...
.
Hamare iss harkat ko dekh kar jahan sheetal ki mom haste huye vapas kitchen chali gayi.... Wohinn... Nimi... Apne tevar dikhane lagi...
.
Nimi- ye kya harkat hai tum dodo ki... Ye hamari jagah hai... Chalo hato...bade aaye babu sahab....
Baahar se aye aur sandh jaise... Jaha jagah mila ki palar gaye...
.
Sheetal - are, rahne de na nimi, thak gaye honge..... Ham to subah hi chale aaye na.. Par ye bechare to tab se wohinn honge naa... Wo bhi jaage huye hi...
.
Nimi - wahh... Wa.. Wa. Waahh...... Bahut achhe, abhi mile huye theek se chat din bhi nhi huye hai .... Dekhi to hamari banno ko unke jone baale pati ki kitni chinta... , are ye tumhe murkh bana sakte hai par mujhe nhi...
Subah hamare aane ke 2 ghante baad hi vidayi ho gye the... Matlab 7 se sadhe 7 ke beech me hi... Aur tab se ye dono janab.... Janti ho kya kar rhe the...
.
Sheetal.. - kya kar rahe honge.. Ghar me itna kaam pada tha.. To ussi me hath bata rahe honge na...
.
Nimi - are meri bholi gudiya, tu na.... Abe Tu inki aankhe dekh kar bata na... Kaha se lagta hai ki ye jaag rahe honge... Maine avni ko call kiya tha, aur unhone hi bataya ki... Ye dono... Unke kamre se hi kuchh gadde ,takiya aur chadar chra kar store room me chhup kar sone chale gaye the.... Bade aaye... Aur isme bhi inhone apni shaitan bahno se hi madad mangi thi... Kaambchor kahike..
.
Nimi ki baat sun kar jahann ham dono yaar thahake lagakar hasne lage.... Wohin, sheetal ne mujhe aise dekha jaise kah rahi ho ki... Aap ruko mai aapko akele me batati hunn...
.
Kuchh der aise hi hasi mazak hoti rahi... Aur fir sheetal ki ma ne hame lunch ke liye bulaya... Aur ham sab lag gaye desi lunch ka luft uthane me....
.
"Kaise ho bete, abb tumhare pita kaise hain.... "
.
"Bas, sab aapki meharbaani hai chacha ji.... , sab badhiya hi hai... Aapke kahe anusaar maine unke yaha bodyguard ki naukari kar li hai... Aur aapko unki bahut saari gair kaanuni dhando zaankari bhi pahuncha dunga...
Rahi baat pita ji ki... Yo unme filhaal kuchh khaash sudhar nhi huaa hai... Par aapne jin doctor ko bheja tha, unhone mujhe aasawast kiya hai ki bhale hi waqt lage par pita ji pahle jaise zarior ho jayenge.. "
.
Sunil, filhal iss waqt, gao me mauzud kusti ke akhade me mauzud tha... Aur wo yaha ussi kallu pehalwan se milne aaya tha... Jo lala ke yaha uske bodyguard ka kaam kiya karta tha...
Kallu ne uske bodyguarding karne ke liye shirf ek shart par mana tha ki wo thakuro ke khilaf ek harkat me bhi unki madad nhi karega...
.
Issiliye, jab jab lala aur thakur ka amna samna hua... Kallu waha mauzud nahi tha...
.
Aur kallu ko uss bodyguard ki naukari ke liye... Khud Sunil ne hi manaya tha... Taaki uske through Sunil... Lala ke kaale chithhe ke baare me saboot ikattha kar sake...
.
Sunil - wo zarur theek ho jayenge beta... Aur batao kaisi chal rahi hai prashitchhan... Kitne naye pehalvaan taiyar kiye ho iss baar...
.
Kallu. - ye baat aap bol rahe ho chacha... Yaha ke pehalvaan ki baate to aap bilkul ho na karo...
Aapne apne ghar me hi ek aisa pehalvaan paal rakha hai... Jo ki hamare jaise das das ko ek baar me hi maat de de...
.
Sunil - achha, raaju bbhai ki baat kar rahe ho...
.
Kallu - nahi chacha ji , raaju kaka to swayam mere guru hai... Par mai unke baat nhi kar rha hunn, balki... Aapke bete... Chhote pratap ji ki baat kar rha hu.. Kishan ji ki...
Unke kisse faile pade hai... Ki kaise unhone us rockey ke uss hatte katte dost ko uss mehandi vaale din apne ek hath se aise uthaye huye the, jaise ki wo koi vastu ho... Aapko pata hai... Wo ladka... Jise kishan babu ne ek hath se utha kar 7 metre door faink diya tha... Wo iss akhada ka sabse umda pehalvaan tha... Wo bas shirf mujhse hi harta tha... Baaki kisi
