Incest My Sister Esha (Complete) by (superashif)

Well-known Member
402
261
43
Last update


charles ne oon sabhi laasho ko bahar kheenchke nikaal liya tha auroonpe pavitra paani chidhkane laga...woh laashein apne aap jalne
lagi....oonki cheekh ko sunke charles sehemta hua piche ho
gaya...idhar main charo or ghumta hua khandar ko jaanch chuka
tha...."lagta hai jaise pisach kahin chupp gaye hai"........aage
kadam rakhte hi ek ke baad ek pisach jo band gufao mein chupe
they khoon ki mehek se meri or badhne lage...chamgadado ki
tarah chupe oon shaitano ne mujhpe hamla kiya....lekin meri tez
dhaar talwaar ki oonke gardano ko chu chuki thi....ek ke baad ek
hamlo ke baad oon shaitano ka aakhir ant ho hi gaya....main
khauff se ekdum ghabrachuka tha....tabhi mujhe yaad aaya ki
raja skivoich ka asal taabut kahan ahi?"....is qile mein ek kamra
tha jahan woh baji ke sath rehta tha oos kamre ek taabut
thi..main oos kamre ki or aaya aur apni mashal jalayi


andar kaafi dhool aur mitti jami huyi thi...maano jaise raat ko yesab badalke ekdum sheesh mahal ban jata ho..aur ab dekhne mein
kisi jarjar imarat se kam nahi...maine oos qabar ko jaldi se
khiskana shuru kiya....lekin main thithak gaya kyunki andar koi
laash nahi thi....main ulte pao daudte huye bahar nikala....sidiyo
se nichte utarte huye niche aaya...aur bramde se mujhe charles
dikha..."charrlesss maine sabhi pisacho ko maar diya hai...lekin
abhi bhi oos shaitan raja ki lash mujeh nahiii woh zarur tehkhaane
mein hai main wohi jaa raha hoo"........."aisa mat karna waha bahut
khatra hoga main bhi tumhare sath aata hoo"........."nahi jis rani
ke liye pisach har roz aadhi chand mein apni dulhan ki bali deta
hai woh laash oosi qabar ke aas paas hai ooski laash ko dhundho
aur jala do"......."mujhe aisa lagta hai ki ye muskil hai mausam
bigadh raha hai theek main jaldi karne ki koshish karta hoo oose
dhundhke jaladaalunga"........"theek hai"........main waapis sidiyo se
niche utar chuka tha


mausam ko bigadte dekh charles wapis qabarstan ke andardaakhil hua charo or khaamoshi chaayi huyi thi....ho ho karti hawao
ka shor tez hone laga....aur theek oosi pal charles se dur ek
purani si qabar apne aap khisakne lagi....charles ki nigah mausam
ki or huyi...."ye accha paigam nahi hai ishwar bata raha hai ki hum
khatre mein hai aye ishwar asif ko mehfuz rakhna oon shaitani
balaao se".....main dheere dheere sidiyo se niche tehkhaane mein
aaya...charo or ek azeeb si badbu chaayi huyi thi.....maine mashalo
mein aag lagayi jo diwar mein fassi huyi thi woh jali nahi main
mashal liye niche utara achanak dekhta hoo ek qabar band pari
hai oospe dhool mitti jami huyi hai....mujhe oosi raat yaad ayaa ki
kis tarah pisach apne rani ko liye is tehkhane mein dakhil hua tha
mera pura badan sihar utha...maine jaldi se paas jaake oos qabar
ko khiskaane ki koshish ki puri taqat lagaye maine oos qabar ko
khol daala aur tabhi ek haath ekdum se bahar nikala woh haath
kisi insaan ka nahi tha.....charles ke pao ko achanak kisi haath ne
pakad liya...."aahhh"......charles chillake gir para....ooske upar
haavi hoti woh pisach ooske kareeb aane lagi ooske gardan pe
ooski nigahen thi.."ba..chaoaooo nahiiii nahiii".......charles ne cross
ko nikalna chaha par oose pisach ne bahut kasske jakada hua
tha.....aur theek oosi pal woh daant ooske chehre ke ekdum
kareeb badhne lage......aur theek tabhi oose baal se jakadte huye
esha ne dusri or faikh dala charles esha ko dekhke hadbada utha

esha oose apni khauffnak bhari nigaho se dekh rahi thi...wohpisaach oose hi ghurr raha tha aur dono ekdusre pe jaise haavi ho
gaye...charles ghabraye oonki or dekh rah tha....esha ne ooske
gardan pe daant gada diye aur ooski gardan ko madhodh
dala....woh pisach tadapte huye zameen pe gir para..charles ne
ooske chaati pe cross gaadh diya.....woh chilla uthi aur ooske baad
rakh banke gaayab


Charles : tumne meri jaan bachayi ooska shukriya
Esha : asif kahan haiii?

Charles : wohh tehkhaano mein gaya hai dracula ki laash kodhundhne


Esha : k..kyaa? aapne oose akele kyu bhejaa???

Charles : woh maana nahiii

Esha ke nigahen bhari hone lagi aur woh tezi se qile ki or bhaagnelagi....charles chillata reh gaya par woh nahi ruki...dheere dheere
oos tehkhaane se nikalta ek jism tahaka lagate huye bahar
nikala....asif ekdum ghabra gaya woh pisachni koi aur nahi raja ki
biwi rani cristina thi....jo khoon ki mehek ko sunghte huye apne
saamne khare asif ki or dekhne lagi..."wohi teher jao tum naapak
shaitann warna tumhare gardan ko sar se alag kar
dunga"........asif ne oose lalkara...lekin woh pisachni dheere dheere
qabar se utarte huye ooski or aane lagi..."ha ha ha ha shikar khud
yaha chalke aaya hai aur ab tumhein ahesas hoga maut ke keher
ka".......diwaar ke upar ke maale pe ghum rahe raja skivoich ne
meri or dekhke tahaka lagaye kaha...."mere pas aaoo mere
kareebb"......woh shaitan behad mere kareeb tha....ab dheere
ooska chehra mere gardan ke kareeb aane laga...koi cheez mujhe
ooski taraf kheenchein jaa raha tha....mere haath baar baar
talwar ko niche kiye jaa rahe they


aur theek oosi pal dracula muskurane laga.....itnem ein ek awaazmein darwaja apne aap khul gaya....”tum log yaha se zinda nahi
jaane waale”....ek behad dohri awaaz hamare kaano ke parde ko
phaandhne ko ho gayiii


Esha baji ne chilaaya ki main waha se bhaag jau par main oonheinraja ke kareeb aane se rok raha tha....tabhi badal ki garazte huye
bijliya sheeshe ko todte huye andar daakil huyi tahaka lagate
huye wohh raja behad kareeb aane laga ooski nukili daantein meri
or hi badhne lagi...lekin oosi pal lucy oonke saamne khari huyi thi


Aur meri oosi pal cheekh nikali “luccycyy”......oos shaitan kinigahen lucy ki or thi aur oose apni sammohit mein kheechte huye
oosne apne daant ooski gardan pe gaadh diye they...ugghh lucy
sirf itni si aahh nikali ooska awaaz ooske gale mein ghuntke reh
gaya...raja ke daanton se nikala purz zeher ooske mrit sharer mein
jaane laga....fhir ooska khoon behane laga..baji ne mujhe kasske
pakad liya tha main bas chataptaye aur bebasi mein roye jaa raha
tha


Aur jab oosne lucy ko apne geraft se chodha toh ooska bejaan jismzameen pe gir para...maine oose jagaya lucy karrhaa rahi thi


“aahh ugghhh maar do mujhhee asiff m..mere andar..rrshaittaannoo ka zeher aa g..aaya haiiii sh..yaad yee saath kuucch
palo ka hi sahiii lekin main apne nirday haatho se tumhein jaan se
nahi maar saktiii aahhh muj..hee maanff karna”......main
chupchaap bas aankho mein aansu ghule oon palo ko yaad karne
laga jab mujhe lucy mili thi shayad who apnapan dosti se badhke
tha....ooski wajah se aaj main aur baji ek ho sake...maine apne
aankho ko band karke ooske seen mein talwar ghusaa daali..ooski
ek cheekh nikali aur ooske baad ooska jism jalta hua koyle ki
tarah raakh mein tabdil ho gaya...


