Adultery Manhoos se mahan tak

Status
Not open for further replies.
Newbie
19
22
3
Raja bro kal updat ki date thi 15 din intezar kia ha plz aaj updat dedo aagar kisi bhai ke comnts ki waja se naraz ho to ham sorry krte hn plz updat de do
 
Update 276



‘ ab tum khush ho na tum ? Main ja rahi hun. Aur dobara kabhi laut kar nahi aaungi kabhi nahi . Maine tumse sacha pyar kiya tha par tumne mere pyar ko samjha hi nahi. Main tumhe apna pati man chuki thi par tumne unhe thukra diya . Mere dil me mere jism par sirf tumhara hak tha par tumne mujhe thukra diya. Mubarak ho , ab tumhe koi kuch nahi kahega , koi ilzam tum par nahi aayega . Par itna yad rakhna k main marte dam tak sirf aur sirf tumhi ko chahungi . Mera jism chahe kisi k bhi pas ho par mera dil hamesha tumhare pas rahega . Main kabhi ab tumhare samne nahi aaungi , jis tarah main tadap hun tumhare pyar me ab tum bhi tadpoge . Main kabhi laut kar nahi aaungi , tum khush rehna ‘

Nidhi ne rote hue ye sab kaha aur tez kadmo se chali gyi. Suhag k jode me dulhan bani nidhi apni aankhon ka sara kaajal baha chuki thi aasnuon k sath . Aur uski ankhon me karuna aur baton se jhalakta dil ka dard amit ko chhalni kiye ja raha tha . Nidhi jab Amit se door hone lagi to Amit ne aage barh kar use rokna chaha par uske paon zameen me hi dhans gye . Wo chah kar bhi nidhi ki taraf barh na saka . Use aisa lag raha tha k uski zindagi usse door ja rahi hai . Uski dhadkan dheemi padti ja rahi thi aur shareer thanda padne laga tha par zuban thi k jaise lakwa hi maar gyi ho . Ek shabd tak na nikal paya lakh koshish k bad bhi. Gale se jaise awaz hi bahar nahi aa rahi thi . Amit chillane ki koshish kar raha tha par koi awaz nahi nikal rahi thi. Aur dekhte hi dekhte nidhi samne nazar aage samandar me doob gyi . Amit wahin dahaden mar mar seena peet ta hua rone laga par apni jagah se hil bhi na paya . Akhir nidhi uski sabse pyari behan use chhod kar duniya se hi chali gyi .

‘ didiiiiiiiiii ‘ lagbhag cheekhta hua Amit neend se uth baitha. Uski aawaz sun vijay bhi ek jhatke me uth gya . Amit paseene se lathpath tha . Uski dhadkan bahut tez chal rahi thi aur saanse bhi itni zor se chal rahi thi k mano badi door se daud kar aya ho. Amit ki ye halat dekh vijay samajh gya k zarur koi bura Sapna dekha hai usne . Jaldi se pas me pada pani ka gilas Amit ko dete hue usne uska sir sehlaya .

Vijay : kya hua mere bete ? Koi bura Sapna dekha kya ?

Amit : wo ,,, wo didi ,,,, nidhi didi

Vijay : nidhi ,, kya dekha tumne ? Aram se pani piyo pehle . Sab theek hai .

Mujhe to hosh hi nahi thi k Maine jo dekha abhi abhi wo sach tha ya Sapna . Par baba ko samne Dekh haunsala hua k wo Sapna hi tha . Par is sapne ne mujhe hila kar rakh diya tha . Mujhe andar se dar lag raha tha k kahin meri vajah se nidhi didi kuch galat na kar den . Tarah tarah k khayal man me aa rahe the .

Vijay : kya dekha tumne ?

Amit : wo ,,, baba ,, didi humse door ja rahi hain . Mujhe laga main unse dobara nahi mil paunga .

Vijay : ha ha ha , are aisa kuch nahi hai . Uski shadi ka suna na tumne is liye aisa Sapna aya hai . Shadi k bad to har ladki ko ghar chhod kar apne sasural jana hi padta hai . Par iska matlab ye to nahi k wo wapis nahi aati? Ab chinta chhod aur aram se so ja .

Baba ki bat sun kar main karwat lekar aram se let gya par dil ki bechaini kahan kam hone wali thi itni asani se . Samay abhi 3 se bhi kam hi tha . Maine kitni der karwat liye leta raha par neend hi nahi aayi . Jaise taise 4 baje to main bistar chhod kar nikal gya ghar se bahar daud lagane . Aaj kisi bhi cheez me man nahi lag raha tha . Dilo dimag bas nidhi didi k bare me hi soch soch pareshan ho raha tha . Akhir wo thi bhi to aisi , main janta tha k unke dil par kya beet rahi hogi par wo ko chahti thi wo bhi mere bas me nahi tha . Aur ab jab wo kisi aur k sath shadi k liye man gyi thi to pata nahi kyun mujhe apne andar dard mehsus ho raha tha . Main park me baitha yahi sab sochta raha aur dheere dheere jab din nikal aya aur log aane lage to mujhe laga ab wapis chalna chahiye to ghar wapis aa gya . Ghar lauta to baba hall me baithi chai pi rahe the aur divya mausi bhi unke pas baithi thi .

Divya : tum aa gye ? Kitne baje nikal gye the ? Main 5 baje uthi thi par tum kamre me nahi the . Kab nikle the ghar se ?

Amit : main wo , time to maine bhi nahi dekha .

Divya : dhyan rakha karo , achi neend bhi zaruri hai. Aur bhaiya baraa rahe k tum rat me Sapna dekh kar uth gye the ? Fir to neend poori hui hi nahi hogi .

Amit : nahi aisi koi bat nahi .

‘ lo doodh piyo pehle , aur itni der kaise laga di jab jaldi chale gye the ? ‘

Deepika mami ne mujhe doodh ka gilas thamate hue sawal kiya .

Vijay : ab jane bhi do , bet tum doodh piyo aur apni taiyari karo tumhe college bhi jana hai

Baba ki bat sun Maine doodh ka gilas khatam kiya aur jaldi se apne kamre me chala gya . Main Deepika mami se bat karna chahta tha . Maine unhe ishara kiya bhi par wo nahi aayi. Beman se main taiyar hone laga aur taiyar ho kar sabke sath nashta kiya . Deepika mami mujhse akele me bat karne ko ek bar bhi nahi aayi jis vajah se mujhe un par bhi gussa aa raha tha par main bas khamosh raha . Nashta karne k bad baba aur chhoti mami rita mausi ki taraf jane wale the aur main Radha k sath college chala gya . College pahunche to gate par hi Sanjay khada tha . Humen dekh kar wo hamare kareeb aa gya .

Sanjay : good morning, kaise hai aap dono ?

Sanjay ne hath aage barhaya to maine bhi hath mila liya . Fir usne Radha ki taraf hath barhaya to Radha ne dono hath jod kar namaste hi kiya .

Amit : hum theek hain bhai tu suna ? Admission karwa li ?

Sanjay : abhi to aya hun , abhi jaunga na . Tum chaloge sath ?

Amit : meri to ab zarurat nahi hai. Tum bas Varinder sir se mil lo jakar .

Sanjay : theek hai , waise Radha hum dono ek hi class me hain to main soch raha hun agar tum mujhe apne notes de deti to meri help ho jati.

Radha : wo to minal k pas bhi hain.

Sanjay : han par uski mujhe samajh nahi aayi , main dekh raha tha kal.

