budhi orat boli beta ye ek aisi jadui kitab he jisme sache dil se jo bhi likho sawal uska milta he jawab .
mane bola par is kitab ki chabhi kaha he .
budhi orat boli is kitab ki chabhi tumhare pass he .
tum apni chhadi ko iske bich me rakho ye khul jayegi .
mane kitab le li or apni chadi nikal li ab mujhe jadu ka intzar tha jo ise khole .
budhi orat boli ise kitab ke bich me bani jagah pe dalo .
mane chadi waha daal di . or kitab khulane lagi .
hatim bhi gaya tha .
hatim or ruksana bhabhi dekh rahe the .
mane bola ab kya karu .
budhi orat boli ab sone ki chhadi se likho yahi kalam bhi he iski .
me sochane laga kya likhu fir mane jo likha use sab padane lage "duniya me vo kya he jo mere pass abhi nhi" kitab ne jawab diya "sacha pyar" .
fir mane likha "kon mujhe sacha pyar karta he" .
kitab ne jawab diya "tumhari behen raveena" ye pad ke me khush ho gaya .
______________________________
budhi orat boli dekha beta ye kitab tumko tumhare har salav ka jawab de sakti he . mane bola jab aap ke pass ye kitab thi to aap ne ise sartaz ko kyu nhi di .
budhi orat boli is kitab ki khasiyat he ki ye kitab usi ki bato ka jawab degi jise iski jarurt nhi he .
or tumko iski jarurt nhi thi .
iski jarurt hume thi .
mane bola fir abhi to mujhe bhi iski jarut he to kya ye jawab degi .
budhi orat boli beta tumhare sawalo ka jawab tum khud jaan jaoge par humare sawalo ka jawab tum hi de sakte ho .
mane kitab ko band kar diya .
budhi orat boli kya hua beta kyu kitab band kar di .
mane bola me apne jawab khud hi dhundh lunga .
kitab jawab de degi to me befir ho jaunga or koi galti kar bethunga .
is se acha sawadhan raho anjaan raho .