Charles aur gaon waale andar daakil huye qile ko aag laga chukethey...”fauraan chale aao asiff essha”....ooski awaaz ko sun main
jaise piche muda esha baji ko apne geraft mein liye raja bahar ki
or udne laga...maine apni talwaar ko li aur daudte huye oosi disha
ki or kuda meri talwar raja ke pao ko chuye nikal gayi...raja meri
or tahaka lagaye hassne lagaa


“aahhhh aaahhh yaaaaa”........ek baar aur who dahadh uthi...aur isbaar maine apne kapro ko phaade bheriye mein tabdil ho chukka
tha gaon waale khauff se bahar ki or bhaage “teher jaao oose
darro nahi”........shaapit bheriya diwaaro pe chadhta hua Dracula
ko mahal se nikalne se pehle hi ooske juto ko pakadh chuk tha aur
ooski taangon ko mazbuti se pakade zameen ki or oose gira diya...
raja ke baajuyo se esha baji ka behosh jism chutt gaya....aur
furati se bheriya ne oose apni baahon mei leke farsh pe kud
gaya....baji behosh pari thi jise oosne laita diyaa....bheriya
dahadhta hua Dracula ke gardan ko jakade oospe haavi ho chukka
tha


Is baar do shaitan aapas mein andhandhudh laraai karnelage....dono ekdusre pe panjo ka waar karne lage...Dracula bheriye
ko kaatne ki koshish karne laga bheriya ne oose diwaar mein
dhasaa diya aur oose gardan se pakade fhir dusri or faikh
daala....dracula dard se karrhate huye bheriye pe jhapat para....is
shaitan ki laraai ka har koi gawaah tha jo sehem dekh raha tha...
dono aapas mein kafi dair tak laraai karte rahe bheriye ne
bedardi se dracula ki gardan pe daant ko gaadh diya aur oose
kheenchta hua kisi laash ki tarah bahar le jaane laga...har koi
raste se hat chukka tha...qila dehne laga sab log bhaangne ko
huye


Tabtalak charles ne bhi bachte huye esha baji ko apni kandhe peuthaaye bahar ki or bhagaa....qile ke andar reh gaye dono
shaitan....aaps mein jhujhte huye...darcula cheekh raha tha chilla
raha tha dahadh raha tha....bheriya oose chatt pe le aaya....charo
or aag ki lapatein jarjar imaarat ko gira rahi thi balao ki cheekh
gunz rahi thi pure mahalo mein


Jald hi who umada tufaan saaf hone laga aur suraj fhirse nikalneko huaa.....”nahiii nahiiiii”........khuda ki who roshni thi jo is iblees
pe parne wali thi jiske khauff se who apne chhere pe haath rakhe
huey than a jaane kyu asif ko wishwas thay akeen tha ki ek na
ekdin who is raaste pe zarur bhattake waapis lautega jahan khuda
ooski madad karega oosne Dracula ko hawa mein dur faikh diya
aur theek oosi pal suraj ki tez roshni kaale badal ke aar paarhoti
huyi Dracula ke upar pariii nahiiiiiiiii...ek tez cheekh nikali aur


Dracula ka sharer dheere dheere dhuye mein tabdil hone laga aurkuch hi palo mein ooske haddiya chatakne lagi aur oske abtak ke
jivit laash jal ke rakah hone laga.a...Dracula apni bedard maut ko
mehsus karta huaa maara gaya....aur laash ke bajay reh gayi
waha charo or ek kaala nishaan


“hawwwwwwwwwwww”.......bheriye ne ek bahut zor ki awaaz nikaaliaur is baar gaon ke sabhi log oos drishya ko dekhne laga...dhoop ki
roshni mein bheriye ka jism jalne laga aur jald hi ooske pue badan
se dhua nikalne laga aur jald hi who insaan mein tabdil hota chala
aayaa oosne fauran chalang laga di


