Thriller KING ~ Road Full Of BlooD

Will Change With Time
Moderator
9,272
17,131
143
Update:-2

{Destiny}

Apne kamre me Sangeeta aur Sanjay bat kar rahe hote hai

Sangeeta:- AAP sun rahe hona mujhe bhi ek ladka chahiye.apni ek ladki to hai aur ab ek ladka aur ho jaye to bus mujhe aur kuch nahi chahiye bhagwan se.

Sanjay:-Sangeeta mere haath mein thodi hai ke ladka hi hoga voto bhagwaan ke hath me hena.hum apna kam karenge aur fal bhagwaan dega ye bol Sanjay apni biwi ko apni baho me le leta hai.

Sangeeta:- are chodo abhi nai badme kehke Sangeeta Sanjay ki baho mese nikal jati hai.

wahi dusre kamre me Rukmani apne bete ko apne se ek shan bhi dur nai kar rahi thi aur ye dekh Murali mand mand muskura raha tha..phir wo bolta hai

Murali:- hame bhi hamare bete ko god lene do.

Rukmani:- kisne mana Kiya he apne bete god lene ke liye

ye kehke Rukmani Jagdish ko Sanjay ko sop deti hai.

Dono mata pita apne bete ke sath khelte hai.

Aise hi hasi khushi time nikal ta jata he aur isi bich Sangeeta ek ladke ko janam deti hai.uska naam Karan ke liye Guruji ko bulaya jata hai. uska naam Varun rakhte he.

Jab Jagdish 4 saal ka hota hai tab uske mata pita ki ek train hadse me unki mrityu ho jati hai aur ye hadsa uske chote bhai yani ki Sanjay ko andar se janjor ke rakh deta hai par uski biwi Sangeeta usko jaise taise himmat rakhne ko kehti hai aur unki nishani (Jagdish) ko apne bete ki Tarah pal ne ko bolti hai....

Waqt ke sath sath dukh bhi kam hota jata hai aur Jagdish bhi bada ho raha tha par Murali aur Rukmani ki kami aaj bhi unko mehsus hoti thi.

Jagdish bhi same school join karta hai jaha Khushboo padh rahi thi aur dono bhai behan ek sath school jate hai aur aate hai.. Khushboo bhi ab badi ho gai thi vo Jagdish ko apne chote bhai ki hi tarah uski dekhbhal kar rahi thi.

Varun aur Jagdish me 2 saal ka antar tha.Khushboo aur Jagdish me dedh saal ka antar tha. Khushboo aur uske sage chote bhai Varun me Sade 3 saal ka antar tha....

jab Jagdish 2nd STD me hota hai tab uski dosti Ranjeet ke naam ke ladke se ho jati hai aur dono jigri yaar ban jaate hain aise hi inki dosti aur gehri hoti jaati hai waqt bitane pe.

Inki dosti kyu gehri hoti hai uska bhi reason tha jaise Jagdish ke mata pita nai the vese hi Ranjeet ke bhi nai the isliye ye dono ki dosti itni gehri thi par fark ye tha ki Jagdish ke Chachi usko apne sage bete ke tarah rakhte the par Ranjeet apni bua ke vaha rehta tha aur vaha usse koi dhang se baat bhi nahi karta tha.

jab 4th ke exam finish ho jate hai uske baad summer vacation me jab Ranjeet Jagdish ko milne uske ghar chala jata hai cycle se kyun ki usko ek bahut jaruri baat batani thi Jagdish ko.

Ranjeet Jagdish ko hamesha se jaggu kehke bulata aaya tha ya phir J.J bulata tha.

Dono hall me baith ke baat kar rahe the.

(aaiye apan bhi sunte he ki Ranjeet aisi konsi bat jaggu batane ke liye dhup me cycle leke 4 km dur apne ghar se jaggu ke ghar aaya tha.)

Ranjeet:-jaggu tujhe pata hai main tere sath nahi padh ne wala hu..

Jaggu:-aisa kyu bol raha hai Ranjeet tu.

Ranjeet:- mene Aaj bua ko kisi se phone pe bat karte huye suna tha ki vo mujhe boarding school me bhej rahe hai isliye mene tujhe ye bola

Jaggu:-tu tension kyu leta hai main bhi tere sath boarding school mein aaunga.

