Incest NAZAR

Aap ko ye story kesi lag rahi hai.......

  • Total voters
    17
β˜† it's me β˜†
997
1,610
143

482123

Uski Nazar Ke Jhaase Main Mat Fasna.....
Uske Ulte Pair Dekhanewaalo Ki Ulti Ginti Shuru Ho Jaati Hai........
Uski Choti AapKi Umar Chhoti Kar Degi.........

maxresdefault

To guys pesh hai aap ke liye

New story Nazar..........

Thriller,Horror,Drama,Incenst

Note : Es story mai family induction nahi de raha hu kiyu ke ye story thoda alag hai jese jese Charecters aayenge aap to pata chal jaayega Story Acchi lage to like πŸ‘ daba ke dena or comments karna naa bhule or koi yaha faltu ki bakchodyi naa Pele

yah ek fantasy Kalpaik hai jo kewal manoranjan haitu hai Ham alokiki,andhvishwash ya jaaduyi parathao mai aashtha ko samrthan yaa badhawa nahi dete

Note : Updates ko raat mai read kare Kiyu ke horror ka maza raat mai aata hai
 
Last edited:
β˜† it's me β˜†
997
1,610
143
Update10

β˜† Chapter : Yug ke Apne β˜†

Ab tak.............

Abhi : yaar ab mai tujhe kaise samjha, ye yakshini ki awaaj hai jo tere papa ki aavaaj nikaal rahi hai taaki tu ye Darwaaja khol de aur wo aajaad ho jaye............

Abhi : "yaar kuchh kah nahi sakte, aatmaye adrshy hote hai, unki jise marji hoti hai wahi unhe dekh paate hai

Yug: kya phir koi tarika nahi hai pata karne ka ki yakshini is kamre se baahar nikali ya nahi nikali....?

Abhi : ek tarika hai

Yug : kiya......?

Ab Aage..............

abhi yug ke sawal ka kuch jawab nahi deta usko dekhkar aisa lag raha tha jaise wo kisi soch main dub gaya thaa yug abhi ko hilaate huye puchata hai

Yug: are kaha kho gaya, bata na kya tarika hai pata karne ka, ki yakshini is kamre ke andar kaid hai ya baahar nikal gayi....?

abhi yug ke sawaal ka jawaab dete huye kahta hai.........

Abhi : yug, yakshini is kamre ke andar kaid hai ya nahi is baat ka pata hame khud-ba-khud chha din baad aane wale purnima ko pata chal jayega jab yakshini kisi ko apna shikaar banayegi

yug abhi par chidhte huye kahta hai.....

Yug : yaar tu paagl ho raha hai kya, tu kya chaahta hai ki ham kisi ke marne ka intajaar kare, tujhe nhi pata apno ko khone ka kya gam hota hai agar pariwaar ke ek membar ko bhi kuch ho jaata hai na to pura pariwaar bikhar jaata hai

abhi udaasi ke saath kahta hai........

sorry yaar, mere kahne ka yah matlb nahi tha.......fir tu hi bata kya kare....?

Yug : yaar kuch sochna padega, kya tune kisi saaye ko kamre se baahar nikalte dekha tha........?

Abhi : nahi yaar, andhera itana jyaada tha ki kya batau mujhe to abhi bhi tera chehra thik se nahi dikh raha aur jitna maine in bhoot pret aatmao par research ki hai us hisaab se aatmaye unhe hi dikhati hai jinhe wo dikhana chahati hai ya phir jinaki raashi bhaari ya koi dosh hota hai aur haan ek aur cheej maine ye bhi padha hai ki jis jagah par aatmaye kaid hoti yaani jahaa par unhe baandh kar rakha jaata hai yadi aap us jagah ke saath chedchad kar de ya phir waha ki koi cheej chu le to waha ki aatmaye bandhan se mukt ho jaati hai

yug apane haath ki muthi kholte huye kahta hai

Yug : ye dekh

jab abhi yug ke haath ki taraf dekhta hai to baukhala jaata hai yug ke haath mai ek bahut hi purana kaale rang ka pain tha abhi apna muh phaadate huye kahta hai

Abhi : ye tune kab utha liya......?

Yug : yaar wo jab ham bhaag rahe thye na to pata nahi kab ye mere haath mai aa gaya, aisa laga jaise kisi ne haatho mai thama diya ho

Abhi : kya baat kar raha hai

Yug : haan yaar, waise abhi tu ye sab chhod aur ye bata kya koi aisa tarika nahi hai jisse ham 100 % present conform ho jaye ki yakshini andar kaid hai ya nhi.....?

abhi kuch sochate huye kahta hai.......

Abhi : yaar ek aur tarika hai

Yug : agar pahle ki tarh koi sa ghatiya idea hua to soch lena mujhse bura koi nahi hoga

Abhi : are nahi bhai pahle mera idea sun to le

Yug : haan bol

Abhi : hamari paranormal Activity sanstha mai bahut saare course hote hai jiske andar hmai bhooto ka pata kaise lagaya jaata hai, unhe kaise pakda jaata hai, unke saath sampark kaise saadha jaata hai, ye sab sikhaaya jaata hai; mere paas bahut saare bhooto ko padne ke devices aur techniques hai agar ham unka use kare to pata laga sakte hai ki yakshini andar kaid hai ya nahi

Yug : wo yantr kaam to karte hai na, tere electromagnetic filed mitar device ki tarah kharaab to nhi hai naa...?

Abhi : nahi bhai sab thik hai bas kal ghar se laana padega wo sab

Yug : thik hai phir kal jaise hi subah ho pahli fursat mai wo device le aana

Abhi kahta kuch nahi bas hairaani ke saath badi-badi aankhe karke yug ko ghurane lag jaata hai yug yah baat notice kar leta hai aur abhi ko tokte huye kahta hai

Yug : ye tu mujhe aise paaglo ki tarah ghur kiyu raha hai, tu thik to hai......?

Abhi: mai to thik hu par tu bata tu to thik hai na......?

Yug : ha kiyu, mujhe kya hua......?

Abhi : kuch nahi yaar, mai soch raha hu kal jab tu aaya tha to ye bhoot-voot par yakin nahi karta tha aur ab dekho mujhe yah pata karne bol raha hai ki yakshini kaid se kahi baahar to nahi nikali.......?

Yug : yaar kisi ne kaha hai na jab khud par bitti hai tabhi pata chalata hai, bas wahi kahani mere saath hu hai, tujhe pata hai ye sab kaand hone se pahle mujhe mere papa mere sapane mai dikhe thye, jab wo mujhe pahli aur aakhiri baar bording school mai chhodane aaye thye aur jab mai nind se utha to mujhe unaki aawaaje sunai dene lag gayi, mai samjh gaya ye ittefaq to nhi ho sakta kuch naa kuch gadbad hai aur jab uper pahuncha to ye sab kaand hone laga aur tu aagya yahi se ham andaaja laga sakate hai ki yakshini kitani shaktishaali hai wo hamare sapane tak dekh sakati hai aur us cheej ka phaayada utha sakati hai

Abhi : yaar shaktishaali kaise nahi hogi sirf daayan ki hi nahi balki dewiy shaktiyaa bhi hai uske paas, bhul mat vwo dusare lok se aai hai

Yug : ha yaar ye bhi to hai

yug kuch sochate huye kahta hai......

Yug : aur tu mujhe ek baat bata, jab mai taala todane waala tha to tune mujhe mana kar diya par khud mere haatho se hathoda lekar wo taala tod diya, aakhir aisa kya ho gaya tha tujhe ki ekdam se taala tod diya

Abhi : ye sab tere taano ki wajah se hua hai

Yug : kya kaha mere taano ki wajah se

Abhi : H yaar, tujhe pata hai mai na yaha par apni chhutti manane nahi aaya hu balki paranormal sanstha waalo ne mujhe nikaal diya hai

yug : "kya, par kyon......?"

abhi hichkichaate huye kahta hai.......

Abbi : yaar wo baat yah hai ki.............

abhi ne itana hi kaha tha ki tbhi usaki nazar jameen par gire taabijo par padati hai aur wo baat ko badlte huye kahta hai

Abhi : yaar hame na ye sab taabij, laal kapda utha lena chaahiye aur is Darwaaje ko waise hi band kar dena chaahiye jaise pahale tha, agar kachuwe aur kayar ne ise khula hua dekh liya to problam ho jayegi, wo dono yakshini ke haatho mare ya na mare dar ke karan jarur mar jayenge

Yug : H thik kah raha hai tu, aur ek baat un dono ko pata nahi chalna chaahiye ki hamne ye Darwaja khola tha, sirf un dono ko hi nahi kisi ko bhi yah baat pata nahi chalni chaahiye, yah raaz sirf ham dono ke bich hi rahna chaahiye

Abhi : H, thik hai

Yug aur abhi dono uthkar wapas se Darwaaje ko waise hi band kar dete hai jaise wo pah8ale tha uske uper taala laal kapda aur taabij bhi baandh dete hai, ab wah Darwaaja aur taala pahale ki tarah lag raha tha koi kah hi nahi sakta tha ki taala todkar Darwaja khola gaya tha yug aur abhi dono waapas se niche hall mai jaakar sone ki koshish karne lag jaate hai laakh koshish karne ke baad bhi wo dono nahi so pa rahe the, kamre ka haadsha baar-baar unki aankho ke saamne aa raha tha dekhate hi dekhate un dono ki kab aankh lag jaati hai unhe pata hi nahi chalta hai

Subah ke saat ( 7 : A.m ) baj rahe the yug, abhi, kayar aur kachuwa chaaro gahari nind mai so rahe they tbhi Darwaaja khatkhataane ki awaaj sunai deti hai koi itani jor-jor se Darwaaja khatkhata raha tha ki aisa lag raha tha yadi Darwaja jald hi nahi khola gaya to wo Darwaja tod dega Darwaja khatkhataane ki aawaj sunkar kayar ki nind khul jaati hai aur wo nind mai hi usa
ke bagal mai so rahe kachuwe se kahta

hai

Kayar : yaar kachuwe dekhna kun hai, subh-subh kun Darwaaja khatkhata raha hai itani jor jor se

Kachuwa nind mai badbdaate huye kahta hai

Kachuwa : yaar tu hi dekh le na mujhe nind aa rahi hai
kayar kachuwe ko laat maarte huye kahta hai

Kayar : uthna yaar, kon se tujhe raajkumari ke sapne aa rahe hai

Kachuwa uthte huye kahta hai

Kachuwa : uth raha hu na...maar kiyu raha

jab Kachuwa uthta hai to dekhata hai ki yug aur abhi bhi uth gaye the aur apane bistar par baithe huye thye dono Darwaaje ki tarf dekh to rahe the par Darwaja nahi khol rahe thye

Kachuwa un dono se kahta hai........

Kachuwa : yaar jab tum dono uthkar hi baithye ho to tum dono mai se hi koi ek Darwaja khol deta, meri nind kiyu khraab hone di....?

yug abhi kachuwe ki baat ka kuch jawaab nahi dete hai, dono hi raat ke haadse se abhi tak baahar nahi aa paye thye

Kachuwa bad-badaate huye kahta hai.......

Kachuwa : in dono ko kya ho gaya, lagta hai abhi tak nind puri nahi huyi

itna kahte huye Kachuwa darwaaje ke paas pahunch jaata hai jab wo darwaaja kholata hai to dekhta hai ki Darwaaje ke saamne ek
budha khada hua tha us budhe ne safed dhoti, kurta aur gale mai laal gamchha pahna hua tha baal puri tarh safed aur kuch jhad chuke thye, sir ke ek dam bicho bich chaand dikhta tha budha kahta hai

Budha : beta tum hi yug babu ho kya...?