Radha : agar uski samajh nahi aayi to meri bhi nahi aayegi . Wo mere hi notes copy karti hai. Acha Amit main chalti hun class me .

Sanjay : class me milte hain .

Radha mujhe bol kar apni class ki taraf chal di . Sanjay Radha ko jate hue dekh raha tha . Idhar Mohit aur minal bhi aa gye . Un dono se bhi thodi bahut baat hui aur hum apni apni class ki taraf chal diye . Chandarkanta aur Manju bua ka lecture bhi aram se guzar gya . Halanki Chandarkanta mujhe smile de rahi thi. Par maine koi khas dhyan nahi diya . Kamal ki bat thi k aaj Kalpana class me nahi aayi . Shayad meri kal ki harkat ki vajah se wo kuch jyada hi naraz ho gyi thi. Main aur Mohit teesre lecture ki bell hote hi canteen ki taraf chal diye . Jab canteen me pahunche to samne Kalpana akeli baithi thi. Par aaj wo kuch alag lg rahi thi. Aaj usne roz ki tarah jeans T-shirt k ulat ek suit pehna hua tha aur baal bhi khule chhod kar kar saleeke se ek kandhe se aage ko chhode hue the . Saath hi Maine gaur kiya k uski ek kalai me kuch chudiyan bhi thi suit se match karti . Paon me aaj shoes ki jagah juti thi ankhon me halka kajal aur chehre par aaj sharam jo k uske chehre par nazar aati hi nahi thi. Matlab hamesha rough and tough rehne wali hamari lady don ek alag hi avtar me thi . Main to use wahi khada dekhta reh gya . Mohit minal ko lene chala gya tha shayad . Aur main yahan akela tha . Kalpana ki nazar mujh par padi to ek nazar mujhe dekh kar usne nazren jhuka li aur sharmaati hui nazren churane lagi . Main to usko is roop me dekh khush bhi tha aur hairan bhi . Is liye uske pas chala gya bat karne .

Amit : wah ,,, aaj to tum bilkul hi alag lag rahi ho . Aaj koi khas din hai kya ?

Kalpana : kyun ??? Zaruri hai k koi khas din ho tabhi main aise kapde pehnu?

Amit : maine aisa to nahi kaha , par yar sach me aaj tum behad khubsurat lag rahi ho .

Kalpna k chehre par sharam ki lali ek bar fir ubhari.

Kalpana : thanks , tumhe yahi sab pasand hai na ?

Amit : matlab ?

Kalpana : kuch nahi …

Amit : waise ek bat puchun bura to nahi manogi ?

Kalpana : tumhari kisi bat ka maine kabhi bura mana hai jo ab manungi ?

Amit : wo kal maine galati se ,, wo ….. I am sorry yar wo sab achanak se ho gya tha . Please mujhe maaf kar do .

Kalpana : main koi chhoti bachi hun jo itna bhi nahi samajhti ? Tum koi jan bujh kar mere sath kuch galat thoda hi karoge . Main bilkul bhi naraz nahi hun . Tum bhi aisa kuch mat socho .

‘ oye hoye , aaj to hamari lady don chhamakchhallo ban kr aayi hai . Kya bat hai , dekho bhai pehelwan aaj to tum ise purpose kar hi dalo. Kab tak tum dono akele akele ghumoge . Tum dono ki jodi na kamal ki rehne wali hai. Aaj ye shubh kam kar hi do. Aaj to bagad billi ko bheegi billi bana hi do ‘

Hum apas me bat kar rahe the k pata hi na chala kab sab hamare kareeb Aa gye . Minal ne Kalpana k maze lete hue ye bat kahi to usko dantne k ulat Kalpana Sharma hi gyi . Par Shivani shalu Rima Radha sab Kalpana ki tareef hi karte nazar aaye . Kalpana bar bar Sharma rahi thi . Sanjay bhi wahin aa pahuncha jo khush nazar aa raha tha . Yani k uski admission ho gyi thi .

Sanjay : waaaoooo , looking gorgeous, sahi me tum dono ki jodi kamal ki lagegi. Ek pehelwan dusri karate star . Anyway , friend now I am officially student of this college and I hope k aap log mujhe apne group me shamil kar loge .

Minal : kya sach me ? Ye to bahut acha hua . Hamare group ka usool hai , kuch bhi ho pehle party deni padti hai . Chalo pehle humen party do .

Sanjay : isme kya hai , chalo abhi chalte hain. Kisi ache se restaurant me chal kar party kare hain . Ya fir koi movie dekhne chalte hain. Kyun Shivani ji theek kaha na maine ?

Shivani : ab ye to tum bhai behan diside kar lo . Mujhe kahin nahi jana .

Sanjay : kal aap hi to movie dekhne ki bat kar rahi thi. Aaj chalte hain na sab ek sath . Jo bhi hoga wo sab mere jimme . Khana pina aur tickets sab . Kyun Rima , theek hai na ? Movie dekhne chalte hain . Theek hai na Radha ?

Shivani : maine Amit k sath movie dekhne ki bat ki thi aur wo ek mazak tha . Filhal mera man nahi hai .

Rima : mera bhi man nahi hai .

Radha : mera bhi .

Minal : are yar tum log kya boring sa jawab de rahe ho . Dekh nahi rahe aaj kitna acha din hai. Sanjay ki bhi admission ho gyi aur hamari lady don aaj kitni pretty ban kar aayi hai . Kam se kam party to banti hai na ?

Shalu : to uske liye bahar kahin jane ki kya zarurat hai ? Yahin kar lete hain na party . WIse bhi yahan to sab milta hi hai .

Sanjay : par yahan college me wo maza nahi aayega na .

Shalu : tum kaun se maze ki bat kar rahe ho jo yahan nahi mil sakta ?

Minal : yar tum hi kaho na sabko ?

Amit : ab main kya bolun isme . Agar man nahi hai kisi ka to zabardasti ki kya zarurat hai . Aise mauke to aate hi rahenge .

Minal : tumse to kehne ka fayda hi nahi .

Mohit : are main chalta hun na , bolo kahan chalna hai

Sanjay : acha chalo theek hai , yahin kar lete hain party . Batao sab kisko kya chahiye ?

Sanjay ki bat par pehle to sab ek dusre ko dekhne lage fir minal hi sabki pasand k hisab se batane lagi.

Sanjay : miss rima aap kya pasand karengi lena .

Rima : minal ko pata hai hum kya khate hain.

Sanjay : Radha tum to bata do yar , mujhe aisa lag raha hai k tum sab mujhse khush nahi ho .

Radha : aisi bat nahi hai, tum minal k bhai ho to hamare bhi bhai hi hue . Minal sabki pasand janti hai wo le legi .

Radha ki bat sun kar Sanjay k chehre par ek bar to gusse k bhaw dikhe par jaldi hi wo muskura kar minal k sath chala gya aur Mohit bhi unke piche piche .

Shivani : yar ye kuch jyada hi nahi chipak raha ?

Shalu : dekhte hain kya chal raha hai iske man me .

Amit : Shivani , Sheena kahan hai ? Wo aa hi nahi rahi college ?

Shivani : wo to aaj aayi hai college . Par keh rahi thi koi kam hai to canteen me nahi aayi .

Rima : didi aayi hai college ? Mujhse bhi nahi mili ?

Amit : ab aisa kya kam k mil bhi nahi sakti humse . Waise abhi hai kahan wo Pata hai kuch ?

Shivani : pata nahi , dhoondhna hi padega . Waise lecture to free Hi hai.

