update....
Naina-aaj bhi priya hi ajay ki khusi hai aur us ki khusi ke liye
hum kuch bhi ker shakte hai.per ajay aab yaha nahi hai wo
India chala gaya.
P.D-Ye to bahut accha hai hum bhi aab India mai hi settled
ho Gaye hai priya bhi wahi hai.
Naina-Lagta hai Bhagwan se bhi un dono ki judayi dekhi
nahi gayi.aap chalne ki taiyari kare mai aapna saman pack
ker ke lat hu.
P.D-Per beta itne jaldi thumare visa aur baki ki formalt
kaise ho payegi.
Naina-Aap bhool rahe hai mai bhi ek Indian hu aur hamesa
rahugi aap us ki tension na le waise bhi yaha koi hame kisi
kam ke liye mana nahi ker shakta.
P.D-Ha WO to muje pata hai mera sawal hi galat tha .