Kachuwa : are nahi nahi, mai yug nahi hu aapko yug se milna hai kya

Budha: h ham to yug babu se hi milne aaye thye

Kachuwa yug ko awaaj lagate huye kahta hai.......

Kachuwa : are yug jara yaha par aana koi tujhase milne aaya hai

Yuug man hi man sochane lag jaata hai ki ye mujhse milane subh-subh kon aa gaya jab yug us budhe ko Darwaaje par khda dekhta hai to mantr mugdh awastha mai khda ho jaata hai wo budha kachuwe ko side hatata hai aur yug ke kandhe chhute huye khush hone lag jaata hai uski aankho mai aansu aa gaye thye
wo budha yug ki kalai pakdte huye kahta hai...........

Budha : bahut bade aur hatte katte ho gaye ho beta

Kachuwa man hi man sochne lag jata hai - kachuwa : ( man mai ) ye budha kon hai

yug kuch yaad karte huye kahta hai.......

Yug: aap ballu kaka hai na

Wo budha khush hote huye kahta hai.....

Budha : H beta mai hi ballu kaka hu, badi der kar di pahchanne mai, mujhe to laga tha tum aaoge hi nahi, 12 saal baad dekhkar badi khushi huyi tumhe

ballu kaka yug ke ghar ke pushtaini naukar thye jo bachpan se hi unke ghar par kaam kiya karte thye

Yug : aap yahaa par kaise aur aapko kaise pata chala ki mai yaha par aaya hu......?

Ballu : yug babu mujhe kya pure gao ko pata chal gaya hai ki koi pardeshi shahar se aaya hai, ham to samjh gaye thye ki wo pardeshi aur koi nhi balki hamare yug babu hi honge par ye kya aap is laasho waali kothi mai kiyu ruke hai, aapko apne ghar par rukna chaahiye tha na.......?

Yug : ye bhi to mera hi ghar hai na ballu kaka

Ballu : H yug babu ye bhi aapka hi ghar hai par aapko nahi pata badi manhush kothi hai ye, isi kothi ne to hamare chote maalik yaani aapke papa ki jaan li thi hamane to ye bhi suna hai ki yahi kothi us daayan yakshini ka dusara thikaana tha, chaliye chhodiye ye sab baat, aap na hamare saath chaliye ham na aapko lene aaye hai bade maalik ne aapko lene ke liye hame bheja hai

yug hairaani ke saath kahta hai.........

Yug : bade maalik matlab bade papa na

Ballu : H yug babu wo hi, chaliye jaldi se apna saman laiye aur chaliye hamare saath

Yug : nahi ballu kaka, mai nahi aa sakta

Ballu : par kiyu......?

Yug : bas mai nahi aana chaahata waha par, ab mai yahi par rahunga, yahi mera ghar hai

ballu kaka yug ki aankho mai dekhte huye kahte hai...............

Ballu : aap chhaya choti maalkin se abhi bhi naraz hai kya........?

yug kuch jawaab nahi deta ballu kaka apni baat ko aage jaari rakhate huye kahte hai....

Ballu : mujhe pata hai aapki naraazgi abhi tak khatm nahi hui par yug babu choti maalkin ki saja aap badi maalkin ko kiyu de rahe hai, wo aapki raah taak rahi hai

Yug : kya kaha badi maa mera intajaar kar rahi hai

Ballu : h yug babu jaise hi badi maalkin ko pata chala ki aap yaha aaye hai to unki khushi ka to kuch thikana hi nhi raha, wo to chaahti thi ki ham kal hi aapko lene aa jaaye par raat ho gayi thi aur hamare gao mai aaj bhi raat ko nadi paar nahi ki jaati, aapko to pata hi hai ki Rongkamucha gao se Banglamunda gao jaane ka maatr ek raasta hai aur wo hai kishnoi nadi aap chalenge na....?

yug phir kuch jawaab nahi deta

ballu kaka apne haath jodate huye kahte hai............

