Incest Kya GOVIND yunhi tarasta rahe ga!!!!

Well-known member
VECTOR
1,911
8,135
145
Govind.jpg
 
Will Change With Time
Moderator
Top Poster Of Month
10,366
17,423
143
Kya GOVIND yunhi tarasta rahe ga!!!!

EPISODE – 76

Psychiatrist ke samjhaane par pehle to Sarla ko vishvaas hi naa huaa… lekin jab usse un shabdo ki gaharaee ka anumaan hua to wo apne aap ko rok na saki ya rok naa sakaa… rone se…

Is samaaj me jahan saare kanoon aur niyam purush banate hein aur waha aik mahila ko bhi poori svatantrata upalabdhata nahi he… wahan us jesse namukamal astitv ke sath jo wehshat darindgee ka vayvahar kiya gaya… us ka soch kar bhi us ko ghin aane lagee… aur us ke zakham phir se tazaa hone lage…

Aur phir ye khayal ke wo bhi mard ki tarah se ji sakta he aage ki zingdagi… wo ro padaa… usse nhi maloom tha ke wo khushi se ro raha he ya phir is liye ke wo bhi is zaalim aur wehshi samaaj ke thekedaar mardo me shamil hoi jaye ga…

Usse maloom hi na chala kitni dair tak wo doctor apni baat karta raha…

Psychiatrist aur Dr. Sheeba ab doosre kamre me jaa chuke the…

Psychiatrist… “patient ki maansik stithi is samay adhik tanaav mein he… us ke liye ye sab sveekar kar pana itna aasan nahi he… samay lage ga patient ko iss sab ko kabool karne ke liye… aur aap turnat is case ki details Mumbai hospital bhijvaa dijiye… aur waha se jo bhi salaah aaye uss par prakriya karna zaroori he… Durbhaagy se iss patient ke saath koi family member ya koi dost aesa nahi vishesh roop se mahila sajan dost ya phir koi aur mahila jo is se baat kare… is ski baat sunne… ye sari zindagi mahilao ke beech raha he aur purush ke prati is ke vichaar bhi is par hinsak vayavahar pe adharit he aur shayad theek bhi ho… aap ki bhumika is poore case me mahatavpooran he… is liye yadi ap kuch is se baat kar sake to faayada hoga… baaki jo mein ne meidcines aur injection prescribe kiye he wo zaroorat ho tau de sakte he…”

Dr. Sheeba ne Psyciatrist ko sehmati dikhate hue haan bol tau diya lekin andar se wo janti thi ke uss ne khud bhi kitne teevr maanasik dabaav ka anubhaav kiya he… jab se us ne Sarla ki peeth aur hips par lage zakham ke nishaan dekhe aur phir us ke seene par ubhaar mahila ki tarah hone aur lund ko chuaan jese use 2 alag tarah ki dhuvida me dal rakha tha… aik taraf aik maanv ke saath is tarah amaanaveey hinsak salook ke nishan se us ka mann bayakal tha sahaanubhooti ki bhaavna thee… jaane inn jaavak zakhamo ne us ki rooh ko kitna chalni kiya hoga… aur doosre ye ke us ke ang mahila aur purush dono jese hona bhi aakarshit karte hue Dr. Sheeba ki andar jesse koi dabbi hui gaanthadaar bhaavna ko utejit karte hue poori tarah se jaagrit kar diya tha…

Aur bheetar bheetar uss ka mann phir se us chuaan ke anubhaav ke liye tarasne laga tha… usse khauf aane laga tha ke wo akeli uss ke paas jaye… aur kuch unprofessional kar jaye… aur ab us ko ahsaas hua tha ke Asha bilkul theek keh rahi thee… jesse har saadharan maanv ke andar kahee dabee hui asaamaanyata hoti he aur wo kissi khas ghatana ke karan utprerak karti he aur phir samay aik dam apna pradarshan badal deta he… jaani maani duniya bhi ajnabi si lagne lagti he… uss ko ahsaas huaa ke usse yeh avaanchhit jimmedaaree naa chahate hue bhi nibhaani he… maanavata kee khaatir

Uss ne khud ko control me rakhte hue… vaapis aagayee Sarla ke paas jo ab tak ro raha tha… apnaa chehra chupaya hua tha hathon me…

Dr. Sheeba us ke pas aate hue us ke kandhe par narmee se hath phera aur kaha “apne aap ko mazboot karo… tum ne jis tarah se apni saari zindagi… mushkilon takleefon ko sehan kiya he… keval ab to sab theek hone jaa rahaa he… ab to tum khud mard ho aur ab koi tumhe takleef nhe de sakta…”

Sarla… apni siskiyan rokte hue… lekin apne haath nahi hataye apne chehre se… “yahi bat to meri dhuvida ko bhadhaati he ke me bhi ab aik mard hu jo takleef kaa kaaran bante he samaaj me…”

