Adultery Manhoos se mahan tak

Status
Not open for further replies.
Member
348
1,836
123
Waise bhai paid site pe jane ki zarurat kya thi readers to sab yahi pe the tumhare update yaha pe bhi regular de sakte the but uske liye busy the tum or ab paid site pe busy nahi ho ye chiz buri lagi hai mujhe bhai galat kiya ye apne
Bhai main apni dosti nibha raha aap jo chahe keh sakte hain
 
Member
348
1,836
123
Update 291

' waise to sab theek hai mujhe lagta hai shayad isne koi drugs li hai. Ye sirf hangover hai , ho sakta hai koi drink li ho. Kya ye nasha karta hai ? '
Dr ne amit ka checkup karne k bad ek injection laga diya aur fir uski halat k bare me Rama se bat karne laga . Divya abhi bhi amit k bagal me baithi uska sir ehda rahi thi . Radha uske paon k pas baithi uske paon ki malish kar rahi thi . Dono ma beti ki ankhen nam thi . Radha to kisi agay kari biwi ki tarah paon me baithi apna farz nibha rahi thi wahin divya k man me aaj mamta hawi thi. Karishma bhi amit k bare me sun kar office se ghar aa gyi thi aur yahin bagal me baithi thi. Mohit to samajh nahi o raha tha k akhir ho kya gya hai achanak se . Wahin Rama ko jab Dr ne ye bat batai to use shock lga
Rama: nahi Dr amit koi nasha nahi karta aur na hi wo drink karta hai. Balki ye to wrestling ka bahut acha khiladi hai abhi kal hi to wapis aya tournament jeet kar
Dr : dekhiye mujhe nahi pata par jo maine observe kiya hai maine wahi bataya hai aapko. Fir bhi maine iska blood sample le liya hai report aane par pata chal jayega. Abhi ise injection de diya hai 2-3 ghante aram se so jayega to apne aap theek ho jayega . Chinta karne wali koi bat nahi hai .
Rama : shukriya Dr
Rama ne mohit ko Dr ko bahar tak chhod kar aane ko kaha . Dr ne jo kuch bhii kaha tha wo sirf Rama ne hi suna tha . Is liye uske jate hi divya ne Rama se is bare me poocha to Rama bat ko taal gyi . Wo nahi chahti thi k is bat ka kisi ko pata chale . Magar andar se chinta use bhi ho rahi thi k akhir ye kaise ho sakta hai . Is liye wo kitchen me jane ka keh kar bahar nikali aur mohit ko bahar se hi apne room me le gyi .
Rama : tum log kahan gye the ?
Mohit : bataya to tha mom hum sab party karne gye the wahan dance kiya aur kha pi kar wapis aa gye .
Rama : dekho mujhe sach sach batao tum logon ne kya kiya tha . Uski halt dekh rahe ho tum ? Ye apne aap to nahi ho gyi . Kya piya tha tum logon ne ? Sharab pi thi kya ?
Mohit : nahi mom aap to janti hain amit hath bhi nahi lagata sharab ko
Rama : to fir uski ye halat kaise ho gyi? Dr ne abhi bataya hai k usne drink ki hai . Mujhe sach sach batao agar ye bat tumhare papa ya amit ki family ko pata chali to Fir main kuch nahi kar paungi .
Mohit : mom main kasam khata hun hum logon ne aisa kuch bhi nahi kiya .
Rama : kaun kaun tha tum logon k sath ? Kahin kisi ne jan bujh kar koi shararat to nahi ki amit k sath ?
Mohit : nahi mom wahan sab apne hi the . Koi aisa kyun karega . Kahin amit ne khud hi koi …..
Rama : chup , ek dam chup. Tumhari bat hoti to main maan bhi leti par wo aisa nahi hai . Ab uske hosh me aane par hi pata chalega k bat kya hai. Kaan khol kar sun lo agar mujhe pata chala k tumhare kisi dost ne ye shararat ki hai to mujhse bura koi nahi hoga .
Mohit apni ma k tevar dekh kar andar se dar bhi gya tha aur soch me bhi pad gya tha k akhir ye sab hua to hua kaise . WAhan par to koi bahar wala tha bhi nahi fir aisa kaise ho sakta hai. Rama apne room se nikal kar fir se amit k pas gyi jahan divya Radha aur karishma abhi bhi waise hi baithi thi.
Rama : divya Radha chalo ab tum log bhi aram kar lo. Dr ne kaha hai sab theek hai . Shayad kuch ulta sidha kha liya hoga usi se aisa hua hai . Abhi ise kuch der aram karne do aur tum bhi chal k khana kha lo .
Divya : nahi didi , mujhe bhookh nahi hai . Main amit k pas hi rehna chahti hun.
Rama : maine kaha na wo theek hai , tum yhan aise bhukhi pyasi baithi rahogi to kya mujhe acha lagega aur kya amit ko acha lagega jab use pata chalega ? Chalo utho .