Amit : tum log baitho main Sheena ko dekh kar ata hun

Kalpana: main bhi chalun ?

Shivani: fir ye Sheena ko kahan dekhega , tumhe hi dekhta rahega he he he

Kalpna Shivani ki bat par Sharma gyi. Kamal ki bat thi , hamesha dabang rehne wali Kalpana aaj aise Sharma rahi thi bat bat par

Rima/ Radha : main bhi chalun sath ?

Main utha to rima aur Radha dono ek sath hi bol padi aur isi bat par sab hans pade .

Shivani : are yar tum sab chale jaoge to yahan kaun baithega ? Amit ko jane do aur hamari is nayi sharmili dost ko bhi he he he

Kalpana : aap ko to main bad me dekhti hun

Shivani : dekh lena dekh lena , aram se dekh lena . Abhi ja kar Sheena ko dekho aur apne pehelwan ko bhi he he he

Shivani to khoob maze le rahi thi Kalpana k. Hun sab ko hansi aa rahi thi jaise kalapana Sharma rahi thi. Khair hum dono wahan se Sheena ko dekhne k liye nikle to sidha park ki taraf hi gye . Kyunki mujhe pata tha wo library me to hogi nahi to is liye pehle park ki taraf hi gya aur kismat se Sheena wahi ek ped k neeche akeli baithi nazar aayi jo kisi soch me doobi hui thi. Use hamare aane ka bhi pata nahi chala aur maine piche se uski ankhen band kar di . Sheena pehle to chonki par fir mere hathon par hath rakh kar pata karne ki koshish karne lagi k ye hath kiske hain .

Sheena : Amit ?

Amit : tumhe kaise pata chala k ye main hi hun ?

Sheena : aur kaun aisi himmat karega yahan ? Are Kalpana ye tum ho ? Waaao , looking gorgeous.

Kalpana ko dekh Sheena hairani se use dekhne lagi jis par Kalpana fir ek bar Sharma gyi .

Amit : ye kya bat hui ? Tum college me ho aur humse milne tak nahi aayi ? Shivani to bol rahi thi tumhe kuch kam tha aur yahan akeli baithi pata nahi kya kya soch rahi ho . Mujhse naraz ho kya ?

Sheena : nahi nahi , tumse bhala main kaise naraz ho sakti hun ? Main to wo ,,,,, uncle kaise hain ab ?

Amit : baba theek hain , par ye meri bat ka jawab nahi . Batao wahan kyun nahi aayi ?

Sheena : wo ,,, bas aise hi mood theek nahi tha .

Amit : mood ko kya hua hai ? Sach sach batao bat kya hai ?

Sheena : kuch nahi , wo bas thoda ghar ki pareshani hai . Tum chhodo , waise Kalpana aaj kuch khas hai kya ?

Kalpna : nahi to didi , wo bas aise hi aaj man kiya to ye kapde pehen liye .

Sheena : kapde kya , tum to poori taiyar ho k aayi ho. Kuch to bat hai .

Kalpana : aisa kuch nahi hai didi , chaliye ab hamare sath canteen me . Sab aapka intzar kar rahe hain

Sheena : yar mera man nahi hai .

Amit : man nahi hai ya hamare sath baithne me madam ki Shaan kam ho jayegi ?

Sheena : gaali de rahe ho ? Main aisa soch bhi nahi sakti . Chalo ab kahan chalna hai .

Sheena jaldi se uth kar chal padi jaise use pta tha . Hun dono bhi uske sath chal diye . Sheena hamesha ki tarah jeans top me thi. Aur khubsurati ka to aapko pata hi hai k wo kitni khubsurat hai . Hum canteen pahunche to rima pehle Sheena se gale lag kar mili aur usse naraz hone lagi par Sheena ne use mana liya fir wo Radha se bhi mili. Itne me minal Sanjay aur Mohit khane ka saman le aaye . Sanjay to Sheena ko ghoor ghoor k dekhne laga .

Minal : hi didi , shukar hai aapke darshan bhi hue.

Sheena : main theek hun tum kaisi ho ? Aur Mohit tum kaise ho ?

Mohit : main bhi theek hun .

Sheena minal se bat kar rahi thi aur Sanjay use dekhe ja raha tha .

Sheena : ye kaun hai ?

Minal : ye mera ….

Sanjay : hello sheen , I am Sanjay , you can call Me Sanju. Main minal ka cousin hun aur hum same class me hain. Aaj hi admission liya hai yahan .

Sanjay ne minal ki bat beech me hi kat te hue apne bare me bataya aur hath aage barha kar Sheena se hath milaya .

Sheena : oh acha , to tum minal k bhai ho . Achi bat hai . Waise admission k liye sir maan kaise gye ?

Shivani : maane kahan , ye to Amit ne sir ko mana liya warna unhone to mana kar diya tha .

Sanjay : mujhe sports ki vajah se admission mila hai , meri performance dekhte hue . Han Amit ne bhi meri kafi madad ki hai .

Sheena : oh achaaa ,

Minal : ab kya yahan khade khade sari baten karni hain ? Chalo baitho , sab kuch thanda ho jayega .

Ab minal ki bat par hum baithne lage to Mohit minal k sath hi baith gya . Radha rima to pehle hi baithi hui thi . Shivani shalu bhi ek sath thi. Main Kalpana aur Sheena baithne wale the k Sanjay ne Sheena k liye chair lagai aur khud Rima aur Sheena k beech baith gya . Idhar main Shivani aur Kalpana k beech baith gya . Sheena Sanjay ko gaur se dekh rahi thi jaise uski harkaton ko note kar rahi ho. Thodi bahut hansi mazak k sab kha pi rahe the . Sanjay ki to sari attention sheena Rima aur Radha par hi thi . Jabki idhar Shivani mere aur Kalpana k sath mazak kar rahi thi par table k neeche se wo bar bar meri jangh par hath fer rahi thi . Maine use ishare se mana kiya to wo shararti muskan de rahi thi. Udhar Sanjay apni jan pehchane barhane me laga hua tha .

Sanjay : Sheena ji maine suna hai aapki college me bahut chalti hai. Aap boss hain sab students ki.

Sheena : hua karti thi kabhi par ab mujhe samajh aa gya hai k dar se jyada izzat se logon k pyar se hi insan ko sacchi khushi milti hai. Is liye ab no more boss giri .

Sanjay : kamal hai , log to boss banne k liye kya kuch nahi karte aur aap aisa keh rahi hain. Is tarah k college me kaun nahi chahega control karna .

Sheena : lagta hai tumhe ye sab pasand hai . Agar tumhe in sab baton me dilachaspi hai to tum galat party me aa gye ho. Abhi se badal lo ache rahoge .

Sanjay : matlab ?

Sheena : matlab k logon k dilon me jagah banana logon k dar me jagah banane se kahin acha hai. Pehle main bhi sochti thi k sab mere control me hona chahiye par ab meri soch badal gyi hai. Aur yahan par koi bhi aisa nahi jaisa tum soch rahe ho. Jante ho kyun ? Kyunki pyar se sab k dilon par raj karna kya hota hai ye Amit se hi sikha hai maine .

Sanjay : waise Amit ne bhi to kafi jan pehchan banai hai apni . Aur pyar kis kis se kiya hai ye to ye hi jane . Mujhe tuition leni padegi Amit se .

Shivani : rehne do , ye pyar kahan karta hai kisi ko . Ulta log hi iske piche pagal hain par ye dekhta hi nahi kisi ko. Kyun sahi kaha na maine .

Shalu : bilkul sahi , yahan to har ladka ladkiyon k piche dun hilata nazar ata hai aur ye hai k ladkiyon ko ignore Marta rehta hai.

Amit : are ab maine kya kar diya jo meri khinchai shuru kar di .

Shivani : tum to kuch karte hi nahi yahi to dikkat hai . Kyun Kalpana ?

Kalpana: ab main kya kahun isme ?

Minal : kyun nahi keh sakti ? Dekho na didi , dono single single k hi ghume ja rahe hain jab se college me hain. Ab dono sports me hain , ek hi class me hain, ek jaisi hi soch hai aur saty me janchte bhi hain. To dono friendship nahi kar sakte kya ?

Kalpana : tu aaj pitegi mere se

Minal ne Kalpana k maze lete hue kaha to wo jhutha gussa dikhane lagi par sath me Sharma bhi rahi thi

Shivani : waise bat to sahi hai , lady don k liye pehelwan hi theek hai . He he he

Sanjay : waise Rima tumhara koi bf hai kya ?

Rima : mujhe in sab baton me interest nahi . Main sidha shadi hi karungi jahan ma kahengi. Aur unhe ek ladka pasand bhi hai .

Rima ne ye bat mujhe dekh kar kahi par uski bat se sab use hi dekhne lage aur puchne lage siwaye Sheena k . Kyunki wo to sab janti thi

Minal : sachi ???? Tune kabhi bataya nahi ? Kaun hai wo khushakismat ? Tune to dekha hoga na ? Kahan rehta hai kaisa dikhta hai ?

Kalpana : sach me ? Yar itni badi bat tu ab bata rahi hai ?

Shivani : tu to badi chhipi rustam nikali Rima , aur Sheena tujhe to pata hoga ? Tune kyun nahi bataya ?

Sheena : ab main kya kahun , khud hi puch lo .

Rima : are yar meri bat to sun lo , sab ek sath shuru ho gye . Abhi bat pakki nahi hui hai par ladka mujhe pasand hai aur main usi se shadi karungi. Bas didi wapis aa jaye fir ma bat karegi .

Sanjay : bada hi lucky hai wo jise aap jaisi khubsurat ladki bina mehnat k mil rahi hai.

Rima : Radha tum chup kyun ho ?

Radha : ab main kya kahun ? Mujhe lga tha main tumhari best friend hun.

Radha ne jis tarah ye bat kahi usse saf zahir tha k wo naraz hai Rima se . Rima bhi turant use gale laga kar bol padi .

Rima : tu hi meri best friend hai Radha aur ye bat main sab se pehle tumhe hi bataungi par abhi tak koi bat nahi hui hai na . Sach kehti hun Radha , tum meri behan jaisi ho aur sari Umar hum dono sath me hi rahengi agar tumne chaha to

Radha : bhala main kyun nahi chahungi k meri best friend mere sath rahe ?

Shivani : oh devio , sath kaise rahogi tum dono ? Ek hi ladke se shadi karne wali ho kya jo sath me rahogi? WAise ho bhi sakta hai , saali aadhi gharwali hi to hoti hai. Ab Rima ne to pasand kar liya hai matlab Radha ko dekhne ki zarurat nahi . He he he

Radha : Kya didi aap bhi ,,, aisa bhala hota hai kahin ?

Rima : kismat kisne dekhi hai radha , kaun jane kya likha hai kismat me .

Minal : han wo to hai , par don’t worry radha ko zarur koi handsome mil hi jayega . Tumhe share karne ki zarurat nahi.

Sanjay : waise radha , tumhe kis tarah ka ladka pasand hai ?

Radha : jo meri ma ko pasand ho .

Sanjay : matlab tumhe patane k liye pehle Aunty ji ko patana padega ?

Kalpana : divya Aunty k samne koi tikega to Radha ka hath mangega na . Aur fir amit k hote kiski himmat hai jo Radha ko galat nazar dekh bhi le .

Sanjay : agar Radha kisi ko pasand karegi to kya Amit use rok payega ? Mujhe to nahi lagta .

Radha : Aisa kabhi nahi hoga . Aur na hi mujhe koi ladka kabhi pasand aayega .

Minal : to kya sari Umar akeli rehna chahti ho ? Kabhi to shadi karni hai na ? Ya fir rima k sath sharing karne wali ho? He he he

Radha : uski koi zarurat nahi , meri ma mere liye duniya k sab se acha ladka dhoondh kar layegi . Ab chalo , bell baj gyi hai .

Radha ne thoda sakht lehje me akhiri bat kahi aur uth gyi kyunki wakai me bell baj gyi thi . Radha k sath rima aur minal bhi uth gye aur sanjay bhi unke piche ho liya.

Sheena : ye cheez kya hai ?

Shivani : wahi to , main bhi kal se dekh rahi hun

Sheena : is par dhyan rakhna padega . Kuch jyada hi smart ban raha hai . Shivani kya tum pata karogi ?

Shivani : yaar , mujhe ab un sab kamo me mat fansa .

Shalu : hamare samne wo waise bhi kuch zahir nahi karne wala . Koi bahar ka ho to bat bane .

Kalpana : par panga minal ka bhi to hai na , wo uska cousin hai .

Mohit : are yar kya tum log bhi , main hun na . Main dekh lunga .

Kalpana : acha ? Minal se fursat milegi to dekhoge na .

Amit : chhodo yar tum log bhi bina vajah tension le rahe ho. Ab class me nahi jana kya sabko ?

Shivani : class me nahi jaani , agar chalna hai to kahin bahar hi le chal .

Shalu : abhi to tu Kalpana k sath iska nam jod rahi thi aur ab khud shuru ho gyi .

Shivani : ab ye khud kuch karega nahi to kisi ko to karna padega na .

Sheena : bas bas , kyunki uski tang kar rahi ho ?

Shivani : tumhe badi parwah ho rahi hai . Lo tum hi le jao ise kahin

Isi tarah baton ka silsila chalta raha aur hum log canteen me hi baithe rahe . Koi bhi lecture lagane nahi gya . Chhutti k waqt hum rima Radha aur minal ka wait kar rahe the to un teeno k sath Sanjay bhi ata hua dikhai diya . Sanjay Radha se kuch bat karta hua aa raha tha aur Radha bina uski taraf dekhe use jawab deti chali aa rahi thi.

Sanjay : Radha tum kaho to main tumhare sath hi chalta hun tumhe ghar chhod dunga aur notes bhi le lunga .

Radha : uski koi zarurat nahi, main Amit k sath hi jati hun ghar . Notes tumhe main de dungi kal. ( mujh se ) chalen ?

Amit : han han chalo , main tumhara hi to intzar kar raha hun.

Uske bad sab se hath milane k bad Maine bike start ki aur nikal gya Radha ko sath lekar . Sanjay humen dekhta raha bahar nikalne tak . Rima to pehle hi Manju bua ki taraf nikal gyi thi aur baki sab bhi ab apne apne raste ho liye .

Amit : Sanjay kya bat kar raha tha .

Sanjay ko radha se bat karte dekh mujhe ajeeb sa lag raha tha is liye main janna chahta tha to akhir pooch hi liya .

Radha : kuch nahi , wo mere notes mang raha tha . Maine to kaha bhi k minal se le le . Par minal hi keh rahi thi k usne theek se copy nahi kiye . To ab mujhe dene padenge .

Amit : acha , aur bhi kuch kaha usne ?

Radha : nahi to , bas idhar udhar ki , pareshan hi kar diya hai usne to. Itni baten karta hai pata nahi minal kaise bardasht karti hai .

Amit : kya Rima se bhi aise hi bat kar raha tha ?

Radha : nahi , usse to kam hi bat ki usne . Main bhi bat nahi karna chahti thi par piche baitha bar bar bula raha tha . Ek bar to madam ne bhi mujhe warning de di thi.

Amit : usse keh do na k class me bat na kiya kare . Canteen me hi bat kare jo karni hai sabke samne .

Radha : maine kaha bhi tha par wo manta hi nahi.

Amit : acha main tumhe ghar chhod kar rita mausi ki taraf ja raha hun. Neha didi 2 din se aayi nahi jakar dekhta hun kya bat hai. Phone par to keh rahi thi k aaj aayengi .

Radha : to main bhi chalti hun na sath . Mujhe bhi milna hai unse . Mausi aur karuna didi se bhi mil lungi .

Amit : mausi naraz hongi na agar tum ghar nahi gyi to .

Radha : main unhe phone kar deti hun . Tum bas rita mausi k ghar chalo .

Amit : par mujhe bad me stadium bhi jana hai

Radha : to kya aise hi chale jaoge ? Kapde bhi to badalne hain na tumne . Ab chupchap mausi k ghar chalo .

Radha ne order dete hue kaha to maine uski bat mante hue rita mausi k ghar ka rukh kiya . Neha didi se kal bhi maine bat ki thi par unka is trah college na ana mujhe khal raha tha . Wo to chhutti karti hi nahi thi. Mujhe unki chinta ho rahi thi . Karuna didi ne bhi gol mol jawab diya tha jo mujhe jyada pareshan kar raha tha . Kuch hi der me hum pahunch gye rita mausi k ghar . Bahar scooty khadi thi yani karuna didi bhi aa chuki thi college se . Radha ne bell bajai to darwaza karuna didi ne khola . Radha ko samne dekh wo khushi se chilla uthi aur use gale se laga liya . Fir nazar mujh par padi to tunak kar boli

Karuna : mil gya time gareebon k liye ? Maine to socha tha ab holi par hi miloge .

Amit : kaisi bat karti ho didi , aap bulati hi nahi ho aur mujhe keh rahi ho .

Karuna : acha ,,, main nahi bulati ?? Thehar tu zara

Karuna didi mujhe marne ko daudi to main unhe chhakata hua idhar udhar bhag kar jaldi se andar ghus gya . Radha hum dono ko dekh hans rahi thi. Main andar gya to samne hi Rita mausi chali aa rahi thi shayad darwaze par karuna didi ki awaz sun wo bahar dekhne aayi thi. Mujhe samne dekh wo bhi khush ho gyi aur bahen faila di . Main to karuna didi se bach kar bhag raha tha aur samne se mausi ne lapet liya . Par karuna didi mujhe marne lagi to mausi ne unhe daant diya

Rita : ye Kya harkat hai karuna ? Itne dino bad ye ghar aya hai aur tu aate hi shuru ho gyi.

Karuna : dekho na ma , ek to itne dino bad aya hai upar se keh raha hai k main ise bulati nahi .

Rita : wo to mazak kar raha hai aur tu jhagadne lagi . Ja jakar pani lekar aa . Are Radha tum bhi aayi ho,,, aao aao idhar aao .

Rita mausi ne ek taraf mujhe aur dusri taraf Radha ko gale laga liya .

Rita : mil gyi fursat tumhe yahan aane ki? Ek hi mausi se pyar hai kya jo dusri ko dekhte bhi nahi ?

Amit : ye aap kaisi baten kar rahi ho mausi . Main bhala aisa soch sakta hun? Waise bhi aap to mujhse sabse jyada pyar karti hain

Ye keh kar maine rita mausi ko ek bar fir se kas k gale laga liya aur unki peeth par apne hath aise kase ki unki chuchiyan meri chhati se dab gyi aur unke muh se ek siski nikal gyi.

Rita : ccccc bas kar , jaan nikalega kya .. poora saand ban gya hai tu. Chal baith wahan . Radha , divya kaisi hai? Use bhi le aati

Radha : ma theek hai mausi , wo hum college se sidha idhar hi aa gye is liye . Agli bar ma k sath hi aaungi .

Rita : tu jab chahe aa sakti hai. Roz hi aa jata karo dono sath me lunch kar liya karenge . Dinner to tum divya k sath karte hi ho. Thoda time humen bhi de diya karo.

Karuna : koi zarurat nahi hai ise khane ka puchne ki . Sirf radha ko hi khana milega . Is saand ko kuch nahi dungi main.

Amit : aap mat do , mausi de degi . Kyun mausi dogi na mujhe ?

Ab ye bat maine bhi Shararat me kahi thi kyunki karuna didi to janti hi thi mere aur mausi k bare me . Is liye unhe meri double meaning bat samajh aa gyi. Magar rita mausi bhi meri bat ka matlab jaise samajh rahi thi aur muskura di .

Rita : kyun nahi dungi , tu jo bolega wahi dungi .

Karuna : maaa ,,, tum bhi iske sath mil gyi . Jao main bat nahi karti .

Amit : ale ale, meli didi nalaj ho gyi .

Karuna : tu aise nahi manega , ab to teri khair nahi .

Karuna didi fir se mujhe marne daudi to main uth kar pehle hi bhag liya . Rita mausi aur Radha to hanse ja rahi thi . Rita mausi ne karuna didi ko rokne ki koshish bhi ki par wo to bhukhi sherni ki tarah mere piche pad gyi thi. Bhagte bhagte main karuna didi k hi kamre me ghus gya aur karuna didi ne andar aate hi darwaza lock kar diya .

Karuna : ab bach k dikha bachu , kya keh raha tha. Main nahi dungi to ma ki lega ? Ab dekhti hun tujhe .

Amit : aapke irade theek nahi lag rahe mujhe , dekho didi kuch aisa waisa mat karna . Mausi ghar par hai aur Radha bhi bahar baithi hai

Maine piche hat te hue kaha par karuna didi chehre par sharaarti hansi hasti meri taraf barh rahi thi .

Karuna : ye to tujhe pehle sochna chahiye tha , ab bach k dikha .

Itna keh kar karuna didi lagbhag mere upar kood padi aur meri kamar me tange lapet kar meri goad me charh gyi aur mere honthon par hamla bol diya. Main to unhe girne se bachane k chakkar me hila nahi par karuna didi k is hamle se meri halat kuch hi palon me kharab hone lagi . Main mere honth pahlon ki tarah chumti chusti aur danton tale daba kar kar leti . Unhe goad me uthaye hue hi main piche bed par gir gya aur wo poori tarah mere upar sawar meri halat kharab karne lagi.

Karuna : ummm ummmmaaahhhh badi baten karne lage ho na aaj kal . Meri yad nahi aati na tumhe apne aap ummmm ummmmm

Amit : ummmmm kya kar rahi ho didi , koi aa jayega

Karuna : unmmm ummm aa jane do . Aaj nahi chhodungi tumhe ummmm

Karuna didi to meri bat sunne ko taiyar hi nahi thi. Achanak kisi k aane ki ahat hui to maine jaldi se karuna didi ko bed par side me gira diya . Udhar se kamre me Radha aati hui dikhai di main jaldi se uth kar khada ho gya . Pent me land poora akad k khada tha to Radha ki taraf peeth kar li.

Radha : ye Kya didi , lagta hai aap haar gyi.