Dr. Sheeba… ne ab us ke chehre se haath hataate hue aur hath ko apne hath me narmee se lete hue kahaa… “saare mard to bure nahi hote… tumhari zindagi me bhi koi to aesa mard bhi aaya hoga jis ne mahilaon ko izzat di hogi… tum uss ki tarah se bann sakte ho…”

Ab Sarla ko khayal aaya ke Govind bhi to aik mard he… to kyun naa us jessa mard banaa jaye jis ne Bai, Prisha, Anika aur khud uss ko izzat di…. Ab us ko kuch behtar lagne laga tha…

Us ne bhi Dr. Sheeba ke hath ko thaam liya…

Dr. Sheeba ko us khurdare mardana hath ka sparsh bohat acha laga… aur wo ab utejit ho rahi thee… us ke apne badan par chiontiyan reng rahi thee… yadi keval Sarla ka hath us ne pakdaa hua hota to turant chod deti… lekin Sarla ne bhi us ka hath thama hua to us ki himmat na hui ke apna hath us se chudaye…

Dr. Sheeba ye sochne lagee… ke mere hath ka sparsh Sarla ko kesa lag raha hoga… kya usse bhi utejina ho rahee hogee…

Ye sochte sochte usse sharam aane lagee… us ke gaalon ki tavacha jese garam hone lagee…

Wo to bhala ho uss ki assistant ka jis ne bahar se knock kiya… Sarla ko Govind ki nirdesh par private room diya gaya tha… darwaze pe knock hone ke kaaran us ne apna hath chudaya aur hath churate hue aik aur qayamat ka anubhav hua ke us ka hath neeche hote hote Sarla ke naram naram seene ke ubharo ko chu gaya aur Dr. Sheeba ke jism me phir se gaanthadaar (kinky) bhaavna jagrit hui…

Andar aakar… uss ki assistant ne blood pressure temperature check kiya aur phir Dr. Sheeba us ke saath hi kamre se bahar chalee gayee…

Govind ke ghar pe chalte he…

Govind shabana ke sath hui kaamuk mulakat ke baad ghar aakar fresh hua aur change karke Industria area me deal karne wale property delaer ke pas pohanch kar Lala ji ke naam se spices processing factory jis me packing bhi hoti ho us ko khareedne ke liye agreement kiya… aur sath sath Prakash ke naam se aik sugar mill purchase karne ka bhi agreement kiya…

Documents le kar apni car me rakh diye aur wahee public call center se phone laga kar DCP ko kaha ke tayar rahe… us ke office pohanch kar us ko aur Prisha aur phir DCP ki residence se Tejasvi ko sath liya aur un sab ko dher saari shopping karwai… Prisha ke liye toys aur books leen… Tejasvi aur Prisha bohat khush thee…

Govind ko yeh ahsaas ho raha tha ke insaan yadi khud khush ho to zindagi apni achi lagtee he aur yadi doosron ko khushi de sake to zindagi na sirf behtreen balke saarthak lagne lagti he…

Shopping ke baad jab sab log ice cream khane aaye to Prisha ne waha badi ajeeb baat keh dee… “Bhaiya mujhe ap ke sath rehna he…”

Govind… “kyun ap ko Asha di achi nahi lagee…”

Prisha… “kyun nahee lagee … bohat achee lagee… Di tau meri sab se achee dost hein… lekin aap bhi hamare sath raho naa… mein ap dono ke sath rehna chahtee hoon…”

Is baat par sab hans diye…

Asha ne badi gehri nazar se Govind ki or dekha…

Govind ne muskura kar kaha… “meri pyari behna ham sab sath tau hein…”

Tejasvi ne kaha… “beta kabhi Anika se bhi mulakaat karwao naa…”

Govind… “Maa… aap Asha ke sath jab chahen un ki academy me hi un ka ghar he… waha ja kar mil lein…”


Asha… sochne lagi… “kitna dam aur attitude he is bande me… aik mehbooba ko doosri se milne ka keh raha he… bada kamina he…”

aur phir un ko Asha ki residence par choda… samaan utarte samay… us wakt Tejasvi aur Prisha kamre me ja chuki thee… Asha ne Govind ko bethne ke liye kaha…

Asha… “janu khana kha ke jana…”

Govind… “meri jaan… ghar par Bapu logo se kuch baat karni he business waghera ki… is liye jana hoga…”


Asha… “mere liye naa sahi… Prisha ke liye ruk jao…”

Govind ko aesa laga jese koi patni apne pati ko keh rahi ho ke mere liye nahi to apne bache ke liye ruk jao…

Yaha update bhi pichle update ki tarah behtarin aur lajab hai jaha ek taraf govind apne jimidariyo ko bakhubi nibha raha ek ek daytv ko ek jimmedar purush ki tarah nibha raha vohi dusri aur sarla jispe an ginat ataychaar hua aur jab use pata chla ki vaha bhi ek sampurn purush ki tarh jeevan ji sakta hai. Yaha bate use uski bite deen yaad kara gaya.