Jaggu ki baat sun Ranjeet bhi khush ho jata hai aur uth ke jaggu ko hug karta he....unki ye baat jaggu ki Chachi ne sun li thi jab vo apne kamre mese bahar aa rahi thi par vo vahi ruk gai aur vo un dono ki dosti dekh hairan ho gai ki itni Kam umar mein inki dosti aisi hai to aage chal ke kesi hogi...

Sangeeta bahar aake dono bachho se kehti hai

Sangeeta:- Are Ranjeet tum kab aaye aur jaggu tu ne chay paani ya nasta pucha ki nai Ranjeet ko..

Jaggu:- nai Chachi mene isko kuch nai pucha aur isko puch ne ki jarurat bhi nahi hai.

Sangeeta:- aisa kyu Bhala Jaggu ye achi baat thodi hai.

ye sun jaggu uski Chachi ko kehta hai

Jaggu:- Chachi chay to mujhe banani aati hai nahi aur paani,naashta to ye khud le sakta hai.ye thodi mehman he.ye bhi to iska hi ghar hai.

Sangeeta:- ha ye tum ne sahi kaha aur wo kitchen mein chali jaati hai dono ke liye chay aur nashta laane ke liye

Ranjeet:-Jaggu ek baat bata ye kese Mera ghar hua.

ye sun Jaggu apne sir pe hath Marta hai aur kehta hai

Jaggu:- pagal tu sirf mera dost nai hai balki tu mera bhai jaisa hai….tu bhai jaisa hi nahi balki tu mera bhai hi hai samjha aur tu yaha aata jata rehta hai isliye ye ghar tera bhi hua na pagal.

Thodi der bat karne ke bad Sangeeta bhi aa jati hai hall mein aur aate hi jaggu ko kehti hai

Sangeeta:-beta apni ji ji aur apne chote bhai ko niche bula ke Lao chay aur naste ke liye.

Kaki sa ka aadesh sun jaggu jat se upar jata hai aur apni jiji,apne chote bhai ko bula ke Lata hai fir sab beth ke hasi majak karte huye chay aur nashte ka luft uthate hai aur thodi der bat karne ke bad Ranjeet apne ghar ko lot jata hai.

jaggu apne kamre mein Jake bistar par let jata hai aur Ranjeet ki bato ko leke soch raha hota hai.aise hi sochte sochte sham ho jati hai aur uske Kaka sa ghar aa jate hai showroom se.

Khushboo jaggu ko dinner ke liye uske room me bulane aa jati hai.

Khushboo:-chal jaggu niche khana ready ho gaya hai papa aur mamma wait kar rahe hai tumhara niche dining table par ye sun Jaggu bolta hai

Jaggu:-ji ji aap jao mein aata hu aapke pichhe pichhe.

Jaggu ki bat sun Khushboo chali jati hai aur jate jate keh jati hai

Khushboo:- jaldi aana jyada der mat karna itna kehke niche chali jati hai

Jaggu nichhe Jake dining table pe baith jata hai aur uski kaki sa usko aur baki sab ko khana parosti hai. jaggu khane lagta hai aur khate khate apne kaka sa se kehta hai ki usko aage ki padhai boarding school mein karni hai.ye bat sun sab shock ho jate hai shivaay ek ke aur woh ek shakhs koi aur nahi balki uski kaki sa thi.

Sanjay:- jaggu bete Kiya me puch Sakta Hu ke aapne ye faisla kyu liya jab ke aap yahan reh kar bhi padhai kar sakte ho na.

KHushboo:- ha! papa sahi to keh rahe he chote tujhe kyu boarding school mein Jana hai Kiya hum tumare koi nahi lagte jo tu boarding school mein jane ki bat kar raha hai.

Jaggu:-ji ji aisi baat nahi hai aur kaka sa maine isliye ye faisla liya hai kyon ki mera friend Ranjeet ki bhua usko boarding school mein bhej Rahi hai aur vo vaha Jake akela mehsus na kare isliye mein uske sath boarding school join karne ka soch Raha hu.

varun jo ab tak khamosh betha tha vo uthke jaggu ke pas aake uski bahe pakad ke kehta hai.

Varun:-bhai sa main aapko kahi nai Jane Dene wala aap yahi rehne walo ho agar Ranjeet bhai sa ko boarding school me Jana hai to unko jaane dijiye par main aapko kahi nahi jaane Dene wala agar aap ko jana hi hai to main bhi aapke sath chalunga boarding school mein.