Aur theek oosi pal who zameen pe kudke gir para...ooska pura jismse dhua nikalne laga “aye khuda is baat ka main pehla gawaah
hoo”.......charles ne khuda ka shukriyada kiya aur asif ki or dekha
jo nidhal hoke badhawas uth khara hua....oosne aasman ki taraf
dekha aur oos nikalte suraj kea age apne haath failaaye “ya
allahhh tune mujhe maanf kiya haii shayad ye tera hi karishma
tha jo aaj mujhe meri baji waapis mili aur shayad main is shaap se
azaad ho gaya warna main bhi jalkar raakh ho jata main tere aage
apne gunaho ke liye tehdil se manfi magta hoo”......asif ne ghtuno
ke bal baithke apne haath suraj ki or uthaaye aur apni aankhe
band kar li ooske muskaan mein jeet ki khushi thi aur khandar ki
jarjar imarat apne aap eke k karke dehte huye tabaah ho gayiiii


Charles jeet ki khushi mein apne aansu poch raha tha Dracula kaant ho chukka tha aur ooske pisacho ka bhi gaon waale asif ko
dekhke sehem uthe they par ab oonke nazaro mein bhi asif kisi
farishte se kam nahi tha oonke liye esha jo kapra odhey huye
apne bhai ki jeet pe khush ho rahi thi aakhirkar ooske bhai ne ek
baar fhir apni baji ko dozhak jaane se waapis kheench liya tha.



Agle din kaafi zoro se barafbaari huyi thi....pichle raat jab maineraja skivoich aur ooske pisacho ka khatma kiya oosi hi pal gaon
waalo ki nigaho mein main ksii farishte se oonehin kam na
laga...aajtak oos basti pe ho rahe zulm ka khatma aaj jaake
hua...raja skivoich urf dracula ka aatank ab tham chuka tha....aur
yahi nahi allah ke fazal se suraj ki roshni ke bawjud bhi main
bacha raha...lekin mujhe mehsus ho sakta tha ki main apne jism se
kuch bhaaripan maano utar sa gaya tha...shaap se main azaad
tha...ab main koi darinda banne wala nahi tha lilitha ka shaap tut
chuka tha...shayad allah ne mujhe maanf kar diya tha..pure raat
jashnn mani thi jismein main aur baji shareek huye haalanki oonke
nigaho mein baji ek maatra pisach bachi huyi thi par oonhein
khauff na sataya ki woh oonhein koi nuksan pahuchaayegi...raat
kal kaise dhala tha maalum nahi? par woh chain aur khaamoshi ki
raat thi kaale saaye is ilaake se dur dur tak hat chuke they...ab
woh jungle mehez sirf ek jungle hi lag raha tha khoon peete pisach
aur shaitani bheriyo ka aatank khatam ho chuka tha jis baat ka
harpal ye log fikar kiya karte they...lekin ab oonke farishte ko
wida lena mujhe ab baji ke sath ek nayi zindagi talaashne apne
liye janaa tha


"hum tumhara yeh ahesaan zindagi bhar na bulenge".......charlesaur basti ke log baraf bari ke waqt sadak par khare humhe vida
karne aaye they..."aisa nahi hai ye sab sirf aapke badaualt
hua".......maine muskurake charles ke haath pe haath
rakha...."tum jis naik iraade se aaye they woh toh ishwar ke iccha
se tumhein mil gaya tumhari baji sach mein ye mohabbat maut se
bhi badhkar hai khoon ke pyaas se bhi badhkar jo ek darinde ko
ek insaan se yun jodh deta hai"............charles ne esha baji ki or
dekha jo muskurake nazarein jhuka li


Main : shayad lekin mujhe is baat ki khushi hai ki aapne aur inbastiwaalo ne hamari itni madad ki ab na toh koi saaya is basti pe
guzarega aur na hi kabhi koi qabar se pisach nikalega bas dukh
hai ki kuch apno ko chodhe jaa raha hoo kucho ko khoya sirf apni
baji ko leke hi yaha se jaa raha hoo (dukh lucy ke liye tha jo
mujhe behad yaad aa rahi thi inhi haaho se maine oose khatam
kar dala tha jis baat ka behad afsos tha)