me itni himmat nhi hoti thi ki usse hara paye...
.
Sunil - hmmmm, achha hai... Waise... Mai lala se hi milne jaa rha hunnn... Usne jo harkat ki hai... Uski saza to mere beta hi dega.... Par kuchh hidayte dena mujhe jaruri lagti hai..
.
Kallu - mai bhi chalu chacha ji...
.
Sunil - nahi.... Agar tum sath gaye.. Tab unhe tum pe shak ho jayega... Tum apni prashikchhan karo...
Mai ab nikalta hunn
.
Kallu - aise nahi chacha... Abhi guddu lassi le kar aata hi hoga... Ap pi kar jaana... Ye lijiye aagya...
.
Sunil bhi kallu ke baato ko maankar lassi ko pi liya, aur wahan se vida lekar... Nikal pada... Lala ke taraf...
.
.
.
Lala.... Aur... Ranjeet.... Filhal apne ghar ke bahar bageeche me baithe the... Rockey wapas shahar jana chahta tha.. Usse ab gao me kuchh achha nhi lag rha tha.... Par lala aur ranjeet ko ek darr ne gher liya tha... Wo janta tha ki uske bete ne aisi gustakhi ki hai... Ki bhale hi Sunil usse maut naa de... Par maut se bhi baddatar halat kar sakta tha wo....
.
Rockey apni maa ko mana chuka tha... Aur usne apni maa ke samne ek vachan bhi diya tha ki ab se wo kisi ke sath badtamizi nhi karega...
Baaki, uske andar kya chal rahi thi ye to shirf wo aur uske baap dada hi jaante the...
.
Unhe fir se haar ka samna jo karna pada tha... Wohi haar.... Jisse wo 20 varsh pahle bhi chakh chuke the...
.
Aur sath sath... Sheetal ke roop me uski wi zameen bhi wapas chali gayi thi... Jisse paane ke liye unhone sheetal ki shadi rockey se karna chaha tha...
.
Bhale hi bahar se ye log shant dikh rahe the, par ye log wo gidad the... Jo bhale hi apne poore kul kil ko tabah kar de... Par ek na ek baar jarur ghaat lagakat... Hamla karenge... Aur wo hamla bekar bhi nahi jayegi...
.
Filhal to teeno baap bete... Ek sath bahar garden me baithe huye the... Ki ek darvaan daudte huye andar aaya....
.
"Shab ji, shab ji... Wo pratap ji aaye hai aap se milne ke liye... Bol rahe hai ki lala ji aur unke bete se milna hai... "
.
Darvaan ki baat sun kar, dono baap bete sakte me aagye.... Unhe ye malum chal gya tha ki Sunil gao aagya hai, par unke dimag se filhal ye baat nikal chuka tha...
Par rockey, usse to laga ki shayad koshan aya hai... Usne apne hatho me lage plaster.. Apne sar aur kandho pe bandhi pattiyo ko dekha aur fir apne jabde bheechte huye kaha...
.
"Ye sala, kishan... Hamare yaha kyo aaya hai dada ji... Uska bhagya achha hai ki abhi mai jakhmi hunn varna .. Aaj mai usse zindaa nhi chhodta... "
.
Lala- are murkh ladke, wo kishan nhi hai.. Uska baap hai... Jiski kahani maine batayi thi... Kishan ne to tumhe zinda bhi chhod diya... Par agar uske jagah pe Sunil hota na to tumhare tukde kar ke kutte ko khila deta.... Samjhao apne nasamajh bete ko ranjeet mai unhe lekar aata hunn.
.
Itna bol kar wo darvan ke sath hi darvaaje ke pass pahunch gya...
.
Aur fir uski nazar padi... Ek laal zeep pe... Jisse wo achhe tarah se pehchanta tha... Aur ussi zeep ke bonut pe baitha tha wo shaksh jisne aaj se 20 saal pahle lala ke parwar ko aadha kar diya... Sunil... Sunil ka chehra... Ekdam shard.... Ho rakha tha... Wo ek tak... Darvaje ke peechhe khade lala ke ankho me dekh raha tha... Lala ki to ghighi ban gayi thi...
.
Lekin... Ekaaik... Sunil ke chehre pe ek mushkaan umad ayi... Jise dekhne ke baad... Lala ka dar... Aur bhi badh gaya... Ya fir ye kah sakte ho ki usse... Maut ne pyar se apne paas aane ko kah rah ho aisa usse lagne laga...
.
Ab dekhte hai ki aage kya hoti hai... Lala aur Sunil ke iss khash mulakat me
.
.
.
Aaj ke liye itna hi... Agar update achhi lage... Tab like kar dena...
 