Jaggu:- Are chote tu baat ko samaj nahi Raha hai mere liye to aap sab ho hi par uska kon hai mere siwa isliye me uske sath jane BB ka soch raha hu.

Sangeeta jo ab tak khamosh thi vo kehti hai

Sangeeta:- Agar jaggu boarding school mein Jana chahta hai to usko jaane dijiye isi bahane usko alag alag logo se milna bhi ho jayega aur duniya ko dekh ne ka nazariya bhi badal jayega iska.jaggu beta main aapse sehmat hu.

Sanjay:-Thik hai jaggu beta jesa aapko sahi Lage.

Sanjay ke itna kehte hi khushboo bol padti hai

Khushboo:- jab tak chotu boarding school nahi chala jata tab tak vo mere room mein soyega.

Khushboo ki bat sun Varun bhi bol ta hai

Varun:-main bhi aap logo ke sath sounga ji ji.

Fir sab apna dinner karne ke bad apne apne kamre mein chale jate hai aur thodi der ke bad Khushboo Jaggu ko apne sath apne kamre mein le jati hai jaha varun pehle se mojud hota hai.

Tino milke thodi der bate aur Masti karke so jate hai wahi unke pass ke kamre mein jaha Sangeeta aur Sanjay aapas mein baat kar rahe hote hai

Sanjay:- Sangeeta tum ne jaggu ko kyu kuch nahi kaha Kiya tum usko apna beta nahi manti.

Sanjay ki baat sun Sangeeta gussa ho jati hai Sanjay par aur kehti hai

Sangeeta:-aap kaan khol ke sun lijiye mera ek beta nai hai mere do bete aur ek beti hai samjhe aap aur Varun se pehle Jaggu ka haq hai humpe aur apni kamai ,jamino par samje.

mene isliye jaggu ko kuch nahi kaha kyon ki mene uski aur Ranjeet ki bato ko aaj dupher mein hi sun liya tha aur unki dosti dekh ke main heran ho gai thi jara sochiye jaggu apne dost ke liye boarding school jaane ke liye ready hai to fir vo hamare liye(Apno ke liye) kya Kya kar sakta hai.

Sanjay:- Maine kuch acche karam kiye the apni pichli jindagi mein Jo mujhe tumhare roop mein is janam mein biwi mili aur tumhari baat bhi sahi hai ke is Umar mein In dono ki dosti aisi hai to pata nahi aage Jake inki dosti kitni gehri hogi.

Thodi der yuhi dono baat karke so jaate hai.

Ab jaggu khushboo ke room mein hi sota tha aur Varun bhi unke sath hi sota tha.

yuhi time kab nikal gaya pata hi nahi chala.

__________

School khul ne ke din bhi nazdik aa gaye the.

Jaggu ne apni kaki sa ko bola

JAggu:- kaki sa aap Ranjeet ki bhua
se puchiye na ki usko konsi boarding school mein bajne wale hai.

Sangeeta:- Thik hai beta mein uski bhua ko call karke puch ti hu.

Sangeeta Ranjeet ki bhua ko call karke baat karne lagti aur thodi der baat karne ke bad call kat karne ke bad jaggu se kehti hai

Sangeeta:- Beta usko KAVERI boarding school me bhej rahe hai aur main tumhare kaka sa se baat karke uss boarding school me admission karwa deti hu thik hai agar tum chaho to hum unke sath hi boarding school dekhne ja sakte aur waha Jake tumahara admission bhi karwa denge.

JAggu:- kaki sa hum unke sath hi jayege boarding school dekhne aur admission bhi karwa lenge par vo ja kab rahe hai kaki sa.

Sangeeta:- vo kal ja rahe hai boarding school dekhne.

JAggu:- ok to fir kal hum sab jayenge unke sath.

Jaggu thodi der apni kaki sa ke room mein beth ke bat karke apne kamre me chala jata hai.sham ke time jab jaggu ke kaka sa aate hai tab jaggu unko aaj ke bare mein sab batata hai.

Sanjay:- To thik hai kal hi hum sab jayenge unke sath boarding school dekhne jisse sun khushboo aur Varun bhi khush ho jate thodi der ke baad sab apna apna dinner finish karke room chale jaate hai sone ke liye…………………..