Ballu : maana mai aapka naukar hu aur aap mere maalik, mai aapko hukam nahi de sakta par badi maalakin ke liye mere saath chaliye, mai badi maalakin se waada karke aaya hu ki aapko apne saath lekar hi aaunga

yug ballu kaka ke haath pakdate huye kahta hai............

Yug : are ballu kaka aap haath jodkar mujhe sharminda mat kijiyi aap koi naukar nahi hai aap to mere kaka hai, ballu kaka aap bas thodi der intajaar kijiye mai abhi taiyaar hokar aata hu

Ballu : thik hai beta

kuch hi der mai yug taiyaar hokar niche aa jaata hai yug ko jaate dekh Kachuwa kahta hai..........

Kachuwa : yaar tu ja raha hai to phir ham bhi nikale yaha se

kayar bhi kachuwe ka saath dete huye kahta hai..............

Kayar : H yaar mujhe bhi bindu ke paas jaana hai, kal raat se use nahi dekha pata nahi kaisi hogi

kachua munh banate huye kahta hai.......

Kachuwa : tubto aise bol raha hai jaise kayi jamaano se use nahi dekha

kayar : tu nahi samjhega pyaar mai ek-ek pal dur rahna kitna mushkil hota hai

Abhi un dono ke bich mai hi bol padta hai...

Abhi : mai bhi nikalta hu

yug Abhi ko mana karte huye kahta hai......

Yug : are tu kaha ja raha hai agar tu chala jayega to phir wo kaam kaise karega......?

Abhi : are us kaam ka saaman lene hi to ghar par ja raha hu, kal bataaya tha na saaman ghar par hai

Kachuwa hairaani ke saath kahta hai......

Kachuwa : ye tum dono kis kaam aur saaman ki baat kar rahe ho

Abhi bahana banate huye kahta hai.......

Abhi : are wo taala lene ki baat kar raha hai, grewyaard kothi ke liye ab tujhe to pata hi hai hamne taala tod diya tha baahar waale Darwaaja ka agar koi chor ghus gaya to, isaliye taala lene mujhe ghar jaana hai

Kachuwa hansate huye kahta hai........

Kachuwa : Hihihi are taale ki koi jarurat nahi hai, koi chor galati se bhi is kothi mai chori karne ki sochega bhi nahi

yug aur uske dost grevyaard kothi se chale jaate hai

ballu kaka aur yug Rongkamucha gao jaane ke liye kishnoi nadi paar kar rahe thye suraj ki kirane sidhe yug aur ballu kaka ke chehare par pad rahi thi jis kaaran dono hi pasine se bhig gaye thye nadi mai ghutano ke uper tak paani tha unke aage piche bhee kuch log nadi paar kar rahe they din mai nadi ka najaara atyant man mohak lag raha tha yug aur ballu kaka nadi paar kar hi rahe they ki tabhi yug puchata hai

Yug : waise ballu kaka abhi waha ghar par kon kon hai

Ballu : waha par abhi bade maalik hai, badi maalakin hai aur badi maalakin ke bhai sudesh babu, unki patni rajani aur unki beti amodita hai or aap ki maa choti maalakin or aap ki badi didi kavya hai

Yug : achcha

yug kuch der rukkar puchata hai.......

Yug : kya waha par vandna bhabhi nahi hai.....?

Ballu : are h mai to unke baare mai batana hi bhul gaya par yug babu vandna bahuraani ka us ghar mai hona na hona ek samaan hai

Yug : aap aisa kyo bol rahe hai ballu kaka mai aapke kahne ka matlab samjha nahi.....?

Ballu : matlab yah babu ki us waqt aap Chhote thye isaliye shayad aapko yaad nhi jab yakshini ne viraat babu ko apna Shikaar banaya tha............

Ballu kaka ne itna hi kaha tha ki tabhi yug bich mai hi unhe tokte huye kahata hai..............

