Ye dillagi sath na chode aur rahi Shadi ke pyaar ki baat to bhut kuch din ya jada se kuch months me ud jata example jaise suru me na 2 mints ki judai bhi bahut takleef deti hai lekin kuch hi din ke baad sab normal ho jata hai rah jati hai to jimmedari wahi puri life sath deti dono ka
Are subah uthkar chai nasta banata hai usko kha pikar office jata hai wahan se aakar khana banata hai ushi bich me yaha aata hai story bhi likhta hai mod wale kaam bhi karta cc me bhi aata fir khakar so jata dusre din bhi wahi sab ab batao wo sach me kinna busy aadmi hai aur jis din uski shadi hui na gayab ho jayega kuch din ke liye