- 306
- 58
- 28
UPDATE 103
Haweli pahunchte halka andhera hone laga tha. Rupali tezi se car chalati haweli pahunnchi. Use lag raha tha ke Payal haweli mein akeli hogi par vahan uska bilkul ulta tha. Haweli mein Payal ke saath Bindiya aur Chander bhi the. Bindiya ko dekhte hi Rupali samajh gayi ke usne baat maan li hai aur vo Tej ke saath sone ko taiyyar hai. Par Tej aaj raat bhi haweli mein nahi tha.
"Namaste Malkin" Bindiya ne haath jodte hue kaha "Ab kaise hain thakur sahab?"
"Abhi bhi serious hain" Rupali ne jawab diya "Tu kab aayi?"
"Bas abhi thodi der pehle" Bindiya ne kaha aur vahin neeche beth gayi
Rupali ne Payal ko pani lene ko kaha. Vo uthkar gayi to Chander bhi uske pichhe pichhe kitchen ki taraf chal pada.
"Mujhe aapki baat manzoor hain malkin" Akele hote hi Bindia boli
"Abhi nahi" Rupali ne aankhen band karte hue kaha "Baad mein baat karte hain"
Us raat Rupali ne akele hi khana khaya. Bindiya aur Chander ko usne haweli ke compound mein naukaron ke liye bane kamro mein se 2 kamre de diye. Khane ke baad vo chaay ke cup liye bade kamre mein bethi thi. Tabhi Bindiye samne aakar beth gayi.
"Accident kaise hua malkin?" Usne Rupali se puchha
"Pata nahi" Rupali ne jawab diya "Ye to kal hi pata chalega"
Dono thodi der khamosh bethi rahi
"To tujhe meri baat se koi aitraaz nahi?" Thodi der baad Rupali ne puchha. Bindiya ne inkaar mein sar hila diya
"To phir jitni jaldi ho sake to shuru ho ja. Ab chunki thakur sahab bimar hain to mujhe ghar ke kaam kaaj dekhne ke liye Tej ka sahara lena hoga jiske liye zaroori hai ke vo ghar par hi ruke"
Bindiya ne baat samajhte hue haan mein sar hilaya
"Par ek baat samajh nahi aayi. Tu ek to taraf to Tej ko sambhalegi aur doosri taraf Chander?" Rupali ne chaay ka cup Bindiya ko thamate hue puchha
"Uski aap chinta na karen" Bindiya ne muskurate hue kaha
Raat ko sab apne apne kamre mein chale gaye. Rupali apne kamre mein leti sone ki koshish kar rahi thi. Neend uski aankhon se jaise koso door thi. Tabhi beech ka darwaza khula aur Payal Rupali ke kamre mein dakhil hui. Halki roshni mein Rupali dekh sakti thi ke vo apne kamre se hi poori tarah nangi hokar aayi thi.
"Maan ki tarah beti bhi utni hi garam hai. Jism ki garmi sambhal nahi rahi" Rupali ne dil mein socha
"Aaj nahi Payal" Usne ek nazar Payal ki taraf dekhte hue kaha
Uski baat sunkar Payal phir dobara apne kamre ki taraf laut gayi..