My Collection

There can only be one king.
Moderator
3,269
6,130
143
Shab e firaq to katatti nazar nahi aati
Khayal-e yaar main aao faraz so jayen​

Ahmed Faraz
 
There can only be one king.
Moderator
3,269
6,130
143
Hum to chahat mein bhi ghalib ke muqallad hain faraz
Jis pay martay hain ussay maar ke rakh dete hain​

Ahmed Faraz
 
There can only be one king.
Moderator
3,269
6,130
143
Main waha hon jahan jahan tum ho
Tum karo gey kahan kahan se guraiz​

Ahmed Faraz
 
There can only be one king.
Moderator
3,269
6,130
143
Din ke dahlty hi ujar jaati hai aankhein aesy

Jis tarah sham ko bazar kisi gaon main​

Ahmed Faraz
 
There can only be one king.
Moderator
3,269
6,130
143
Aik zamany baad Faraz ye shair kahy main ne
Ik mudat se milay nahi hain yaar mera aur main​

Ahmed Faraz
 
There can only be one king.
Moderator
3,269
6,130
143
Ab Aur Kya Kisi Se Marasam Barhyen Ham
Ye Bhi Bohat Hai Tuj Ko Agar Bhol Jayen Ham​

Ahmed Faraz
 
There can only be one king.
Moderator
3,269
6,130
143
Tu Saamne Hai Tu Phir Kyn Yaqeen Nahi Aata
Ye Bar Bar Jo Aankhon Ko Mal Ke Dekhte Hain​

Ahmed Faraz
 
There can only be one king.
Moderator
3,269
6,130
143
Doobtay Doobtay Kashti Ko Uchala De Doon
Main Nahi Koi Tu Sahal Peh Utar Jaye Ga

Zabt Lazim Hai Magr Dukh Hai Qayamat Ka Faraz
Zalim Ab Ke Bi Na Roye Ga Tu Mar Jaye Ga​

Ahmed Faraz
 
There can only be one king.
Moderator
3,269
6,130
143
Rooth Janay Ki Ada Ham Ko Bi Ati Hay
Kash Hota Koi Ham Ko Bi Mnane Wala​

Ahmed Faraz
 
There can only be one king.
Moderator
3,269
6,130
143
Kya Taajub Hai Ke Ham Ahl-e Tamna Ko Faraz

Wo Jo Mehroom-e Tamana Hain Bura Kehtay Hain​

Ahmed Faraz
 

Top