Bastiwaalo ne aage aake mujhe ek laal rang ka moonga diya.."yehamari basti ke taraf se oonko di jaati hai jinhone hamari
hamesha raksha ki...ye hamare purvajo ka tha jab oonhone yaha
ke ilaako ke shaitano se larrke apni jaan di aur aaj ye tohfa iske
asal maalik ko de rahe hai qabool kariye"......maine haath jodhke
oos vridh aurat ke haath oose laal moonga ke locket ko apne gale
pe pehna...aur fhir muskurake charles se gale mila..sabke aankho
mein aansu they...par mujhe baji ko liye yaha se bhi kahi dur
jaana tha..taaki insaano ki nigah hamesha khauff mein na rahe
aur na baji ke shaksiyat ke baarein mein kisi ko maalum pare
hum ghode ke tonga ke andar ghuss chuke they....jald hi ghoda
tezi se sadak ki or daudne laga.....aur piche baraf girti ho ho karti
hawao mein charles aur ooske bastiwaale mujhe alvida ka ishara
kar rahe they "dobara zarur aanaa aur apna khyaal
rakhnnaa"........charles ne chillake muskuraya...."aap log
bhi"......maine tanga se nikalke oon sabke or haath dikhate huye
vidaai li...kab kohra mein dur chala gaya basti piche aur hum
sadak ke beecho beech chalne lage....maine parda laga liya aur
baji ke kareeb aake baith gaya...."tumne mere liye itna bara
jokhim uthaya bhaii".....baji ne muskurake meri or dekha aur mere
kandhe pe sar rakh liya...main baji se ekdum lipat chuka
tha..bhale hi main baji ko waapis insaan na bana saku lekin ek
sukoon toh tha ki hum ab chain se ek nayi zindagi basar
karenge...hum kahan jaa rahe they? is baat ki koi maalumat nahi
thi....bas hum jald hi dusre kasbe ki or jaa rahe they.....charles ne
paiso ki kuch madad ki aur oosne bataya ki hum roman side chale
jaaye taaki waha pe log humse bekhabar rahenge waha baji sard
veerano mein aaram se rahengi na hi waha insaan ki bheedh baadh
hai aur naa hi koi jhanjhat


baji ko apni galti ka ahesas tha jis pisach se oonhone apna dillagaya tha woh mehez ek khilvad tha oose laga tha ki shayad hum
sab eksaath ek nayi zindagi bitaayenge lekin asaliyat mein woh ek
chalawa tha raja skivoich ki chaal ko oonhein pehle se samajh lena
chahiye tha...lekin ab baat beet chuki thi aur oose bhulaane ke
siwaah kuch nahi tha...jald hi tongey wala humhe bare se sheher le
aaya....waha se roman jaane ka saara bandobas charles ki madad
se ho gaya tha..aur hum jald hi roman ke liye rawana ho gaye
piche chodhte chale gaye ek aur daastan


"wowww ye aapki apni kahani hai ya mehez khwabo kitaabir"..........ek ladki jo mere laptop ko goad mein apni rakhkar
screen pe lage xossip website par is kahani ko padh rahi thi jo
muskuraye boli..."ha ha ha aap logo ke liye mehez khwabo ki
taabir par mere liye meri puri aap beeti"........maine muskuraye
apne chashme ke frame se ooske haatho se laptop liya....ek 20 22
saal ki ladki thi aur jis train main safar kar raha tha oosi coach
mein woh meri co-passenger thi...."waise sach kahun toh mujhe
aapki kahani pe yakeen nahi ho raha itna adventure ek insaan fhir
ek pisach aur ek shaapit bheriya ye sab toh kisi novel ki story
jaisa lagta hai isn't it strange".........oosne muskuraye meri or
dekhte huye kaha


"mujhe apni zindagi ke panno ko hi likhne ki aadat hai ye jo aapnepadhi ye meri personal diary ke panne hai jinhein maine ab kahani
ka ek naayab roop diya hai".........oos ladki ne muskuraye bare hi
bareeqi se meri baat ko suna....main kaafi dairse is train pe safar
kar raha tha jaa raha tha kolkata socha kyu na? apni nayi kahani
ko website pe pesh kiya jaaye taaki jo readers meri kahani ka
besavri se intezaar kar rahe hai oonhein ek dilchasp kahani toh
milegi...oosi pal laptop pe typing ke waqt is ladki se mulaqat huyi
jo meri is kahani ko sunne lagi aur jab kahani sunne ke baad shuru
huyi toh iski puri daastan oosne padh daali...achanak osone fhir
mere soch ko toda is baar woh bahut curious dikh rahi thi


"accha agar ye sacchi ghatna hai toh fhir oos ladki ka kya hua? imean esha baji jise sifali amal ke taur se maut se fhir jagaya
gaya kya wohh aaj bhi apne bhai ke sath zinda hai kahin reh rahi
hai? ya fhir woh marr chuki hai"...........main ooski is baat se kaafi
zor se hassa...meri is hassi ko dkehke oose bhi shayad aisa laga ki
oosne mazakiya taur pe koi aisi topic chedh di hai jo mere hassne
ka kaaran ban gayi


"asal mein mara hua insaan kabhi dobara marr thodhi na sakta haiwoh amar ho jata hai....yakeenan sifli amal se ooske bhai ko kaafi
nuksan jhelna para...lekin jab oosne allah ke aage sar jhukaye
apne gunaho ki maanfi maangi toh allah tala ne oose manf kar
diya tha dono fhir tabse kay jagah aise ghumte aaye...oonhein
log mehez insaan maante lekin woh jante nahi they ki woh asal
mein insaan thi nahi ek pisachni thi jise insano se koi nafrat thi
par oose apne insaani bhai se zarur mohabbat thi aur woh oose
chodhne waali nahi thi....ooska bhai aaj bhi ooskein saanso ke sath
zinda hai"........ladki ne impressing smile pass karte huye meri or
dekha.."tab toh aapki ye kahani pakka hit hongi"........."main nahi
manta bhala kaun aisi cheezon pe yakeen karta hai anyways
station lagta hai aane wala hai".........maine apne gale ko
khakara..tabhi ekdum se ek awaaz aayi "ho gayi aap dono ki
baatein puri".......ek sunhere baalon waali kisi vilayati jaisi dikhne
mein ek gori mem asif ke sath bagal mein baith gayi aur oosne
asif ko chaai di


"ohh sorry maine tumhei inse milwaya nahi inse milo meri wifeesha".........ladki oose hakka bakka dekhte reh gayi ooski
khubsurati ko byaan karna ooske liye muskil tha oose ek pal ke
liye aisa laga jaise ooski aankhe ooske sath dhoka ka rahi
ho...."fhirse stories? ye ladka na sach mein jabse writer ki job
pakdi hai bas likhte rehte hai likhte rehte hai all time yahi bakwas
ha ha ha"........esha ne hasske ladki ki or dekha jo ooski baaton se
muskurane lagi....."waise sach kahu toh aap dikhne mein kaafi
beintehaa khubsurat ho"........esha baji ne meri or muskuraya
dekhke..."darasal jaise jaise umar hoti hai khubsurati badh jati
hai"......maine hasske jawaab diya hum sab hassne lage..."nahi
sach mein lag hi nahi rahe aap indian ho lekin sach mein aap dono
waaqayi kaafi acche couple ho".......maine oose thanks kaha aur
esha ne bhi...."darasal hum log roman aur transylvania mein kaafi
saalo se raheh ai shayad inhi wajaho se khair waise aao kabhi
kolkata mein hum salt lake mein rehte hai"....esha ne muskurake
ladki ko invite kiya aur oosne bas muskuraya "transylvania my
god main toh kabhi na jau hahaha".......ek baar fhir baugi mein
hum teeno ke tahaka lagati hassi nikal gayi oos ladki ki toh baaton
ko sun...itne mein ek gunda darwaje pe dhadh karta hua oos ladki
ko azeeb nigaho se dekhke dusri or chala gaya