Naseeb mein kuch rishte adhure hi likhe hote hai,

Lekin Unki yaadein bohut khoobsurat hoti hai.

शानदार अपडेट मांबाप के मौत के बाद जागुग अनाथ हो गया पर उसके चाचा चाची ने कभी उसे मां बाप की कामी नहीं खलने दिया और एक दोस्त भी बना जिसका भी इस दुनिया में कोई नहीं है। अब देखते है आगे किया होता हैं
 
Member
498
744
93

जग्गू और रंजीत की दोस्ती अतुलनीय हैं। दोस्त बोर्डिंग स्कूल जा रहा है तो जग्गू भी साथ जान चाहता हैं। उसके इस फैसले पर उसके चाचा चाची राजी हों गए है अब देखते हैं आगे किया होता हैं
 
463
539

बहुत ही सुंदर अपडेट इस अपडेट में रंजीत और जागुगु के बीच अदभुत दोस्ती देखने को मिला देखते हैं आग ओर किया किया होता है
 
Bhagwan se bhi bada!!!!
382
475
63
Update:-3

{Journey}

Jaggu Subha uth ta hai aur khushboo, Varun ko utha ke apne room mein chala jata hai fresh hone ke liye.Wahi dusre kamre mein Sangeeta kab ki uth chuki thi aur sab ke liye nashta bana rahi thi.Safar ke liye bhi vo parathe bana rahi thi kyun ki boarding school jodhpur se 98 km dur tha Pali se aage tha.

Kuch samay bad Sangeeta Sanjay ko uthane kamre me jati hai aur usko utha ke Khushboo, Jaggu aur Varun ko nashte ke liye bulane chali jati hain unke kamre mein.

Sabko bula ke vo nashta dining table pe rakh ke wait kar rahi thi ki itne me jaggu aata hai niche aur aa ke kaki sa ko kehta hai

Jaggu:-kaki sa kaka sa ko utha Diya na kyun ki hume late ho jayega aur hume Ranjeet aur uski family ke sath nikalna hai.

Sangeeta:-ha unko main kabka utha chuki hu vo aate hi honge

Sangeeta ka itna hi kehna tha ki Sanjay,khushboo aur Varun 3no aa jate hai dining table pe.

sangeeta Sanjay ko dekh ke usko puch ti he ki

Sangeeta:- aap ne Ranjeet ki bhua se bat to Karli Hai na.

Sanjay:-ha ho gayi mere baat unse. Hum unko pick karenge unke ghar se. humare sath Ranjeet aur uske phuphaji(Aakash) aa rahe hai.uski bhua ko kuch kam hai isliye vo kahi bahar jane wali hai.

Ranjeet ki bhua sath mein na aane se Sangeeta gussa ho jati hai aur kehti hai

Sangeeta:-Bhala ye kya baat hui,Ranjeet ke mata pita nahi hai to kam se kam usko bete tarah nahi to kam se kam thoda sa Prem bhi to jata sakte hai na.

Sanjay:-Hum bhi kya kar sakte hai Sangeeta.Uske karam vo bhugte ghi.Ye unke pariwar ka aapsi mamla hai isliye hum kuch nahi bol sakte.

Sangeeta:- Thik hai to fir chalo sab nashta kar lo phir hume nikal na bhi hai kahi late na ho jaye.

Sangeeta ki bat sun sab nashta karne lag jate hai aur nashta karne baad sab nikal jate hai gadi leke.

Kuch hi der mein Ranjeet ke ghar pohuch ke unko pick karke nikal jaate hain apni manzil ki taraf.

karib dedh ghante ke baad wo boarding school pohach jaate hai.

Safar ke doran na to Sangeeta ne nahi Sanjay Ranjeet ke phupha(Aakash) ke sath baat ki thi.

Jab ki Khushboo Varun Jaggu aur Ranjeet aapas mein magan the.

Gadi se utar ke Gate Boarding school ke andar jate hai aur kisi na kis ko puch ke vo admission room tak pohuch jate hai.

Waha jaake admission karvate hai.Ranjeet ka aur jaggu ka admission hone ke baad sab boarding school ko dekh ne nikal jate hai.

vaha Kai sare bache bhi aaye the kyunki Kaveri boarding school sab se achhi boarding school thi Rajasthan mein.

Jaggu aur Ranjeet to apne mein hi mast the.

ZINDAGI ke Safar mein Tu hai MUSAFIR

Hamesha chalte rehna ZINDAGI ke

KHAATIR
 
thanks
जग्गू और रंजीत की दोस्ती अतुलनीय हैं। दोस्त बोर्डिंग स्कूल जा रहा है तो जग्गू भी साथ जान चाहता हैं। उसके इस फैसले पर उसके चाचा चाची राजी हों गए है अब देखते हैं आगे किया होता हैं
Update post kar diya hai....pata chal jayega bhai👍
बहुत ही सुंदर अपडेट इस अपडेट में रंजीत और जागुगु के बीच अदभुत दोस्ती देखने को मिला देखते हैं आग ओर किया किया होता है
Thanks.... update posted
 
expectations
22,816
14,867
143
Update:-3

{Journey}

Jaggu Subha uth ta hai aur khushboo, Varun ko utha ke apne room mein chala jata hai fresh hone ke liye.Wahi dusre kamre mein Sangeeta kab ki uth chuki thi aur sab ke liye nashta bana rahi thi.Safar ke liye bhi vo parathe bana rahi thi kyun ki boarding school jodhpur se 98 km dur tha Pali se aage tha.

Kuch samay bad Sangeeta Sanjay ko uthane kamre me jati hai aur usko utha ke Khushboo, Jaggu aur Varun ko nashte ke liye bulane chali jati hain unke kamre mein.

Sabko bula ke vo nashta dining table pe rakh ke wait kar rahi thi ki itne me jaggu aata hai niche aur aa ke kaki sa ko kehta hai

Jaggu:-kaki sa kaka sa ko utha Diya na kyun ki hume late ho jayega aur hume Ranjeet aur uski family ke sath nikalna hai.

Sangeeta:-ha unko main kabka utha chuki hu vo aate hi honge

Sangeeta ka itna hi kehna tha ki Sanjay,khushboo aur Varun 3no aa jate hai dining table pe.

sangeeta Sanjay ko dekh ke usko puch ti he ki

Sangeeta:- aap ne Ranjeet ki bhua se bat to Karli Hai na.

Sanjay:-ha ho gayi mere baat unse. Hum unko pick karenge unke ghar se. humare sath Ranjeet aur uske phuphaji(Aakash) aa rahe hai.uski bhua ko kuch kam hai isliye vo kahi bahar jane wali hai.

Ranjeet ki bhua sath mein na aane se Sangeeta gussa ho jati hai aur kehti hai

Sangeeta:-Bhala ye kya baat hui,Ranjeet ke mata pita nahi hai to kam se kam usko bete tarah nahi to kam se kam thoda sa Prem bhi to jata sakte hai na.

Sanjay:-Hum bhi kya kar sakte hai Sangeeta.Uske karam vo bhugte ghi.Ye unke pariwar ka aapsi mamla hai isliye hum kuch nahi bol sakte.

Sangeeta:- Thik hai to fir chalo sab nashta kar lo phir hume nikal na bhi hai kahi late na ho jaye.

Sangeeta ki bat sun sab nashta karne lag jate hai aur nashta karne baad sab nikal jate hai gadi leke.

Kuch hi der mein Ranjeet ke ghar pohuch ke unko pick karke nikal jaate hain apni manzil ki taraf.

karib dedh ghante ke baad wo boarding school pohach jaate hai.

Safar ke doran na to Sangeeta ne nahi Sanjay Ranjeet ke phupha(Aakash) ke sath baat ki thi.

Jab ki Khushboo Varun Jaggu aur Ranjeet aapas mein magan the.

Gadi se utar ke Gate Boarding school ke andar jate hai aur kisi na kis ko puch ke vo admission room tak pohuch jate hai.

Waha jaake admission karvate hai.Ranjeet ka aur jaggu ka admission hone ke baad sab boarding school ko dekh ne nikal jate hai.

vaha Kai sare bache bhi aaye the kyunki Kaveri boarding school sab se achhi boarding school thi Rajasthan mein.

Jaggu aur Ranjeet to apne mein hi mast the.

ZINDAGI ke Safar mein Tu hai MUSAFIR

Hamesha chalte rehna ZINDAGI ke

KHAATIR
Badhiya update sabke karam hi unki zindgi ka faisla karte hain kaun kya karega kaun kya banega khair sanskar achche hain to sab achcha hi hoga
 
Top