Life qoutes

STOP SAYING “I WISH” START SAYING “I WILL”
977
330
83
kisi ne mujh se pucha agar kismat pehle he likhi ja chuki hai to dua karne ka kia faida kuch pal ki khaamoshi ke baad mera jawab tha kia pata kismat me likha ho jo mile ga dua se he mile ga
 
STOP SAYING “I WISH” START SAYING “I WILL”
977
330
83
Bohat acha insaan tha ye sunne ke liye marna parta hai
 
STOP SAYING “I WISH” START SAYING “I WILL”
977
330
83
Hum aise muashary me rehte hai jahan Be adab log Adab per baat karte hai
 
STOP SAYING “I WISH” START SAYING “I WILL”
977
330
83
Jab zindagi hansae to samajh lo Ache karam ka phal mil raha hai Aur jab zindagi rulaye to samajh lo ke Ache amal karne ka waqt aa gaya hai
 
STOP SAYING “I WISH” START SAYING “I WILL”
977
330
83
Kabhi kabhar Ache logo se bhi galtiya ho jati hai iss ka Matlab ye nahi ke wo bure hai Iss ka matlab ye hai ke wo bhi Insaan hai
 
STOP SAYING “I WISH” START SAYING “I WILL”
977
330
83
Apni umar aur Apni daulat per kabhi Aitbar mat karna kiu ke jo cheez ginti me aa jaye wo lazmi khatam hoti hai
 
STOP SAYING “I WISH” START SAYING “I WILL”
977
330
83
Har kamyab Insaan ke paas ek takleef de kahani hoti hai Aur har takleef de kahani ka anjam kamyabi hoti ha iss liye takleef ko bardasht karne ki himmat paida karo aur kamyabi ke liye tayar ho jao
 
STOP SAYING “I WISH” START SAYING “I WILL”
977
330
83
Logo ko parakhna chor do kiu ke tumhe nahi pata koi apne andaf kaisi jung lar raha hai!
 
STOP SAYING “I WISH” START SAYING “I WILL”
977
330
83
Insaan Dil ko Acha lagna chahiye Ankho ka kya hai use to sab kuch Acha lagta hai
 

Top