Divya : nahi didi please mera man nahi hai . Aap Radha aur karishma ko le jao
Radha : main kahin nahi jaungi . Mujhe bhookh nahi hai .
Rama : dekha , tum nahi jaogi to ye bhi nahi jayegi . Chalo utho tum dono.
Divya : nahi please , amit jab uthega to iske sath hi kha lungi main. Radha tum jao main hun yahan par .
Radha : nahi ma mujhe bhookh nahi hai main kha kar aayi thi sabke sath.
Divya : kya kha kar aaye the tum log jo iski ye halat ho gyi hai ? Bolo
Rama : ab isse kya puch rahi ho , sab theek hai na . Utho Radha tum to bat man lo
Radha : nahi aunty mujhe bhookh nahi hai please . Aap jaiye karishma didi ko bhookh hogi.
Karishma : mujhe bhi bhookh nahi hai mom.
Rama : agar kisi ko bhookh nahi hai to theek hai main bhi yahin baith jati hun tum logon k sath
Idhar sab amit k ird gird baith gye aur mohit chinta me dooba minal ko phone kar k sab bat bata diya . Ye sab sun kar use bhi jhatka laga . Chahe usne halke halke 2-3 peg lagaye the vodka k par wo nashe me nahi thi. Mohit se bat karne k bad usne dimag me ek hi nam aya aur wo tha Sanjay . Magar Sanjay ghar par nahi tha is waqt aur uska no. Try karne par bhi lag nahi raha tha . Minal ko is sab k piche uski koi shararat lag rahi thi par usse bat kiye bina kuch kaha nahi ja sakta tha .
Dusri taraf gaon me kal k program k liye poori taiyari ho chuki thi. Kal subah hi halwai lag jane the aur pandit ji se pooja Archana karwa kar nam karan karna tha kal kamini k bete ka . Ghar me har koi busy tha magar Deepika kamini aur Gauri ki ankhen to rasta dekh rahi thi amit ka . Deepika ki amit se bat hui thi aur usne kaha tha wo dopehar bad aa jayega . Is liye wo baki sab kam sambhal rahi thi . Gauri ko to wo hilne nahi deti thi . Kamini bhi kuch thoda bahut hath banta rahi thi . Rajani rita aur divya ne kal subah hi ana tha apne apne bachon k sath . Aur baki sab ne bhi par fir bhi ghar me sari taiyari kar di thi sabke rukne k liye .
Wahin in sab se door koi aur bhi tha jo nam ankhon se aansoo bahata amit ko yad kar raha tha . Jee han ye Kalpana thi jo khud ko apne kamre me band kiye bas ro rahi thi . Waise to wo badi hi sakht tabiyat ki nazar aati thi par jaise nariyal upar se sakht aur andar se naram hota hai waisa hi hal Kalpana ka tha . Dil k mamale me wo bahut hi nazuk sabit ho rahi thi aaj. Use kabhi khud bhi nahi lga tha k wo itni kamzor hogi. Chah kar bhi wo khud ko sambhal nahi pa rahi thi. Apne baap se to usne ye bat chhupa li thi par usse bardasht nahi ho raha tha . Pehli bar uske dil ne kisi ko is kadar toot kar chaha tha k uska is tarah inkar kar dena wo seh nahi pa rahi thi. Aaj tak usne kisi ki bhale hi parwah na ki ho chahe kisi ne hansi mazak me use jo bhi kaha ya ladkon ne uski body ko lekar fabtiyan kasi ho. Par ab use aisa lag raha tha k wakai me wo ladkiyon jaisi nahi hai . Isi liye use amit ne thukra diya . Halanki ye bas uske apne vichar the varna wo khubsurat thi bas baki ladkiyon ki tarah uske pas bade boobs ki jagah chhote santare k akar k boobs aur kase hue parhe the jin par charbi kam thi. Kalpana ne apna phone switch off hi kar rakha tha ta ki koi use phone ma kare aur na hi wo kisi se bat karna chahti thi . Par use Kya pata tha k uske salah kar usse report lene aa dhamkenge . Vikaram Rathore sahab to duty par the par idhar dono deviyan naina aur karuna Kalpana k ghar aa dhamki. Kalpana ka phone switch off aane se dono ko daal me kuch kala laga tha is liye wo college se bunk mar k Kalpana k ghar aa gyi. Naukar sab unhe achi tarah se jante the jaisa k vikaram Rathore ne kaha tha wo bhi unki family jaise hai to kisi ne unhe roka nahi aur wo sidha Kalpana k bedroom me hi aa gyi. Jahan Kalpana bistar me muh chipaye ulti leti hui thi ghar par pehnne wale T-shirt aur lower me .