Yug : kya kaha aapne yakshini ne viraat bhaiya ko apna shikaar banaya tha par mujhe to bataya gaya tha ki unki maut dil ke daure padne ki wajah se hui thi jab wo kishnoi nadi hi paar kar rahe they tabhi unhe dil ka daura pad gaya aur wahi par unhone apna dam tod diya

Ballu : wo to yug babu aap us wqkt aap chhote thye na isaliye yakshini ki sachchai aapko batai nahi gayi thi varna aapke dil mai uska khoof baith jaata, wo yakshini bahut hi khatranak thi kisi-kisi mardo ke shaw milate thye aur kisi ke to milate hi nhi thye, ham kismat waale thye ki viraat babu ka shaw hame nadi ke paas hi mil gaya tha

yug ballu kaka ki baat ka kuch jawaab nahi deta wo gaur se nadi paar karte huye unki saari baate sun raha tha

Ballu : viraat babu ko maut ki khabar jab vandna bahuraani ko lagi to jaise unki duniya hi ujad gayi, kaise na ujadati aakhir ek patni ki duniya uske pati se hi to hoti hai viraat babu ke jaane ke baad vandana bahuraani ne apne aap ko ek kamre mai band kar liya, na kisi se baat karti thi na apne kamre se bahar nikalti thi mujhe to saalo ho gaye par maine bahuraani ko nahi dekha, khaana pina bhi badi maalakin unhe kamre mai de aati hai, maalkin ne bahuraani ko kitna samajhaya ki bhul jaaye viraat babu ko par wo kaha kisi ki sunti hai mujhe to lagta hai ki unke praan bhi tabhi chale gaye thye jab viraat babu ke gaye thye, sachcha pyaar isi ko kahte hai

ballu kaka ki saari baat sunne ke baad yug ki aankho mai nami aa gayi thi, aati bhi kaise nhi aakhir bachapan mai maa se bhi jyaada pyaar use koi karta tha to wo usaki vandana bhabhi hi to thi

Aese hi baate karte karte yug or ballu kaka Nadi paar karte huye yug ke bade papa ke ghar aajate hai yug ke Bade papa ka Ghr Ek haweli thi Haweli ke aage ek bada saa medaan khaali jagh tha jaha kuch majdur kaam kar rahe thye wahi Ghr ke Aagan mai ek table or ek kursi par ek khubsurt aurat bethi huyi thi jiski umar 44 saal thi par dekhne se wo 36 ke aas-pass ki lag rahi thi jese hi uski nazar yug or ballu kaka par padti hai wo apni kursi se uth jaati hai or yug ko dekhne lag jaati hai Yug bhi us aurat ko ek nazar dekhta hai phir apni nazar fer leta hai

Es tarf yug ki badi maa jaanki or uske bhai ki patni Rajni kitchen ke ander khana bana rahi thi Rajni sabji bagharte huye kahti hai

Rajni : aapko kiya lagta hai bhabhi yug aayega yaa nhi aayega.....?

Jaanki jhat se Rajni ki baat ka jawab dete huye kahti hai..........

Jaanki : are tum aesa kiyu khati ho Rajni, yug beta hai es ghr ka aur mere viraat ke gujar jaane ke baad yaha par jo kuch bhi hai wo sab usi ka to hai, dekhna wo jarur aayega ballu kaka lene gye hai naa use wo yug ko apne saath lekar hi aayenge mera man kahata hai

Rajni : ( hichkate huye ) H wo sab to thik hai bhabhi par mere man ko ek baat khaye jaa rahi hai or wo ye hai ki yadi yug ko yaha hamare ghr aana hi hota to wo shide aa jata use wo laasho waali kiya khate hai H Garevyaad kothi kholne ki kiya jarurt thi, aap ko pata hai nakitna hungama ho rha hai usko lekar dono Gawo mai

Jaanki : H Rajni mujhe pata hai, usi ke liye to aaj meeting bhi bulayi gyi hai par tumhe to pata hai na jab yug chhota tha or anuraag ke gujar jaane ke baad Yug apni maa se baat hi nhi karta hai Har chha mahino mai uski Maa usse milne Banglore l jaati thi par yug jab tak boarding school mai tha wo apni maa se nhi milta tha uske baad Yug whi apni aunty ke ghr rahne laga jese jese wo bada hone laga wese wese apni maa se nafrat karne laga uska manna hai uske pita se usko uski Maa nai dur kar diya hai.

Jaanki apne haato se ishara karte huye khati hai.........

Jaanki : are Rajni jaldi sabji baghar warna masala jal jaayega dekh jara

Rajni chammch hilaate huye kahti hai........

Rajni : H bhabhi mera dhayan hai yaha par

Jaanki or Rajni aapas mai baate hi kar rahi thi ki tabhi waha par Rajni ki beti amodita aajati hai Amodita ki umar karib 20 saal thi dikhne mai wo sunder to thi par uska rang sawala tha

Amodita kitchen ke ander ghusate huye kahati hai..........

Amodita : Aap dono yaha par bs khana hi banate rahengi yaa bahar mehmaano ka sawagat bhi karengi yug ji aagye hai

Jaanki kush hote huye khati hai..........

Jaanki : kiya kaha amodita beti, yug beta aagya

Amodita : H Buaa aur yug ji bahar Anushka Buaa,papa or fufaji ke pass khade huye hai aaplog chaliye mai kavya ko lekar aati hu

Jaanki Rajni ka haath pakadte huye khati hai...........

Jaanki : chal Rajni jaldi se yug bete se milne.

rupali-ganguly-bday1-624fdac4e7d67

Jaanki.......age 54 year dekhne mai 45 ki lagti hai chuchi size 36 kamar 32 gaand 38 Yug ki badi maa or Dilip ki diwi

95z5su55yin81

Rajni.............age 42 years chuchi size 32 kamar 30 gaand 34 sudesh ki patni or amodita ki maa

237eb7a4d64104567ca80463a48bc295

Amodita.........age 20 years chuchi size 28 kamar 26 gaand 32 Rajni or sudesh ko beti

Nayanthara-hot-new-pics-10

ANUSHKA...............AGE 44 YEARS CHUCHI 32 kamar 28 gaand 34 Kavya or yug ki maa

c7a237105d9201953e5ae57e3a0f032b

Kavya.........age 24 years chuchi size 28 kamar 26 gaand 30 Anushka ki badi beti or yug ki didi.

Ab Aage..........

β˜† Chapter : washikaran Chay β˜†

Amodita : pasand to karti hu

Rajni : to phir agr tujhe Yug chahiye to tujhe kaala jaadu karna padega, use apne wash mai karna padega tabhi wo tere wash mai aayega.

3797 Words complete..........

"Dear Readers" Aage ki updates or majedaar ho uske liye like πŸ‘ or comments πŸ—£ Karte rahiye taaki Hm aap ke liye updates ko or BEHTER bana sake.

Keep supporting..........😎
 
expectations
22,454
14,682
143
Yug ka faimly introduction ho gawa wo yakshini pata nai use andar hai ya bahar hai waise writer sir ne use bahar nikaalne me koi kasar na chhodi hai aur writer inna tharki hai ki har ladki chunchi gand size likh deta aise jaise feeta liye naap leta uska yahi kaam hai :beee:
 
Feet ki kiya jarurt hai Hm to nazaro se naap lete hai :hukka:
 
Active member
815
1,334
123

Superb update lekin aisa lag raha ye adha update hai jaldi se baki ka post kariye :waiting:
 
expectations
22,454
14,682
143
Thanx

Wow ese kahte hai man laga kar read karna πŸ’πŸ‘

Wese ye update to pura hai magr aap ne shi pakda hai es update ki kadi aadhi-adhuri hai
Isko lolipop bhi bolte hain waise hum kya kiraye ka man lakar padh rahe the bhai waise ab mai agle update tak chup rahunga tum cc kara dete ho :batt:
 
Top