Adhbhut atulniy lekhan kausal
 
Well-known member
VECTOR
1,911
8,135
145
Yaha update bhi pichle update ki tarah behtarin aur lajab hai jaha ek taraf govind apne jimidariyo ko bakhubi nibha raha ek ek daytv ko ek jimmedar purush ki tarah nibha raha vohi dusri aur sarla jispe an ginat ataychaar hua aur jab use pata chla ki vaha bhi ek sampurn purush ki tarh jeevan ji sakta hai. Yaha bate use uski bite deen yaad kara gaya.

Adhbhut atulniy lekhan kausal
Hey maestro!!!!

Thanks for the love and support... :thankyou:
 
Well-known member
VECTOR
1,911
8,135
145
Kya GOVIND yunhi tarasta rahe ga!!!!

EPISODE – 77

Asha… “mere liye naa sahi… Prisha ke liye ruk jao…”

Govind ko aesa laga jese koi patni apne pati ko keh rahi ke mere liye nahi to apne bache ke liye ruk jao…

Kuch dair ke liye Govind ko ye anubhaav khud ko andar tak chuutaa huaa mehsoos huaa… wo dono lounge me the…

Aur wo rok na saka khud ko… jaldi se Asha ke honto ko chumte hue… ye kehte hue bahar nikal gaya… “tum ne mere dil ko udaas kar diya he… ham jald milen ge…”

Asha ko us ka yun honto par achanak se choomna bohat romanchak laga aur kuch dair pehle ki udassi aik pal me door ho gayee… aur wo muskurati Prisha ke paas kamre me chali gayee…

Govind wahan se seedhe academy pohncha…

Routine exercises ke baad us ko aaj kaha gaya ke us ko bulaya he Mushtaq Pehelwan ne…

Wo us ki office pohncha to… us ne welcome karte hue… kaha ke aaj se me tumhe jo vyaayaam doon ga… uss ki bhi practice karni he ghar pe…

To pehla lesson he Attention aur focus….

1st exercise:

Koi bhi jaga jahan 5 ya 10 ped hon un ko zehan me achi tarah se bithana he phir ussi jaga par kuch dair un ko dekhate rehana he aur phir aankhe band aur khole phir se dekhna he… jab ye samjh lo ke un pedon ko apne ghar par bethe bhi kalpana kar sakte ho to waha se nikal kar ghar chale jao…

Phir kissi bhi samay par jab zehan thaka hua na ho… kissi shant jaga par beth kar aankhen band kar ke un pedon ko yaad karna he… aur kalpna karni he ke tum un pedon ke samne bathe ho aur wo ped tumhe nazar aa rahe hein…

Pehle ye kalpana karni he ke sab ped nazar aa rahe hein… us ke baad sirf aik ped un me se nazar aaraha he aur baki sab ghayab… phir doosra ped ke bare me kalpana karni he… issi tarah se aik samay me aik ped dekhna he baaki ghayab…

Ye aik week karni he exercise din me aik baar… aik ghante ke liye…

2nd Exercise:

Next week se aik bada sa white paper lena he aur us ke oopar center mein bas aik black dot banaana he… phir uss dot ko focus karte hue ye kalpana karni he ke wo dot poore paper par phel gaya he… aur uss ke baad… poore process ko reverse karte hue us bade se image ko wapis us dot par lekar aana he…. Ye exercise khuli aankho aur aankhe band kar ke repeat karni he…

Ye exercise bhi aik week tak karni he… us ke baad hum agli exercises par baat Karen ge…

ye exercise tumhare imagery sense ko badhaye gi aur attentional focus ko strong kare gi…

(Krpya dhyaan den ki ye vaastavik imagery badhaane vaale vyaayaam hain aur kisee peshevar kee dekharekh ke bina abhyaas nahin karana chaahie.

