Update 32
Mai or sajda ghar se nikal gye the pata nahi ye mujhe kaha le ja rahi thi par mujhe ye to pata tha ki kyu ja rahe the 10 minute
Baad ham bazar tak pahuch gye mujhe jor ka pyas lga tha to mai ek hotel ke paas bike ko roka or ander se pani bottle le kar aa gya or bike ke paas khare ho kar pani pine lga to mujhe sadak ke dusre side paan dukan pe ek ladka smoke karte huye dikha mujhe lga isko kahi to dekha hu fir mai thora dimag pe jor diya to yaad aa gya ye kya ye to wahi ladka hai jisko maine sajda ke sath photo me dekha tha to mai sajda ko bola
Mai- ye wahi ladka hai na Jo tumhare sath photo me tha..
Sajda- kaun ladka...
Mai- (usko dikhate huye)wo ladka Jo smoke kar raha hai...
Jab sajda usko dekhi to wo ghabra gyi usko pasina aane lga
Sajda- wo wo ha hai to wahi par kyu puchh rahe ho aap jante ho kya usko...
Mai- are nahi mai kaha usko janta hu kabhi mila hi nahi hu pahli baar usko photo me dekha tha....
Sajda- (man me thank god ye nahi janta isko)thik hai ye sab chhoro Ab chalo aap wapas bhi aana hai....
Mai- are tum itna ghabra kyu rahi ho tum thik to ho...
Sajda- mai kaha ghabra rahi hu...
Mai- to fir tumko itna pasina kyu aa raha hai...
Sajda- pata nahi sayad garmi ke wajah se...
Mai- thik hai ye lo pani piyo...
Fir mai sajda ko pani diya or bike pe baith gya or aage badh gya mujhe to pata tha wo kyu ghabra rahi thi but usko bataya nahi ki mai janta hu un dono ke bare me thori dur jane ke baad ek gali aaya to sajda mujhe right jane ke liye boli to mai right wali gali me bike ko mor diya
us gali ko dekh kar mujhe kuchh jana pahchana lga thori dur jane ke baad sajda ek ghar ke paas rokne ke liye boli to mai rok diya jab us ghar ko dhyan se dekha to yaad aaya ye wahi ghar hai jaha mai khalu ka pichha karte huye aaya tha iska matalb baap beti dono ka yahi thikana hai fir sajda ghar ka gate kholi fir ham ander aa gye ander aane ke baad dekha to ghar bahut saf rag raha tha Jaise ki abhi bhi log yaha rahte hai to mai sajda se puchha
Mai- ye kiska ghar hai or ham yaha kyu aaye hai...
Sajda- ye ghar ye ghar to hamara hai..
Mai- to yaha kaun rahta hai...
Sajda- koi nahi rahta hai ye ghar band hi rahta hai...
Mai- to fir ye ghar itna saf kyu hai...
Sajda- are ham mahine me ek baar yaha saf safai karte hai...
Mai- o aisa baat hai chalo thik Ab batao ham yaha kyu aaye hai...
Sajda- achha ji to aapko nahi pata ham kyu aaye hai...
Mai- ji nahi mujhe nahi pata...
Sajda- achha to thik hai aap yaha baitho mai abhi aati hu...
Fir sajda room me chali gyi or mai sofe par baith gya or ghar ko dekhne lga

Last edited: