Fantasy πŠπ’𝐭𝐧𝐒 πŒπ¨π‘πšπ›π›πšπ­ π‡πšπ’.....??

Member
324
1,026
93
❝𝐔𝐏𝐃𝐀𝐓𝐄-𝟏❞

Location:-- Manglore.

Adrija ki maa savitri Rajput jinka aaj subah subah hi nidhan ho chuka. Parivar ke nam par Adrija unki eklauti beti thi jo mumbai ke famous SPACE COLLEGE mein padhti hai. Woh unke pas bethkar ro rhi thi. Pados ki kuch aurtein use santvna de rhi thi. Kuch time ke baad savitri ke mrit sharir ko lekar samshan ki taraf jane lage. To Nandini bhi sath jane ki zid karne lagi. Ek lady ne use samjahya ki ladkiyan samshan nahi jati par usne unki ek na suni. Tab ek admi ne kaha ki isko sath le chalte hai kyunki savitri ki chita ko agni dene ke liye koi to hona chahiye aur waise bhi aaj kal kya ladka aur kya ladki. Phir wo log Adrija ko apne sath shamshan le jate hai, jaha pr uski maa ki antim sanskar ki jati hai. Uske ek mahine ke baad Adrija apni study ko fir se suru karne ke liye wapas mumbai aa jati ha.

Location:-- Mumbai
Adrija Mumbai wapas aakar sabse pehle apne hostel jati hai, uske Dusre Din apne college jati hai aur principal se milti hai. Kyunki Adrija college ki topper thi, to isliye principal ne uski mom ke death ke baad ek mahine ki holiday ko manzoor kar diya tha, Principal se milne ke baad Adrija bahar aane ke Baad apne Class ki taraf chali jati hai, Abhi class shuru hone mein thoda time hota hai isliye woh stairs pe Jake baith jati hai.

Tabhi piche se ek awaz ati hai - oh madam kaha thi itne din se. Na koi phone na message aise koi jata hai kya.
Adrija pichhe dekhti hai to use Mukti milti hai. Mukti uske pas akar baithti hai aur kehti hai -


Mukti-- ab batao kaha thi tum itne dino se.
(Mukti ke sawal se Adrija ki ankhen nam ho jati hai aur woh nam ankhon se kehti hai- )

Adrija-- maa ab iss Duniya me n ahi rhi mukti. (Mukti ye sunkar shocked ho jati hai.)

Mukti-- Kab hua yeh aur tumne mujhe bataya kyun nhi.
Adrija- hum khud nhi jante the mukti. Maa itni taklif mein thi par unhone humein kuch nhi bataya aur isiliye unhone hume yaha bhej diya taki humein kuch pata na chale.

Mukti - you don't worry Adrija tum khud ko kabhi akela mat samajhna main hoon Na tumhare sath.

Adrija uski bat sunkar ek choti si smile kaRti hai aur phir dono class ke liye chali jati hai. Class ke baad mukti nandini ko apna khyal rakhne ke liye bolkar ghar chali jati hai aur Nandini bhi hostel wapas aa jati hai.

Next day warden Adrija ko hostel ka room khali karne ke liye kehti hai kyunki usne pichle 2 mahine se rent nhi diya tha. Adrija unse bahut request karti hai ki woh use kuch time aur de jisse Ki wo Hostel ka Rent Pay kr Sake Lekin warden nhi manti hai. Aur Adrija ko Hostel Se Nikal Dete Hai.
Adrija ek Bahut hi Swabhimani ladki thi, isliye usne mukti ko iske bare mein kuch nhi bataya aur woh is seher mein kisi ko nhi janti hai isliye usne wapas manglore jane ka decision liya aur woh apna saman lekar Railway station chali jati hain.

to be continue....

Tab tak ke liye ijajat dijiye firr milenge agle UPDATE ke Saath .....
Tab tak ke liye Iss Update Ko Like Karo, Aur Agar Update pasand aaya Ho to padhne ke baad comment Jarur Karo......
Aap Sabhi Ke Iss Update ko lekar jo bhi Valuable Suggestions ya Soch Ho wo comments me jarur bataiyega......





Thank You



.
Nice update
Pehle update hi emotional shuru huwa adrija ki zindagi mai ye jo pareshaniya ayi hai ab dekhte hai wo inka samna kaise karti hai.
 