Bhagwan ka shukar tha k Radha ne yahi samjha k hun lad rahe hain.

Karuna : ise to main abhi theek karti hun.

Amit : are didi bas karo main kaan pakadta hun.

Karuna : ab aya na line pe.

Amit : acha didi wo sab chhodo , Neha didi kahan hain? College bhi nahi aa rahi aur yahan bhi nazar nahi aa rahi ?

Karuna : wo didi , wo shayad so rahi hain. Wo mama ji aur chhoti mami aaye the na to unke jate hi wo so gyi thi.

Karuna didi ne kuch ruk kar jawab diya tha jise sun kar mujhe laga k asal bat kuch aur hai .

Amit : acha , main unhe ek bar dekh kar ata hun .

Karuna : are tu sone de na unhe , chal pehle khana khate hain

Radha : dekhne do na didi , hun specially unke liye hi to aaye hain . Chaliye aap bhi sath chaliye .

.



‘ madam , minister sir ka phone aya hai. Koi dharmesh ji hain wo aapse milna chahte hain. Aur sir ne kaha hai k unka kam har hal me hona chahiye ‘

Ritu apne office me kuch files dekh rahi thi k ek police wale ne use aa kar jankari di.

Ritu : mujhse kya kam hai use ? Aur ye kis minister sahab ka phone tha ? Tumne bataya nahi k yahan ki incharge Ritu singh hai ?

‘ bataya tha madam , par wo keh rahe hain k unka kam hona chahiye ‘

Ritu : bhej usko zara andar

Police wale k bahar jate hi safed vastra pehne ek aadmi cabin me ghusa . Badi badi munchen sanvla rang aur thoda bahar ko nikla pet . Hath me sone ki anguthiyan jo har ungali par thi alag alag rang k pathar lage hone k sath. Kalai me pehne sone ka kada aur ghadi . Sath hi kameez k khule gale se jhankti sunehri rang ki sangal k jaisi chain.

‘ Jain Hind madam , bada naam suna tha aapka aaj darshan bhi ho gye . Mera nam dharmesh hai . Govt contractor , mantri ji ne aapko bata hi diya hoga .

Ritu : to aap hain dharmesh , han abhi phone aya tha . Batao kya sewa kar sakti hun .

Dharmesh : ab baat aisi hai madam k hum thehre sidhe sadhe gentleman , sarkari yojanaon me kam kar k mehnat paseene ki kamai khate hain. Kuch apna bhi bhala ho jata hai aur hamare sath kam karne walon ka bhi. Par aaj tak kabhi koi galat kam nahi kiya . Ab kam hi aisa hai k apni suraksha k liye kuch logon ko rakhna bhi padta hai par kabhi unse kisi ki hath paon nahi tudawaye . Isi liye hamesha police aur kanoon ka hi sahara leta hun.

Jis tarah dharmesh apne bare me bata raha tha kameeni hansi hansta hua uska sidha sidha matlab tha k wo jo bol raha hai k wo nahi karta asal me wo karta hai .

Ritu : aap jaise mehnati log kis tarah k kam karte hain main ache se janti hun . Aap yahan kis liye aaye hain ye batao

Dharmesh : ji bat aisi hai k main kanoon hath me na leta hun isi liye yahan aya hun warna apni ek lauti santan par hath daalne wale ko kaun chhaudta hai bhala .

Ritu : dekhiye saaf saaf bat kijiye aur ye aap jo dhamki bhare lafz istemal kar rahe hain mujhe ye bilkul pasand nahi .

Dharmesh : are aap galat samajh rahi hain mujhe. Asal me bat ye hai k main apne kam se jyadatar bahar hi rehta hun aur mera ek hi chashmo Chirag hai yani k mera ek lauta beta . Main kal bhi aya tha par aap mili hi nahi aur aapki marji k bagair to aapka koi officer bat hi nahi sunta . Dekhiye ek gunde ne mere bete aur uske dost ko bahut buri tarah se mara hai . Un dono ko hospital pahuncha diya hai . Main bas itna chahta hun k us gunde aur uske sathiyon ko aisi saza mile k uski naslen bhi fir kabhi kisi par hath na uthayen .

Ritu : hmmm gundagardi k to main sakht khilaf hun. Taajjub hai k mere hote hue kisi ki itni himmat ho gyi . Ye sab hua kahan par aur wo gunda kaun hai ?

Dharmesh : jo yahin par hua hai hamare hi farm house par xxxx road par. Jab mera beta apne dosto k sath wahan party karne gya tha .

Ritu : aapka beta karta kya hai ?

Dharmesh : jo wo student hai abhi B.A first year me hai.

Ritu : kyaaa ??? Student k sath gundagardi . Nam batao mujhe jaldi us gunde ka . Usko paon par khada hone k layak nahi chhodungi .

Dharmesh : khush hote hue ) main bhi yahi chahta hun madam . Aap bilkul mere man ki bat samajh gyi . Ji ye mere pas uski photo hai , nam hai Amit .

Dharmesh ne jaise hi apne mobile par photo nikal kar Ritu k hath me mobile thamaya to Ritu ki ankhen badi ho gyi aur muh khula ka khula reh gya .

Ritu : kya yahi hai wo gunda ?

Dharmesh : ji madam , aap janti hain ise ? Dekhiye madam iski aisi khatiradari honi chahiye ki dobara ye kabhi apne paon par khada na hone paye . Main mantri ji se keh kar aapki parmotion karwa dunga .

Ritu : gussa chupate hue ) aapke bete ka nam kya hai ?

Dharmesh : jo sunil

Ritu : aur uske dost ka ?

Dharmesh : kamal

Ritu : ( unchi awaz me ) hawaldaar !!!!

‘ ji madam ‘ ek hawaldar bhagta hua andar aya jise dekh Ritu chehre par nakli muskan laate hue boli .

Ritu : dharmesh ji k bete sunil aur uske dost kamal ko ek gunde ne buri tarah se mara hai . Tum inke bete aur uske dost ko lekar aao.

Dharmesh : are madam ye aap kya keh rahi hain. Mera beta hospital me hai. Aap is gunde ko pakdiye na

Ritu : is gunde ko to main aapke samne hi yahan laungi aur saza bhi dungi. Par maza to tab hai na jab aapka beta aur uska dost bhi yahin ho

Dharmesh : par wo theek nahi hai abhi

Ritu : aap chinta mat kijiye main sab dekh lungi . Hawaldar tum jao aur dekhna zara dhyan se lekar ana . Theek hai ?

Hawaldar Ritu k chehre par hansi dekh samajh nahi pa raha tha k akhir madam aaj aise bat kyun kar rahi hai . Par uska order manta hua wo dharmesh se pata lene k bad nikal gya . Dharmesh khud jana chahta tha apne bete ko lene par Ritu ne use baton me lapet ka bitha liya aur uske liye chai coffee order ki . Dharmesh ne suna tha k ye officer badi khadus hai par yahan to uske sath bade ache se pesh aa rahi thi .

Dharmesh : aap us gunde ko bhi pakadne kisi ko bhejiye . Pata lage mera beta yahan aa gya aur wo gunda bhag gya .

Ritu : chinta mat kariye wo kahin nahi bhag sakta . Aapke bete ko aane dijiye main pehle uske bayan lekar case banaungi fir us gunde ko bhi aapke samne hazir kar dungi .

