Adultery Galti se pyar

Newbie
5
9
3
Ye kahani hai jab Rashi 21 ki thi. Gori, lambi, patli, padhi likhi, seedhi lekin bewakoof kahein ya bholi, thodi gaaon waali si thi. Sabka bhala chahti thi. Usey Oberoi and Company mein kaam kiye 6 months ho chuke the. Aur abhi tak usne jaldi hi bohot kuchh apne kaam mein seekh liya tha. Apne padhaai ka course bhi jari rakha huwa tha Rashi ne, lekin padhai aur kaam k bich hamesha kaam ko zada importance dena padhta tha usey. Lucky her, uske boss- Mr. Diwakar, 55 saal ke ek rich gentleman, jo ki Rashi ko kam waqt mein samajh gaye the kyunki ve unke boss the, aur Rashi unki secretary. Rashi bhi Mr. Diwakar yani Oberoi company ke chairman ka kafi khayal rakhti thi, kaam ka pressure kam dene ki koshish karti aur unke khane pe zada dhyaan deti thi.
Baat thi tabki, jab 3 din se Diwakar sir kaam ke liye late aane lage. Rashi ne office ke staff se pata kiya ke kahin wo kisi cabin mein kisi kaam mein toh nahi fase hain. Wo unki coffee ke liye puchhne nikli. Lekin apni uss white kurti mein boss ke liye coffee le ke har cabin mein hi bhatakti rahi. Usey kisine bataya tha k shayad boss corner wale cabin mein hain. Jaise hi wo turning se cross karte huwe, corner mein jaldi-jaldi coffee thandi jaane ke darr se jaane lagi toh......
Jhatkaa laga!! Boss toh nahi, lekin koi Men in black dress-up mein wahan rasta cross karte huwe coffee sari uss ladki ke kurte mein, wo light brown garama garam daag dekh hairan ho gaya. Wo tension mein aa gaya k garam coffee ne usey jalaa diya hoga. Bina soche usne uss ladki ke breast pe light haath ferte huwe sorry-sorry kaha.. (Bina ye dhyaan diye ke wo ek ladki hai, wo bhi typical Indian)
Rashi- (garam coffee body mein girne se pehle hi shocked thi aur upar se uska dhyaan apne body pe padha toh wo BLANKKK ho gayi. Apne shareeer pe kisi paraaye aadmi ka haath dekh ke usne apni eye brows bigaad ke aankhein badi karte huwe ek lambiii saas li.. aur ekkkkk ZOORRRR ka tamaaachaa diya uss ladke ke.
Saamne shishe ke darwaaze se cabin mein baithe Mr. Diwakar ye nazara saaf saaf dekh ke khade hi ho chuke the. (Bahar bhagte huwe aaye)
Aditya (wahi men in black) apne ek gaal pe haath rakhte huwe... "How dare you slap me?"
Rashi- O Hello! Tameez se. Oonchi aawaaz mein baat mat karo. Ek toh galti karte ho, upar se chilla rahe ho...🤬🤬
Mr. Diwakar baat aur bigde isse pehle Rashi ko cabin mein behla phusla ke le aaye. Udhar Diwakar ke manager ne Aditya ko bhi samjhaa bujhaa ke thanda kiya apne cabin mein kheench kar le jaa ke.
Kya lagta hai aap logon ko ..aage kaise baat banne waali hai, ya kya baat bigad jaane waali hai.. is kahani mein... Kya galti se shuruwat ho rahi hai to pyaar bhi galti se hoga inme? Mention in the comments. Also, this is my first post, so please let me know how much did you like it. Thanks in advance
 
Last edited:
.
Moderator
2,372
1,837
143
images
:toohappy: For starting new story thread :toohappy:
:happy: :party3: :happy:
:pray2:Hope this story will touch our hearts:pray2:
:avazak:
 
ᴋɪɴᴋʏ ᴀꜱ ꜰᴜᴄᴋ
995
1,082

:congrats: for new story..
Mast dhamakedar update tha bhai
 
Eaten Alive
4,118
4,183

:congrats: for new story
 
R

Riya

Congratulations for new story.
aditya ko thappad maarne ki wajah bilkul sahi hai, galti aditya ki hai.
lekin log kehte hai pyar ki suruvat jhagde se hoti hai.
 
Top