Eaten Alive
4,118
4,183
143
Update 1
bahot hi ghambhir aur hriday vidaarak mahol bana hai kahani ki suruwati daud mein hi......jaha ek ek taraf adirja apni maa ko kho chuki thi... Kehte hai kiske jaane se jindagi ruki nahi rehti...
Adirja khud sambhaal ke wapis mumbai laut aayi...kyunki college, uski study sab kuch wohi pe to hai..
btw waha uski best friend mukti jab haal chaal puchne par thodi der ke liye bhavuk ho gayi thi bichari..
....
Khair ... ye kya yahan to musibaton ka pahaad hi toot para ho jaise us bichari pe... ek taraf uski mom chal basi aur ab.... ab us warden ne ushe hostel se bhi nikal diya :sigh:
ye kaisa vidambana hai , dukh hai khatam nahi ho rahi uski...
swabhimani thi so mukti ko bhi ittelah nahi kiya... aur wapis mangalore chali aayi... lekin jab mukti ko pata chalegi ye baat to uspe kya bitegi ki uski bestie ne ek baar bhi ushe apni problem ke bare mein khabar tak dena munasib nahi samjha ... kam se kam ek baar ek msg hi de deti...


So ....
Nayi kahani.... naye mod, naye pehlu.... ek freshness... waise freshness ki jagah yaha to dukh ke badal ghire hai lead story character ke upar...
. .. emotions , tragedy ka mila jhula mahol ke sath suru huyi ye kahani jaane kitne mod se gujre....

Let's see what happens next..
Brilliant update with awesome writing skills :yourock: :yourock:
 
Newbie
15
24
3
Nice update
Pehle update hi emotional shuru huwa adrija ki zindagi mai ye jo pareshaniya ayi hai ab dekhte hai wo inka samna kaise karti hai.
Badshah Khan Sabse pahle to sukriya
Aur rahi baat meri kahani ki to wo aisi hi hoti hai kyoki kahi na kahi wo real life anubhav aur inspiration se prerit hokar likho hoti hai.
 
expectations
22,435
14,672
143
❝𝐔𝐏𝐃𝐀𝐓𝐄-𝟏❞

Location:-- Manglore.

Adrija ki maa savitri Rajput jinka aaj subah subah hi nidhan ho chuka. Parivar ke nam par Adrija unki eklauti beti thi jo mumbai ke famous SPACE COLLEGE mein padhti hai. Woh unke pas bethkar ro rhi thi. Pados ki kuch aurtein use santvna de rhi thi. Kuch time ke baad savitri ke mrit sharir ko lekar samshan ki taraf jane lage. To Nandini bhi sath jane ki zid karne lagi. Ek lady ne use samjahya ki ladkiyan samshan nahi jati par usne unki ek na suni. Tab ek admi ne kaha ki isko sath le chalte hai kyunki savitri ki chita ko agni dene ke liye koi to hona chahiye aur waise bhi aaj kal kya ladka aur kya ladki. Phir wo log Adrija ko apne sath shamshan le jate hai, jaha pr uski maa ki antim sanskar ki jati hai. Uske ek mahine ke baad Adrija apni study ko fir se suru karne ke liye wapas mumbai aa jati ha.

Location:-- Mumbai
Adrija Mumbai wapas aakar sabse pehle apne hostel jati hai, uske Dusre Din apne college jati hai aur principal se milti hai. Kyunki Adrija college ki topper thi, to isliye principal ne uski mom ke death ke baad ek mahine ki holiday ko manzoor kar diya tha, Principal se milne ke baad Adrija bahar aane ke Baad apne Class ki taraf chali jati hai, Abhi class shuru hone mein thoda time hota hai isliye woh stairs pe Jake baith jati hai.

Tabhi piche se ek awaz ati hai - oh madam kaha thi itne din se. Na koi phone na message aise koi jata hai kya.
Adrija pichhe dekhti hai to use Mukti milti hai. Mukti uske pas akar baithti hai aur kehti hai -


Mukti-- ab batao kaha thi tum itne dino se.
(Mukti ke sawal se Adrija ki ankhen nam ho jati hai aur woh nam ankhon se kehti hai- )

Adrija-- maa ab iss Duniya me n ahi rhi mukti. (Mukti ye sunkar shocked ho jati hai.)