Last edited:
परमकाल का परमभक्त... आशक्त, शशक्त!
281
1,155
125
sereious legaye bandhu han sach kaha maine ki update mai kuch kami thi nam ka lamba tha
chahe to padh kar dekh lijiyega

kahani apki hai jaise ap chalayenge vaise hi chalegi
yadi
mera yaha ana kharab laaga ho to bata dijiyega hum shant ho jayenge
jaise mujhe laga maine waisa hi likha
asal jivan mai bhi mai aisa hi hu jo man mai ata hai vahi bolna aur karna yahi parivarti hai meri

ant mai jo mujhe laga maine sapasht taur pr bata diya agar apko kharab laga to mafi chahunga agr jyada kharab laga to maun ho jata hu vo sabse sahi rahega

waiting new update

Shandar Update kuch rahasy jise janne ke liye ham betab the ki siraj kaun hai. Khaha hai. Suraj ka punrianm kisan ke roop me hua hai aur jahan tak nandni ka punarjanm neha ke roop me hua hai.


Aaj update aayega kya bhai

Posted bhaiyo
 
expectations
22,461
14,689
143
Posted bhaiyo
update ki suruaat me hi bhauk ho gaya hun ye vidai ka pal itna dard bhara hota hota hai kewal wahi samjh sakta hai jisne usko mahsus kiya hota hai asaan nai hota hai ye dard hanlaki baad me sab normal ho jata hai lekin wo pal kalpna matra se sihar uthta hai jab ek beti vidai ke time naam pukaar kar roti hai bahut takleef hoti hai us time ki jisko foolon ki pala Jo ghar ki shaan hai koi dusra aaj usko le ja raha hai lekin last me sab jaruri hai is sansaar ko chalane ke liye bas dua itni hai ki betiyan khus rahen Jahan rahen
 
परमकाल का परमभक्त... आशक्त, शशक्त!
281
1,155
125
update ki suruaat me hi bhauk ho gaya hun ye vidai ka pal itna dard bhara hota hota hai kewal wahi samjh sakta hai jisne usko mahsus kiya hota hai asaan nai hota hai ye dard hanlaki baad me sab normal ho jata hai lekin wo pal kalpna matra se sihar uthta hai jab ek beti vidai ke time naam pukaar kar roti hai bahut takleef hoti hai us time ki jisko foolon ki pala Jo ghar ki shaan hai koi dusra aaj usko le ja raha hai lekin last me sab jaruri hai is sansaar ko chalane ke liye bas dua itni hai ki betiyan khus rahen Jahan rahen
Rahul bhai, update me vidayi wala part raat ko hi likh rha tha... Aur likhte likhte kab meri ankho se paani chhalak aaye pata hi nhi chala...
Khair, dhanyavaad aapka
 

Top