Naina : oye bruce lee , aise kyun padi hui hai ? Tujhe to aaj college me hona chahiye tha na .
Naina ki bat sun kar kalpna ek dam se aansoo ponchti hui palat kar uth gyi . Bhale hi usne apni ankhen saaf kar li ho par uske chehre par bane aansuon k nishan aur bhari ankhen dekh dono hi samajh gyi mamala kya hai
Naina : tu ro rahi hai ? Amit se tune bat kar li ?
Karuna : Aur us budhu ne inkar kiya hoga , hai na ?
Dono ki bat sunte hi Kalpana ki fir se rulati foot gyi aur wo Roti hui dono ka gale lag gyi.
Naina : tu ro kyun rahi hai pagal . Aise thoda kaam chalega . Chal chup ho ja .
Karuna : yar tu kab se itni kamzor ho gyi? Main to sakhti thi tu uski chhutti kar degi aur tu itni si bat par rone lag gyi . 2 din se tera phone switch off hai mujhe to tabhi shak ho gya tha . Chal chup kar aur bata bat kya hai ?
Kalpana: sab khatam ho gya didi , sab khatam ho gya .
Naina : hua kya hai , bat to bata . Aise kaise sab khatam ho gya han. Hum dono use ache se jante hain . Wo to kuch aisa kar hi nahi sakta k tu ye bat kahe . Kahin tu hi to sab khatam nahi kar di ?
Karuna : aur nahi to kya , wo to kisi ka dil dukha hi nahi sakta . Fir tu ye sab kyun keh rahi hai ? Tune usse kya kaha tha zara theek se bata .
Kalpana : aap ne jaisa kaha tha maine usse apne dil ki bat keh di par usne saaf hi mana kar diya . Wo mujhe pasand nahi karta didi ,,,, wo mujhe pasand nahi karta . Karega bhi kyun , main baki sab ki tarah khubsurat nahi hun na . Ladkon jaisi body hai meri . Mujhe koi ladka kyun pasand karega .
Naina : ek lagaungi tujhe jo dobara aisa kaha to. Kaun kehta hai tum ladkon jaisi ho ? Han maar dhaad karne k mamale me ho sakti ho par tum bhi koi kam khubsurat nahi ho. Aur amit ko jitna hum jante hain wo aisa nahi hai k kisi ki khubsurati dekh ke hi use pasand kare . Usne tujhse kaha kya tha ye bata pehle .
Kalpana : usne kaha tha k uski life me pehle se koi aur hai. Par aap to janti hain na aisa nahi hai . Wo jhuth bol raha hai sirf is liye kyunki use main pasand nahi .
Karuna : usne ye kaha k uski life me koi hai aur tu ye samajh li k wo tumhe pasand nahi karta ? Ek bar usse puch kar to dekhti k wo kise pasand karta hai .
Kalpana : agar wo kisi aur ko pasand karta hai to bhi to bat ek hi hui na. Wo khubsurat hogi aur uske samne main amit ko kabhi pasand aa hi nahi sakti.
Naina : tu na bas kitabi sher hai, asal zindagi me tera dimag nahi chalta . Lagta hai humen hi tujhe sab samjhana padega . Pehle ek bat ka theek theek jawab de mujhe . Tu amit ko sirf pasand karti hai ya usse pyar karti hai ?
Kalpana naina kbis sawal par chup si ho gyi jaise wo apne man me hi is sawal ka jawab dhoondh rahi ho
Karuna : dekh agar to tu uski taraf sirf attract hai tab to tujhe aise feel nahi karna chahiye aur uski bat ko samajhna chahiye . Aur agar tu wakai me usse pyar karti hai jaisa k tu pehle humen keh chuki hai to …..
Kalpana : to Kya ???
Karuna : to ya to tu use bhool ja aur agar tu use bhool nahi sakti to fir kamar kas le .
Kalpana : main use bhool nahi sakungi didi , kabhi bhi nahi .
Karuna : bas to fir taiyar ho ja apne pyar ko pane k liye . Par tujhe iske liye apna dil bada karna hoga . Agar wo wakai me kisi aur se pyar karta hai to tujhe bhi ye bat accept karni hogi k wo sirf tumhara nahi aur tujhe amit k sath use bhi accept karna hoga .
Kalpana : aap janti hain aap kya keh rahi hain ? Aisa bhi kahin hota hai ? K Mayan me do talwaren kabhi nahi reh sakti .
Naina : tu pyar karne ki bat kar rahi hai ya Jung karne ki ? History to tune ache se parhi hai na ? Pehle raja log kitni shadiyan karte the aur apni sab raniyon k sath Barabar pyar k sath rehte the k nahi? To fir tu ye kaise keh sakti hai k ek Mayan me do talwaren nahi reh sakti ?
