- 385
- 188
- 43
Update 106
Ab tak
Mona ke bhai-main to har jagah dil lagakar rakha hai.
Avi-mujhe bhi sikha do
Mona ke bhai-phir kabhi dekhte hai. chalo ab
Bate karte huye gaon kab aa gaya pata bhi nahi chala.
Ab aage
Gaon mein aane ke baad main apne ghar chala aaya. Main ne choti chachi ko apne kamre bhula liya. Choti chachi ko main jab bhi apne kamre mein bhulata to chachi apna kaam chod kar mere pass aa jati. Aaj to mera chehara dekh kar choti chachi mere piche piche hi kamre mein aa gayi.
C Chachi-kya hua Avi, tumne apna chehara kisi murjaye huye fool(flower) tarah kyu banaya hai.
Avi-chachi wo mala ...main batate hue ruk gaya (mala ne kaha tha ki meri chachi meri shadi uske sath nahi hone dengi. Mala ne kaha tha ki chachi meri shadi 26 27 saal ka hone ke baad karengi. Mujhe pahale dekhna hoga ki mala ki baat kitni % sahi hai)
C Chachi-kya hua mala ko.
Avi-mujhe mala achi lagati hai. Main mala ke sath shadi karna chahata hu.
C Chachi-mera beta itna bada ho gaya ki use shadi karni hai. Chal bataa kaun hai. Jo mere bete ko pasand aa gayi.
Avi-wo mona ki saheli jiske bare mein main ne aapko bataya tha.
C Chachi-ye wahi hai na jiska koi bhai bahan nahi hai. Apne mata pita ki akeli beti hai.
Avi-haan. Usi mala ke sath mujhe shadi karni hai.
C Chachi-phir to hame jaladi karni hogi. Uske mata pita to uski shadi jaladi karenge. Aur ek to tumhari umar kam hai. Tumhein kam se kam 21 22 saal ka to hona hoga. Tabhi tumhari shadi mala ke sath ho payegi. Main suman didi se baat karti hu aur kal hi jakar mala ke mata pita se milkar tumhari aur mala ki shadi ki baat karungi unko 2 3 saal rukne ko bhi bol dungi.
Avi-(chachi ne jo baat kahi wo sunkar main shocked ho gaya) chachi aap mala aur mere liye naraz to nahi ho
C Chachi-naraz! kaisi baat karte ho tum, tumhari khushi mein hi to hamari khushi hai. Aur vaise bhi ek na ek din to tumhein shadi karni hai. Ye achha hua ki tum ne khud apni life partner pasand kar li. Par ek baat hai mujhe pahale tumhein padana tha phir 26 27 saal ki umar me tumhari shadi karva deti. Par koi baat nahi pahale shadi kar lete hai aur phir padai kar lena. Jaise main ne shadi ke baad padai ki thi vaise hi tum bhi kar lena.
Avi-chachi ki baat sunkar main rone laga aur chachi ke gale lag gaya. aur rote huye chachi ko mala ke sath jo meri baat huyi wo bataa di.
C Chachi-itne bade ho gaye ho aur aise bacho ki tarah ro rahe ho. Chalo apni ankhein saaf karo. Aur chachi ne mere ankhon par kiss kiya
Avi-thodi der rone ke bad main normal ho gaya.
C Chachi-tumne ye baat pahale kyu nahi batai.
Avi-wo main ..
C Chachi-tum dekhna chahate the ki mala ki baat sahi hai ki nahi.
Avi-haan
C Chachi-to phir kya pata chala
Avi-chachi mala ne aisa kyu kiya
C Chachi_mala ne tumhare sath galat kiya aur sahi bhi kiya
Avi_main kuch samjha nahi
C Chachi_dekho Avi, mujhe pyar ke bare mein jada to pata hai nahi. Par pyar ke bare mein mujhe 2 3 baate pata hai. Pyar ka matlab hi hota hai sacrifice. Mala ne bhi yahi kiya. Mala ne apne family ke liye tumhare pyar ko sacrifice kiya. Mala ne pyar se pahale apni family ke bare mein socha hai. Pyar ka ek aur matlab hota hai ki apne partnar par trust karna. Mala ne tum par trust nahi kiya. Mala ko tumhein ek chance dena chaiye tha. Ham to taiyar the tumhari shadi karne ke liye. Par mala ne pahale hi apna faisala suna diya. Usne ankhein band karke apne life ka faisala kiya. Use lagata hai ki jiske sath wo shadi karne vali hai wo uske mata pita ka bhi khayal rakhenga. Kya ham uske mata pita ka khayal nahi rakh sakate the. Thakur ke baad gaon mein hamare pass sabse jada zameen hai . Main to abhi bhi mala ki shadi tumhare sath kara sakati hu. Uske mata pita ko meri baat maane par mazboor kar sakati hu. Par Mujhe lagata hai mala tumhare liye sahi ladki nahi hai. Mala kuch jada hi samajhdar hai aur sath mein bevkuf hai. Tum mala ko bhul jaao. Tumhein mala se bhi achi ladki mil jayengi.
Avi_par mala ko kaise...
C Chachi_mala ko apne sath sath uske mata pita ke bare mein sochana hai. Aage jakar mala ka hone vala pati uske mata pita ka bhi dhyan rakhega. Is bare mein soch kar mala ne shadi karne ko haan kar di hogi. Tum mala ke bare mein sochana chod do. Aur rahi baat use bhul jane ki to wo tumhein karna hoga. Avi tumhein mala pasand hai. Kyu ki usne tumhari maddat ki par tum ne bhi uski maddat ki thi is liye usne tumhara ahasan chuka diya. Agar tum har maddat karne vali se pyar karoge to kitno ke sath shadi karoge. Pyar aise thodi hota hai. Tum to sabki maddat karte ho aur wo sab bhi tumari maddat karte hai. To kya sab ke sath pyar karoge. Tum ne mona ki bhi maddat ki thi agar mona ne bhi tumhari maddat ki to kya uske sath bhi shadi karoge. Kisi ki maddat ko pyar samajho ge to kaise chalega. Meri baat maano mala ko bhul jaao.
Avi-aap ne sahi kaha mujhe mala ko bhulna hoga.
C Chachi-ye hui na baat. Thodi der aaram karo aur phir jab tum apni ankhein kholonge to mala ko apne dimag se nikaal kar nayi suruvat karna.
Chachi mujhe samajha kar chali gayi aur main bhi thodi der ke liye so gaya. Phir main ne mala ko bhulne ka faisala kiya aur phir sham ko main mona ke ghar chala gaya. Aaj mona ke ghar mehamaan jada the. Mona apni saheliyo ke sath milkar mehandi laga rahi thi. Mona ke sath mala aur riya bhi thi. Riya ki mehandi lag chuki thi. Riya mere pass aakar mujhe mehandi dikha rahi thi. Riya ke hantho par mehandi achchhi lag rahi thi. Main riya se has kar baate karne laga.
Jab bhi main riya ke sath baate karta to mala meri taraf dekhati. Par ab mujhe mala ke sath kuch lena dena nahi tha. Ab mala aur mera rasta alag ho gaya tha.
Thodi der riya ke sath bate karne ke baad main mona ke bhai ke pass ja kar baith gaya.