Mukti-- Kab hua yeh aur tumne mujhe bataya kyun nhi.
Adrija- hum khud nhi jante the mukti. Maa itni taklif mein thi par unhone humein kuch nhi bataya aur isiliye unhone hume yaha bhej diya taki humein kuch pata na chale.

Mukti - you don't worry Adrija tum khud ko kabhi akela mat samajhna main hoon Na tumhare sath.

Adrija uski bat sunkar ek choti si smile kaRti hai aur phir dono class ke liye chali jati hai. Class ke baad mukti nandini ko apna khyal rakhne ke liye bolkar ghar chali jati hai aur Nandini bhi hostel wapas aa jati hai.

Next day warden Adrija ko hostel ka room khali karne ke liye kehti hai kyunki usne pichle 2 mahine se rent nhi diya tha. Adrija unse bahut request karti hai ki woh use kuch time aur de jisse Ki wo Hostel ka Rent Pay kr Sake Lekin warden nhi manti hai. Aur Adrija ko Hostel Se Nikal Dete Hai.
Adrija ek Bahut hi Swabhimani ladki thi, isliye usne mukti ko iske bare mein kuch nhi bataya aur woh is seher mein kisi ko nhi janti hai isliye usne wapas manglore jane ka decision liya aur woh apna saman lekar Railway station chali jati hain.

to be continue....

Tab tak ke liye ijajat dijiye firr milenge agle UPDATE ke Saath .....
Tab tak ke liye Iss Update Ko Like Karo, Aur Agar Update pasand aaya Ho to padhne ke baad comment Jarur Karo......
Aap Sabhi Ke Iss Update ko lekar jo bhi Valuable Suggestions ya Soch Ho wo comments me jarur bataiyega......





Thank You



.
Nice update brother
 
Well-known member
3,863
1,494
145
UPDATE 1
Ye to padhte hi khatam ho gya :hmm2:. Anyways,
Savitri Rajput ki beti hi thi bas parivar k naam par, kyu? Suspence :ecs:

Savitri Rajput taklif mein thi ... Kaisi taklif thi? Suspence :ecs:
Mukti Adrija ki bestfriend hai use to batana chahiye tha :beee:
Ye warden ka bhi Banta dhaar kar dena , itni masoom ladki ko hostel se nikaal diya :verysad:
Manglore jaake kya karegi pagal ladki :mad3: ... Mukti ko bta deti wo ise apne ghar le jaati apne hero k pass :wink:

Brilliant update with awesome writing skills :clap3::clap3:
 
Member
387
371
63
❝𝐔𝐏𝐃𝐀𝐓𝐄-𝟏❞

Location:-- Manglore.

Adrija ki maa savitri Rajput jinka aaj subah subah hi nidhan ho chuka. Parivar ke nam par Adrija unki eklauti beti thi jo mumbai ke famous SPACE COLLEGE mein padhti hai. Woh unke pas bethkar ro rhi thi. Pados ki kuch aurtein use santvna de rhi thi. Kuch time ke baad savitri ke mrit sharir ko lekar samshan ki taraf jane lage. To Nandini bhi sath jane ki zid karne lagi. Ek lady ne use samjahya ki ladkiyan samshan nahi jati par usne unki ek na suni. Tab ek admi ne kaha ki isko sath le chalte hai kyunki savitri ki chita ko agni dene ke liye koi to hona chahiye aur waise bhi aaj kal kya ladka aur kya ladki. Phir wo log Adrija ko apne sath shamshan le jate hai, jaha pr uski maa ki antim sanskar ki jati hai. Uske ek mahine ke baad Adrija apni study ko fir se suru karne ke liye wapas mumbai aa jati ha.

Location:-- Mumbai
Adrija Mumbai wapas aakar sabse pehle apne hostel jati hai, uske Dusre Din apne college jati hai aur principal se milti hai. Kyunki Adrija college ki topper thi, to isliye principal ne uski mom ke death ke baad ek mahine ki holiday ko manzoor kar diya tha, Principal se milne ke baad Adrija bahar aane ke Baad apne Class ki taraf chali jati hai, Abhi class shuru hone mein thoda time hota hai isliye woh stairs pe Jake baith jati hai.