Karuna : lagta hai ye khud ko talwar aur amit ko Mayan samajh rahi hai jabki hai iska ulta . Mayan tumhare pas hai aur talwar uske pas . He he he
Kalpana : didi ,,,, aap sach me bahut gandi ho . Main bat nahi karti aap se . Yahan meri halat kharab hai aur aap ko ye sab baten sujh rahi hain.
Karuna : to aur kya karun fir ? Be matlab ki baten kar rahi hai tu . Zara soch k bata kya tujhe amit ka pyar chahiye ya sirf us par hak jamana hai ? Tu ye soch rahi hai k tu kisi aur k sath usko bant nahi sakegi , right ? Par ye bhi to soch same condition amit k sath bhi hogi aur us ladki k sath bhi jo usse pyar karti hai. Ritu akele khud k liye hi kyun aise soch rahi hai? Are tujhe to dil bada rakhna chahiye sab kuch accept karne k liye. Agar tujhe amit ka pyar chahiye to ye bhool ja k wo sirf tumhara hai , wo hai hi aisa k use har koi pyar kar baithta hai. Tujhe to khush hona chahiye k tujhe wo heera mila hai jise har koi pana chahta hai . Tujhe bas uske liye kuch keemat ada karni hai . Agar tu ye kar sakti hai to amit tujhe milega aur agar nahi to fir koi aur dekh le aur use bhool ja .
Kalpana : maine kaha na main use bhool nahi sakti .
Naina : to fir karuna ne jo kaha wo man le . Aur usse door bhagne ki bajaye uske kareeb ja . Use ehsas karwa k tu use kitna pyar karti hai . Wo kisi ka bhi dil nahi dukha sakta kabhi bhi . Dekhna wo zarur tujhe accept karega aur hum hain na teri madad k liye .
Kalpana : par didi ye rajaon ka zamana nahi hai. Ek ladke k sath ek hi ladki ki shadi ho sakti hai . Aise me kal ko dono me se kisi ek ko door hona hi padega
Karuna : tu abhi se itni door ki soche baithi hai? Kal kisne dekha hai . Aaj ki bat kar . Abhi to pehla hi saal hai do saal aur pade hain teri graduation me aur itne tu amit k sath zindagi k maze le sakti hai . Uske bad tujhe jo theek lage wo karna . Aur rahi bat shadi ki to aaj bhi aisa hota hai . News paper nahi padti kya ? Aur log to bina shadi k bhi sath reh lete hain aaj kal. Waise tujhe to uncle ki tarah IAS banna hai na ? To tujhe to abhi is sab me bahut time lagne wala hai. Shadi ki bat to abhi bahut door hai. Kya pata kal ko tujhe amit se acha ladka mil jaye ?
Kalpana : aisa kabhi nahi hoga , Kalpana k dil me sirf aur sirf amit hi hai aur hamesha wo hi rahega chahe wo mujhe mile ya na mile .
Naina : ye hui na bat meri banno. Ab dekhna kaise wo tumhare aage piche ghumega . Uski kismat to lagta hai kaamdev ne likhi hai jo use 2-2 ladkiyan mil rahi hain.
Karuna : aur shadi k ilawa pata nahi kitni hongi he he he
Karuna ki bat naina samajh gyi aur ishare me hi dono ek dusre ko yad dilati hui hasne lagi
Kalpana : aap ko sharan nahi aati ? Wo aapka bhai hai aur aap aise baten kar rahi hain .
Naina : bhai hai isi liye to khush ho rahi hain apne bhai ki kismat par . Dekho na hamein kitni achi bhabhi milne wali hai . Jab tum IAS ban jaogi fir to hum bhi Shaan se chalengi sab par hukam chalati hui . Collector ki nanad jo hongi he he he
Kalpana to sharam se pani pani hi ho gyi jis tarah se naina ne ye bat kehte hue uski chin ko hath se upar uthate hue use chumne ki koshish ki. Wo sharma kar piche hatna chahti thi par karuna ne use daboch liya aur naina ka kam usne poora kar diya Kalpana ko choom kar .
Karuna : sach me didi , itni pyar bhabhi hai k man karta hai isko main hi rakh lun. Wo budhu kuch kare na kare main zarur kar dungi . Ummmmm
Kalpana k honthon ko apne honthon me hi dabocha liya tha karuna ne . Kalpana khud ko chudane ki koshish kar rahi thi par naina ne bhii piche se use daboch liya aur ab dono shaitan ki naniyan bechari Kalpana ko chumte hue uske shareer k angon ko masalne lagi .
Kalpana : aaahhhh cccc didi ye kya kar rahi hain aap chhodiye mujhe please aaahhhh ccccc
Naina : ab tujhe chhodenge nahi bhabhi jaan , ab to tumhari is body ko hum sone jaisi bana kar hi dum lengi .