Dharmesh andar se khush ho raha tha k uska kam kitni asani se ho gya . Kahan wo pehle gunde bhej kar Amit k hath paon todne ki soch raha tha par uska ye kam to khud police karne wali thi . Ritu bhi lagatar dharmesh ko uske kam k bare me puchti uski tareef karti aise dikha rahi thi k wo uski aao Bhagat kar rahi hai . Par asal me wo andar se gusse se bharti ja rahi thi uski kaali kamai aur karname sun kar .


bhai agar kisi ne kahani k bare me abhi tak upar vote nahi kiya to vote karo. Mere ko sabki rai chahiye . Kahani ko 2 % votes mile hain k kahani ghatiya hai . Is liye main kahani band karne k bare me soch raha hun . Aap vote kar k batao fir ho aapka faisla hoga wo hi hoga
Nice
 
Update 284 part 2

.

‘ kaisa raha aaj ka din? Aaj tumhare teen match the na ? ‘

Sham k waqt hostel se dinner k liye nikalte waqt ek bar fir Kalpana sath thi neeta aur amit k. Aaj ka din sabke liye vyast hi raha tha .

Amit : Han , 3 the . Kismat se teeno jeet gya . Tumhara kaisa raha ?

Kalpana : mera bhi acha raha aur kismat bhi he he he . Waise maine suna hai tum aaj theek se khel nahi rahe the . Kya bat thi ?

Amit : tumhe kisne bataya ?

Kalpana : ye mere sawal ka jawab nahi hai . Batao kya bat thi ?

Amit : kuch nahi bas dhyan nahi tha , sir ne samjhaya tha ab theek hai .

Kalpana : waise kis bat par uljhe hue the ? Batana chaho to bata sakte ho.

Neeraj : mere khyal se abhi is topic par bat mat hi karo . Warna fir se usi me ulajh jayega ye . Waise aaj sabke liye shuruat achi hi rahi , lagta hai is bar bhi jyada medal humara college hi jitne wala hai .

Amit : bilkul , aur Sharat laga lo aap Kalpana gold medal jitegi

Kalpana : aur tum bhi , Sharat laga lo he he he

Neeraj : waise amit ko ek benefit to mil hi gya hai .

Kalpana : kaun sa benefit ?

Neeraj : iski category me khiladi kam hain. Is liye matches kam hain iske. Kal aur parso me khatam ho hi jayenge . Yani k ek din iske pas free hoga jabki hamare match us tak chalenge .

Kalpana : matlab ye akhiri din free hoga ? Fir to hamari support k liye aaoge na ?

Amit : main to hun hi tumhare sath isme kehne ki kya bat hai. Waise abhi tak mujhe is mamale me sir ne kuch bataya nahi hai

Neeraj : maine pata kiya hai sab , tum tension na lo . Bas apni game par dhyan do . Chalo ab dinner karte hain.

.

‘ sir I have finished my work , does it need more to practice here ? If you allow I can practice over there in India . ‘

Rina aaj apni reports aur apna status report jama karwane aayi thi dean k pas . Pichle 2-3 mahino me jee tod mehnat kar k usne sara course apni taraf se ready kar liya tha aur sath me practical me bhi lagi thi. Uski mehnat se sabhi impress the . New technology k sath operations aur neuro technical cheezein usne ache se samjhi thi . Jahan baki sab rest karte the practical k bad wahin Rina apna time naye articles pad kar jaldi sab seekhne me lagi thi. Uski isi mehnat ki vajah se uski charcha sabki zuban par thi

Dean : I am totally impressed with you dr rina , you are excellent in your job. Dr John had already told me that you wanna finish this as soon as possible. But remember a doctor must not be in hurry at any time. And the technical things you are learning that need much focus . Although you hav done very well but until you you done individually without any mistake I can’t let you go.

Rina : I know sir , and I am totally concerned with that . It is not just a profession, it is a duty . But I ,,,,,

Dean : I understand, you are missing something that you love the most . Any bf ?

Rina : i like someone but I didn’t tell him .

Dean : he must be a lucky guy . An angel like you loving someone , it is a great thing for that guy .

Rina : he is so special sir , I am lucky that I have a friend like him in my life and I want to express my feeling. I don’t wanna loose him

Dean : that’s why you are in hurry ha ha ha , it’s ok. I am telling dr John to make it early .

Rina : thank you sir , thank you very much.

Dean : no no no , not at all . Just finish your work and go to that guy . Tell her that how much you love him. I am sure he will gonna mad . God bless you my child .

Rina : thank you sir , thank you very much .

Rina khushi se jhumti hui office se bahar nikal aayi. Use aise lag raha tha jaise use India wapis jane ki permission mil gyi ho. Waise to use 2 mahine aur lagne the par usne kam jaldi khatam kar liya tha . Practical bhi usne pehle hi volunteerly shuru kar diye the jiski vajah se wo jaldi hi sab seekh gyi thi. Ab bas practically use sab khud se kar k dikhana tha ho abhi tak wo assistant ban kar rahi thi . Isme chahe kuch din aur lag sakte the par Dean k kehne se use itna to confirm ho gya tha k ab jyada time nahi lagega . Aur Dean ne jo abhi uske pyar k bare me kaha use sun kar to use aise laga jaise k amit ko usne i love bol diya hai aur usne han bhi kar di hai . Khushi k mare Rina ka dil ho raha tha k abhi wo amit se bat kare aur use bata de k wo aa rahi hai uske pas . Par fir use surprise dene ka soch wo kisi tarah khud ko shant karne lagi aur amit k sath beete hue pal yad karne lagi .

.

‘ ab bata kya bat hai , tu phone pe kya bata rahi thi ? ‘

Library me rima aur Radha dono baithi thi aur is shant se mahol me Rima ko jaise mauka mila tha poori bat janne ka jo Radha ne batai thi kal sham ko phone par. Tab jyada bat nahi ho pyi thi dono ki aur abhi tak class me bat karne ka mauka nahi mila tha

Radha : bataya to tha , main jab ghar pahunchi to Sanjay ghar par hi tha . Ma ko pasta bana kar khila raha tha .

Rima : par aunty ne use aisa karne kaise diya ?

Radha : kal uski mom ka birthday tha . Aur wo keh raha tha wo apni ma ko har bar apne hathon se bana kar khilata tha is bar wo yahan nahi hai to ma ko khila diya .

Rima : hadd hai yar , usne college me to zikar nahi kiya kisi k sath is bat ka. Mujhe to kuch theek nahi lag raha

Radha : Kya pata yar shayad sach hi bol raha ho. Ma keh rahi thi ki usne bat bhi karwai thi unki apni ma se

Rima : ye kuch jyada hi ho raha hai Radha . Tumhe aunty se bat karni chahiye

Radha : ab main kya kahun ma se ? Usne kuch galat to nahi kara abhi tak . Ho sakta hai wo sach me hi aisa ho .

Rima : dekhte hain , tumhari bat hui kya amit se ?

Radha : khush hote hue ) han hui thi thodi c, aaj subah hi usne phone kiya tha . Keh raha tha aaj bhi teen match hain . Kal wale to wo teeno jeet gya tha , dekhna aaj bhi jeet jayega

Rima : jeetega kyun nahi , tum jo uske liye duayen kar rahi ho.

Radha : sharmate hue ) pata hai maine mannat mangi hai , wo jeet kar aayega to gaon wale mandir me uske sath jaungi matha tekne .

Rima : sach ! Mujhe bhi le k jaogi ?

Radha : tum bhi aa jana , maine kab mana kiya hai ?

Rima : tumhe bura to nahi lagega tum dono k beech mera hona ?