Tabhi piche se ek awaz ati hai - oh madam kaha thi itne din se. Na koi phone na message aise koi jata hai kya.
Adrija pichhe dekhti hai to use Mukti milti hai. Mukti uske pas akar baithti hai aur kehti hai -


Mukti-- ab batao kaha thi tum itne dino se.
(Mukti ke sawal se Adrija ki ankhen nam ho jati hai aur woh nam ankhon se kehti hai- )

Adrija-- maa ab iss Duniya me n ahi rhi mukti. (Mukti ye sunkar shocked ho jati hai.)

Mukti-- Kab hua yeh aur tumne mujhe bataya kyun nhi.
Adrija- hum khud nhi jante the mukti. Maa itni taklif mein thi par unhone humein kuch nhi bataya aur isiliye unhone hume yaha bhej diya taki humein kuch pata na chale.

Mukti - you don't worry Adrija tum khud ko kabhi akela mat samajhna main hoon Na tumhare sath.

Adrija uski bat sunkar ek choti si smile kaRti hai aur phir dono class ke liye chali jati hai. Class ke baad mukti nandini ko apna khyal rakhne ke liye bolkar ghar chali jati hai aur Nandini bhi hostel wapas aa jati hai.

Next day warden Adrija ko hostel ka room khali karne ke liye kehti hai kyunki usne pichle 2 mahine se rent nhi diya tha. Adrija unse bahut request karti hai ki woh use kuch time aur de jisse Ki wo Hostel ka Rent Pay kr Sake Lekin warden nhi manti hai. Aur Adrija ko Hostel Se Nikal Dete Hai.
Adrija ek Bahut hi Swabhimani ladki thi, isliye usne mukti ko iske bare mein kuch nhi bataya aur woh is seher mein kisi ko nhi janti hai isliye usne wapas manglore jane ka decision liya aur woh apna saman lekar Railway station chali jati hain.

to be continue....

Tab tak ke liye ijajat dijiye firr milenge agle UPDATE ke Saath .....
Tab tak ke liye Iss Update Ko Like Karo, Aur Agar Update pasand aaya Ho to padhne ke baad comment Jarur Karo......
Aap Sabhi Ke Iss Update ko lekar jo bhi Valuable Suggestions ya Soch Ho wo comments me jarur bataiyega......





Thank You



.
bahut hi lajwab update writer sahab
 
Newbie
15
24
3
Update 1
bahot hi ghambhir aur hriday vidaarak mahol bana hai kahani ki suruwati daud mein hi......jaha ek ek taraf adirja apni maa ko kho chuki thi... Kehte hai kiske jaane se jindagi ruki nahi rehti...
Adirja khud sambhaal ke wapis mumbai laut aayi...kyunki college, uski study sab kuch wohi pe to hai..
btw waha uski best friend mukti jab haal chaal puchne par thodi der ke liye bhavuk ho gayi thi bichari......
Khair ... ye kya yahan to musibaton ka pahaad hi toot para ho jaise us bichari pe... ek taraf uski mom chal basi aur ab.... ab us warden ne ushe hostel se bhi nikal diya :sigh:
ye kaisa vidambana hai , dukh hai khatam nahi ho rahi uski...
swabhimani thi so mukti ko bhi ittelah nahi kiya... aur wapis mangalore chali aayi... lekin jab mukti ko pata chalegi ye baat to uspe kya bitegi ki uski bestie ne ek baar bhi ushe apni problem ke bare mein khabar tak dena munasib nahi samjha ... kam se kam ek baar ek msg hi de deti...
So ....
Nayi kahani.... naye mod, naye pehlu.... ek freshness... waise freshness ki jagah yaha to dukh ke badal ghire hai lead story character ke upar...
. .. emotions , tragedy ka mila jhula mahol ke sath suru huyi ye kahani jaane kitne mod se gujre....
Let's see what happens next..
Brilliant update with awesome writing skills
Naina ji aasadharn review iss review ki jitni prasansa ki jaye utni hi kamm hai, her update ke baad aapke isi tarah ke review ka intzaar rahega thank you.....❀️
 

Top