Bat bhi sahi thi dono ab Kalpana k boobs aur chutad zor zor se masalne lagi thi unka akar barhane k liye . Kalpana waise to itni majbut thi k dono ko akele hi pachhad sakti thi par ab jaise wo mom ki tarah pighalne lagi thi . Wo khud hi dheeli padti ja rahi thi aur dono k hathon ki kathputali c ban gyi thi. Is tarah se uske jism par kisi ne kabhi bhi nahi chhua tha . Shayad isi liye wo hosh hi ganwa baithi thi . Kuch der pehle tak jo Kalpana dard aur aansuon me doobi hui thi wo is waqt kamuk siskiyan chhodti kisi aur hi duniya me pahunch gyi thi . In ladkiyon ko yahan koi disturb karne wala to koi tha nahi. Is liye bedhadak naina aur karuna Kalpana k sath masti me lagi rahi aur Kalpana ko udasi bhare mahol se ek naye mahol me le aayi. Kalpana k dilo dimag ko dono ne ek hi bar me badal kar rakh diya tha. Ab aage kya karna hai ye bhi karuna aur naina hi batane wali thi Kalpana ko .
.
.
' to kaisi rahi tumhari dance party Sheena k sath ?'
Farm house par aaj shanivar ki party k liye nitika Monica Raghu Rocky ikattha hue the aur aaj Sanjay ko jaise ki yahan invite kiya gya tha wo bhi samay par pahunch gya tha .
Sanjay : achi rahi , hooterz achi jagah hai. Agar wo gainda wahan na hota to zarur maza ata
Nitika : hum logon ki favorite jagah hai wo isi liye to tumhe udhar ka bola tha. Sheena aur Shivani ko to wo wahan sab salam thok rahe honge . Wo bhi kya din the , raat raat bhar wahan masti karte the aur sab Sheena ki badolat. Par us dehati ne to hum sab ki khushiyon me aag laga di . Pehle wo Shivani gyi aur fir sheena , sab us randi shalu ki vajah se .
Sanjay : ye tum shalu ko randi kyu kehti ho ? Akhir chakkar kya hai ?
Monica : randi ko randi nahi kahen to aur kya kahen . Pucho in dono se kitne maze liye hain in sab ne uske . Monty ka aisa koi dost nahi hoga jisne use choda nahi hoga . Ek sath teen teen ko sambhal leti thi saali chhinal.
Sanjay : kyaa?? Sach me ??
Nitika : aur nahi to kya , cheap randi thi wo . Sab ne us par apni chhap lagayi hai . Chahe wo hamare college ka ho ya bahar ka . Monty k sab dost us k maze le chuke hain. Wo to un sab ki mistress thi. Par us dehati ne wo bhi cheen li.
Sanjay : maal to gazab hai wo bhi , kya figure hai sali ka . Agar wo aisi hai to ab kyun nahi aati wo ?
Rocky : wo kyun aayegi ? Wo to Monty k chakkar se aazad hona chahti thi. Us sale ne Monty k laptop se pata nahi kaise uski sari videos delete kar di . Warna uski kya majaal thi jo hum bulate aur wo na aati. Yahin par har dusre teesre din hum mil kar uska maza lete the .
Sanjay : kitne fattu ho tum log , abhi bhi bula lo use . Bolo k tumhare pas usi videos hain abhi bhi.
Nitika : tum shayad abhi tak Samjhay nahi. Usko bulana ya uthana in logon k liye koi mushkil nahi hai. Par ab wo akeli nahi hai , wo dehati uske sath hai aur upar se Sheena aur Shivani bhi. Sheena ne to openly kaha tha k agar kisi me shalu ki taraf galat nazar se dekha bhi to wo use chhodegi nahi . Yahan kisi me itni himmat nahi k Sheena se panga le sake
Sanjay : ye bat samajh me nahi aayi , agar shalu monty ki setting thi ab Sheena use kyun bacha rahi hai.
Monika : kyunki wo sochti thi shalu ek chalu ladki hai jo paison k liye monty k piche hai. Par sachai use bad me pata chali aur tab se wo use defend karti hai.
Sanjay : kaisi sachai ?
Raghu : shalu monty se pyar karti thi aur monty ne use apni rakhail bana liya . Ye hi bat Sheena ko nahi pata thi pehle . Par mujhe to ye samajh me nahi ata k aisa tha bhi to usse kya . Apne naukar ki beti k sath wo rishta karne se rahe .
Sanjay : hmmm, Sheena kuch kuch samajh me aa rahi hai mujhe . Wo dikhti kuch aur hai aur andar se kuch aur hai. Wo us gainde ko bahut ach ladka samajhti hai aur isi liye uski side leti hai. Ab uska ye hi behal door karna hai. Pehle is shalu se hi shuruat karte hain.
Monica : us randi se kya shuruat karoge , idhar aao zara mujhe dikhao tum kitne smart ho .