"kya baat hai?".......maine chashma theek karte huye oos shaks kojaate huye oos ladki ki or dekha


"pata nahi subah se follow kar raha hai sach mein shaitan toh huminsaano mein bhi chupa hai"........main muskuraya "don't worry
kuch logo ki pyaas mehez khoon nahi hoti".........meri baaton se oos
ladki ke chehre pe fhir muskaan aayi


Jald hi hamara stop aane ko ho gaya...."chalo fhir hum chalte haiaur agar dobara mile aisi umeed karte hai"........maine bag haatho
mein lete huye ladki ki or khare hoke kaha "ok sir ok mam
bye".....oosne hum dono se haath milaya aur khari hoke apna bag
pack karne lagi...."main aati hoo"........esha bahar nikal gayi


"theek hai jaldi aana"......main fhirse apna bag pack karne lagasiti maarta hua woh aadmi jo kuch dair pehle oos ladki k oghurke
toilet mein abhi ghusa hi tha itnem ein oose ksii ne bari zor se
gardan se pakad liya...aur oose toilet mein lage ssheshe pe ooske
sar ko de maara....kaanch tut gaya aur ooska chehra khoon se
tarbatar...woh khauff bhari nigaho se tute sheeshe mein apne
gardan ko jakadi oos aurat ko dekh sakta tha..jiski aankhe surkh
lal thi aur ooske dannt nukile ho gaye they


oosne oos aadmi ke munh ko kasske band kiya aur osoke gardanpe apne daant gaadh diye......ek dardhbari ghutti awaaz sunaai
di....ooske baad jab toilet se bahar nikalke oos aurat ne khud ko
sheesh pe dekha toh woh muskura uthi...esha baji ne ek baar fhir
insan ka shikar kar diya tha jiske khoon ko peete huye woh
sisakiya bhar rahi thi is azib se pyaas ke bujhte hi oosne apne
chehre pe lage khoon ko dhoya aur fhir baugi mein aayi..."chalo
esha stationaa gaya hai ok fhir ye lo".........maine oos ladki ko ek
book diya


"ye meri kahani book ke taur pe jab chaho tab padh lena aur haanis kitab ke andar oon dono ki tasveer hai"........."aisa kya? thank u
so much"......oos ladki ne chehekte huye kaha...."sometimes
strange is not fiction kisi bahut hi samjhdar shaks ne kaha
sometimes facts are stranger than fiction "......main
muskurraya aur esha ka haath pakre stationse bahar chala
gaya....ladki ko savar nahi tha aur oosne fauran oos lifafe se
kitaab ko bahar nikala aur ooske panne palate ekdum se woh
tasveer ooske haatho mein aa gayi aur ooske chehre ki maano
jaise hawaiya udh gayi thi....wohi chehra wohi roop....esha baji aur
ooske bhai asif ki jise woh kuch dair pehle mili thi ooske co-
passengers iska matlab ye kahaniii jhoot nahi thii"........woh ladki
khidki se bahar jhakne lagi par oose woh do saaya khain nahi
dikha....jab woh bahar ki or daudi oose toilet ke saamne sabki
bheedh dikhaayi di jab oosne logo ko hataya toh apne chehre pe
haath rakhke ekdum kaanp uthi ye wohi shaks tha jiske gardan ko
kaantke kisi ne berehemi se ooska qatal kiya tha ooske ghaav ke
nishan saaf bata rahe they kisine ooske gardan ko apne nukile
daantoh se kanta aur ooska khoon piya ye oosne asif ki dastan
mein bhi padha tha saari sacchai ek tassveer ki tarha ooske zehan
mein ghumne lagi aur tabhi hi kaanpte huye ooske haatho se woh
tasveer oosaadmi ke ird farsh pe gire beh rahe khoon pe gir pari
aur tasveer khoon mein maano laal khoon se rang si gayii
bas oos ladki ke zehan mein ek hi baat ghum rahi thi aur woh
khauff se kaanpein jaa rahi thi oon dono ko sochkar "facts are
sometimes stranger than fiction
".

The end....
 

Top