Please note these are real imagery enhancing exercises and one should not be practic without supervision of a professional.)

us ke baad Govind wahee par shower lekar ghar aagya…

sab ne khana ikhate khaya… khane ke baad Prakash bhaiya se charcha hua ke kal se unhon ne nikalna he anaaj purchase karne ke liye… aur spices ke liye… aur saath me ye bhi kaha ke ab un ko ganna bhi khareedna he…

phir Papa ko un ki Vijyanti Spices processing and packing factory ke papers diye jo ke un ko sign karne the aur agle roz register karwani thee apne naam pe… Papa apni Maa ke naam se naye business ki praarambh ka sun kar… bhavaak ho gaye… us ne papa ko ye bhi bataya ke ye masale “Vijyanti Masala” ke naam se market me sell honge… ap factory visit Karen aur kaam ko start Karen ge masale aane ke baad… Vikram se baat karne ka socha ke us ke selling skills ache he… wo khud masala ki marketing ko dekh lega agar agree kiya tau… is baat se na keval Papa ki aankho me aansoo the… Seema aur Mom bhee rone lagee… Seema bhee apni Dadi se kaafi attached thee…

us ke baad Prakash Bhai ko bataya ke un ke naam se sugar mill khareedi he… aur Bapu kal jayen ge registration ke liye… draft authority letter Prakash se sign karwake Bapu ko diya aur ganna bhi ussi mill ke liye purchase karna tha… Prakash ko jaana tha shehar ke kareeb jo gaanv the… Eshu ne prastaav diya ke Sugar Mill ka naam “Rajni Sugar Mill” hona chahiye… is pe sab ne agree kiya… ab sab bohat khush the…

is ke baad ye bhi charcha hua ke plot par ghar bhi complete ho gaya he aur waha shift hona he… Maa, Bapu, Eshana aur Prakash ne… is bat pe sab jahan khush hue Papa, Mom aur Seema kuch udaas hue… lekin ye zaroori tha kyun ke Seth Girdhari Lal ke samne Bapu aur Prakash ko independent aur successful businessman ke jessa saamne aana tha… Govind apni behno ke susaar par dabaav daal kar unn ko sharminda nahi karna chahta tha…

Mom ke bohat kehne par… ye Maa maan gayee ke wo aur Eshu aik din aur ruken gee un ke saath aur abhi sirf Bapu aur Prakash jayen ge…

ye nirnay kiya gaya ke agle hafte sugar mill ki aik udhgaatan party rakhi jaye gi jis me Seth Girdhari Lal aur un ki family ko bhi invite kiya jaye ga… aur is tarah se dono families ke beech parda bhi hat jye ga…

Govind ne family meeting se faarigh ho kar check kiya Sarla ko… wo kaafi dair se nahi gaya tha us ke pas… dekha to pareshaan hua us ko peedit dekh kar aur afsos bhi hua ke pehle kyun nahi gaya us ke dimagh me… turant call kiya Asha ko ke sab log tayar rahein hospital chalna he Sarla ke pas…

Apne wardrobe se 2 jore kapro ke liye Sarla ke liye aur aik chappal bhi… baaki hospital se nikle ga to us ke liye shopping kar len ge…

Asha, Tejasvi, Prisha ko pick karke hospital pohncha… raaste me se cake liya…

Sarla un ko dekh kar khush hua… Khas kar Tejasvi ko…

Kamre me Dr. Sheeba bhi un ke sath thee…

wahee sab ne mil kar decide kiya ke ab se iss ka naam Saral Kumar hoga…

Govind… “yaar Saral… tum khushnaseeb ho ke tumhe aik chance mila he life mein aur tumhari pehchaan mukammal ho gayee he ab tum samaaj me sar utha kar jee sakte ho… ab ye bhi tum par nirbhar karta he ke tum samaaj ko wo sab lotao jo tumhe samaaj ne diya he ya sab kuch bhula kar aik nayi zindagi ka raasta chuno… aur apne ache vayvahaar se is samaaj me yadi tumhare saamne koi Sarla aaye to wo tum se sukh aur khushi paye na ke dukh…”

Us ke baad Saral ko kaha gaya ke apne naye janam par cake kaate… cake katne par sab se pehle Dr. Sheeba ko cake khilaya gaya… kyun ke ussi ki effort se ye sab sambhaav ho saka thaa…

Dr. Sheeba kuch chintit lagi tau Govind us ke dimagh me gaya to waha us ki soch ko padh kar shock hua aur socha ke baat kare ga Dr. Sheeba se akele me…

Is ke baad Prisha aur Asha ne raakhi bandi Saral ke hath par aur us ko ye bataya gaya ke wo akela nahi he us ka parivar he… Tejasvi ne us ko apna beta ghoshit kiya…

Ab Govind ne Asha ko kaha ke wo apne driver ko bulwaale aur un ke saath chale jyen residence wapis… wo kuch dair bethe ga Saral ke pas… Asha samajh gayi ke Saral ko emotional support ki zaroorat he… to us ne hospital se phone kiya apni residence driver ke liye… aur wo log chale gaye Driver ke saath…

Ab hospital me Saral ke paas keval Dr. Sheeba aur Govind the…
 
Well-known member
VECTOR
1,911
8,135
145
Friends... Episode - 77 bhi post kar diya he...

mein aabharee hoon aap doston ke payar aur support ke liye...
 

Top