Monica ne ek nashili nigah se Sanjay ko dekh kar kaha . One piece short dress me nangi janghon k sath wo hath me vine ka peg pakde hue Sanjay ki taraf barhi aur ek soo khud pi kar gilas Sanjay k honthon se laga diya . Sanjay ne bhi muskurate hue soo liya aur agle hi pal uski kamar me hath kase uske honthon par honth jod kar kiss karne laga . Kuch hi palon me ye kiss wild hoti gyi aur Monica Sanjay ki goad me baith kar apni kamar hilati hui Sanjay k land par choot ragadti use uttejit karne lagi. Nitika un dono ko dekh khud hi apne boobs press karne lagi surur us par bhi tha us Laal sharab ka. Wahi. Rocky aur Raghu sirf sharab me doobe hue the un dono ko to jaise is sukh se door kiya ja chuka tha. Sanjay to un sab cheezon me pehle hi master tha. Kuch hi palon me usne Monica ko poori tarah garam kar diya aur use utha kar bed room me le gya. Sanjay ne jyada der na ki apne kapde utarne me aur Monica to khud hi aag bani hui thi. Jaldi hi dono k beech chudai ka khel shuru ho gya jise Sanjay ache se khel raha tha . Nitika bhi khud ko rok nahi payi aur wo bhi dono k sath shamil ho gyi. Do do haseen ladkiyan pake aam ki tarah Sanjay ki jholi me aa giri thi . Sanjay ki to lottery hi lag gyi. Dono ki tabiyat se thukai karne k sath wo shalu ko bhi imagine kar raha tha aur Sheena Shivani Radha Neha sab uske dimag me ghoom rahi thi. Sanjay ko to ab ye hi lag raha tha k amit nam ka kanta raste se hat te hi ye sab uski ho jayengi . Farmhouse par sham ko shuru hui ye party kab tak chalni thi ye to ab Sanjay aur in dono haseenaon par hi tha .
.
.
Main pta nahi kab tak sota raha . Par jab meri ankh khuli to maine apne mathe par kisi ka hath mehsus kiya . Divya mausi bed se tek lagaye lagbhag mere sir ki taraf adhleti mere mathe par hath rakhe shayad so rahi thi. Fir mujhe paon par kisi ki pakad mehsus hui jab neeche dekha to Radha zameen par baithi mere paon k pas hi sir rakhe so rahi thi. Jabki kamre me ek taraf karishma didi aur Rama aunty bhi shayad neend me thi. Radha ko is tarah paon par gira dekh maine apne paon khinche to ek dam se Radha uth gyi. Mujhe dekhte hi uske chehre par ek dam se khushi aa gyi par uski ankhon me nami thi .
Radha : tum ,,,, tum uth gye . Ruk theek to ho na ?
Radha ki awaz sun ek dam se divya mausi bhi uthi aur sidhi baith kar mera chehra sehlate hue mere mathe ko jhuk kar chum li.
Divya : tumhe hosh aa gya , kaise ho mere bete ? Ab tabiyat kaisi hai ? Tumhe kya hua tha ?
Main abhi dono kinaron ka kuch jawab deta usse pehle hi Rama aunty aur karishma didi bhi uth kar mere kareeb aa gyi aur wo bhi yahi sab puchne lagi .
Amit : mujhe kya hua , main to theek hun . Par aap sab itni tension me kyun hain ?
Divya : tumhe kuch yad nahi ? Tum behosh ho gye the
Amit : main behosh ? Par main to mohit aur Radha k sath ghar aa gya tha . Mera sir kuch bhari tha car se utarte waqt ……. Uske bad kya hua ? Main yahan kaise aya ? Mujhe kuch yad kyun nahi aa raha ?
Rama : kuch nahi hua , tum bilkul theek ho bas chakkar aa gya tha thoda sa. Kuch ulta sidha kha liya hoga . Main tumhare liye coffee le kar aati hun . Divya , tum bhi ab khana kha lo .
Divya : nahi mujhe bhookh nahi hai didi , mujhe yahin rehne do .
Amit : aap ne abhi tak khana nahi khaya ? Ye kya bat hui mausi , chaliye pehle khana khaiye . Main yahin to hun aur aap dono ( Radha aur karishma ) bhi jao khana kha lo.
Rama : sun liya ? Ab utho warna main zabardasti karungi fir .
Divya mausi abhi bhi mana kar rahi thi par mere zor dene par wo ek bar fir se mujhe choom kar uth gyi. Karishma didi bhi mujhe dekh kar khush ho rahi thi aur wo bhi khadi ho gyi . Radha abhi bhi wahin mere pairon ki taraf baithi hui thi
Amit : Radha tum bhi jao
Radha : main to kha chuki hun tumhare sath pehle hi. Main yahin rahungi tumhare pas
Rama : theek hai tum dono yahin baitho main abhi coffee lekar aati hun tum dono k liye .