Radha : mujhe kyun bura lagega ? Tum meri best friend jo ho.

Rima : fir bhi , tumhe to amit k sath akele jane me jyada acha lagega na . Fir main uske sath aa gyi to ….

Radha : aisa kuch nahi hai , waise bhi tum kaun sa parayi ho. Mujhe acha lagega .

Rima : tum amit ko bahut miss kar rahi ho na ?

Radha : hmm

Rima : tum uske bare me kya sochti ho ? Matlab kya use bhai manti ho ya ????

Radha : Maine use kabhi rakhi nahi bandhi , wo mera dost hai aur ……

Rima : aur kya ??

Radha : sharmate hue ) kuch nahi .

Rima : bata na , mujhse kyun sharma rahi hai

Radha : kaha na dost hai aur kya kahun ab .

Rima : sach me ? Aur kuch nahi hai ?

Radha ( man me ) ab kaise kahun k wo mera sab kuch hai , main usse dilo-jaan se pyar karti hun. Par abhi tak usse keh nahi payi. Tum Kya sochogi k main apne cousin se pyar karti hun kaise kahun tumhe .

Rima : chup kyun ho gyi ? Bata na ? Dil ki baten dil me nahi rakhni chahiye . Warna bad me usse takleef hoti hai.

Radha rima ki bat sun bhi rahi thi aur samajh bhi par jawab dena shayad uske bas me nahi tha . Aur dusri taraf Sanjay aaj in sab se door aur naye hathkande ajmane me lag gya tha . Kuch naye ladke ladkiyon se bat kar k wo kai sari cheezon ki janakari juta raha tha . Is liye usne baki ka sara samay class se bahar hi guzara . Iske do fayde the , ek to wo college se judi information juta raha tha jo uske kam ki thi aur dusra wo nye dost bhi banana chahta tha jo uske kam aa saken . Aur sone pe suhaga uske is tarah door rehne se Sheena Rima aur baki sab us par shak karna bhi kam kar deti. Aur ye sahi bhi tha . Wo Radha se thoda door reh kar ab kuch alag karne ki soch raha tha .



‘ tum kahan the aaj sara din ? Na class me aate na canteen me ‘

Minal ghar aa te hi Sanjay se sawal jawab karne lagi. Sanjay se aaj uski bat hi nahi hui thi college me . Aur ghar bhi wo deri se aya tha .

Sanjay : busy tha yar thoda , kaho kya hua kuch zaruri kam tha kya ?

Minal : mujhe kya kam hoga main to tumhari vajah se hi puch rahi hun . Aaj to nazar hi nahi aaye . Radha se bat nahi karni thi kya ?

Sanjay : tum to aise keh rahi ho jaise koi mujhse usse bat karne dega . Sab k sab mujh par nazren gadaye rehte hain . Aise me kaise bat kar sakta hun . Upar se wo library me hi ghusi rehti hai .

Minal : to fir the kahan tum ?

Sanjay : apna talent dikhane ki jagah dhoondh raha tha

Minal : matlab ?

Minal : tumhe pata hai 31 st ko college me ek function hai ?

Minal : han Sheena didi aaj bat kar to rahi thi par dhyan nahi diya maine

Sanjay : dhyan dogi bhi kaise , kam ki cheezein tumhe pata nahi hoti . College me modeling ho rahi hai us din aur yahi mauka hai khud ko sabit karne ka.

Minal : matlab tum usme hissa lene wale ho ?

Sanjay : yes , aur usme tumhe sab ko leke ana hai. Ab dikhaunga main sabko k Sanjay kya cheez hai . Abhi sab par us gende ka bhoot charha hua hai , dekhna dheere dheere sab par mera jadu chalega aur sabki zuban par mera hi nam hoga

Minal : tumhe kitni bar kaha hai amit k bare me galat mat socha kar. Usne tera kya bigada hai ulta teri admission usi ki vajah se hui hai .

Sanjay : acha acha , par jab sab use itni tavajjo dete hain aur mujhe faaltu samajhte hain to mujhe acha nahi lagta . Main sabko dikha dunga k asli hero kaun hai. Dekhna fir wo Radha khud hi apni hatheli pe dil rakh k mere piche piche ghumegi . Nahi , use to main apni rani banaunga . Baki sab tarsengi meri ek nazar k liye . Ha ha ha

Minal : jyada hawa me mat udo , sirf ek modeling ki vajah se tumhe lagta hai sab tumhe itna pasand karne lagengi ?

Sanjay : janta hun , isi liye aur bhi kuch socha hai wo bad me bataunga . Bas kuch din aur lagenge fir dekhta hun tumhare us bhalu ko .

Minal : Sanjay

Sanjay : sorry sorry , yar tum to aise react karti ho jaise mohit nahi wo tera bf ho. Chal ab chill kar mujhe bhi rest karni hai fir kisi se milne bhi jana hai .

.

‘ aaah ccc aur zor se karo ummmm aur tez karo amit , mujhe aise hi zor zor se ragdo’

Rupali ko apne neeche litaye amit zor zor se uski choot me dhakke mar raha tha uski tango ko kandho par tikaye . Aur uske piche Ritu bilkul nangi uski peeth par apni chuchiyan ragad rahi thi .

Ritu : jaldi karo , dekho meri kya halat ho rahi hai

Amit : tumhara no. Bhi lagata hun meri rani pehle zara chachi ki aag to thandi kar lun

Ritu : aur meri aag ka kya , hato , pehle mujhe thandi karo .

Ritu amit ko Rupali k upar se dhakelti hui khud hi amit k upar sawar ho gyi aur uska land ek hi bar me andar lekar uchalne lgi . Dusri taraf Manju teeno ko nange kamleela me doobe dekh bas khud ko masle ja rahi thi. Wo amit ko awaz de rahi thi par uski awaz par koi dhyan nahi de raha tha .

Manju : amit , amit ,, amit please mere pas aao na . Amit please .

Rat ko Manju akeli bistar par karwaten badal rahi thi . Waise to wo jaldi hi so gyi thi par ab sapne me wo kuch aisa dekh rahi thi k bister par wo nagin se bal kha rahi thi. Ye aaj pehli bar nahi ho raha tha . Jis din se usne Rupali ko amit k sath dekha tha tab se uske sath aisa ho raha tha aur Ritu ki baton ne to jaise uski aag me ghee ka kam kiya tha . Wo upar se lakh mana kar rahi thi par andar se wo amit k sath bitaye haseen palon ko yad kar kar k jal rahi thi. Aaj bhi sapne me wo amit ko hi dekh rahi thi aur sapne me bhi amit kabhi Rupali to kabhi Ritu k sath chudai kar raha tha aur Manju uske samne bebas apni chut ko apne hathon se ragad rahi thi. Wo amit ko pukar rahi thi par amit tha k sirf un dono ki hi chudai me mashroof tha . Amit ko ko apni taraf tawajjo na dete dekh aakhirkar Manju us par kood padi aur use gira kar khud hi uske land ko choot par se bhida kar ek jhatke me baith gyi jisse uske muh se ek tez cheekh nikali aur uska pani nikal gya jisse uski neend toot gyi


Manju : huh huh huh huh ,,, ye Sapna tha ????? Ye mujhe kya ho gya hai ????? Ye sab sahi nahi hai …. Par ,,,, Rupali bhabhi bhi to ,,,,,, ye main kya soch rahi hun. Ye mujhe ho kya raha hai .
Nice
 
Status
Not open for further replies.

Top