NSFW Men Vs Women

Status
Not open for further replies.
Newbie
30
34
18
Yahi toh sach hain sissy
History se lekar present tak kahi bhi dekh lo patriarchy society ne bus hum girls ko apana khelona mana hain.
Shadi se pahle yah khilona apne maa baap ke anusaar chalta hain fir vo chabhi bhar kar kisi anjaane ke saath bhej dete hain.
Apna ghar parivar sabh durr ho jata hain aur fir yah khilona uss anjaane ke anusaar chalta hain. Aur baad mein baccho ke par pata nahin kabhi koe iss khelone se kyu nahin puchhta ki uski icchiya kya hain
Yeh hi tho, western countries ki tarha hume bhi Apne anusar Jine ka haq hona chahiye
 
Respect All, Trust few!!!
Councillor
6,592
2,774
143

Aapko pata hain har ku reeti bus aurto ke liye hain. Ghar ki ijaat ghar ki ladkiya hoti hain par ladke vo kuch bhi kare kisi ko pareshani nahin hain
 
Ghar mai ladka ladki ho tho dono se izzat banti hai, yeh soch badalni chahiye
 
Respect All, Trust few!!!
Councillor
6,592
2,774
143
Ghar mai ladka ladki ho tho dono se izzat banti hai, yeh soch badalni chahiye
Jess male dominate society ne hazaro saalo tak girl ki life ke faisle liye hain vo bhala unn free kese rahne degi
 
Respect All, Trust few!!!
Councillor
6,592
2,774
143
Ghar mai ladka ladki ho tho dono se izzat banti hai, yeh soch badalni chahiye
Bachpan se hi uske dimaag mein yah betha diya jaata hain ki males are superior then you iss liye wo kuch bhi kar sakte hain par tum nahin
 
Hasinaon ki ek muskurahat hi jaan leva hoti hai
2,007
1,536
143
Yahi toh sach hain sissy
History se lekar present tak kahi bhi dekh lo patriarchy society ne bus hum girls ko apana khelona mana hain.
Shadi se pahle yah khilona apne maa baap ke anusaar chalta hain fir vo chabhi bhar kar kisi anjaane ke saath bhej dete hain.
Apna ghar parivar sabh durr ho jata hain aur fir yah khilona uss anjaane ke anusaar chalta hain. Aur baad mein baccho ke par pata nahin kabhi koe iss khelone se kyu nahin puchhta ki uski icchiya kya hain
:nono: Aurat kabhi kisi ki khilawna nahi hoti hai wah sabse pyar hoti hai

pahle apni maa baap bhai bahan ki our uske baad pati bachhon ki our ye zaruri nahi hai ki wah ladki har baat maan hi jaye apni pati ki wah bhi kuch apne man ki kar sakti hai

is duniyan main agar sabse jayada samman mila hai to wah aurat hai

is duniyan ya upar aasaman main maa ke pyar ka koi mol nahi hai to aurat khilawna nahi hai
 
Status
Not open for further replies.
Tags
many

Top