Rama aunty divya mausi ka hath pakad unhe apne sath le gyi karishma didi bhi unke piche chali gyi . Radha mujhe hi dekhe ja rahi thi. Uske chehre par khushi to thi par uski ankhon ka geela pan mere prati uski chinta ka suboot tha . Maine sabke jate hi hath barha kar Radha ka hath pakad aur use apni taraf khincha. Radha mera ishara samajhti hui uth kar meri side me aa kar baith gyi .
Amit : tum itni chinta me kyun ho ? Dekho kya shakal bana rakhi hai .
Radha : sab tumhari vajah se hai , kya ho gya tha tumhe ? Tum ek dam se behosh kyun ho gye the ? Pata hai main kitna dar gyi thi . Agar tumhe kuch ho jata to ?
Radha ne thode gusse se mujhse ladne jaise andaz me bat ki par uske masoom chehre par bachon jaise bhaw the aur baton me sirf meri parwah
Amit : ab Maine kaun sa jan bujh kar ye sab kiya tha . Mujhe to khud samajh nahi aa rahi ye sab hua kaise. Mujhe to bas sir dard sa lag raha tha aur fir pta nahi achanak sir ghumne lga aur ankhen band ho gyi .
Radha : tum wahin gir jate agar main tumhe na sambhalti to. Tumhe to josh hi nahi thi . Pata hai ma aur aunty bhi kitna dar gyi thi. Dr ne aake tumhe check kiya tab ja kar humen kuch tasalli hui .
Amit : Kya ??? Itni si bat k liye Dr bhii bulwa liya ? Itna bhi kamzor nahi hun main . Waise tumne mujhe sambhala kaise ? Kahan tum mom ki gudiya aur kahan main itna bhari bharakam.
Radha : jitne bhi bhari ho , main tumhe sambhal sakti hun aayi bat samajh me . Aur main itni bhi kamzor nahi hun jitni tum samajhte ho.
Amit : tabhi aise chhoti chhoti baton par rone lag jati ho ? Aur ye tum mere lon k pas kyun baithi thi? Yahan nahi baith sakti thi ?
Radha : main wahin baithi thi jahan mujhe baithna chahiye .
Amit : Kya matlab ?
Radha : matlab ,,, jab insan jagta hai to uski nazar hamesha pehle paon ki taraf hi jati hai is liye hamesha paon ki taraf hi rehna chahiye . Tabhi to tumne pehle mujhe dekha . Aur wais abhi dekha nahi tumne kabhi ? Lakshmi ji hamesha Narayan ji k paon me hi baithti hain .
Amit : par wo to unki patni hain na .
Radha : main bhi to ,,,,,,,
Radha itna keh kar chup c ho gyi hum dono k beech ek khamoshi c chha gyi. Tabhi Rama aunty hath me tray liye aa gyi jisme 2 cup coffee k the . Aunty ko dekhte hi hum dono sidhe ho kar baith gye .
Rama : lo coffee piyo tum dono , aur tum ghar par bat kar lo. Deepika ka phone aya tha abhi Maine keh diya hai k tum kal aaoge .
Amit : main to bhool hi gya tha , mujhe gaon jana hai aur main abhi jaunga .
Rama : maine kaha na kal , aaj main tumhe kahin nahi jane dungi .
Aunty itna keh kar wapis chali gyi par ab mujhe deepik mami aur ma ki tension hone lagi .
Amit : Maine kha tha main sham tak aa jaunga . Abhi na gya to mami naraz hongi. Kal unke bete ka namkaran hai aur main abhi tak ghar nahi pahuncha .
Radha : wo gussa nahi karengi , sab tumse kitna pyar karte hain. Tum ek bar bat kar lo unse .
Maine apna mobile uthaya to dekha ghar se kitni miscalls aayi hui thi. Maine Deepika mami ko phone kiya jo unhone dusri hi bell par utha liya .
Deepika : tum abhi tak mohit k ghar par kya kr rahe ho ? Tumhe zara bhi akal hai k nahi ? Ghar par dher sare kam hain aur tum abhi tak wapis nahi laute . Pta hai kamini didi kitni udas hain aur badi didi bhi pareshan hain tumhare bare me soch soch kar . Tum wahan kar kya rahe ho ? Bolte kyun nahi ? Jawab so meri bat ka .
Amit : wo mami jo wo aisa tha k college me dost piche pas gye to unki party deni padi usi me der ho gyi .
Deepika : dosto ko party dene ka pata hai aur apne ghar ka khyal nahi . Yahan sab mujhe hi karna pad raha hai . Tum to baithe ho aram se wahan par . Tumhe kya .
Amit : main bas yahan se nikal hi raha hun .
Deepika : ab kya karoge aa kar ? Time dekha hai kya ho raha hai ? Ab subah hi ana , abhi aaoge to didi kitna naraz hongi . Tum subah jaldi aa jana . Didi ko kisi tarah main sambhal lungi. Ab rakho mujhe aur bhi kam karne hain.
Deepika mami ne phone to kat diya par ab mujhe bura lag raha tha . Ghar pe itne kam the aur main yahan baitha tha . Kamini mami ko bhi bura lag raha hoga chahe wo mujhe kuch na bhi kahen par dil me to hota hi hai.
Amit : mujhe gaon jana hoga
Radha : tum kahin nahi jaoge , Dr ne aram karne ko bola hai na tumhe . Chupchap aram karo kahin nahi jana .
Amit : nahi Radha , mujhe jana hoga . Ghar par itne kam hain aur main yahan baitha hun. Mujhe acha nahi lag raha .
Main Radha se bat karta hua uth gya . Halka sa bhari pan abhi bhi mehsus ho raha tha sir me . Ek dam se khade hote hi halka sa chakkar mehsus hua to maine sir dono hathon me pakad liya . Radha ek dam se meri bagal me sahara dete hue khadi ho gyi.
Radha : dekha , tum abhi bhi theek nahi ho . Let jao bed par
Main wapis baith gya aur radha ne mujhe coffee thama di . Maine bhi coffee pina theek samjha aur coffee pite pite ab acha lagne laga tha .
Amit : ab main theek hun , ab mujhe chalna chahiye
Radha : tumhe ek bar bat samajh me nahi aati ? Main tumhe kahin nahi jane dungi .
Amit : please radha , samajhne ki koshish karo. Mujhe acha nahi lag raha hai . Wahan sab ko meri zarurat hai aur main yahan baitha hun.
Radha k dono hath maine apne hathon me pakad kar uski ankhon me dekhte hue ye bat kahi to radha kuch pal khamosh mujhe dekhi aur fir boli .
Radha : theek hai , par tum akele nahi jaoge . Main bhi sath chalungi tumhare . Ab is bat par tum kuch nahi bologe .
Radha ki do took sun kar Maine bhi han me sir hila diya . Radha jaldi se uth kar bahar chali gyi aur kuch hi palon me divya mausi k sath Rama aunty aur karishma didi bhi aa gyi .
Divya : kahin nahi ja rahe tum . Chup chap aram karo. Abhi tumhe hosh aya hai aur abhi ghar jane ki padi hai. Hum sab subah ja rahe hain na . Abhi kya karoge ghar ja kar. Sare kam ho jayenge tumhe chinta karne ki zarurat nahi hai
Amit : mausi please , mujhe bilkul bhi acha nahi lag raha hai. Aap samajhne ki koshish kijiye na .
Divya : mujhe kuch nahi pta , gaon jate waqt raste me tumhari tabiyat kharab ho gyi to ? Nahi main nahi jane dungi tumhe . Bhaiya bhabhi se main bat kar leti hun.
Amit : please mausi , aunty please aap hi mausi ko kuch kahiye na .
Aunty ko Maine request ki to wo meri bat samajhti hui divya mausi k kandhe par hath rakh kar boli .
Rama : divya iski bat bhi sahi hai, wahan iski jyada zarurat hai . Ise jane do
Divya : didi aap ye keh rahi hain ? Aapne dekha tha na kaise ye behosh ho gya tha. Abhi hosh me aya hai to iska matlab ye nahink ye theek hai. Wahan ja kar kuch ho gya to ? Wahan to dhang ka doctor bhi nahi hai.
Rama : tum us bat ki chinta mat karo . Mohit le jayega na ise car me . Ise akela thode hi jane dungi main is waqt .
Karishma : han ma ye theek rahega . Main khud hi ke chalti hun ise . Mohit to is waqt ghar par nahi hai .
Rama : wo aa raha hai , tum kahan sambhalogi agar zarurat padi to?
Divya : to main bhi sath jaungi iske . Waise bhi kal subah bhi to jana hi tha . Abhi chale jate hain.
Rama : theek hai , mohit aa raha hai . Main uske kapde bhi pack kar deti hun. Karishma tum zara mere sath aao .

Rama aunty aur karishma didi bahar nikal gye aur divya mausi mere pas baith kar mera sir sehlane lagi . Kuch der me mohit bhi aa gya aur Rama aunty ne uska bag bhi pack kar diya . Fir main Radha mohit aur divya mausi car se nikal gye . Pehle hum divya mausi k ghar gye aur apna apna bag liya aur fir gaon ki taraf ho liye . Ek ghante me hum gaon pahunch gye the . Idhar Rama ne Dr ko phone kar k amit ki report ka pucha to Dr ne bataya k amit k blood me alcohol k sath drug bhi mila hai. Ye sun kar Rama ek dam se pareshan ho gyi . Ye galati se hua hadsa nahi balki kisi ki shararat thi ya fir sazish .
 
Status
Not open for further replies.

Top